Appu Ji agla video nirnay or decree mein kya anatar hai es par ane wala hai, hamare ek subscriber the, har video par comment kar rahe the ki en dono mein natar batayen, esliye us par video banaya jaa raha hai, agla video 205 crpc par banaya jayega Appi Sir ji, maafi chahunga late karne ke liye 🙏🏻
20years pahle benawa ya ragitary karai thi dakhil kharij nahi karaya h, pichali party Case file Kar ki plot Mera h, to Kya ab plot use mil javga . reply please sir es video banaen de
Ankit kumar ji, sabse pehle aap ye check kijiye ki rajasv record mein kiska naam chala aa raha dakhil kharij mein, aap sabse pehle mujhe ye bataiye uske baad mein aapki poori sahayta karunga..
Nakal Jo Internet se nikalti hai usmein pichhle malik ka naam a raha hai. Per kachhari me Jaha per registry karvai thi.vha registry ya benawa ki photocopy humne nikalwai thi kacheri mein vah registry bilkul theek Hui Hui hai. Humne sarkari record mein dekha hai vahan per bilkul sahi hai keval dakhil kharij nahin karvaya tha
Rajasv ka matlab main nahi samjha hun sar jis kacheri mein registry karvai thi vahan se uski photo copy jama hai. Aur usi sarkari kachhari se humne uski ek copy nikalwai thi vahan per jama hai pahle se jab registry karvaya tha. Registry mein gavah bhi sahi hai. Jo gavahi de denge Court me
Vo yah kah Raha hai ki yah registry Maine nahin ki hai farji photo aur signature hai yah yah galti se karva Le Gai hogi. Registry cancellation case kar diya hai.aur plot per stay lene ki koshish kar raha hai. Kya aisi sthiti mein judge use stay de denge
Maafi Chahunga Sarita Ji late reply karne ke liye, mein poora prayas karunga ki agla video crpc 91 par bana sakun, abhi cpc order 5 par banaya hai, agla video section 91 par bana ne ka prayas karunga 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
सरकार ने एक मुकदमा वापसी के लिए जिला शासकीय अधिवक्ता फौजदारी गोरखपुर को एक आदेश पत्र भेजा है 307 का मुकदमा था मेरे पिता वादी मुकदमा थे सभी गवाही कि गवाही हो चुकी है ऐसे में शासन ने बाद वापसी का आदेश भेज दिया है अगर वाद वापसी हो जाती है तो हमारे साथ अन्याय होगा क्या करे मार्ग दर्शन करे आप हमारी
जूनियर अधिवक्तों के लिए आप गुरु हो भाई 🙏
Such me sir
शानदार जानकारी साझा करते रहिए महोदय...
Best channel for learning law on RUclips, thank you sir❤❤
Very nice sirji 👍 👌 ⭐️ 👏
👍🏻 excellent sir ji... Perfect drafting
Thank you so much sir
Bahut shandar. 👍🏻
Thank you so much pawan ji
Bahut sundar sir
law pdne ka mja aatahai thanku sir🙏
thank you so much sonika ji🙏🙏
Thank sir ji 🙏❤️
धन्यवाद सर जी 🎉🎉🎉🎉🎉
Thank You sir for this Information ...🙏😊
Sir drafting ki aur video banaye and court fees ke sath real drafting page bhi dikhaye.
@Aniket Ji, Mein Poora prayas karunga ki aage kuch video drafting ki hi banaun 🙏🏻
सर plz ये बताएं की सिविल में दावा , प्रतिदावा आपत्ति और रिपलिका kon se sec me di jati he puri प्रोसिस batayen 🙏🏻
Mai aaj hi aapka teligram join kiya sie
Sir dhara 24 HMA ki puri procedure bataye with drafting ke Sat
Kartik Ji, mein poora prayas karunga ki jald jald HMA ke procedure par video bana sakun. 🙏🏻
The way you explain is really amazing sir👏❤️
Thank You So much Chetan Ji 🙏🏻
😊
Thank you
Very nice sir
Bahut difficult smjhaya Jo itna easily h ..
Usko Apne lohy k chany bna diy
Sir cr.p.c 125 pr bhi vedio banao
Nice sir ji
Bhaiya pesi ke bare me ek vedio daliye plz.....pesi kb hoti hai or is me ky hota hai or ye pesi आवेदन पत्र kb lga gya jaata hai
Sir sec 205 crpc ka bhi video banaiye plzzzz
Appu Ji agla video nirnay or decree mein kya anatar hai es par ane wala hai, hamare ek subscriber the, har video par comment kar rahe the ki en dono mein natar batayen, esliye us par video banaya jaa raha hai, agla video 205 crpc par banaya jayega Appi Sir ji, maafi chahunga late karne ke liye 🙏🏻
@@priyankdhimole shukriya sir ....
