incentive earn karne or kaam karne me gds bhaio ko maza aata jab ippb ka server smooth and all time up rehta . yha ek transaction karne ke liye 5 baar try karna padta he to customer ko recommend karne me hichkichahat hoti he
Han Ippb server par load hone ki vjh se Aisa ho jata hai or jis din sabse jayda jarurat hoti hai us din sayad ye jayda dikkat kare. Vaise Ippb services customer ki help ke liye hi hai
Open Micro ATM>Insurance>Verify customer and wait>In open page see below (Sell)>Get Quotes>choose niva Bupa>Fill customer Details. Note:-First check ippb account balance of customer there should be balance for Niva BUPA premium amount
@gdsbpm lekin humare post department vale to hume de sakte hai na uska commission bhi ippb acc mein? 1 light bill ka 4 ₹ commission kam nahi hai, aise 100 light bill din ke bhare to din ke 400 ₹ mein aane jane ka kharcha nikal jata hai aaram se
Ippb commission automatically add ho kar credit hota rhta hai isme koi issue nahi aata . Batch system run hota hai or commission generate or credit ho jata hai
@@DineshSharma-fh8er aap ne account open karwa liya hai . Iss tarah ke message par dhyan Naa de. Agar koi issue hai to branch me jaa kar hi sampark kare. Ye fraud message bhi ho sakte hai bach ke rhe .
@@BalkrishnaNetam02-se8zf micro atm app me jiski user id hai usko hi Ippb wala comission milega. Becz kaam uski I'd me hi ho rha hai . BPM ko apni I'd bnwa Leni chaiye. Aise kisi ki I'd me kaam nahi karna chaiye .
Post office schemes par commission ki video already channel par daali Hui hai . Aap check kar sakte hai. Pli rpli insurance par commission ki video jaldi hi aap ko mil jayegi. Rd ssa par koi commission nahi hota.
Sir mera December month ka incentive abhi tak nhi aaya hai Ippb manager se bat karne par bataya gya ki abhi joi update nhi h iske regarding Isse related koi information ho to please reply kijiye sir
@@sudarshanvikal8275 Han ye bhi criteria fix kar diya gya hai. Ki jo I'd 9 months se active hai or ye iibf exam nahi hua to uska commission withhold ho jayega.
Ippb commission automatically hi aap ke account me aayega. Jaise hi aap ka total commission ek limit Tak paunch jayega vo aap ke account me credit ho jayega
Sbprm incentive aap ko show nahi hoga kisi bhi screen par account open karte hue. Ye counting automatic hai. Jaise hi AAP sbprm ka account open karoge commission ke liye eligible ho jaoge. Uske baad batch system se automatic commission credit ho jati hai
@@rituninama8794 kya AAP ke pass iska koi letter hai Jo aap bta sake. Kyonki minimum koi limit nahi hai work Ka. Sirf ye hai ki vo kab hoga credit account me . Minimum 25 transaction hone par.
@@RadhikaRadhika2009 agar pli ya rpli proposal aap ki agent I'd me open hua to hi aap ko commission milta hai. Agar sirf rpli ka commission aa rha hai. To aap apne division office baat kare vo check karenge ki aap agent I'd me PLI wala option bhi dla ho tabhi pli ki commission aap ko milegi. Sayad is liye hi aap ko sirf rpli commission mil rhi hai pli ki nahi
Jab aap Ippb saving premium account open karte ho jisme customer ko charges lagte hai rs 176/- . To aap ko 49/- rs tak milte hai . Ye Kam se Kam rs 34/- milte hi hai. Or kayi baar special drive chalti hai jisme ye rs 49/- se bhi jayda ho jate hai
incentive earn karne or kaam karne me gds bhaio ko maza aata jab ippb ka server smooth and all time up rehta . yha ek transaction karne ke liye 5 baar try karna padta he to customer ko recommend karne me hichkichahat hoti he
Han Ippb server par load hone ki vjh se Aisa ho jata hai or jis din sabse jayda jarurat hoti hai us din sayad ye jayda dikkat kare. Vaise Ippb services customer ki help ke liye hi hai
Ek baar customer ma ippb account open ho jaaye iskw baad usse IPPB card kaise issue kare ?
