Hello Dost , ji aap kachcha chana bech sakte hai train me, nimbu piyaj Tomatar Hari mirch kala namak dhaniya khira or chat masala dal ke costomer ko de sakte hai or daily ka 700 se le kar 1000 rupay kama sakte hai thanks for comments 🙏
Railway RPF se license le sakte hai agar food products sell karenge to aap pehle hi FSSAI license online banwale or phir RPF ke pass jaye ok thanks for comments 🙏
Ky government employee train me samn bech sakta h
Yes 👍
Hello bhai main train mein saman bechna chata hu to kay karu sirf 1000 rs hai bhai
Hello Dost , ji aap kachcha chana bech sakte hai train me, nimbu piyaj Tomatar Hari mirch kala namak dhaniya khira or chat masala dal ke costomer ko de sakte hai or daily ka 700 se le kar 1000 rupay kama sakte hai thanks for comments 🙏
I want to sell idli in train what is the procedure
?
Is it easy to start an idli business and can you learn it from RUclips? Is there a 40% profit in this business?" thanks for comments 🙏
Hi
idlee mein kitna Kama sakte hain sir
@@shyamcartoonstudio
40% tak kama sakte hai
Rpf licence nahi de rahe hai
@@ajittevar7102
Aap RPF wale ko request karen unko samjhaye ki aap kya selling karna chahate ho ek do bar RPF ka chakkar lagaye aap ka kaam ho jayega
Licence mein Kitna kharch aayega
500 Rs se lekar 1000 Rs tak wah aap ke RPF Police station ke officer ke uper hai ok thanks for comments 🙏
Lices samosa bechne gadi mai
Railway RPF se license le sakte hai agar food products sell karenge to aap pehle hi FSSAI license online banwale or phir RPF ke pass jaye ok thanks for comments 🙏