Ap phle syllabus ko likhiye ...or vhi vhi topic k shorts notes bnaiye ...ap y lucent ya u tube m chhote chhote topic dle hai unse note kr skte hai ....or ap koi online test series de skte hai ...bs itna enough hai ...current m ap ik magazine speedy ya Edutoria use kr skte hai ....I hope uh like my suggestion ....if u have any query so u can tell me ?
Bro me ap se ek bat khna chahta hu ki please aap rrb ntpc ke level 4,5,6 level k cbt 1 or cbt 2 ke questions paper ki dekhkar hme suggest kro ki hame geography or history ki konsi book padhni chahiye . agr apke pass official paper nhi h to me apko send kr dunga kyonki ntpc level ,5,6 graduate level ka exam h isme konsi book sufficient rhegi please help
@@Vivekselfstudy hlo sir plz mujko apna teligram channel bta do gk k topic bta do lucent ki obj book m se plz apki bahut kripa hogi bahut pareshan hu sir ji m pk Repky me guruji🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir can you show PDF name of all booklist for upsssc pet in your next video. I watch your videos and I'm inspire from you I'm from ludhiana punjab. I want to clear upsssc pet exam so I need your help.please Sir you are guided us and help me for clear the exam. Thank you so much sir for your good knowledge.
@@swatitomar7329 mam ye score karna koi badi baat nhi hai . Kuch log jinka isse km hai wo frji logo ko dra rhe ki ye book nhi padha ye ye cource nhi lia to kuch nhi hoga. Aisa kuch nhi hai koi bhi 7-8 gante padhne wala ye score gain kr sakta hai. Bus kuch books ko padkr. Darna nhi hai khud pr viswas rakhna hai bus. Paper bahut aasan aata hai. Ap bhi kr sakti ho.
Bhaiya aap samanya gyan digdarshan book ka review kar dijiye please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
SIR SPEEDY KAISA RAHEGA FOR CUURENT AFFAIRS PLZ REPLY
Mast
PET ka liya best hay ma bhi padh reha ho
Objective Lucent kharida hai vhai padunga syllabus k anusar
Sir pet ke kitne marks hone chahiye,vdo ke form bharne ke liye
Bhai youth competition times ki practice set Shi h
Bhai upsssc pet 2023 ke liya kaunsi book le aur kaunsi book hai 2023
Kaise itne score kia plz shre strategy and Book
Can we study geography from ghatna chakra?
Nice explanation.
Bhaiya mere pas ghatana chakra ki book hai usse kam chl jayega kya?
Please reply 🙏
@vivek bhai lucent objective kaisi rhegi practice ke liye
एकदम शानदार
Bhai Lucent ki objective book tayari ke liye kaisi rahegi plz reply
Sir mock test suggest kr dijiye kon si lu
Kitne month ki current affair prepare kre
Bhai koi reasoning ki previous year bata do sirf reasoning mujhe police ki tayari kerni hai
Pyq ke liye kon si book achha hai please reply me
Pariksha vani objective gs
Bhai 1 month mein kaise tayaari karen please idea de do bhai
Ap phle syllabus ko likhiye ...or vhi vhi topic k shorts notes bnaiye ...ap y lucent ya u tube m chhote chhote topic dle hai unse note kr skte hai ....or ap koi online test series de skte hai ...bs itna enough hai ...current m ap ik magazine speedy ya Edutoria use kr skte hai ....I hope uh like my suggestion ....if u have any query so u can tell me ?
Bhaiya practice set kon sa le??
Practice mt karo bus baar baar padho
Math ke liye Aditya Patel winners institute ki book Sabse best hai..
wha k dalle ho kya ?
@@cuteabhi. Tum chutiya ho kya....kisi nali ke kide lag rahe ho...
@@Me_myvision4 ksiki
@@Me_myvision4 yes
@@Me_myvision4 yes
Bhai g UP GK ke liye kon si book luu??