Re issue QR card ke option me ja kar aap dubara usse card de sakte hai
Active normal account ko SBPRM UPGRADE KARNE PAR KITNA Commission milta hai
Iss par aap ko rs 34/- upto rs 49/- tak commission milega.
Ippb me egant banna ho to khese Kare me LIC me insurances karvata hu to a bhi Karna he to khese
@@vaghelaashvin4734 contact ippb main branch in your district head post office .
Sir coustomer ki niva Bupa health insurance kse krte h plz btao
Mam iski jankari jaldi hi aap ko de di jayegi
Open Micro ATM>Insurance>Verify customer and wait>In open page see below (Sell)>Get Quotes>choose niva Bupa>Fill customer Details.
Note:-First check ippb account balance of customer there should be balance for Niva BUPA premium amount
IPPB Incentive L0 ,L1, L2 kya hota hai or kisko milta hai L1 or L2 Incentive
L0 means GDS BPM/abpm. Main to ye hi hai. L1 L2 us se upar ka level
Csc mein light bill payments ka commission ippb acc mein kitna milta hai?
Commission kafi km hai or vo csc I'd me hi map rhta hai
@gdsbpm lekin humare post department vale to hume de sakte hai na uska commission bhi ippb acc mein? 1 light bill ka 4 ₹ commission kam nahi hai, aise 100 light bill din ke bhare to din ke 400 ₹ mein aane jane ka kharcha nikal jata hai aaram se
@gdsbpm csc id mein light bill commission ko post or bank acc mein transfer karne ka koi to idea hoga na?
Sir mera December ka ippb commision abhi tak add nahi hua kya iissue ho sakta h
Ippb commission automatically add ho kar credit hota rhta hai isme koi issue nahi aata . Batch system run hota hai or commission generate or credit ho jata hai
Re kyc and account upgradation to SBPRM ka kitna incentive hota hai??
88/- agar inactive account ho sath me
Par ye change hota rhta hai
Addhar seeding ke kitna commission banta h sir
Aadhar seeding me about 17 rs. But with re ekyc ke karna chaiye taki dbt ho sake
Sir post bank m pm kisan account open kern k baad ruk huy rup kab tak ate hai please reply
Jaise hi sabke paise aate hai aap ke bhi AA jayenge about 1 month or 2 month
Hello sir kal post bank m account open Kiya or aja massage aya hai ki aadhar ko link ker ya post office m account open kole kya ker please reply
@@DineshSharma-fh8er aap ne account open karwa liya hai . Iss tarah ke message par dhyan Naa de. Agar koi issue hai to branch me jaa kar hi sampark kare. Ye fraud message bhi ho sakte hai bach ke rhe .
New account opening me Sabse jyada commission SBPRM me milta hai kya
Han sbprm me hi commission milta hai . Baki accounts me abhi commission nahi hai current account or merchant account ko chor kar
Or sir jb ppf account kholte time pan card na ho to uski jgh pr form 60 lgaya ho pr baad mein pan card bnva liya ho to kse pan card lgaye
PPF account without pan card Naa khole .. kyc form bhar kar sub office me bhej de. Vo account me pan card update kar denge finacle ke andar
@@gdsbpm sir uska account no.
or CIF I'd nhi mili h abi to kse bhre kyc form
@@nishalamba8524 to koi baat nahi apne sub office baat karke unko pan card ki photo copy bhejwa do. Vo update kar denge
Bai commission chart ki bdf mil sakti hai kya please
Ye consolidated pdf nahi hoti. Alag alag jagah se dekh kar ye video bnayi gyi hai. You can always refer to this video . whenever you want to
Sir jb account office se rs niklvate h uske baad use konse register mein likhte hai plz btao
Aap ko vo kisi bhi register me nahi likhna hota . Account office ke pass vo record hota hai
@@gdsbpm daily account mein bi nhi likhna na sir
@@nishalamba8524 usme to aap hisab me Lena hi hoga .cash received from account office head me tabhi aap ka balance correct reflect hoga
@@gdsbpm thanks sir
Sir Agar I'd ABPM ke name Se chal raha ho TB incentive kishke katha m jaayega?