Aviukt gavahi ke liye nai aa raha hi courts bulane ke liy kaun si dhara me bulaya ja sakta hi
यदि adv के मध्यम से कोई परिवाद दायर कवाए तो ,क्या उसमे वकालतनामा लगाना पड़ेगा।
Thanku sir
Sir aap order 5 rule 20 ka sub rule 1 ki application kase tayar kara
Kavi ni next video order 5 rule 20 par hi banaya jaa raha, usme drafting bhi batayi jayegi
Ok sir
@@priyankdhimole hlo sir aapna koi video bani gai kya hai order 5 rule 20 par
Sir aa hi hum 205 ma bhi lik sakta hai
Kya swayam aropi ye application likh kar de sakta hai paise nhi hote hai kabhi kabhi.. advocate ko Dene ke liye ..
परिवाद रजिस्टर्ड हुआ या नही कैसे जानकारी मिले
20years pahle benawa ya ragitary karai thi dakhil kharij nahi karaya h, pichali party Case file Kar ki plot Mera h, to Kya ab plot use mil javga . reply please sir es video banaen de
Ankit kumar ji, sabse pehle aap ye check kijiye ki rajasv record mein kiska naam chala aa raha dakhil kharij mein, aap sabse pehle mujhe ye bataiye uske baad mein aapki poori sahayta karunga..
Nakal Jo Internet se nikalti hai usmein pichhle malik ka naam a raha hai. Per kachhari me Jaha per registry karvai thi.vha registry ya benawa ki photocopy humne nikalwai thi kacheri mein vah registry bilkul theek Hui Hui hai. Humne sarkari record mein dekha hai vahan per bilkul sahi hai keval dakhil kharij nahin karvaya tha
Rajasv ka matlab main nahi samjha hun sar jis kacheri mein registry karvai thi vahan se uski photo copy jama hai. Aur usi sarkari kachhari se humne uski ek copy nikalwai thi vahan per jama hai pahle se jab registry karvaya tha. Registry mein gavah bhi sahi hai. Jo gavahi de denge Court me
Vo yah kah Raha hai ki yah registry Maine nahin ki hai farji photo aur signature hai yah yah galti se karva Le Gai hogi. Registry cancellation case kar diya hai.aur plot per stay lene ki koshish kar raha hai. Kya aisi sthiti mein judge use stay de denge
Sar main aapki sari video dekh raha hun Jo mere case se sambandhit hai. Thank you aur aapka channel bhi subscribe kar liya hai.
Sir crpc section 91 ka aavedan kese likhe plzz y bhi bataiye 🙏🏻
Maafi Chahunga Sarita Ji late reply karne ke liye, mein poora prayas karunga ki agla video crpc 91 par bana sakun, abhi cpc order 5 par banaya hai, agla video section 91 par bana ne ka prayas karunga 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ser namaskar
वर्षो से मिसलेनियस मैटर नॉट डीफाइन लिख के आता है ecort में क्या मतलब है
Namaskar bhai
Hi sir
👍🏻
Kya 313 crpc ki stag pr 317 crpc ka profit milega?
Maximum 2 times
Can someone confirm if the ticket used in this petition is of 10/- only?
Yes, 10 Rupees only.
@@priyankdhimole Thank you
Sir cpc case file ka pura process post karo
सरकार ने एक मुकदमा वापसी के लिए जिला शासकीय अधिवक्ता फौजदारी गोरखपुर को एक आदेश पत्र भेजा है 307 का मुकदमा था मेरे पिता वादी मुकदमा थे सभी गवाही कि गवाही हो चुकी है ऐसे में शासन ने बाद वापसी का आदेश भेज दिया है अगर वाद वापसी हो जाती है तो हमारे साथ अन्याय होगा क्या करे मार्ग दर्शन करे आप हमारी
Sar rajasv record unhin ka naam hai. nakal me unhi ke naam chadha hai, niche comment mein bhi aur sari baten Maine likhi hai
CPC &cr pc procedure PDF send kijie 🙏🏿
Sir,Meri help karo meri age 49 hai mai practice kar ro hu lakin seniors se kohi help nahi mailti please kya Karu help me
Act.39.ka.drafting
Hi
Hello Sir
सर, आप jmfc के क्लास लेते है क्या, आपका नंबर दिजीय
सर कोई जवाब नही दिया आपने
Google me PDF send kijie 🙏🏿