2 volume kr k clear hoga ya nhi ye kehna mushkil hai bhai, qki start k 2 volumes me kuch debates hain, railway se related matter hain, tea plantations, agriculture aur labour law ke matter hai aur bhi kuch hain. But baki ke volume me alg alg topics pr matter hain. islia apni shorthand me diversity lane ke liye koi v matter ho kaisa v aa jaye aap likh sako uske liye km se km 7-8 volumes krne hi chahiye. 8 volumes krne ke bad aapki taiyaari pakki ho jaegi. Best tarika hai ki aap start ke 5 volumes kr lo aur last ke 3 volumes. This much is enough for selection. Aur agar time mile to 6th 7th volume v kr skte ho. Jitni practice utna acha apka chances of selection. All the best.
5.7 back of 👈🏻👈🏻
Sir important words ki series start kr dijiye please ❤
Ok
@@apexstenographers sir daily thoda thoda de dijiye Krna
Aapka telegram channel bana hai kya
Sir kc ke sirf 2 volume kare volume 1 and volume 2 toh grade d clear ho sakta ha kya??
2 volume kr k clear hoga ya nhi ye kehna mushkil hai bhai, qki start k 2 volumes me kuch debates hain, railway se related matter hain, tea plantations, agriculture aur labour law ke matter hai aur bhi kuch hain. But baki ke volume me alg alg topics pr matter hain. islia apni shorthand me diversity lane ke liye koi v matter ho kaisa v aa jaye aap likh sako uske liye km se km 7-8 volumes krne hi chahiye. 8 volumes krne ke bad aapki taiyaari pakki ho jaegi. Best tarika hai ki aap start ke 5 volumes kr lo aur last ke 3 volumes. This much is enough for selection. Aur agar time mile to 6th 7th volume v kr skte ho. Jitni practice utna acha apka chances of selection. All the best.
@@apexstenographers ok sir
Thanks 👍