Incentive ussi khate me aayega jiske sath I'd attach hai. Means abpm ke khate me.
@@gdsbpmBut sir Darpan Mai BPM ka I'd hai or MaicroATM me ABPM ka to kiske m Aayegaa
@@BalkrishnaNetam02-se8zf micro atm app me jiski user id hai usko hi Ippb wala comission milega. Becz kaam uski I'd me hi ho rha hai . BPM ko apni I'd bnwa Leni chaiye. Aise kisi ki I'd me kaam nahi karna chaiye .
@@gdsbpm Banane ke liye bola gya hai sir...
Sir ke bolne par hi kam kiya Jaa raha hai
@@BalkrishnaNetam02-se8zf okz to jab tak iss I'd me kaam hoga iss I'd me hi commission credit hogi.
Sir muze india post payment bank ka CSP ID chahiye....
Contact to Ippb branch in your district
Ye commission salary me include rahta hai kya sir
Nahi salary me koi bhi commission aap ko nahi milta। Ippb commission aap ke ippb account me aayega।
Saving account , RD, SSA pr kitna commission hota hai sir , Endowment insurance pr kitna commission hota hai
Post office schemes par commission ki video already channel par daali Hui hai . Aap check kar sakte hai. Pli rpli insurance par commission ki video jaldi hi aap ko mil jayegi. Rd ssa par koi commission nahi hota.
Only TD account opening pr commission milta hai
Commision month ke kis date ko milta h?
Per month about 1-10 date ko commission credit ho jata hai agar ban rha hai to
Sir IIBF exam k liye bpm online form kse bhre or eska exam kse dete h plz bto eske bare mein kuch nhi pta plz sir
Sir plz btao
Iski detailed video jaldi hi aap ko mil jayegi.
@@nishalamba8524 iss week aap ko iski sari jankari mil jayegi
@@gdsbpm thanks sir pr thodi jldi btayiye plz kyuki mujhe kuch nhi pta or mujhe form bharna h eska esiliye
@@nishalamba8524 sure
Sir rpli and ippb ki id kese banbaye
Rpli ki I'd division office se ban jayegi. Ippb ki I'd aap Ippb branch se banwa sakte hai
Sir jb ippb mein aadhar seeding krte h to coustomer se koi charge lena hota h ya nhi
Nahi aadhar seeding ka koi charge nahi hota . Vo sirf ek service request hai .
@@gdsbpm ok sir
Sir commision kitne time mai aa jata hai
Ye automatic process hai kuch kah nahi sakte koi fix date time nahi hota . Bas credit hota rhta hai
Bpm ka ippb id banane me kitna time lagata hai bhai?
Ek exam hota hai uske baad ban jati hai I'd.
Kya ippb ka commission khatam kar Diya gya hai ??
Nhi; Ippb ka commission aata h aap apne account m check kar sakte ho
Indian institute of Banking and fiance ka paper clear krne k baad Diya jayega ab
@@sudarshanvikal8275maine apne ippb ke manager ko inform kia but unhone abhi tak enroll nai kia muje ibbf ke portal per
❤❤❤❤❤❤ippb..commison.per.kam.nahi.hoga.❤
🙏
🙏
hamen bhi agent banna hai kaise
Ye sirf department worker ke liye hai. Agar aap department employee nahi hai to aap ye nahi kar sakte
GDS ka New vacancy kab aayegi sir please help me
February me aane ke chances hai . Kyonki abhi iske liye boards and suggestions ka kaam chal rha hai .
