Meri Sp125 90+ Ka Milage Deti Hai 50 To 60 Ki Speed Main Single Seat Aur 75 To 80 Ka Milage Deti Hai Double Seat 50 to 60 Ki Speed Main Aur 60 Ke Zyada Ki Speed Me 70 Ka Milage Deti Hai Double Seat Me
Bhai mai gadi neya Sikh Raha hun to please bataye speed breakers , city , high ways, dalan , uchai , or kitne gear me kitne.speed chala cahiye please coment
Dost aankh band kar lea lo. Maine li hai 100% satisfied hu hurr tarah sey. Mileage meri 62 ki dea rahi hai kyuki mai bhirr bhaar mea chalata hu plus bhagata hu
Hi brother I hope you doing well. I am from Gujrat. Maine aap ki sp 125 ki sari video dekhli but satisfaction ke liye puch raha hu. Mai kal Honda SP 125 lene ja raha hu. Price 1,02,500/- hai. Per day mai 40km muje bike chalana hai. Or 8 sal tak bike use karna hai. Kya ye bike sahi rahegi. Maintenance wise, i mean long term mai koi problem to nahi hogi ? Please bhai reply. Aap par trust hai esiliye puch raha hu.
Abhi pehli service bhi nhi hui h 52 ka mileage de rhi h or thoda engine bhi heat hota h...kya 1st service ke bad mileage badhega or engine heating kam hoga???
Bhaiya mera range pahle 212 dikh raha tha but ab ekdum 112 ho gaya iska meter faulty hai kya? Waise meri gadi side stand par thi isliye Shayad hua hoga. But aapke sath hua kya kabhi.
@@SaHebMaity-b7c mere paas shine hai, hmmm mujhe doubt hai apki last service me kuchbgadbad hii hai. Aap mechanic change karo, aur usko average setting change hii hai kya change karo. Shine ६०/६५ average deti hai
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed. Petrol price- 95rs Mileage-80 kmpl Mileage depends on bike condition & riding style.
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed. Petrol price- 95rs Mileage-80 kmpl Mileage depends on bike condition & riding style.
Pandit ji fenkna. Band. Karo. , milege. Ke mamle me aaj bhi. 4 s champion aur. Platina. Ka koi. Tod nahi hai Bike ka mileage uske. Engine par depends karta hai. Jis bike me under square engine laga hoga vahi bike jyda milege degi
@@MechanicalBabaji maine aisa to bola hi nahi ki. Japan ke engeneer achcha engine nahi. Bana sakte Engine ka mileage. Uske bore size uske strokelenth aur uske compression ratio se niklata hai Aur rahi bat splendor ki to usme horizontal square type engine laga he. Jo torque ke sath power to deta he but milege nahi deta
मैंने आपके वीडियो देखे यह जो इंजन आप बनाते हैं बिना वाल्व के यह सिर्फ खिलौने हैं, वाल्व का इस्तेमाल करें तभी यह लोड लें सकेंगे। फिर भी एयर इंजन किसी काम के नहीं क्योंकि हवा कंप्रेस करने में बहुत एनर्जी लॉस होता है। 👍
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed. Petrol price- 95rs Mileage-80 kmpl Mileage depends on bike condition & riding style.
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed. Petrol price- 95rs Mileage-80 kmpl Mileage depends on bike condition & riding style.
Meri Sp125 90+ Ka Milage Deti Hai 50 To 60 Ki Speed Main Single Seat Aur 75 To 80 Ka Milage Deti Hai Double Seat 50 to 60 Ki Speed Main Aur 60 Ke Zyada Ki Speed Me 70 Ka Milage Deti Hai Double Seat Me
Meri sp125 60 kmpl ka mileage deri hai mumbai ke heavy traffic me.
Highway pr 80 kmpl aram se deti hai.
75 se 80 , highway par(40se60-kmph) deti hai !
Bhai mai gadi neya Sikh Raha hun to please bataye speed breakers , city , high ways, dalan , uchai , or kitne gear me kitne.speed chala cahiye please coment
Best information bro❤❤
अच्छा माइलेज देती है
Dost aankh band kar lea lo. Maine li hai 100% satisfied hu hurr tarah sey. Mileage meri 62 ki dea rahi hai kyuki mai bhirr bhaar mea chalata hu plus bhagata hu
Valuable Information 🙏
Ek daubt h ki is bike me Furl Injector tank me rahta h ya engine ke paas, or minium 2.5 ltr petrol rakhna jaruri hai kya
Koi prob nahi.
