kela plant me khaad dalne ke baad sandar risult koun sa poudha swasth hai ki nhi kaise jane

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 окт 2024

Комментарии • 26

  • @prajapatikrishisevakendra1737
    @prajapatikrishisevakendra1737 25 дней назад +1

    Dhanyawad bhaiya❤

  • @prabhusarang
    @prabhusarang 25 дней назад +1

    Nice

  • @ramdayal552
    @ramdayal552 20 дней назад +1

    सर आप कहा से है। क्या केले के लिए दोमट मिट्टी कारगर है। हम लोग देवरिया जिले से है।आप नए किसानों के लिए जो पहली बार केले की खेती कर रहे है,उनके लिए आप का वीडियो बहुत ही कारगर साबित होगा

  • @SandeepPatil-s5o
    @SandeepPatil-s5o 25 дней назад +1

    Very nice, Bhai.
    Plantation kis date ka hai aur kis company ka hai. Jarur bataye.
    Dhanyawad 🙏🙏

  • @royalravi547
    @royalravi547 24 дня назад +2

    Bhai mere kela ka plant 45 din ke ho gye fast growth karne ke liye Kaun si dwa dale

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  24 дня назад

      Npk 12-61-00 ke sath borone aur sagrika ka drinching kariye aur jankari ke liye pichhale video dekh sakte ho

    • @royalravi547
      @royalravi547 24 дня назад +1

      @@purushottamverma97 online 12-61-00 show ho rhi 12-60-00 dawa n mil rhi

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  24 дня назад

      Sorry Mai 12-61-00 hi likh rha tha it's writing mistek

  • @VIPINDIXIT-e1u
    @VIPINDIXIT-e1u 24 дня назад +1

    90 din ke plant gobar khad dal sakte hai ya nahi

  • @lakshmikantsingh6396
    @lakshmikantsingh6396 25 дней назад +1

    Kela ki chhimi per red coloure ki Dhariya a rahi hai kya kare

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  24 дня назад

      Jald hi video bnaunga wo banana thrips hai isake liye thaymethoxam aur carbendazim aur steptomycine ka spre krwaiye

  • @MahendraPrasad-ss1fu
    @MahendraPrasad-ss1fu 25 дней назад +1

    Koun si khad dala hia bhai तो btay

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  25 дней назад

      Isase pahale wale video me jo btaya tha

    • @alocksingh1702
      @alocksingh1702 25 дней назад +1

      Bhai aap bahut acchi jankari dete hai

    • @alocksingh1702
      @alocksingh1702 25 дней назад +1

      भाई खाद डालने के बाद उसकी मिट्टी से ढकना जरूरी है
      क्योंकि मिट्टी से ढकने पर पौधे की जड़े कट जाती है

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  25 дней назад

      Nhi khaad dalne ke baad mitti se dhakna jaruri nhi hai

  • @ashishtiwari3925
    @ashishtiwari3925 25 дней назад +1

    कोन सी खाद डाली है

  • @sulemankhan1407
    @sulemankhan1407 25 дней назад +1

    अबे तू खाद तो बताया कर

    • @prajapatikrishisevakendra1737
      @prajapatikrishisevakendra1737 25 дней назад +1

      Bhai thoda soch samjh ke msg kiya karo ek to banda video bana ke apna experience share kar raha hai
      Aur tum use aisa comment karke kyo demotivate kar rahe ho agar regular video dekhte to tumhe ye question puchne ki jarurt hi nahi hoti
      Inhone jo video aaj daali hai isme pichli video me.jo khad padi uska result dikhaya hai

    • @purushottamverma97
      @purushottamverma97  25 дней назад +1

      Thanks bro no problem in logon ka jo kam hai ye kar rhe hai Mai apna kam kar rha hu mujh par in sab ka koi prabhaw nhi padta

    • @prajapatikrishisevakendra1737
      @prajapatikrishisevakendra1737 25 дней назад +1

      @@purushottamverma97 bilkul bhaiya padna bhi nahi chahiye

  • @gsssecuritymd9088
    @gsssecuritymd9088 13 дней назад

    Sir apna WhatsApp number de sakte hai