Sir my age is 23 mene recently echo karaya hai usme lvidd 52 aya hai kya ye badha hua hai ya normal hai please bataiye agar badha hai to ise reverse kaise karu ya ise prevent kaise karu taki age kabhi bhi n badhe please reply im too stressed
Badiya information sirji... I need your suggestion ki muje heart ka valve..Mechanical value replacement surgery hua hai aur mai acitrom 4mg ki tablet le Raha hu.kya mai fasting rak sakta hu.. aur Jis time pe mai blood thinner tablet Le Raha hu kya mai us timing ko change kar sakta hu..please batayiye sirji.. 🙏
Sir mere dil ki dhadkan tej hoke kuch microsecond ke liye ruk jati hai sir mujhe mild MR ,mild MVP hai BP high. Rahta hai to kya kare prolomet XL 50 tablet leta hu plz kindly suggest me🙏
Agar ye problem kabhi kabhar hoti hai to chinta na karen par apko ye baar hota hai aur symptoms bhi hain to doctor ko dikha kar arrythmia ki janch karayen
Useful information about Dilated Cardiomyopathy...tysm sir🙏🏻🙏🏻
Most welcome
Nice sir thanks sir wonderful knowledge thanks
Most welcome
Sir moderate concentric left ventricular hypertrophy grade 1 diastolic dysfunction mild MR TR kya isko reverse kiya ja sakta hai please tell 🙏
My mother is DCMP cardiac Arrest and D but my Mother continue tablet dytor plus and rampril 2.5 started 2 month but arrest why sir please gyde
Helo sir dilated right side ka kya mtlb hai echo report me
Sir RFA karne me koi probleam to nhi hai n sir ku ki sir mera ARVD hai uske baad ICD ki to need nhi hogi sir please reply sir
LA dialted ho to kya wo survive nahi kar payga sir?
Sir ARVC ka treatment kya hai
please btae sir meri beti ko h ye problem wo microchyphally h aur uska brain bhi daileted h
Sir my age is 23 mene recently echo karaya hai usme lvidd 52 aya hai kya ye badha hua hai ya normal hai please bataiye agar badha hai to ise reverse kaise karu ya ise prevent kaise karu taki age kabhi bhi n badhe please reply im too stressed
Badiya information sirji... I need your suggestion ki muje heart ka valve..Mechanical value replacement surgery hua hai aur mai acitrom 4mg ki tablet le Raha hu.kya mai fasting rak sakta hu.. aur Jis time pe mai blood thinner tablet Le Raha hu kya mai us timing ko change kar sakta hu..please batayiye sirji.. 🙏
fal khane wali fasting rakh sakte hain. Dawa ka time badalne ki salaah main nahi dunga
32 mmcg hona keisa hain sir
Sir mere dil ki dhadkan tej hoke kuch microsecond ke liye ruk jati hai sir mujhe mild MR ,mild MVP hai BP high. Rahta hai to kya kare prolomet XL 50 tablet leta hu plz kindly suggest me🙏
Agar ye problem kabhi kabhar hoti hai to chinta na karen par apko ye baar hota hai aur symptoms bhi hain to doctor ko dikha kar arrythmia ki janch karayen
watch
ruclips.net/video/BpyXF62-bqU/видео.html
ruclips.net/video/jYzSkmAKO1E/видео.html
Sir, Mere papa ko dilated cardiomyopathy hai or heart pumping 25% hai. Kya EECP treatment se ye improve ho sakta hai?
nahi
@@DrPravirJha to sir koi treatment?
@@bibekdas6224 ejection fraction improve ho jayega ,aap achha cardiologist se mile ,medicine le, improve ho jayega.
@@neerajpathak3354 Thanks, 4 doctors se consult kiya hai, sab same medicine dete hain. Or bolte hain rest karo.
@@bibekdas6224 ejection fraction increase hone me time lagta h,ho jayega ,mai bhi dilated cardiomyopathy patient hu bhai.
Hcm ke bare me video banaye sir
jaldi hi
meri beti ko h wo only 2 month old h