Anjuman Al Abbas Urdu Farsi Nauha Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 окт 2024
  • New Nauha(ya hussain ya hussain ya hussain) of Anjuman e Al Abbas which is in urdu and Farsi being recited on 8th Muharrum,1434A.H at Bargah e Abul Fazal in Hyderabad.

Комментарии • 93

  • @alikousar4077
    @alikousar4077 5 лет назад

    Mashallha maula apko salmt rkhe

  • @riyazbegum8305
    @riyazbegum8305 2 года назад

    Mashallah muola salamat rakhe kamiyaab kare 👍 muola abbas ka wastha😭😭😭🤲🤲🤲

  • @butulfatima7678
    @butulfatima7678 5 лет назад +4

    Mashallha maula Apko salamt rkhe

  • @shirazhussain280
    @shirazhussain280 7 лет назад +12

    anjuman al abbas salamat rahe...mashaallah

  • @alinafatima5704
    @alinafatima5704 9 лет назад +10

    8 muharram se ajj tak daily mei sunti ho nice very very very very very nice

    • @razvivlog6886
      @razvivlog6886 5 лет назад

      Mashallah....moula salamath rakhay apko

  • @alinafatima5704
    @alinafatima5704 9 лет назад +5

    Ya Hussain ya Hussain ya Hussain Salamat raho hussainiyao

  • @sakinafatima4678
    @sakinafatima4678 8 лет назад +6

    Mujhe ye noha bhot bhot pasand hai

  • @dedarlene1721
    @dedarlene1721 11 лет назад +4

    mashallah moula salamat rakhe anjuman e al abbas ke matam daro ko!
    ilahyameen! :)

  • @nusratalikhan701
    @nusratalikhan701 7 лет назад +3

    YAA HUSSAIN IBN E ALI... Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali Yaa Ali....

  • @maryamabedi6502
    @maryamabedi6502 7 лет назад +6

    Mujhe yeh nouha but zyada pasand h mashallah

  • @syedafatima9677
    @syedafatima9677 4 года назад +2

    Mashaallah good nouha

  • @alinafatima5704
    @alinafatima5704 9 лет назад +9

    raza Bhai masha Allah

  • @syedalimeesumbilgrami8957
    @syedalimeesumbilgrami8957 4 года назад +3

    Wht a voice sir hatts offff mashallah

  • @syedafatima1905
    @syedafatima1905 10 лет назад +7

    My fav nouha

    • @razvivlog6886
      @razvivlog6886 5 лет назад

      Mashallah moula salamath rakhay.apko

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @alinafatima5704
    @alinafatima5704 9 лет назад +12

    Masha Allah razvi Bhai and farsi noha its too attached my heard jeo salamat raho moosa ji

  • @taufiqahemed6322
    @taufiqahemed6322 2 года назад +1

    Labbaik ya hussain 🙌🙌

  • @zainablageli6370
    @zainablageli6370 4 года назад +2

    😭😭 maula salamat rakhe

  • @kaneezsyeda4916
    @kaneezsyeda4916 6 лет назад +3

    Very very nice nouha

  • @shirazhussain280
    @shirazhussain280 7 лет назад +3

    very hurt touching noha...i love it

  • @saiyedmohammad4875
    @saiyedmohammad4875 3 года назад +2

    MashaAllah👌🏻✋🏻

  • @sameenaraza4468
    @sameenaraza4468 5 лет назад +1

    😭😢MASHALLAH

  • @syedaliakbarabidi4924
    @syedaliakbarabidi4924 12 лет назад +2

    Mashallah Raza bhai....

  • @AzaeHussain
    @AzaeHussain  12 лет назад +8

    Ya HUSSAIN

  • @shadanrao5631
    @shadanrao5631 4 года назад +1

    Ya HUSSAIN YA HUSSAIN

  • @2017Ali-hadi
    @2017Ali-hadi 9 лет назад +7

    mashallah : indeed it need lots of practice but is actually very good

  • @syedyousufhussainrazvisyhe5101
    @syedyousufhussainrazvisyhe5101 7 лет назад +1

    Moula aapku salamat rakhkai mashallah

  • @saymazahra5707
    @saymazahra5707 5 лет назад +1

    Mashallha Bhai maula apko salmt rkhe

  • @taufiquekhan6232
    @taufiquekhan6232 8 лет назад +3

    masa ALLAH

  • @syednoorulhasanabidi
    @syednoorulhasanabidi 8 лет назад +1

    Masha@allah mula a.s Salamat rakhe.

