Very useful information 👍. Mere pass bhi parijat ka plant hai. 1 year ho gaya par abhi tak isme flowering nahi huyi hai. And iski neeche ki leave bhi brown hokar gir Rahi hai. Please help. Bone ka substitute bataiye
Ab aap apne parijat ko agle saal ke liye taiyaar kare, ab kuch dino me hi flowering ka samay khatam ho jayega, aap march ke mahine me ek baar pruning jarur kare, aur har 20 din me vermicompost ya cow dung fertilizer de Parijat September se flowering karta hai jo ki 2-3 mahine hoti hai, flowering ke liye aap bone meal ki jagah onion peel liquid fertilizer bhi de sakti hai jisse flowering boost hoti hai
Mainy 1.month phily plant lgaya hai jamin mey abhi 3foot bda hogya hai so iss season mey flowering hogi kya? Orr vermi compost and bonemil dal skty kya
Now the season is almost getting over.. prune the plant in February and do regular pinching throughout the growing season and feed it with vermicompost during the growing period
aap vermicompost ke saath bone meal daliye... ek kaam aur kariye jo onions peel hote hain usko 1 litre paani me 1-2 din daal ke rakhe, aur uske baad paudhe me de dijiye.. ye aap 4-5 din ke gap me kijiye.. isko onion peel fertilzer bhi kehte hain... ye paudhe me flowering ko boost karega
सर मेरा पारीजाक का पौधा 3 साल का हो गया है 10 फिट हाइट हो गयी है लेकीन वो सिधे आसमान कि तरफ नही जा रहा जमीन की तरफ आ रहा है तो क्या करना पडेगा जमीन मे लगाया है
नमो राघवाय💐💐 जय श्री सीता राम👌👌 बहुत बहुत बहुत अच्छा👍👍
Aapne bahut ache se samjhaya, dhanyawaad!
Thankyou
So beautiful and healthy plant 👍🏼👍🏼🌷🌷🌻🌺
Bahut hi subh podha hota h ye👍🏼👍🏼🌷🌷🌷🌻🌺🌺
Achhi jankari mili.
Sir June me kya kare?
baarish ke samay soft pruning kariye, saath hi me har 15 days ke interval me fertilizer dijiye
Mere plant mein October mein flowering Hui thi but uske baad flower nahi aaye kya season mein ek hi baar flower aayege
Sir flower nhi aa rahi h 2 sal ka ped ho gya h growth to kafi achhi h
In my parijat plant flowers are falling from bud even before flower opening. What is issue.
Very useful information 👍. Mere pass bhi parijat ka plant hai. 1 year ho gaya par abhi tak isme flowering nahi huyi hai. And iski neeche ki leave bhi brown hokar gir Rahi hai. Please help. Bone ka substitute bataiye
Ab aap apne parijat ko agle saal ke liye taiyaar kare, ab kuch dino me hi flowering ka samay khatam ho jayega, aap march ke mahine me ek baar pruning jarur kare, aur har 20 din me vermicompost ya cow dung fertilizer de
Parijat September se flowering karta hai jo ki 2-3 mahine hoti hai,
flowering ke liye aap bone meal ki jagah onion peel liquid fertilizer bhi de sakti hai jisse flowering boost hoti hai
Thankyou@@DailyGardening2020 for your valuable information sir. Jaise apne bataya will do definitely 🙏
Sir August me hard prooning kr de kya mere plant me leaves km h bhara hua nhi h1 saal purana h
abhi aap soft pruning hi kare, kyunki almost time aa gaya hai flowering ka
@@DailyGardening2020 ok sir tnkuu
Bahut Sundar Radhe Radhe
Bij sey. Kaise grow karu
अब अगस्त्त माह बीतने को है तो क्या इस समय री पॉट कर सकते है मेरा पौधा अच्छा हेहैल्दी है
ab flowers aane ka samay hai, to ise ab repot na kare
Mene galti se upar wali branch Kat diya vh ab badhega ki nahi
growing period ab February se start hoga, tab tak ab cutting na kare
Mainy 1.month phily plant lgaya hai jamin mey abhi 3foot bda hogya hai so iss season mey flowering hogi kya? Orr vermi compost and bonemil dal skty kya
Ji bilkul... AAP vermicompost aur bonemeal daliye.. bohot jaldi aapko results milenge
@@DailyGardening2020 thank you so much...
Well information!!
Glad it was helpful!
Neem oil video
3 years became no flowers i
I keep your trow
Now the season is almost getting over.. prune the plant in February and do regular pinching throughout the growing season and feed it with vermicompost during the growing period
Mera plant 6years old hai abhi tak flowers nahi aaye hai.. vermicompost and seaweed fertilizer dalate hai.pr no flowers.pl guide
aap vermicompost ke saath bone meal daliye...
ek kaam aur kariye jo onions peel hote hain usko 1 litre paani me 1-2 din daal ke rakhe, aur uske baad paudhe me de dijiye.. ye aap 4-5 din ke gap me kijiye.. isko onion peel fertilzer bhi kehte hain... ye paudhe me flowering ko boost karega
सर मेरा पारीजाक का पौधा 3 साल का हो गया है 10 फिट हाइट हो गयी है लेकीन वो सिधे आसमान कि तरफ नही जा रहा जमीन की तरफ आ रहा है तो क्या करना पडेगा जमीन मे लगाया है
आप फरवरी के महीने में पारिजात की प्रूनिंग कर दीजिए। जिससे वह घना हो जाएगा और काफी नई शाखाये देखने को मिलेगी। जिससे फूल भी ढेरो आते हैं
@@DailyGardening2020 Thank you
Iska flowers kb aate h
iske flowers october se leke january tk aate hai
@@DailyGardening2020 tnkuu so much
Uu
बकवास ।फूल केसे आए कुछ भी नहीं जानते हो।