Fuel pump tank se bahar h.
100 ml bhi kafi h. 👍
Bhai aap kaha se ho
Mera sp 125 102.3 ka milage hi .maza aata hi
Bhai air filter oil filter change karwaya hai fir bhi pickup or milega problam aa raha hai
Tappit clearance sahi kare.
Meri sp 125 ka milage ab 60 se 65 ho gya he pahle 75 ke aas pas tha..
Problem h sahi karaye.
Hi brother I hope you doing well. I am from Gujrat. Maine aap ki sp 125 ki sari video dekhli but satisfaction ke liye puch raha hu. Mai kal Honda SP 125 lene ja raha hu. Price 1,02,500/- hai. Per day mai 40km muje bike chalana hai. Or 8 sal tak bike use karna hai. Kya ye bike sahi rahegi. Maintenance wise, i mean long term mai koi problem to nahi hogi ? Please bhai reply. Aap par trust hai esiliye puch raha hu.
Its good bike. Don't think, take it.
Its Japanese high technology bike.👍
@@MechanicalBabaji finally bhai honda SP 125 leli hai...or ha isme engine guard konsa install hoga metal ka..? Aap ka Insta id konsa hai ?
Abhi pehli service bhi nhi hui h 52 ka mileage de rhi h or thoda engine bhi heat hota h...kya 1st service ke bad mileage badhega or engine heating kam hoga???
Reset trip A for latest mileage.
Maintain speed max 55 for good Mileage.
@@MechanicalBabajiBabaji Honda shine 100 le lu ya sp 125 sahi rahegi? Best milage ke liye?
Chain cleaning ke liye sirf wd 40 use karta hoon.
Bhai rust puri tarah se kon si cheez nikalta hai
@@bikramic wd 40 puri tarah se saaf karega rust. Lekin chain puri tarah sad gayi hai kya?? Wd 40 rust hone hi nahi deta.
Bhaiya mera range pahle 212 dikh raha tha but ab ekdum 112 ho gaya iska meter faulty hai kya? Waise meri gadi side stand par thi isliye Shayad hua hoga. But aapke sath hua kya kabhi.
Yes stand k sath fuel meter k according change hota h. Accurate nahi hoti h range.
Meri sp 125 74 kmpl feti hai avg
Vai mera shine 125 bike he
Or mileage kabhi 65kmpl deta he
Per iss bar 45kmpl de raha he
3rd service ke 20din ke baad
Kya karu
Help kardo
@@SaHebMaity-b7c mere paas shine hai, hmmm mujhe doubt hai apki last service me kuchbgadbad hii hai. Aap mechanic change karo, aur usko average setting change hii hai kya change karo. Shine ६०/६५ average deti hai
Bhai eska socker tight hai kya badalsakte hai ...kya problem ayega batadijia
Engine oil Tum kitna kilometre mein change karte ho sp sine bs6 10 w30 motul
Sir Video me bataya h.
3500to4000km 5/30w
हल्के एकसेलेटर पर गाड़ी चलाना है
Sabhi bhai log bataye shi shi sp ka kitna mailage hai
73kmpl @ 55kmph speed
70
60 kmpl max metet pe mat jao meter fake batata he
@@sohelshaikh8134hn bhai yhi puchna tha mujhe bhi fake lgta h 64 ka mera show kr rha h
Meri bike 125 ki average de rahi hai.
Main stand par bina start kiye wheel ghumaya thha😅😅😅😅
कम दिया मेरी bike में स्टैण्ड पर 1200 kmpl निकला है 😂
Meri sp 55 ka de rhi h 7000 km chali h abhi ek sall me
Tum bike chalane k liye nhi dekhne k liye rakhe ho😂😂😂
55 se jyda degi bhi nahi. Bhai. Hero. Aur. Honda. Ka yahi aakda fix. hai milege ke mamle me
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed.
Petrol price- 95rs
Mileage-80 kmpl
Mileage depends on bike condition & riding style.
Hero ne only labour work kiya h. Design & engine honda ka tha. Bina honda k hero bekar h.
@@MechanicalBabaji petrol 95 me kaha. Mil raha he hamare. Mp me to 108/liter hai
Konsi sp chala rahe ho bhai maine apni bike ka ek se jyada baar avg chack kiya hai -65 -73 avg diya hai
See full video
Mera 60-65 milaga show Karta hai
Jay Shri Ram🙏🚩
🙏
Bhaiya aapne gear according speed nahin bataiye. Please batao
Next video.👍
Vaise apka example bahut sahi tha. Fir bhi riding video aaygi.
