Shree cement me ek khash baat aur hai ye chitkta nhi hai chahe chat ho ya plaster kyuki mere ghar me abhi yahi use ho rha hai ab tk 1630 boriya lg chuki
@@IshaanDesigns sir make videos on acc vs ultra tech and also being a responsible citizen make people aware about mini plants of cement and copy cements many persons in my village are buying mini plants low quantity cements just for cheaper price or your can say only 10 Rs difference from Bangur and Shree jang rodhak
@@vikashkumaryadav3512 bhai dono hi ek jaise h shree company ke hi h dono bus rockstrong cement avoid krna Baaki agar budget sahi h to shree rofoon acc ya ambuja use kro kaafi ache results h iske
@@IshaanDesigns ha sir Roofon video hai but us video me ya nhi bataye hai ki Cement ka Grade kha likha rahata hai... Is bar video bana sir to Grada kha pe likha rahata hai jarur batana plz ..
Shree cement maine salab me use kiya 6 Month ke baad pure salab me crack agaya hai , sir ap bata sakte hai kya problem hai Shree me hai dhalai me hai ?????
Hello Isha bhai Precast concrete products ka business hai odisha mein. Konsa concrete cement acha hoga regular use ke liye quality chahiye with reasonable price. Please suggest
@@IshaanDesigns local products nearest-- ramco, jsw cement ,roofon ,Sagar cement, Jindal panther concrete. is mein se jsw cmnt use Kiya hai par not satisfied with quality as per its price. Suggest from these.
@@rajeshnareda4763 non Trade bina billing ka maal hota hai. To usme GST ka amount discount mil jata hai. 50₹ sasta. Ultratech 380 me bht acha hai. Lelo
@@IshaanDesigns sahi bole aap ki reti k jaisa girta hai lekin agar plaster ka masala jb halka gila rahta hai tb,, lekin jb hamne is masale ko jada gila kr k lagwaya to plaster bahot mazboot aaya ,, ultratech se bhi jada ultratech sirf naam pe bik rhi hai isse to achha mysem hai
@@IshaanDesigns me apne ghar me shree jung rodhak cement use kr rha hu abhi 1st lanter dala he. please reply shree lanter ke liye acha q nhi he or lanter ke liye ambuja shi rahega ya koi or ?
Bhai mane simpale wala cement dala h sari kathi me lagbhag 520 bag. Ke karib lagya h lanter me bhi ye hi dala h ok bhut badiya cement h
Tab to badia hai
Mast है जोरदार
Thanks
Dalmia dsp cement dhalai me kesa rahe ga
Shree cement 43 grade shi rhega kya roof, plaster or chunai ke liye
Han
@@IshaanDesigns sir Roof me crack to nhi aayega na shree cement 43 grade se
Rajasthan churu district ke weather according rockstrong cement kaisa hai
Okay okay
Sbse cheap quality cement h rockstrong
Shree cement me ek khash baat aur hai ye chitkta nhi hai chahe chat ho ya plaster kyuki mere ghar me abhi yahi use ho rha hai ab tk 1630 boriya lg chuki
Chitkta nhi hai matlab?
Crack nhi aata plaster pe
Mujhe ye bataiye ki ek siment hai shree altratek naam ka h please bataiye aap sab ye kaisa hai please
Sir unique cement dalmia kaun best hai dhalai ke liye
PPC cement best hai koi bhi company ka lo
Bangar power mex ke bare me jankari dijiye sab
Non trade ka kya rate rehta hai
10-20% discount
Sir in karnal shree best prices are 370 for jang rodhak and 405 for roofon
Wah
Sahi price mil rhi
@@IshaanDesigns sir make videos on acc vs ultra tech and also being a responsible citizen make people aware about mini plants of cement and copy cements many persons in my village are buying mini plants low quantity cements just for cheaper price or your can say only 10 Rs difference from Bangur and Shree jang rodhak
bangur best hai ki shri jang rodhak best
kon best dono mese
@@vikashkumaryadav3512 bhai dono hi ek jaise h shree company ke hi h dono bus rockstrong cement avoid krna
Baaki agar budget sahi h to shree rofoon acc ya ambuja use kro kaafi ache results h iske
Jk platinum supremo vs jk Pro Plus me kon jyada better he roof casting ke liye
Pro plus
Sir mere makan ka kaam chlane wala h 8 December 2022 sai ...mai shree cement lene ki soch rha hun par confuse hun abhi tak ..ya altratach cement lun
SHREE NON TRADE 43 GRADE MILE to lelo.