  • @mirsafdarabbasrazvi1552
    @mirsafdarabbasrazvi1552 6 лет назад +1

    Ya hussain ibne ali (a.s)

  • @AkbarAli-fj4lh
    @AkbarAli-fj4lh 5 лет назад +2

    Ya Hussain

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @nazarabbas8249
    @nazarabbas8249 5 лет назад +1

    Bhaijaan ye noha recording hua hai Kya

  • @maulanarazaaliabedisahabqi3315
    @maulanarazaaliabedisahabqi3315 5 лет назад

    Mashallah jazakallh maula salamat rakhen aapko ilahi aameen

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @mohdzakeralikhan7767
    @mohdzakeralikhan7767 4 года назад

    Mashallah Mula salamat rakhe

  • @alamdarali3352
    @alamdarali3352 3 года назад

    Mashallah moula salamat rakhe aap ko bhai

  • @syedkazmi1827
    @syedkazmi1827 9 лет назад +2

    Mashallah

  • @mjsunasara5024
    @mjsunasara5024 3 года назад

    Masaallah..ye kaha k video h..

  • @mohammadhasanmusamji8074
    @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад +2

    What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
    Labbaik ya Hussain

    • @abbashyder4527
      @abbashyder4527 2 года назад

      Syed Ali Raza Abedi (president of Anjuman Al Abbas a.s)

  • @drshszaidi
    @drshszaidi 11 лет назад +2

    plz upload videos of abbas mehdi razvi[sameer] of anjuman alabbas...thnx

  • @Kazwan
    @Kazwan 11 лет назад +1

    LABEYKEH YA HUSSAIN

    • @shabbirrazvi254
      @shabbirrazvi254 9 лет назад

      I love it very very very very very very very very good

  • @shamshadhassan9417
    @shamshadhassan9417 Год назад

    😢😢😢😢😢😢😢😢😢

  • @faina-e-garibnawazcommitte3742
    @faina-e-garibnawazcommitte3742 4 года назад +1

    Masha allah

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад +1

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @MsAkbar123456
    @MsAkbar123456 5 лет назад

    Mashallaha Raza Bhi

  • @mariyamtaqui9512
    @mariyamtaqui9512 6 лет назад +1

    sir why r u not uploading new nouhas .These all r of before 5yrs

  • @whoamiwhoami3381
    @whoamiwhoami3381 3 года назад +1

    Plssssss bahi noha lyric plsssss mola aap ko slamt rkhe 🔥🔥🔥

    • @masoomababuldiwan911
      @masoomababuldiwan911 Год назад

      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      Seh ke har ranj o bala, tune shikwa na kiya, tujh sa sabir na huwa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Ran me jab mare gaye, Zainab e muztar ke pisar,
      Dekh kar lashon ko yeh kehti thi binte Hyder) x2
      Karti hu shukr e khuda, aur yeh hai meri dua, bhai bach jaye mera,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Qatl Abbas huwe toot gayi meri kamar,
      Aur tanhayi ka shidat se huwa dil pa asar) x2
      Aayi ran se jo sada, tune alaan kaha, aye imam e do sara,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Ran se awaaz jab aayi hai Ali Akber ki,
      Yun laga jaise tere dil pa laagi hai barchi) x2
      Noor aankhon ka gaya, soojta kuch bhi na tha, laise laasha utha,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Teer Asghar ke gale se jo nikala tune,
      Haye kis dil se bhala dil ko sambhala tune) x2
      Khoon chullu mein liya, aur chehre pe mala, surkhuru deen huwa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Deen par waqt jab aya paye nusrath nikli,
      Ran mein Quran e shahadat ki har aayat nikli) x2
      Tera ghar baar luta, koi baaqi na bacha, milgayi deeen ko baqa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Tune ashoor ko bachoun ka kiya hai matam,
      Kaun batlayega jo tha tera dil ka aalam) x2
      Aye shahensha huda, dekh kar haal tera, roti hai karbobala,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Na koi monis o yawar hai na koi hamdam,
      Kufa o shaam ki rahoun mein hai be parda haram) x2
      Koi baaqi na raha, karne imdaad zara, kaun aayega bhala,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Qatl par tere basas naala-o-afghan aayi,
      Khoon me doobi howi shaame gharebaan aayi) x2
      Maal-o-asbab luta, tera ghar jalta raha, roti hai aale abaa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Baad tere yahi Zainab ne manazir dekhe,
      Baazu rasi mein bandhe pusht pa dure bhi lage) x2
      Har sitam dhaya gaya, taaziyane bhi laga, chin gayi sar se rida,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Haye maqtal se teri laash uthaayi na gayi,
      Dil e Sajjad se yeh baat bhulaayi na gayi) x2
      Sadma dil par woh huwa, yaad kar kar ke sada, tujhko rota hi raha,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Aayi darbaar mein jab aale rasool e dosara,
      Saat sou krusi nasheeno se tha darbar bhara,) x2
      Daaqela jab ke huwa, kya sitam tooth gaya, ek qayamat this bapa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Tera lab hayi mubarak pa thi zalim ki chadi,
      Haye kis dil se bahan ne yeh aziyat dekhi ) x2
      Band aaknho ko kiya, jab ke yeh zulm howa, hil gayi arz o samaa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      (Be sabab khaaye Sakina ne tamaache itne,
      Phool se hogaye rukhsar bhi neele neele) x2
      Tune aye shaahe khuda, noke naize se bhala, yeh bhi dekha toh hoga,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      Dil mein armaa tha Sakina ke joh ghar jaane ke,
      Jab bhi zindaan ke darwaze se taayer guzre,
      Puchti thi yeh sada, aye phupi bolo zara, honge kis waqt rehaa,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)
      Noha yeh jab bhi padhe jaayega razvi-o-nazar,
      Quld se denge duain tumhe sheh ki madar( x2
      Khoob noha yeh kaha, zikr bekas ka kiya, roke pursa bhi diya,
      Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain (x4)