@@gdsbpm tq
Sir mera December month ka incentive abhi tak nhi aaya hai
Ippb manager se bat karne par bataya gya ki abhi joi update nhi h iske regarding
Isse related koi information ho to please reply kijiye sir
Ye incentive hamesha automatic credit hota hai . Jaise hi iss baare me koi information milti hai to aap ko jarur bta Diya jayega .
Ab Ippb ek exam registered kregee IIBF ka aur Jo ise clear krega use hi incentive milega
@@sudarshanvikal8275 Han ye bhi criteria fix kar diya gya hai. Ki jo I'd 9 months se active hai or ye iibf exam nahi hua to uska commission withhold ho jayega.
Sir mera dec or jan ka commission abhi tk nhi aaya
Ippb commission automatically hi aap ke account me aayega. Jaise hi aap ka total commission ek limit Tak paunch jayega vo aap ke account me credit ho jayega
@@gdsbpm limit kitni hoti h iski
@@nitishbindal3126 I guess 25 financial transactions jisme aap ko commission milni hai
Mne toh 60acnt opn kr diye sbprn k fr bhi kch nhi aaya
@@nitishbindal3126 agar aap ne last month itne account open kiye hai to aap ka commission iss month aa jayega।
Sir ye sbprm ka incentive kh show hoga
Sbprm incentive aap ko show nahi hoga kisi bhi screen par account open karte hue. Ye counting automatic hai. Jaise hi AAP sbprm ka account open karoge commission ke liye eligible ho jaoge. Uske baad batch system se automatic commission credit ho jati hai
@@gdsbpm apne personal ippb ac. Me...❗
@@PraveenYadav-pf2bh Han jo ippb account aap ka agent I'd ke sath attach hai
Tq
Kitne ippb account open krne par commision milta hai
Aap jitne bhi accounts open karenge .aap ko commission milega. Minimum koi criteria nahi hai
Abhi update hua he minimum 34 account
@@rituninama8794 kya AAP ke pass iska koi letter hai Jo aap bta sake. Kyonki minimum koi limit nahi hai work Ka. Sirf ye hai ki vo kab hoga credit account me . Minimum 25 transaction hone par.
@@gdsbpm yes he kyunki hme bataaya gya he ki ek account open krne pr 150 point milte hai to total ek month me minimum 5000 point hona chahiye
Tbhi incentive milega
Ippb incentive hr monthly aata hai ya nhi
Han incentive har month hi aata hai
aeps mini statement me kitna commission milta hai
Non financial transactions par aap ko koi bhi commission nahi milega। Aeps transactions par aap ko commission milega
@@gdsbpm pli commission kbse milne lgta hai
@@RadhikaRadhika2009 ye auto credit hota। Jaise 26 Jan ko upto November 2023 tak ka commission khate me daal Diya gya hai ।
@@gdsbpmhum pichle 5 mahine se pli jma kr rhe hai utna commission aa hi naai rha hai sirf rpli ka commission mil rha hai
@@RadhikaRadhika2009 agar pli ya rpli proposal aap ki agent I'd me open hua to hi aap ko commission milta hai. Agar sirf rpli ka commission aa rha hai. To aap apne division office baat kare vo check karenge ki aap agent I'd me PLI wala option bhi dla ho tabhi pli ki commission aap ko milegi. Sayad is liye hi aap ko sirf rpli commission mil rhi hai pli ki nahi
Mera bhi nhi huwa
Ye automatic credit ho jayega
49rs kb milta hai
Digital atm card issue krne pr
@@harshitbhai4427 thanks
Jab aap Ippb saving premium account open karte ho jisme customer ko charges lagte hai rs 176/- . To aap ko 49/- rs tak milte hai . Ye Kam se Kam rs 34/- milte hi hai. Or kayi baar special drive chalti hai jisme ye rs 49/- se bhi jayda ho jate hai
@@gdsbpm thank you bhai🙂