Mahabharat Episode 175 || Part 1 || Abhimanyu Thread to Duryodan || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 ноя 2024

Комментарии • 23

  • @amitmandal8391
    @amitmandal8391 Год назад +2

    Abhimanyu bhagwan shree Krishna k shishya the ... ❤

  • @rohinishinde8255
    @rohinishinde8255 Год назад

    Aapko dono ko bhi hamaray taraf say a very happy diwali 🙏

  • @ayushpratapsingh1980
    @ayushpratapsingh1980 Год назад

    ❤️❤️✨✨

  • @pallavi.bharati
    @pallavi.bharati Год назад +2

    Log vo nahi kar rahe jo Yudhishthir kiye, aisa kuch log kiye ye Mahabharat book me aaya hi nahi aur Yudhishthir ji ne bhi apne logo keliye khudko patni ko daav pe lagaya tha, kisi lalach ya maze keliye nahi

    • @eternalknowledge2791
      @eternalknowledge2791 Год назад

      O

    • @sovanvlogs4810
      @sovanvlogs4810 Год назад

      Udeshya jo bhi ho bhai. Udeshya ko log nahi samajhte, log sirf Raja ke action ko dekhte hain aur usi ko follow karte hain.

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati Год назад +1

      @@sovanvlogs4810 par logo ne aisa koi action follow kiya ho ye Mahabharat book se 1 bhi shlok me dikhao.. ulta ye aata hai ki Draupadi Pandav jab vanvaas ja rahe the tab saari praja vahan aai aur sabhi apne pancho Samrat aur Samraagni ko jaate dekh ro rahe the.. jab ve Vann se laute tab poore Indraprasth me utsav manaya gaya jisse saaf dikhta hai ki praja ko Yudhishthir aur baki Pandavo ke us karm ka uddeshya pata tha aur ve ishi kaaran unhe doshi nahi maante the. Mujhe ye dikhao ki kahin bhi praja ne Pandavo ke keval karya ka anusaran kiya ho bina unke uddeshya ko samjhe?

    • @sovanvlogs4810
      @sovanvlogs4810 Год назад

      @@pallavi.bharati Phir to mujhe maaf kardo. Maine book nahi padha sirf serial se inspired hoon. Isliye aisa bola. Book padhta to shayad aur behtar tarike se jaan pata.

    • @pallavi.bharati
      @pallavi.bharati Год назад +1

      @@sovanvlogs4810 ji bhai

  • @pallavi.bharati
    @pallavi.bharati Год назад +1

    Galat jankari na do mummy ko apne, serials TRP ke chakkar me ye galat dikhaye