Pariksha manthan gs ka review kr dijiye
Exam centre home town m aata h kya
Books ki sabhi photos hai kya please send me
Sir practice bta dijiye
Bus padh lo wahi kafi hai
🙏🙏🙏🙏
Phle lekhpal ka btao kitna hai, tb kuch btao
Bro me ap se ek bat khna chahta hu ki please aap rrb ntpc ke level 4,5,6 level k cbt 1 or cbt 2 ke questions paper ki dekhkar hme suggest kro ki hame geography or history ki konsi book padhni chahiye . agr apke pass official paper nhi h to me apko send kr dunga kyonki ntpc level ,5,6 graduate level ka exam h isme konsi book sufficient rhegi please help
Bro kisi bhi book se padho
Namaskar bhai.Bhai bhaut time baad video banaya he apne.Thnx alot bhai.
Ha bro kuchh kam me busy tha
@@Vivekselfstudy ok.
@@Vivekselfstudy hlo sir plz mujko apna teligram channel bta do gk k topic bta do lucent ki obj book m se plz apki bahut kripa hogi bahut pareshan hu sir ji m pk Repky me guruji🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
English nahi ati bhaiyaa ek bhi kya kre
Bhaiya Maine gatna Chakra book Liya h kya ye book sahi h
Good.
Total kitni books hai
Bhai lekpal me kitna score aa raha h
Agr hm pet ki book pdhe to kaisa rhega
Bhai lekhpal mai kitne number hai appke please batao
Etna book kon le sakta hai sir aap le sakte hai aur koi nahi
Mere to 87 hain abhi exam dene aaya hoon supply inspector ka
Ye kha ki vacancy niklo thi bhai
Self study se ho jayega ki nhi bhai
Selfstudy se hi hoga
🙏🙏
Jyada hard padhne ki jarurat nahi hai ekdam basic question ayenge youtuber ke chakkar me nahi padhana enhe sirf vh iews se matlab hai
Kya pet ke liye ncert b padhni hogi?
Ji ni..
Lucent की जगह दीर्ष्टि की gk की बुक हैं हमारे पास उससे काम हो जायेगा🙏🙏
Almost h9 jayega.but lucent jyada better h
@@Vivekselfstudytune ek baar Lucent se better bataya tha drishti gs ko .....kyun pagal bana raha hai bachho ko
Shandaar
Sir can you show PDF name of all booklist for upsssc pet in your next video. I watch your videos and I'm inspire from you I'm from ludhiana punjab. I want to clear upsssc pet exam so I need your help.please Sir you are guided us and help me for clear the exam. Thank you so much sir for your good knowledge.
Ok
@@Vivekselfstudy bhai lekhpal m kitne bane number
Aapke 85 sahi the
Aur 15 galat huye
Score card ke according
Pet ke book me mcq diya hai usi se question aata hai n 🙄 reply please
Zaruri nahi bs ye hai ke practice ho jati hai
@@educationforall1274 thanks for reply
Ap koi online test series join kr skte hai
Jai bheem jai bharat 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Bhai mera 99.69 tha😅😅
Bro but maine ye to nhi kha ki mujhse jyada kisi k aa nhi skte😀
Tips please 🙁
Bhai please aap ke itne marks the aap kuchh tips de dijiye is exam se related
Mere 99.98 percentile hai
Kase kiya bhaiya aapne itna score . Sources kya the aapke🙏🙏🙏
@@swatitomar7329 mam ye score karna koi badi baat nhi hai . Kuch log jinka isse km hai wo frji logo ko dra rhe ki ye book nhi padha ye ye cource nhi lia to kuch nhi hoga.
Aisa kuch nhi hai koi bhi 7-8 gante padhne wala ye score gain kr sakta hai.
Bus kuch books ko padkr.
Darna nhi hai khud pr viswas rakhna hai bus. Paper bahut aasan aata hai.
Ap bhi kr sakti ho.
@@itsmeabhisingh kojjjiii thanks vase is exam ke liye to sayad Lucent hi book enough hai
@@swatitomar7329 enough kuch nhi hai jitna padh pao utna padh lo abhi 2month hai,
@@swatitomar7329 sirf pass nhi hona hai na, accha score karna hai kyuki tabhi lower pcs, vdo ka exam de paogi