Mulke wafa ko naaz hai ummul baneen par | Anjuman Ghunchae Mehdia Lucknow | Shabbedari Unnao
HTML-код
- Опубликовано: 20 сен 2024
- Mulke Wafa Ko naaz hai ummulbaneen par Musaddas by Anjuman Ghunchae Mehdia Lucknow Qadeemi Majlis o Shabbedari Anjuman Husainia Unnao
Date: 23 Moharramulharam 1439H (14 October 2017)
Day: Sanichar (Saturday)
Time: 8:30 pm (8:30 baje shab)
Place: Chaudhrana Unnao Uttar Pradesh
Nizamat: Aaftabe Nizamat Janab Arshi Wasti Sahab
Majlise Aza: HujjatulIslam Aalijanab Maulana Sayyad Waqar Ahmad Rizvi Sahab Qibla Gopalpur Bihar
Anjuman Haai Matami:
Anjuman Azae Husain Unnao, Anjuman Husainia Haiderpur Kanpur Dehaat, Anjuman Husainia Qadeem Lucknow, Anjuman Zeenatul Aza Alampur Barabanki, Anjuman Ghunchae Mehdia Lucknow, Anjuman Haidaria Maniyarpur, Anjuman Haidaria Abdullahpur Akbarpur Ambedkar Nagar
Juloos Zareeh Aqdas batareekh 15 October baroz Itwaar Baad Namaz Farj Baramad hoga jisme tamam anjuman haai matami Nauhakhwani wa Seenazani karegi
Minjanib: Anjuman Husainia Chaudhrana Unnao Uttar Pradesh
Like Us On Facebook: / azadarehusain72
Visit Us On: azadarehusain.com
Video By:
Mohd. Akif
Mob. : 8601086798
Email: Mohdakif227@Gmail.Com
mashaallah allah ap sab ko salamat rakhi
Mashallah
Yaa Abbas (a.s) madad
Mashallah babut khoobsurat kalaam hai....
ya Hussain
Masha allah mola inko jannat nseeb kre
Aameen
Iska written nauha pls send kijiye wordings barabar smj nhi rhe hai likhne mei
Mulke wafa ko naaz hai ummul baneen per
Khake shifa ko naaz hai ummul baneen pr
Kul karabala ko naz h ummul baneen pr
Had h khuda ko naaz h ummul baneen pr
Ummul baneen malkai azmo sabat hai
Mushkil khusha ali ki sharikhe hayat hai
Mulke wafa
Rukhsat hui jo ghar se to isar le chali
Acchal me ahlebait ka atwar le chali
Ayat me dhala hua kirdar le chali
Ishqe abu turab ka mayr le chali
Ismat ka rang sheesha e asti pr chad gaya
Zehra k ghar pr ai to kad or badh gaya
Mulke wafa
Is ghar me bheek lene farishte bhi ai h
Chaukhat pr chand tare jabeele jhukai h
A kar bahist walo ne jhule jhulai h
Baccho ne roti bhej k sure mangai h
Binte nabi jaha pr dhulan ban k ai hai
Ummul baneen bhi wahi tashreef lai h
Mulke wafa
Beti ye sher ki h to shauhar bhi sher h
Binte asad k sai me tevar bhi sher h
Malik bhi ghar ka sher h naukar bhi sher h
Ye jisko pal de wo ghazafar bhi sher h
Inka pisar tarai ko maskan banaiga
Hr hal me furat ko pani pilaiga
Mulke wafa
Bhai sa.aap log fazail par matam kar rhe ho.apni wah wahi me matam ke aadab bhul gye ho.
👌👌👌
Ye tu fazail han...isko nohay ki tarah q parhna gaya.
Jii iske lyrics mil sakti hai...
Ya Hussain