Varna Ultratech jyada sahi hai
@@IshaanDesigns 53 grade mil rha h ...neem or RCC coloum k liye thik to h sir reply krna
@@pankajtailor9448 thik hai.
Ambuja is best high compressive strength
Birla gold cement kaisa hai??
Best
Sir, Shree cement ka MTC hai ?
MTC-
46
Roofon kaisa hai chhat dhalai ke liye
Roofon acha h
Sir bangur cement plaster ke liye kesa rahega
Okay okay
Sir shree cement ke bag per grade kha likha hota hai .. isper video bana dijiye sir..
Jarur, vese Roofon ka alag se video banya tha
@@IshaanDesigns ha sir Roofon video hai but us video me ya nhi bataye hai ki Cement ka Grade kha likha rahata hai... Is bar video bana sir to Grada kha pe likha rahata hai jarur batana plz ..
@@suryakumar3380khi nhi likha hota hai bhai
Bangur power cement kaisa regega roof dalne ke liye @385 per bag
Bangur power ka review acha hai, jisne use kai unhone bdia btaya hai
385 rs rate galat bta rhe ho bhai
Sir diwar ke liye rockstrong kaisa hai
Acha hai.
Laga skye
Plaster keliye shree ka konsa cement lu
Shree roofon
Shree ka concrete cement kaunsa hai
@@pavanyadavcontractoratikul1190 megna
Sir Nuvoco concreto ki ek video banadijiye... Humare location main a bohot chalta hain...
Han hmre yaha bilkul nhi chlta
Shree cement maine salab me use kiya 6 Month ke baad pure salab me crack agaya hai , sir ap bata sakte hai kya problem hai Shree me hai dhalai me hai ?????
Dhalai me dikkat hogi,.
Aap ek bar shree cement ke customer care ko call kren
@@IshaanDesigns dhalai ki koi problem hoti to 1 month me dikhne lagti sir,
Shree cement ki prace kya H
Barmer me nontrade cement 290 me mil rha
Sahi h ya nhi
Han bht sahi
Hello Isha bhai
Precast concrete products ka business hai odisha mein. Konsa concrete cement acha hoga regular use ke liye quality chahiye with reasonable price. Please suggest
Local products will help you with quality and budget friendly cement
@@IshaanDesigns local products nearest-- ramco, jsw cement ,roofon ,Sagar cement, Jindal panther concrete. is mein se jsw cmnt use Kiya hai par not satisfied with quality as per its price. Suggest from these.
@@tausifraheman4245 RAMCO
Very nice, Rajasthan ka cement
Bhaut bhaut dhanyawad
Rock strong cement lenter छत की ढलाई के लिए कैसे
Dusra le skte
Shree cement mera best choise hey
Han par kabhi kabhi acha result nhi ata
Rajasthan me konsa cement achha h, roof ke liye ? Price+ quality
Rajasthan me,
Shree cement (non trade jyada)
Ultratech
Jk super
Wonder
Jk laxmi (non trade me best)
Ek or video separate banaenge iske liye
@@IshaanDesigns none trade means ? Mujhe roof me use krna h shree 360 bta rha h aur ULTRATRACK 380 konsa lena chahiye ye bta dijiye aap
@@rajeshnareda4763 non Trade bina billing ka maal hota hai.
To usme GST ka amount discount mil jata hai. 50₹ sasta.
Ultratech 380 me bht acha hai.
