नवरात्रि अष्टमी का व्रत कब करें 10 या 11 को | कन्या पूजन कब करें| कलश के नारियल का क्या करें ||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 окт 2024
  • Navratri ashtami kab hai, Kanya Pujan kab Karen, Kanya Na mile to Pujan kaise karen, Kalash ke nariyal ka kya Karen, Navratri 2024 mein ashtmi kab hai,
    #ashtamikabu
    #kanyapujankabkare
    #kalashkenariyalkakyakare
    #kanyanhimiletokyakare
    #navratri
    #kanyapujan
    #navratri2024
    #mypacificwall
    #neetusharmavlogs

Комментарии • 102

  • @varunjaiswal7195
    @varunjaiswal7195 2 дня назад +5

    Radhe radhe दीदी 😊😊😊😊🎉🎉🎉

  • @sarojnarang8688
    @sarojnarang8688 2 дня назад +4

    Radhe krishna

  • @sheikhfarhana575
    @sheikhfarhana575 День назад +1

    Hi mam
    Thanks. Bolne wali thi usse pehle hi..

  • @deepikagangrade3939
    @deepikagangrade3939 День назад +1

    Radhe radhe didi thank you so much .....hame pooja ke bare Etna batane ke liye❤

  • @sushmagarg3605
    @sushmagarg3605 День назад +1

    Radhey Radhey 🙏🙏❤️

  • @SukhwinderSingh-pu1pu
    @SukhwinderSingh-pu1pu День назад

    Thank you so much didi ji
    Bhut achi video sabhi doubt clear hoge Jai mata di ji 🙏🏻

  • @malatidevifamily8628
    @malatidevifamily8628 День назад +2

    दीदी हवन खोईछा भर के कन्या पूजन करेंगे

  • @lifewithsonika
    @lifewithsonika 23 минуты назад

    mam jisne 1st or last fast kiya h vo fast 10 ko kre ya 11 ko please bta do😊

  • @AartiVlogs24
    @AartiVlogs24 День назад +1

    Very nice ❤

  • @bablisonkar9396
    @bablisonkar9396 День назад

    Bht helpful h apka video 🌹🌹 jay Mata Di
    Hawan ka video bhej dijiye 🙏🙏

  • @nirmlakumari3701
    @nirmlakumari3701 День назад +1

    Jai Mata di

  • @nancypal6444
    @nancypal6444 День назад +1

    Didi bahut axe gifts aap layi ho didi 🥰🥰🥰🥰😘😘😘😘😘

  • @SukhwinderSingh-pu1pu
    @SukhwinderSingh-pu1pu День назад +1

    Jai maa durga 🙏🏻

  • @deeptoor7903
    @deeptoor7903 День назад

    Mam main ashtmi pujan karti hu aur sham ko 5 baje bulati hu baccho ko to kya thik hain ye is waqt b pujan kar skate h aur 8/9 vmi ek he din hain to usi din nariyal aur kalash utha le kya mam aur navgarash ya agle din ye 2 baate mujhe bata dijiye plz ya agale din subha karu ye sab?

  • @priyankapathak7800
    @priyankapathak7800 День назад

    Didi ashtami ka brat kis date ko karu
    Mai pahla or last ka rakhti hu brat
    Navmi ko hum kanya bhoj krate h

  • @ritutomar1012
    @ritutomar1012 День назад

    Hii didi
    Navmi ke din11 ko kanya pujan karne ke baad vrat khol sakte hai.ya 12 ko he khole

  • @Yoyobro399
    @Yoyobro399 День назад +2

    Didi hamesha raat ko mera akhand jyot bhuj jata h

  • @muskanyadav7834
    @muskanyadav7834 2 дня назад +1

    Jai Mata di 🙏 Maine kanyaon ke liye pencil eraser sharpener liye 😊

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 дня назад +1

      Aapane bahut sahi Kiya study se related chijen bahut acchi rahte hain

    • @muskanyadav7834
      @muskanyadav7834 День назад

      @@Mypacificwall thank you

  • @messumanmehra7747
    @messumanmehra7747 День назад

    Ji mam Jo pratipada ka vrat nahin karta kya vah saptami aur ashtami ke vrat kar sakte hain last ke 2

  • @LATA177
    @LATA177 2 дня назад +1

    Di nariyal ko uthane ki koi vidhi hai ya hum pooja krne se pehle hi nariyal uthakar tod sakte hai....

