Sir ek baat puchna hai ki maan lijiye kisi karan se 3phase loco AFI 60 psi dikha raha hai, sara Load check kar liye lekin kahi nahi leakage mila to mujhe janna hai ki jaise convention loco me AFMeasuring valve me screw driver se uske ander lage exhausting port me lage nut ko ghuma kar kuch hadd tak AFI ko kam kar sakte hai jaise hi kuch 3 phase loco me hai .
Aisa 3 Phase Loco me nahi hai, or jarurat v nahi hai. 60 psi k bad v notch aayegaa, aapko malum hai leakage nahi hai to AFI ko egnor karke kam kijiye. Aise me AFI defective ho sakata hai. Yadi aapko malum nahi hai, to aap absurbe kijiye yadi farmation Hard aa raha hai, to farmation ko Check kijiye.
Clear doubt🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks
Nice
बहुत अच्छा लगा वीडियो सर ऐसे ही जानकारी देते रहे
Thanks
Very nice information sir 👍
Thanks
Telegram pr online test, question ap btayiye 3phase loco or conventional ke
Abhi time nahi mil raha hai, Abhi thora busy hai, aap questions bhej dijiye jab time milega to video banakar bhej denge.
NYC🗽🗽🗽🗽🗽🗽🗽
Thanks
Very nice video Sir parking brake doubt clear 😀
Thanks
❤
Sir Bogie COC katne ke baad parking brake apply ho skta he kya
Ha, parking brake sylender alag hota hai.
Sir,3phase loco and conventional loco ke QUESTIONS and answers ka online test krayiye plz
Questions kha hai
Sir namskar..Sir,,,parking brake kitni speed tk lg skte hai,,koi speed restrictions hai ya koi bhi speed me p.b.lgaye ja skte hai??
Namaskar.. , Below 5 KMPH tak lag jayega, Lekin kabhi v stop speed me hi Apply Kijiye.
Sir book me ak line likhi h...
Agar kabhi MR.. 3.5 se kam hobjaye to apne aap PB lag jayege..
Kese
Aisa kha likha hai. Screen shot bejiye.
Brake activator me 3.8 se kam hoga jab..
MR kam hone par isme bhi to kam ho jayega na..
@@KushwahaGRailway sir zcab स्विच के बारे मे btao...
👍👍👍❤️
Sir ek baat puchna hai ki maan lijiye kisi karan se 3phase loco AFI 60 psi dikha raha hai, sara Load check kar liye lekin kahi nahi leakage mila to mujhe janna hai ki jaise convention loco me AFMeasuring valve me screw driver se uske ander lage exhausting port me lage nut ko ghuma kar kuch hadd tak AFI ko kam kar sakte hai jaise hi kuch 3 phase loco me hai .
Aisa 3 Phase Loco me nahi hai, or jarurat v nahi hai.
60 psi k bad v notch aayegaa, aapko malum hai leakage nahi hai to AFI ko egnor karke kam kijiye. Aise me AFI defective ho sakata hai.
Yadi aapko malum nahi hai, to aap absurbe kijiye yadi farmation Hard aa raha hai, to farmation ko Check kijiye.
@@KushwahaGRailway ok thanku sir ji.