Sab jhooth bol rahi hai . Sabka fatt gaya hoga question dekhkar 😂😂. Paper theek hi jaata hai lekin exam nahi nikalta hai . Mark my words result aane ke baad sabka mooh bandh ho jaayega
SUBJECT CODE ka issue ke liye kya hoga... 17th ko admit card issue karne ke baad ... Dobaara 20 taarik ko notice issue karke admit card update karne ka kya matlab hai...ek baar admit card download karne ke baad site par dobara admit card kaun download karta hai bhala...woh bhi exam se ek din pehle... Yahan Tak ki exam centre mein bhi koi notice nahi bheja gaya ki subject codes mein issue hai... Is samasya ka sangyaan aur zimmedaari kaun lega... Yakin nahi ho raha hai ki is maamle mein JSSC ka bhi koi reply nahi aaya hai... Iske baad... Towns mein toh samajh aata hai ki candidate raat mein Jaa kar new admit card download kar lete...yaa phir internet ke madhyam se new notice dekh lete... But gaon mein rehne waale bacche kya karte... Upar se subah subah internet band kar diya gaya...Isse Hui gadbadi ka zimmedari Kaun lega... Jin bacchon ko notice ke baare mein pata nahi tha unhone toh wahi subject codes OMR sheet mein bhara jo admit card mein likha hua tha... Exam centres mein bhi iske baare mein koi jaankari nahi thi...😡😡😡
Answer key aane ke baad bhi enquiry kiya jaye Sir 🙏 Mere 180/250 attempts the... Exam hall se nikalte waqt feel ho rha selection ho skta hai... Match kiya toh 31 negative.... Ab lg rha koi chance nae😅
मेरा एक्जाम ठीक नहीं गया है इसलिए कैंसल होना चाहिए
@@Dilip_Kumar234 😜😜
@@Dilip_Kumar234 😅😅😅
Thik h😂😂
Ok ji kr dete hi😂😂😊
😂😂😂😂😂
Sab jhooth bol rahi hai . Sabka fatt gaya hoga question dekhkar 😂😂. Paper theek hi jaata hai lekin exam nahi nikalta hai . Mark my words result aane ke baad sabka mooh bandh ho jaayega
SUBJECT CODE ka issue ke liye kya hoga... 17th ko admit card issue karne ke baad ... Dobaara 20 taarik ko notice issue karke admit card update karne ka kya matlab hai...ek baar admit card download karne ke baad site par dobara admit card kaun download karta hai bhala...woh bhi exam se ek din pehle... Yahan Tak ki exam centre mein bhi koi notice nahi bheja gaya ki subject codes mein issue hai... Is samasya ka sangyaan aur zimmedaari kaun lega... Yakin nahi ho raha hai ki is maamle mein JSSC ka bhi koi reply nahi aaya hai... Iske baad... Towns mein toh samajh aata hai ki candidate raat mein Jaa kar new admit card download kar lete...yaa phir internet ke madhyam se new notice dekh lete... But gaon mein rehne waale bacche kya karte... Upar se subah subah internet band kar diya gaya...Isse Hui gadbadi ka zimmedari Kaun lega... Jin bacchon ko notice ke baare mein pata nahi tha unhone toh wahi subject codes OMR sheet mein bhara jo admit card mein likha hua tha... Exam centres mein bhi iske baare mein koi jaankari nahi thi...😡😡😡
@@deepakmahato8710 complain krna hoga iske liye hmlog ke centre me v problem hua h
Mere center me bhi hua
Mera bhi subject code me problem tha to jssc ko call kr k centre wala log omr change kr k dubara se start karwaya kuch candidate ka
@@RiyaRn_39 fr kya code dale aplog....jo admit card me tha wahi ya dusra
Maihar bar Bjp ko vote deta tha but pahli bar Hemmant Sarkar ne acha kam kiya hai to es bar mera vote Hemmant Sarkar ko Jmm ko 🙏
Language paper me 33% pass marks hai iska marks Add v Nahin Hoga fir Language paper ke bare kyon puchh rahe Hain aap wo to koi v pass Kar lega
Sir revenue inspector ka document verification hai aap jakr unka interview lijiye aur kitne number aa rhe hai unse puchiye please
Question ka standard bahut acha tha.....
Result kab tak aayega
Mere exm hall m watch hi ni tha..jiski wjh se waqt pe jyda exm nhi attend kr paye
Answer key aane ke baad bhi enquiry kiya jaye Sir 🙏
Mere 180/250 attempts the... Exam hall se nikalte waqt feel ho rha selection ho skta hai... Match kiya toh 31 negative.... Ab lg rha koi chance nae😅
Kisi ka selection nhi hoga 😂 kyuki setting ho chuka hai pahle he 😂😂😂
Thank You so much sir 🙏🙏 cut off ka video bnayiye
Cutoff ka video banaiye
aaj ka paper(22 sep) hard tha.. normalisation hoga.
21 sep ka paper easy tha. language jo thik se padha hoga uska 75+ pakka aayega .
Bhai hindi ka paper out of syllabus tha 20-30 .......isme bhi normalisation hona chahiye
Mera 80 aa rha h 22 September koi chance h ??
Phir se pepar lik ho gya bhai😢
Kal ka tough tha
Aaj ka lg rha inlogo ke according average tha
Normalisation hoga
@@chandrasinha3319 same Problem bhai
Aaj ka kal se jyada hard tha exam question dekho math aur gk ka
@@mithuprasad8402 aaj ka bht tough tha
@@itsArnav15 right
Kal se aaj ka questions kam se kam 15 questions tough tha
Sb jhoot bol rhi h..
Exam fair tha
Jharkhand ka exam bina cheating ka ho hi nai sakta
Cutoff pe video bnayiye sir🙏🙏
cut off ka video bnaiye sir🙏🙏
भाजपाई काफी दुखी हैं ।
@@bijendrakudada8089 तू हर जगह राजनीति कर 🤬चुटिया
Ooo result me hi pata chalega😂😂😂
Es baar sarkar aacha exam canduct karwaya 👍☝️
@@AlokKumar-kq5rr cheating ho gya hai bahut jagh tum kis bhram ma hoo
Mere class me seal tuta hua tha... Sbne mil bola but phir v sir log bole aisa kuch nhi h
Beta result ka wait kro
Pata chal jayega
हिन्दी वाले रोये है 😂😭
Paper setting hoga , 100 percent ty hai .
Tum bhi karwa lena😂
Andhbhakt 😂
@@sakshipal1591 kahan jakar Paisa dena hota hai address hoga to bhejiyega hmko v karna hai
Hindi bhut hrd tha
Hindi wala kyabkaren
580-585 tak rahega
देखा Jay to exam ने मार लिया है badhiya say... Baqi अगर Jharkhand ko sudharna है to exam cancel होना chehe qki a hut say loop hole hai
Result batyga
Cutoff banaye sir
Hindi walon ka kyaa paap tha
@@therevolution4714 humesha english walo k saath hota 😂😂😂 is baar maza aaya😛😛
RSS BJP Bajrang Dal walong ko dukh hua hai, qki exam accha conduct hua.