  • @Sanaehaidar-b6c
    @Sanaehaidar-b6c 6 лет назад +2

    Please send lyrics of this nauha pls pls

    • @razvivlog6886
      @razvivlog6886 5 лет назад

      Sure ...... inshallah zarur

    • @inekhizra
      @inekhizra 5 лет назад

      Ji Aap ko Facebook hai to Aap uss mey search karlo ji Aap ko milaga

  • @Ali786Tz
    @Ali786Tz 6 лет назад

    Mashaallah maula salamath rakhe. Please send me nauha write up for this nauha

  • @sakinafatima9415
    @sakinafatima9415 4 года назад

    Aslaalam walekum. Lyrics hona tha plzz send karye na

  • @Afshyful
    @Afshyful 12 лет назад +1

    I want the Crrt Lyrics of this nouha .. with farsi wording also ...

  • @syedarazvi5164
    @syedarazvi5164 4 года назад

    MA

  • @fatoomabbas2984
    @fatoomabbas2984 7 лет назад

    slamat rahen

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @sajusaju8978
    @sajusaju8978 8 лет назад +2

    Saju Siddiqui

  • @taufiqahemed6322
    @taufiqahemed6322 2 года назад

    😖😖😖🥺🥺🥺😭😭😭😭

  • @Maxlee47
    @Maxlee47 11 лет назад +1

    bhai ap hai is me

  • @fashminish
    @fashminish 3 года назад +1

    Mashallah....
    Where can I find lyrics of this Nauha please

    • @nomanrazvi7540
      @nomanrazvi7540 3 года назад

      You can find lyrics on this link thanks jazakallah.

  • @tonystevenson6048
    @tonystevenson6048 11 лет назад +1

    ehsennnnnnnnnnnnnnnnn

  • @mohdbarbari4575
    @mohdbarbari4575 7 лет назад +1

    Asl

  • @inekhizra
    @inekhizra 5 лет назад +1

    Lyrics plzzz

    • @mohammadhasanmusamji8074
      @mohammadhasanmusamji8074 3 года назад

      What's the name of the noha reciter I really like this... Mashallah
      Labbaik ya Hussain

  • @AliKhan-tk7ch
    @AliKhan-tk7ch 4 года назад +1

    Hii

  • @mohdashfaqali2660
    @mohdashfaqali2660 7 лет назад

    md imran ali

  • @razahussain8557
    @razahussain8557 7 лет назад

    LABBAIK ya hussain

  • @razahussain8557
    @razahussain8557 7 лет назад

    Ya abbas 🗡️🗡️🗡️😭😭😭😭😭😭

  • @razahussain8557
    @razahussain8557 7 лет назад

    Ya

  • @ishrathusain8019
    @ishrathusain8019 5 лет назад +1

    Mashallha maula apko salmt rkhe

  • @syedhussain4294
    @syedhussain4294 9 лет назад +1

    Mashallah