Baharon Phool Barsaao बहारों फूल बरसाओ [ Mohammad Rafi, Rajendra Kumar, Vyjayanthimala ] Suraj(1966)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 окт 2024
  • Baharon Phool Barsaao बहारों फूल बरसाओ [ Mohammad Rafi, Rajendra Kumar, Vyjayanthimala ] Suraj(1966)
    Song Title : Baharon Phool Barsaao
    Movie : Suraj (1966)
    Singer : Mohammad Rafi
    Music : Shankar Jai Kishan
    Lyricist : Hasrat Jaipuri
    Starcast : Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
    Director : T. Prakash Rao
    Music Label : Rajshree
    Baharo Phool Barsaao Song Lyrics-
    ======××××××=======××××××======
    Baharon Phool Barsaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Baharon Phool Barsaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Hawaaon Raganee Gaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai..
    O Laali Phool Ki Mehndi Laga In Gore Haathon Mein
    Utar Aa Ae Ghata Kajal Laga In Pyari Aankhon Mein
    Sitaaron Mang Bhar Jaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Baharon Phool Barsaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai..
    Nazaron Har Taraf Ab Taan Do Ek Noor Ki Chadar
    Bada Sharmila Dilbar Hai Chala Jaye Na Sharma Kar
    Zara Tum Dil Ko Bahlaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Baharon Phool Barsaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai..
    Sajaai Hai Jawan Kaliyon Ne Ab Yeh Sej Ulfat Ki
    Inhe Maloom Tha Aayegi Ik Din Root Mohabbat Ki
    Fizaao Rag Bikhraao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai
    Baharon Phool Barsaao Mera Mehboob Aaya Hai
    Mera Mehboob Aaya Hai.
    =======×××××=====×××××========
  • ВидеоклипыВидеоклипы

Комментарии • 2