All problem ka solution aur ache jankari dete hai. Sir ka batane kaa tarikaa bahut achaa hai. Polite way ache se bata te. Mujhe bahut achaa laga. I am very happy😊
Sir me ek single mother hu Mere bete ka birthday certificate bhi bana hua hai, lekin aadhar center par home address ko le kar problem aa rahi thi ki bachche ke father ka or mera pata ek hi hona chahiye, is problem se kese nikle Please reply kare
Mere bachhi k janm prman ptr me english alphabet sahi h but hindi me thoda mistake h example mitanshi nam h to hindi. Me मिटाशी आया है to isse koi dikkt hogi ya sudhar krvane bnvana prega
Meri bacchi ka Aadhar Card nahin ban raha hai bacche ka document online karvaya hua janm praman Patra aur tabhi bhi nahin ban raha hai bacche ka Aadhar card Bank wale nahin nahin banaa rahe hai
Sir ji mere bache ka janm ghar m he hua tha m uska birth certificate nhi banva saka bachha 6years ka ho chuka h kya uska birth certificate ban sakta h adhaar card b nhi ban raha huska kya kare m to 2 hazaar b de raha hu fir b nhi ban raha h agar aapke paas kuch skeem h to please batye
Sir adhar center ja kar mere bacche ka adhar banane ke liye mene birth certificate diya mera aadhar bhi diya lekin aadhar reject due to demographic data bata rahe hai kya kare
Sir meri baby hai uska aadhar card banaya lekin uska name hi aa raha hai full name nahi aaya aadhar card vale bol rahe hai ki name hi aayega surname or father nahi aayega to kya kare..
@@onlinepandeyji Birth certificate me father name to niche chhe aadhar vale bol rahe hai ki surname or father name sath me likh kar aavo Ex. Surname baby father Corporation vale bol rahe hai ki name me baby name hi aayega.. Ab kya kare plz..
@@onlinepandeyji aadharcard center bhi gya lekin vo bol rahe he ki baby ka Gazette banavo or cast certificate leke aavo meri baby 3 month ki hai vo aese bol rahe hai... Baby ka cast certificate banane gya to school leaving certificate mag rahe hai kya kare sir....
All problem ka solution aur ache jankari dete hai.
Sir ka batane kaa tarikaa bahut achaa hai. Polite way ache se bata te.
Mujhe bahut achaa laga.
I am very happy😊
Thank u 😊
Hum maharastra me rahte hai or mere bacche ka birthday Gujarat me hua hai to birth certificate Gujarat ka hai to maharastra me nahi ho raha hai
Sir bachi k adhar card bnwane k liye mother k adhar card main husband k name mentioned hona jruri hai kya
Bhut Simple trike se aapne btaya ..
Sir me ek single mother hu
Mere bete ka birthday certificate bhi bana hua hai, lekin aadhar center par home address ko le kar problem aa rahi thi ki bachche ke father ka or mera pata ek hi hona chahiye, is problem se kese nikle
Please reply kare
Same problem
Same problem
Mere bacchi ka adhar card bnwana hi birth certifeket me DOB glt ho gya hi DOB kyese correction hoga plezz help sir
Mere bachhi k janm prman ptr me english alphabet sahi h but hindi me thoda mistake h example mitanshi nam h to hindi. Me मिटाशी आया है to isse koi dikkt hogi ya sudhar krvane bnvana prega
Adhar center main bache ko leke jana padega kay... Ya sirf photo leke jane se hi ho jayega... Please batayiye
Child ko le jana h photo live hoga
Meri beti 2 salki hai uske Adhar me Birth certificate Name spelling galat hai.
Correction ho shakta kya
Birth certificate me Aayat Aziz hai or Adhar me Ayat to correction ho shkta.
