Worldlink ya fastway ya kisi local ka land fiber lagwao 5 se 600 me 200 se 300 mb speed dega aur android tv box lekar iptv service lelo bhai mast rahega
Sabse ghatiya service hai ham panch din se complaint kar rahe hain baki hamara setup box lagakar nahin ja raha hai Paisa advance mein le liya customer care sabse barbad hai complaint karne per sunta nahin hai
Same mere sath bhi kiya.. paise cut gye ab bol rhe he technical issue ke karan modem me red light aa rhi he internet work nhi kar rha.. Ab 2 days baad new routers aaynge
Bhai tu saal bhar yahi karta rehta hai kya install disconnection install disconnection 😂
Sahi pakde h😂
Ha yhi krta hai har baar ye faltu ka time Jayda hai bhai k paas lgta hai
😂😂
Rozi roti chalti hai isse uski
Bhai tu video to bahot acchi banata hai bas upload mt kiya kr
Bhai bina DTH recharge or bina wifi recharge ke chanal chalenge kya???😢
Dth recharge krna padega at least
Worldlink ya fastway ya kisi local ka land fiber lagwao 5 se 600 me 200 se 300 mb speed dega aur android tv box lekar iptv service lelo bhai mast rahega
Bhai Airtel xstream fiber ke liye Airtel SIM card hona chahiye kya ❤
Nahi
❤❤❤
Booking karane ke liye Sampark kare
Sabse ghatiya service hai ham panch din se complaint kar rahe hain baki hamara setup box lagakar nahin ja raha hai Paisa advance mein le liya customer care sabse barbad hai complaint karne per sunta nahin hai
Same problem bhai 2 hafte hogye h connection nahi hua na wifi na dth!
@bhowmikshubham4565 sabse ghatiya customer ke sath Inka vyavhar hai
Same mere sath bhi kiya.. paise cut gye ab bol rhe he technical issue ke karan modem me red light aa rhi he internet work nhi kar rha..
Ab 2 days baad new routers aaynge
But app per option aa rha he but usme pack details nhi aa rhi
@@dharmendrakumarsingh7378 konse city se ho bhai