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 дня назад

      Iska video channel per aaega ab tab dekh lena acche se samajh a jaega pahle hamen job jalani hai havan karna hai uske bad hamen nariyal uthana hai

  • @raghavbhardwaj163
    @raghavbhardwaj163 2 дня назад +1

    Jai mata di 🙏🙏

  • @Krishedit__6565
    @Krishedit__6565 День назад

    Shri Radhe Radhe Jay Shri Krishna 🙏🙏 Jay mata Di

  • @Kusum.soni98765
    @Kusum.soni98765 День назад +1

    Kuchh videos mein bata rahe hain ki saptami yukt ashtmi wala vrat nahin rakhna chahie to vah to thursday ko padta hai aur main ashtmi Wale din hi Kanya Pujan Karti hun thursday wala vrat kaise rakhun kya usi din 12 baje ke bad Kanya Pujan kar le

  • @Srishtigupta7207
    @Srishtigupta7207 2 дня назад +1

    Aap please kanha ji ka summer routine ki video banao please 😊

  • @LaxmiSharma-wf9yq
    @LaxmiSharma-wf9yq День назад

    Didi mere pass Ganesh nahi the mene supari se banaye h supari ka Kiya Karu please didi mujhe reply karo

  • @seemarani1415
    @seemarani1415 День назад +1

    ❤❤❤❤

  • @MonikaTewatia-zm5im
    @MonikaTewatia-zm5im 5 часов назад

    Didi mane sare navratri fast rekhe h mujhe aaj period ho gaye, mai ashtami m bhog kase bnau ,plz tell me

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  58 минут назад

      Abhi to aap bhog nahin banaa sakte hain aap Purnima ke din Kanya Pujan kar lijiyega abhi ghar mein aur koi jo bhi bhog available Ho vah bhog Chadha dega chauki bhi aap kisi aur se uthva lijiyega

  • @RajatSharma-hu8fq
    @RajatSharma-hu8fq День назад

    Didi 12 October ko subah 10 baje tak kar sakte hai

  • @deepakushvanshi5737
    @deepakushvanshi5737 7 часов назад

    Didi 9 din ka vrat rkha hai to vrat mata k visarjan k baad kholna h ya navmi ko or fr vrat kholne k baad uss din ek hi br kha sakte hai kya jb vrat kholte h

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  56 минут назад

      Kanya Pujan karne ke bad FIR vrat khol lete Hain

  • @jatinmeena5217
    @jatinmeena5217 День назад

    Thank you🙏 💐 mata rani Apko hamesha khush rakhe 🥰

  • @AlkaDhaka-ov4vv
    @AlkaDhaka-ov4vv 6 часов назад

    Mam Navmi ko fast kholne ke bad Saam Ko mata ji ki Pooja karni ha kya.

  • @anjanadevi648
    @anjanadevi648 День назад

    Hello mam Ham Ghar per Mitti ki Mata Rani Ka Murti rakhe hain kya dashare ke bad unko Visarjan kar sakte ya Ghar per Rakh sakte hain please bataiye are dashare ke din kab Visarjan Karen hai

  • @Sanatan_gyan_pradeep_mishra_ji
    @Sanatan_gyan_pradeep_mishra_ji 2 дня назад +1

    Jay mata di, Jay mata di, Jay mata di ❤❤❤❤❤❤

  • @prernaawasthi4077
    @prernaawasthi4077 День назад

    @Mypacificwall Dee astmi ka vrat kab karna hai 10 ya 11 ko pls bta dijie🙏🏼

  • @devsandhuvlog310
    @devsandhuvlog310 День назад

    Didi kalash wale jal kya karna h

  • @Anshika8269
    @Anshika8269 День назад

    Radhe Krishna Aunty jaise ki ashtmi Wale din havan hota hai to 10th ko Karen ya 11th ko Karen ? Ya FIR kya 10th ko 12:00 ke bad havan Karen ?

