Bhai Mera Thunderbird 350x ka right side ka current missing ho raha hai...ignition coil bhi change kiya....same condition. Tori res kisne se current missing hota hai...aur jab high rpm mai jata hai tab phir current ata hai. Problem kaha se ho raha hai bhai...
मैने भी same , apney jo बताया वही क्या क्योंकि tps सेंसर नही मिल रहा था, और मैने wire short kar diya , पर अब पिकअप कम हो गया है , तोरा laggy nature aa gaya hai bike mey.. but fir bhi bike av smooth chaal raha hai...
bhai TPI ka kaam he hai ignition ko advance karna. Wo spark plug ko engine ki cycle se match karta hai. usi ko short kar diya to problem to hogi he. Ye sab log jugaad dhundh liye hain kahi se bhi, koi samjha nahi pata asli problem kya hai. bas youtube pe daal diya, baad mein kya problem hogi wo inko nahi pata.
Brother I had done direct connection and problem was solved but then I changed the TPS sensor and when I installed new the missing problem has come back again tell me what might be the problem
Petrol tank ki cap kholne par thodi missing kr rahi hai lekin chal rahi hai par petrol tank ki cap band kar dene par band ho jati hai….iska koi solution hai kya
Bhai mera bs4 bike hai jab mai start deta hun ekdam se throttle dene se mising maar raha hai . Exiletor chorneke bad jab fir se throtel deta hun tab mising marta hai
@@srmbikes9745 bina jaane kuch bhi mat likho bhai. TPI ka kaam he hai ignition ko advance karna. Wo spark plug ko engine ki cycle se match karta hai. usi ko short kar diya to problem to hogi he.
Ak no info di bhai .....kabse dhund raha tha iska solution brother ....thanks alot
Thank you so much man. Bloody changed everything possible
Thanks brother.... Mera gadi ka missing chal gaya..... Me ye technic use kar liya
Thank you so much Bhai 🔥
meri classic ki bimari thk hogyi🙌🏻
Bhai meri bullet 4 saal se missing mar rahi thi
Mene ye ghar par try kiya or bike ki missing band ho gayi
Thank you bhai
Thank you 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Redditch series h kya?
Meri classic 350kaa sem problem ta abb tik huva. Thanks bro
Thank you bhai mene yaar eske bajese 15,000 ka kharcha kiya to bhi nhi hu aap ki video dekhne ke bad pta sala ki esme taklip thi
Very very good information bhai....👍👍👍
This idea to check weather GPS sensor is defective or not if you make CDI direct with wire the CDI will damage.
Mastermind ho tum bhai
Thank you bro
Bhai 2016 model 500 classic hai bohat missing kr rahi hai aur fuel motor chalu hi rehta hai start hone k baad b please rply
Bhai Mera Thunderbird 350x ka right side ka current missing ho raha hai...ignition coil bhi change kiya....same condition. Tori res kisne se current missing hota hai...aur jab high rpm mai jata hai tab phir current ata hai. Problem kaha se ho raha hai bhai...
Thanks for good information
Thank you bhai... Mera sahi hogaya
Very very Important video sir
Thank you
Thank you brother ❤
Thank you bro👍🙏
मैने भी same , apney jo बताया वही क्या क्योंकि tps सेंसर नही मिल रहा था, और मैने wire short kar diya , पर अब पिकअप कम हो गया है , तोरा laggy nature aa gaya hai bike mey.. but fir bhi bike av smooth chaal raha hai...
bhai TPI ka kaam he hai ignition ko advance karna. Wo spark plug ko engine ki cycle se match karta hai. usi ko short kar diya to problem to hogi he. Ye sab log jugaad dhundh liye hain kahi se bhi, koi samjha nahi pata asli problem kya hai. bas youtube pe daal diya, baad mein kya problem hogi wo inko nahi pata.
@@zios21 haan ye toh thik hai but parts hi available nahi hai toh kya karey dhund key thak gaya huun
Aisa wire lagaake chalanw me koi problem hota hai kya???
Bhai ese wire lg kr chley to koi problem to nhi aaegi wiring me
👍Informative video
बहोत अच्छा जानकारी
Good information
Sir, hajar dhanywad
Cdi me koi dikkat to nhi aayega isse
Good , 👍 I like it
Thank you 🙏
Brother I had done direct connection and problem was solved but then I changed the TPS sensor and when I installed new the missing problem has come back again tell me what might be the problem
Cdi unit change karo
@@vikashbarnwal ok brother will try it once
Werigod noleg you 👏👌👍
Good information brother 👍🏻👍🏻
Thanks you bro
Tq🥰🥰🥰
मेरी 350 क्लासिस 2011 माडल है। जव स्टार्ट करते है। तव मिसिंग आती है। और जव चॉक से चालू करते है तव नही बताए please क्या करे
solution mila kya
Kaun sa sensor
Yeh silencer k naam kya h bhai ? axomia ne
Shyd red rooster hai
Petrol tank ki cap kholne par thodi missing kr rahi hai lekin chal rahi hai par petrol tank ki cap band kar dene par band ho jati hai….iska koi solution hai kya
Cap change kar do
Bhai Humari gadi nahi sahi ho rahi hai jo aapne bataya o sab kar chuke hai bhai but gadi aage badhti hi nahi hai bhai ab kiya kare
Ye tps ki vjse prblm aya kyu
Bhai m dairect Kia CDI ko but start Nehi ho raha hai
Konsa senser tha wo
TPS - throttle position sensor bro
Bhai mera bs4 bike hai jab mai start deta hun ekdam se throttle dene se mising maar raha hai . Exiletor chorneke bad jab fir se throtel deta hun tab mising marta hai
Same karke deko
Bhai milage kam hoga kya? 🤔
No
bullet bs4 standard please
Dhayawad
Same problem h bhaiya meri classic me vi😢
Bhai address kya h plz apki shop ka ...main up pryagraj se hu ...mujhe apni bike ka kaam krwana h
Assam se hu me
👍👍
Tmr dukan kt ase
Same problem to me....
F.M.AUTO..L.N.RODA.BARODA
Temporary hai firse problem ajyga kuch time m ek do din me
Vri
Bhai mere me yhi problem hai
Tow aap nay kisi acchay Doctor kay pass dikhwana aap ka problem sirf Doctor karsakta hai Mechanic say nahe hopaega
250000 ka bike hai to prob hona hi nhi.
hmmmmm
Aisa karne se ,dusra koye problem nahe hoga ,Mera bullet pe ve same issue
Kuch nahi hoga
@@srmbikes9745 bina jaane kuch bhi mat likho bhai. TPI ka kaam he hai ignition ko advance karna. Wo spark plug ko engine ki cycle se match karta hai. usi ko short kar diya to problem to hogi he.
Aap ke no no. Do
Aisa karne se battery down ho ja raha hai
Aap ka r r unit karap he