Meri bacchi ka Aadhar Card nahin ban raha hai bacche ka document online karvaya hua janm praman Patra aur tabhi bhi nahin ban raha hai bacche ka Aadhar card Bank wale nahin nahin banaa rahe hai
Papa k aadhar s bhi baby ka aadhar card bn skta ky
Birth certificate nahi hai anath bacha hai kaise banwa de adhaar card
Mera adhaar card gum gaya aur mobile number bhi gum gaya liking Xerox hai sir usi ka upai batao
Nearest aadhar center par jakar mobile number update kro fir print ho jayega
Polio card se aadhar card ba sakte hai kya ?
Ji dhanyawad
Sir ji mere bache ka janm ghar m he hua tha m uska birth certificate nhi banva saka bachha 6years ka ho chuka h kya uska birth certificate ban sakta h adhaar card b nhi ban raha huska kya kare m to 2 hazaar b de raha hu fir b nhi ban raha h agar aapke paas kuch skeem h to please batye
Kareeb ke hospital me jao or discharge card banalo
Sir adhar center ja kar mere bacche ka adhar banane ke liye mene birth certificate diya mera aadhar bhi diya lekin aadhar reject due to demographic data bata rahe hai kya kare
mere babu ka hospital ka Aadhar Card hai government hospital ka UP Lucknow se hai to kya usse Aadhar bacche ka ban sakta hai
Government hospital ke birth certificate se aadhar bn jata hai
Sir ghar par ban sakta he
Baal Aadhar. Aadhar Mein mobile number register Nahin Hai Aadhar download Nahin ho raha hai Kya Karen
Pvc card order kr lo
Hello sir
Kya 8 din ke bachche ka aadhar ban jayega
Bhai eye to open hone dijiye photo khichle ke liye
ispe sirf general info tha, be specific ki kaise banayenge
Meri bcchi 5 year se badi ho gyi h aadar bnane vale bnane se mna kr rhe h kse bnvaye
adhaar duplicate ke ap hamse sampark kar ssakte hai
Bhaiya bina janam parwnpart se nahi ho ❤❤❤❤❤
Sir maine apne bete ka enrollment krwa diya tha but wo kho gya h ab adhar card kaise nikale..
Mil jayega
3month baby ka aadhar kaise banwaye
Sir meri baby hai uska aadhar card banaya lekin uska name hi aa raha hai full name nahi aaya aadhar card vale bol rahe hai ki name hi aayega surname or father nahi aayega to kya kare..
Jo birth certificate me mention hoga vhi type hota hai vhi aayega bhi
@@onlinepandeyji
Birth certificate me father name to niche chhe aadhar vale bol rahe hai ki surname or father name sath me likh kar aavo
Ex. Surname baby father
Corporation vale bol rahe hai ki name me baby name hi aayega..
Ab kya kare plz..
Plz visit nearest ask centre
@@onlinepandeyji aadharcard center bhi gya lekin vo bol rahe he ki baby ka Gazette banavo or cast certificate leke aavo meri baby 3 month ki hai vo aese bol rahe hai...
Baby ka cast certificate banane gya to school leaving certificate mag rahe hai kya kare sir....
Deo ek baar change krbaye the sir to cancel kar diya kya fir se hoga plz bataye
Cancel h new aadhar card ke liye apply kro
@@onlinepandeyji kaha se apply kte aur name school m likha hua h usme koi dikat nhi na hoga plz reply
Instagram par msg kro
OnlinePandeyJi
Birth certificate banane me bhi to sabse bada panga hai bhai
Ho jata hai thoda paresani hoti h
Aadhar card mein father ki jagah mother ka name a Gaya hai kya Karen
Koi issue nahi hai ... Aap chaho to update krwa skte ho otp ke jariye
Bhai adhar centre wale bol rahe 6 mahine ke bad Banega adhar kya aisa koi niyam he kya
1 month ki he baby
Abhi eyes open nahi hoga properly photo lene ke liye
Halpe bro mara barcha ka adhar dawanlod nahi hotha
Alrady adhar hogaya bolta hai ab keya kara
❤