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  День назад

      Havan feel 11 tarikh ko hi hoga aap chahe to 10 tarikh ko 12:00 baje ke bad havan kar sakte hain lekin FIR havan se pahle chai Pani nahin Pina hai bilkul bhi

  • @kritiojha207
    @kritiojha207 12 часов назад

    Maam hum 9 din ka vrat kr rhe h or simple tarike se puja krte h q ki hum ek student h to kya hume v kanyao ko khilana h plz reply

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  12 часов назад

      Dekhiae agar aap student hai aur bhojan vagaira nahin banaa sakte hain to koi bhi Prasad le aaiae aur kanyaon mein Prasad Banta dijiye Bundi ka laddu ka koi bhi Prasad aap la sakte hain

  • @Khushi_official_pratapgarh
    @Khushi_official_pratapgarh 2 дня назад

    Bahot Aacha,didu🎉sapot kariy hmra bhi pelish didu❤❤❤❤

  • @manishachauhan7378
    @manishachauhan7378 День назад

    Mam Hamare Yahan per sutak ho gaya tha to isliye Ham na Vrat Kar Paye na Kalash sthapna To Ham last ke Chhath aur Sathe ka Vrat Hai To bich Mein Ham Nariyal Kalash sthapna kar sakte hain kya

    • @manishachauhan7378
      @manishachauhan7378 День назад

      Aur mam Shringar ka saman bhi cal Rakh sakte hain ya Rahane De

  • @AMIT_KUMAR_2.0-i8p
    @AMIT_KUMAR_2.0-i8p 12 часов назад

    Mam 11 or 12 ko mere ghr mai shaadi hai to kya mai kanya pujan 10 ko hi kr lu ...agar kru to kitne bje kitni knya?

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  12 часов назад

      10 tarikh ko dopahar mein 12:00 baje ke bad ashtmi tithi shuru ho jayegi aap uske baad aap kar sakte hai

  • @radheykrishan6345
    @radheykrishan6345 День назад

    Didi Aap Saree ma sundar Lagto ho Radhey Radhey 🙏🙏

  • @nancypal6444
    @nancypal6444 День назад +4

    Didi jo pure 9 fast hote hain unko Kanya poojan kb krna hai aur vrat kb kholna hai didi please btaiye didi 🙏

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  День назад

      Kanya Pujan 11 tarikh ko hi hoga aur Kanya Pujan ke bad aapko vrat kholna hai

    • @nancypal6444
      @nancypal6444 День назад

      ​@@Mypacificwallok didi bahut bahut dhanyawad didi 😊😊 bss yahi nhi pta chal rha tha didi dhanyawad didi 🙏🙏🥰🥰🥰

  • @messumanmehra7747
    @messumanmehra7747 День назад +3

    Ji mam yah Jo patasi aur mishri ka bhog hai donon time lagana hai Oriya Oriya Kapoor per long ka Joda donon time jalana hai

  • @lifeofparema
    @lifeofparema День назад

    मेम ज्वारे का क्या करना होता है

  • @manishasharma441
    @manishasharma441 День назад

    Didi fast kab kare phir ashtami ka

  • @kalpanayadav4533
    @kalpanayadav4533 День назад

    Didi Jo asthmi ka vrat rkhna hai vo kis din vrat rakhe or fir navmi ka poojan kare

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  День назад

      Abaki bar to 11 tarikh ko hi hoga aap chahe to 10 tarikh ko aap vrat Rakh sakte hain lekin Kanya Pujan to fir 11 koi karna padega agar aap 10 ko kar rahe hain to fir 12:00 baje ke bad karna vrat aap 10 ko kar sakte hain

  • @nandansingh5370
    @nandansingh5370 День назад

    दीदी राधे राधे दीदी हमें जैसे चढ़ती उतरती का व्रत रखा हूं उन लोगों को किस दिन व्रत रखना है गुरुवार या शुक्रवार🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉

  • @rosykundlas5626
    @rosykundlas5626 День назад

    Namaste di
    H
    Maine chocki lagaye hai vrat rakhe hai kaya hum astami pujan 10 ko kar sakte hai kuyu ki hame marriage main ghar se bahar jana hai

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  День назад

      Agar aap 10 tarikh ko Kanya Pujan kar rahe hain to fir aapko 12:00 baje ke bad karna hoga kyunki 12:00 baje ke bad hi ashtmi tithi prarambh honge

    • @rosykundlas5626
      @rosykundlas5626 13 часов назад

      Thanku di

  • @nancypal6444
    @nancypal6444 День назад

    Didi aapki video kanyayen dekh rahin hongi khush ho rhi hongi ki gifts dengi didi 😊😊🥰🥰

  • @khushbuyadav844
    @khushbuyadav844 День назад

    Didi mere javare ko chuha ne khrav kar di hai to me kya kau plz didi btao 😢😢

  • @Geetanjalitellstories4341
    @Geetanjalitellstories4341 День назад

    Kaha jata hai ki jo humne kalash staaphna ki to ussme devi devtaao ka awaahan kiya jata hai to issiliye Hume uss naariyal ko na to todna chahiye or na hi khana chaahiye?

