आप विडियो बहुत अच्छा बना रहे हैं 10 नम्बर नट मे 10 का पना,गोटी रिंच या टी पाइप लगेगा यह सब बता दे रहे है। ऐसा ही विडियो चाहिए। आशा है कि आप कम समय में ज्यादा जानकारी दीजिए। 😢😢😢please 🤲🤲🤲🙏🙏🙏🙏🙏
Bahut khoob sar ji aapane bahut acche tarike se samjhaen aur looks bhi dikhaya hai bahut shukriya aapka aur yah bataen balaghat hub motor double stand per khadi Karke awaaz aati hai kadkad ki to vah kya masala Hoga controller mein Hoga ya hub motor mein hoga
Meray scooty pay m aaraha hai aur loading ka issue hai. Os mai be rusting thi aisa hi . Mai ne pura saaf kiya .lakin phr ss wahi issue hai. Teenu sensor ki aik hi reading aati hai multi meter pay . Kya issue hosakta hai.
Bhai kal scooty chala ke laye aur rat me charge or laga diye aur subah nikal diye ,jab subah scooty chalu kiye to vo chal nahi rahi thi , screen pr sab dikhai de raha hai kya motor kharab hai screen pr dikhaye deta hai motor kharab hone pr. throttle kharab hai kya
Thanks
आप विडियो बहुत अच्छा बना रहे हैं
10 नम्बर नट मे 10 का पना,गोटी रिंच या टी पाइप लगेगा यह सब बता दे रहे है। ऐसा ही विडियो चाहिए। आशा है कि आप कम समय में ज्यादा जानकारी दीजिए। 😢😢😢please 🤲🤲🤲🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you sir
Your inspection power is good .
Bahut khoob sar ji aapane bahut acche tarike se samjhaen aur looks bhi dikhaya hai bahut shukriya aapka aur yah bataen balaghat hub motor double stand per khadi Karke awaaz aati hai kadkad ki to vah kya masala Hoga controller mein Hoga ya hub motor mein hoga
Nice
Bhai sensor wire or cable chahiye aapke pas mil jayegi kya please 60volt 2000 watt ki hub Moter ke liye thoda lamba chahiye cable
Meray scooty pay m aaraha hai aur loading ka issue hai. Os mai be rusting thi aisa hi . Mai ne pura saaf kiya .lakin phr ss wahi issue hai. Teenu sensor ki aik hi reading aati hai multi meter pay . Kya issue hosakta hai.
Hello sir apka shop kaha h .
Mere electric skuty m v magnet problem h usse banan h plz reply
Madhya Pradesh Singrauli
भाई और तो सभी अच्छा काम है अभी का लेकिन लेकिन 3 साल के अंदर 35000 की बैटरीडालनी पड़ती है
Yes 👍
Iska baring khaha milta hai bhai
Bta sakte hai
@@RamAyodhyaKumarRamAyodhy-xc5cx hardware ka dukaan mein mil jaega ya FIR garage mein dekhen
Sir mera scooter key on krte hi 00 aata he P (parking mode) nhi aata he to motor nhi chal rha he
@@dharmendrasinghnarwariya3180 parking mod nahin a raha hai to controller kharab ho gaya
Motor sensar ke bina bhi chal rahi h lod nahi le rahi h
@@prakashprajapat7949 magnet acche se check kariye
Aap ka shop kaha h
@@pannabind4884 Madhya Pradesh Singrauli
sir mere scooter bhi load leta hain aur M likha aaya hua rehta hain uska kya problem
@@maulikkalana7085 motor ka problem hai
V@@AlamEV sensor par rust aa jata hai tab bhi problem aati hai
Same problem on mine.Kaise sahi kare?I'm from Nepal.
Usko fek do
SKF ka bering daal na he
@@himansudash9149 ji koi sa bhi company ka lagaiye achcha hona chahie
रोड पर खड्डा आये तो जटके से बंद हो जाती है क्या समाधान है
@@sejalgold9323 motor ka problem hai sar
motor mistake rotor touch ho rha h wheel pe
Sir controller bekar ho ka raha h baar baar ab tak 4 bar bekar ho gya h solution please @@AlamEV
@@ashwanisaraswat2206 charger ka voltage check kariye aur Sahi empier ka controller Dali hai usmein
@@srk_dil_se band ho gaya hai let wale ke pass sidha karvana padega
Bhai kal scooty chala ke laye aur rat me charge or laga diye aur subah nikal diye ,jab subah scooty chalu kiye to vo chal nahi rahi thi , screen pr sab dikhai de raha hai kya motor kharab hai screen pr dikhaye deta hai motor kharab hone pr. throttle kharab hai kya
Metre mein koi single nahin dikha raha hai
Same problem with me
Mere scooty mein pani jane k baad esha hi ho raha hai aur key off karne k baad bhi ignision on hi rahta hai
Please help me
Khali moter chal Rahi hai double stand par chalane par chal Raha stand se hata kar chalate hai to nahi chal Raha hai
Motor mein dikkat hai usko khol kar check kariye andar ka condition kaisa hai ya FIR hall sensor change kar dijiye
Bhai mere scooty me bhi same problem aa rahi h 1 din pahle hi sensor or magnet dalwaya hun contact detail ya location batado aapki @@AlamEV
Iska kitna charge karte ho
Hall sensor ke sath rs 900
Petrol se saaf karna he
@@himansudash9149 ji petrol se saaf Karega to behtar rahega