80 ka mera v deta hai
Bhai sub driving per depand h....40 se 70 tak....
Tum mileage test kyu nhi dikhaate video mein?? 😮 Pichhla tyre hawa mein zero load pe chala de toh mileage 100 paar dikha dega digital meter 😅
Already h channel pe. Please check.
Bhai sp ka pichla tyre cycle jitna choda kyun h?
New sp me fat tyre h. Ye 2021 model h.
Bhai logo muze bhi Leni hai lu yaha nahi 🤔??
Check latest video 👍
Le le bhai 90 ka milage de rhi he to out of stock ho sakti he😂😂😂😂
60 ka hi millage de de wahi thik hai bhai
Bhai tappet kitne km pe set karna hota ha?
Mera 8.5k km chala gya setting kabhi nahi hua
Fix nahi h. Everything depends on Driving style.
Hot engine me Kick se compressor check kare. Kam ho to set karaye.
72 mileage deti hai
53 mileage hai
65000km completed. Always got 80-85 mileage. Driving style pe bhi depend h.
Bhai ye error hai City mein 55 Highway mein 65
Ye machine h, saari setting sahi h to 90, nahi h to 30 ka bhi degi.🙏
Fix nahi ho sakta.
62 meri dea rahi hai city driving mea
Rong dekhata ha a mara hero ma to 99 ka milage dekhata ha
1000km hai
Meri to 83 ka de rhi
Mera sp 89.5 de rgi hea
Mera real me 99.9 km
😂😂😂😂
kuch vi
Bs6 engine hi bakwas h...fake mileage milta h
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed.
Petrol price- 95rs
Mileage-80 kmpl
Mileage depends on bike condition & riding style.
71 ka meter reading hai aur real me 60 ka deti he
Right
Sir 90 ka milage to 100 cc ki bike bhi nhi deti,. Aur khud company bhi eska etna milage claim nhi krti he😂😂😂😂
But mai 65000km chala chuka hu, tabhi video banaya.
Platina ka bajaj ne 104kmpl claim kiya tha kya mila kabhi?
Claim & reality me difference hota h.
@@MechanicalBabaji bhai, jane do abbvdo bana ke dikhaya, phir bhi woh nahi manta, to ab kya jaan nikal ke doge???? Hahhahha.
Deta hai bhai 600rs main easily 450Km chal jati hai ...
Pandit ji fenkna. Band. Karo. , milege. Ke mamle me aaj bhi. 4 s champion aur. Platina. Ka koi. Tod nahi hai
Bike ka mileage uske. Engine par depends karta hai. Jis bike me under square engine laga hoga vahi bike jyda milege degi
मतलब आपको लगता है कि जापान के इंजीनियर अच्छा इंजन नहीं बना सकते, स्प्लेंडर में जो इंजन लगा है वह होंडा ने 1980 में बनाया था।
@@MechanicalBabaji maine aisa to bola hi nahi ki. Japan ke engeneer achcha engine nahi. Bana sakte
Engine ka mileage. Uske bore size uske strokelenth aur uske compression ratio se niklata hai
Aur rahi bat splendor ki to usme horizontal square type engine laga he. Jo torque ke sath power to deta he but milege nahi deta
But sp125 me to undersquare engine h. So what probl🙃.
मैंने आपके वीडियो देखे यह जो इंजन आप बनाते हैं बिना वाल्व के यह सिर्फ खिलौने हैं, वाल्व का इस्तेमाल करें तभी यह लोड लें सकेंगे।
फिर भी एयर इंजन किसी काम के नहीं क्योंकि हवा कंप्रेस करने में बहुत एनर्जी लॉस होता है। 👍
@@MechanicalBabaji 👍👍👍 vo sirf demo engine hote he , ek petrol engine bhi. Banaya hai
Jhooth bolne ki bhi had hoti hai
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed.
Petrol price- 95rs
Mileage-80 kmpl
Mileage depends on bike condition & riding style.
Chalti hai bhai 70Km/L easily de deti hai..❤
SP125 le kar khus hu..Bajaj ka khatara chalaya 8 year our mileage 55 deti thi
@@MechanicalBabaji mere pass aa ja 100 ka melage de ga
60 se jyada nahi deti
590rs. Ke petrol me 500km ke lagbhag chalti h, at 50-55kmph speed.
Petrol price- 95rs
Mileage-80 kmpl
Mileage depends on bike condition & riding style.
@@MechanicalBabajitu makenik hai kya pandit