dil dharke main tumse Jam Session by Kushaf Sarwar

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 авг 2024
  • Kushaf Sarwar singing "dil dharke main tumse" in a jam session with musicians.
    This popular song is originally sung by Pakistani Popular Singer Runa Laila, lyrics by Masroor Anwar, and Music by Nisar Bazmi.
    Nigar Award was given for Best music to Nisar Bazmi and Best lyricist to Masroor Anwar
    Lyrics:
    Oye hoye hoye - - Ae
    Dil dharke main tum se ye kaise kahoon
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Ho kehti hai meri nazar shukriyaan
    Oye hoye hoye - - Ae tum meri umango ki shab ke liye
    Aaye ho banke shaher shukriyaan
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Oye hoye hoye - - Ae dil dharke
    Abhi tak meri rooh bechain hai
    Abhi tak hai mera dil betaab saa
    Ye maana ke tum darbadar
    Magar mujhko lagta hai ik khwaab saa
    Ho pal bhar mein chah ke labo se mujhe
    Tum ne kiya bekadar shukriyaan
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Oye hoye hoye - - Ae dil dharke
    haaye haay
    Tum hi ho meri manzilo ka pataa
    Tum hi hum safar mere pyaar ke
    Mere dilmein hai ek hi aarzoo
    Tumhein jeet loon zindagi haar ke
    Har dhadkan pukaare yahin pyar se
    Tere haseen humsafar shukriyaan
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Dil dharke main tum se ye kaise kahoon
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Kehti hai meri nazar shukriyaan
    Oye hoye hoye - - Ae
    dil dharke.

Комментарии • 5