Lelo
Sada cement ki quality kaesi hai, lagana chahiye ya nahi, ye nahi bataya.
Shree nhi lgana chahiye
Kamaal hai yaha video me aap Shree ki badai kar rahe ho, comment me shree ke liye mana kar rahe ho?
🎉🎉🎉🎉
🙏🔥🔥💡💡
Mujhe shree jang rodhak 352 per katta padh raha hai aur roofon 392 per katta
To aap. Konsa lene wale hai
@@IshaanDesigns Leliya roofon for lenter and jang rodhak aur kaam ke liye
Roofon water proof hai ?
Nhi
Kis duniya me rahte ho bhai 310 me cement kha mil rha hai
Barmer rajasthan.
(Or price 4 month purani hai dada Date bhi dekho)
abhi 285 ka mil rha
@@ayushkumargupta100 koin sa cement bhai
Shree jung rodhak ka premium hai bhai ji roofon
Yes
Sahi pkde
Sir MP birla rakshak par video banao please🙏 jaldi banao meri छत dalne baali he.
Kal subha 9 baje Rakshak ka video mil jaega
Hame Company Ko Clem Krna H Sab Mera Ghar Bekar Ho Gaya H Please Help
Company k customer service ko phone kro
Kn sa cement lgaya tha apne ji
Ha
!!!! Han kya
Shree cement me kam kar chuka hu me sikandrabad up me
Congratulations
Best non trade cement
Han non trade ka sbse bada market
Adani cement dethroned birla definitely
No chance.
Compitition kah skte.
Pr can't beat Birla
@@IshaanDesigns I think you don't know about adani . He is very strong because they have every resource need for cement manufacturing
जंग रोधक पीपीसी सीमेंट के पेपर बैग का फोटो दिखाए
Next video m
Waiting for Next video sir
@@AbdulRasheed-zy1dq 👍👍👍👍
Kon cement achcha hai
Bihar
No rate achi or or quality bhi
Roofon is best for his price
Yes
Jungrodhak ki quality achi nhi h roofon thk h inka
Ye hi problem h ungli giste h shi btaya
Han, problem to hai fresh bags loge to, problem nhi aaegi
Fresh hi liye bhai pehle panipat haryana plant k bag liye the 50
Iss baar bulandshahr plant k aagye quality achi ni nikli
@@ParasBaliyan05 bahut kharab hai ye to.
Abki bar, aap dusro ko salah dena ki buland sehar ke katte na le.
@@IshaanDesigns sahi bole aap ki reti k jaisa girta hai lekin agar plaster ka masala jb halka gila rahta hai tb,, lekin jb hamne is masale ko jada gila kr k lagwaya to plaster bahot mazboot aaya ,, ultratech se bhi jada ultratech sirf naam pe bik rhi hai isse to achha mysem hai
@@ParasBaliyan05 bhai panipat me kya rate h Shree and roofon ka
Adani aa gya cement industry main 😅😅
@@thaentertainmentHouse han
Sry to say but you don't have proper information of Shree roofon cement
Okay
Sahi information kya hai, aap batae to me improvement krta hu
Boht gtia h shree cement mene lgaya abi pta chla fs gea me to
Plaster kraya pr putti krane k time boht niklta h
Han hai hi
Kya kr skte
Han bht jyada
श्री जंग रोधक सीमेंट छत के लेंटर के लिए कैसा रहेगा
Thik thak jyada acga nhi
@@IshaanDesigns me apne ghar me shree jung rodhak cement use kr rha hu abhi 1st lanter dala he. please reply shree lanter ke liye acha q nhi he or lanter ke liye ambuja shi rahega ya koi or ?
Shree cement slab ke liye kaisa hai
I don't like Shree cement.
Par Roofon uska brand acha hai
Shree cement contact no chahia
Net pe mil naenge
Bahot Bekar H Sir
Sahi bola
Mere yahan shree cement 340 ka or roofon 380 ka milta h samastipur, bihar me
380 bht sahi rate hai