  • @ANJALIKUMARI-ie2nm
    @ANJALIKUMARI-ie2nm День назад

    Astami ka vart kab torna hai

  • @kirancharvideopa1998
    @kirancharvideopa1998 7 часов назад

    10 ko sham ko kar sakte h

  • @jatinmeena5217
    @jatinmeena5217 День назад

    Hamare navratri nhi kare hai to kya hmm navmi ko kuldevi ka puja karke kanya jima sakte hai batye🙏 🙁

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  День назад

      Agar aapke yahan Navratri nahin karte Hain to iska koi Karan hoga aap najmane se pahle ek bar Apne Parivar mein badon se baat jarur kar len

    • @jatinmeena5217
      @jatinmeena5217 День назад

      @@Mypacificwall Are hamaare pariwar me chachi ji tau ji bhi navratri karte hai lekin mere ghar me koi nhi karta hai to hm navmi ko waise hi kuldevi ke naam ki kanya jima sakte hai kya 😕 or log navratri karte hai pariwar me 🙏🏻

    • @jatinmeena5217
      @jatinmeena5217 День назад

      @@Mypacificwall main agli baar se chtra ke navratri me navratri karunga to kya ladke bhi navratri ka vrat kar sakte hai 🙏🏻

    • @jatinmeena5217
      @jatinmeena5217 День назад

      @@Mypacificwall hamare to pehle se bhi che koi navratri ke vrat ke bina hi navmi ko kanya pujan kar dete hai 🙏

    • @jatinmeena5217
      @jatinmeena5217 День назад

      @@Mypacificwall Aap bhi Rajasthan se ho me bhi hu 😀🙏🏻

  • @divineangels2102
    @divineangels2102 2 дня назад

    Mam mujhe aaj date aagti h ab mein ya kru. Date 11 de phle jaengi nhi syd 12 tak rhe. Aur mam nein bhut lucky bhi hu mere birthday 11 ko h ussi din Ashtami aur Navami bhi h😊

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 дня назад

      Happy birthday in advance 🎉🎉 aur koi baat nahin karna Pujan aap Purnima ko kar dena

    • @divineangels2102
      @divineangels2102 2 дня назад

      @@Mypacificwall ok thanks mam🙏

  • @superstylishnamrata8359
    @superstylishnamrata8359 17 часов назад

    Mujhey periods 🩸 aane k pure chances hai Saptami ashtami k din

    • @superstylishnamrata8359
      @superstylishnamrata8359 17 часов назад

      Kya mai Saptami k din ashtami kanjak pujan kar sakte hai mere husband se nahi ho payega akele

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  12 часов назад

      Kanya Pujan to ashtmi ya navmi ke din hi kiya jata hai ab dekh lijiye agar 10 tarikh ko aap theek hain to 12:00 baje ke bad aap Kanya Pujan kar sakte hain kyunki 10 tarikh ko 12:00 baje ke bad ashtmi tithi shuru ho jayegi ya FIR aap Purnima ko kar lena

  • @ManSingh-si8cx
    @ManSingh-si8cx День назад +1

    Hmm kaniyao ke liye pencil box oor Rajasthani cunar lae hai Rajasthani cunar is liye kiyoki ham Rajasthani hai 😁 jai mata di 🚩

  • @NIKHIL-k9c
    @NIKHIL-k9c 2 дня назад +1

    radhe radhe pin me ham phele village me rahate the leken abb city mee aa gay too ham village me diwali time me kanya ko khana khila sakte hai kya reply
    pls

    • @Mypacificwall
      @Mypacificwall  2 дня назад +1

      Han ji khila sakte hain 🤗🤗

    • @NIKHIL-k9c
      @NIKHIL-k9c День назад +1

      @@Mypacificwall thankyou dear 🥰😇

  • @Gaurav.703
    @Gaurav.703 День назад

    ❤❤❤❤