You can sell your plot after registry only and Registry tab hogi jab site ka kaam complete hoga , it's RERA Registered, jo Kaha hai woh kam karna padega
Lagta hai yahan agar invest kiya to fir exit lena bhi muskil ho jayega, master plan 2040 ka hai to tab tak yahan plotting hogi fir aur pata nahi kitne time bad development hogi. Yeh koi Delhi NCR to hai nahi ki yahan kuch hai, Vrindavan to pass hi hai fir bhi wahan kuch nahi hua to itne dur kya hi hoga. Mandir se bhi yeh 20 km dur hai. Plus yeh Bihar ke jyada pass hai Delhi se, Bihar to already jante hain ki crime state of India hai, kya hi gentry sahi hogi.
Kaam already start ho chuka hai , master plan 2031ka hai har jagah ka na ki 2040 , delhi ncr sirf Yeida nahi hai , bihar border yaha se 200 km dur hai , aur Gorakhpur se 70 km aur Gorakhpur ka development check Karo, Draw date wale din aa jana Gentry ka bhi Pata chal jayega .
Is this good option for Investment. Aas pass ke area me kya price chal raha hai.
Locality k hisab se bahut mahenga hai...
Abhi ye 2 se 3 month aur badhaayenge date😮😮😮
Sankrant se shub din start ho Rahe hai iss liye date extend kiya hai
bilkul
What is mkt price per yard and is there a possibility of sell with premium
You can sell after registry only , to get good returns you have to wait for 6-7 years. You can try Ayodhya , Vashisht Kunj
In brouchure it is mentioned, registry will be done in 2 years, how much appreciation is expected then
Or it can be sold before registry
You can sell your plot after registry only and Registry tab hogi jab site ka kaam complete hoga , it's RERA Registered, jo Kaha hai woh kam karna padega
Pls compare bda and ayodhya scheme
Try Ayodhya
Lagta hai yahan agar invest kiya to fir exit lena bhi muskil ho jayega, master plan 2040 ka hai to tab tak yahan plotting hogi fir aur pata nahi kitne time bad development hogi. Yeh koi Delhi NCR to hai nahi ki yahan kuch hai, Vrindavan to pass hi hai fir bhi wahan kuch nahi hua to itne dur kya hi hoga. Mandir se bhi yeh 20 km dur hai. Plus yeh Bihar ke jyada pass hai Delhi se, Bihar to already jante hain ki crime state of India hai, kya hi gentry sahi hogi.
Kaam already start ho chuka hai , master plan 2031ka hai har jagah ka na ki 2040 , delhi ncr sirf Yeida nahi hai , bihar border yaha se 200 km dur hai , aur Gorakhpur se 70 km aur Gorakhpur ka development check Karo, Draw date wale din aa jana Gentry ka bhi Pata chal jayega .
@anupsinghkhelal Bihar India ka crime state hai, to gentry kya hai sab ko pata hi hai. Vridhan wala better tha, usmein kar vhi diya apply.
Only 1 exit in this layout, seems negative
Multiple opening is negative . Jayada gate Matlab jayada Security Guard aur jayada maintenance charges