محرم الحرام میں خوشی کے تہوار جائز ہیں؟

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 июл 2024
  • رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے کوئی شخص اس وقت تک مومن نہیں ہو سکتا جب تک کہ میں اس کے نزدیک اس کے بچے، اس کے والد اور تمام لوگوں سے زیادہ محبوب نہ ہو جاؤں.
    سنن ابن ماجہ
    How surrendering your will to the will of the Prophet ﷺ completes your Imaan! Hence, making it a key element of being a Moumin.
    اِس ویڈیو میں زریاب ہاشمی اِس امر پر روشنی ڈال رہے ہیں کہ محرم الحرام کا احترام کرنا بنیادی جزوِ ایمان ہے۔
    فلسفے کی روشنی میں، آقا صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کو اپنی ہر خوشی سے عزیز تر رکھنا ایمان کا اوّلین تقاضا ہے۔
    #ahlebait #شهر_محرم #pakistani #xaryabhaschmi #muharram2024 #hussain #alimaula #imamhussain #MaulaAli

Комментарии • 131

  • @meesamghazanfar8056
    @meesamghazanfar8056 19 дней назад +1

    JazakAllah

  • @faisalabadclothcenterandvl7579
    @faisalabadclothcenterandvl7579 23 дня назад

    جزاك الله

  • @aliyameenai4681
    @aliyameenai4681 22 дня назад

    Bohot Khoobsorat aur logical baat kee hay aap nay... JazakAlah e khairan kaseerah

  • @mohsis1881
    @mohsis1881 28 дней назад +6

    Great Allah apse razi ho

  • @tuba9952
    @tuba9952 22 дня назад

    Good work

  • @bukharisyed1023
    @bukharisyed1023 22 дня назад +1

    جزاک اللّٰہ خیر

  • @BazmeAalam
    @BazmeAalam 28 дней назад +13

    سلامتی ہو آپ پر

  • @farzanajaved876
    @farzanajaved876 10 дней назад

    Well done bhai

  • @faisalabbass1850
    @faisalabbass1850 24 дня назад +2

    Ma SHa Allah!
    ALLAH PAK apko jazay khair dy.

  • @bukharisyed1023
    @bukharisyed1023 22 дня назад

    💯

  • @syeddanish81
    @syeddanish81 2 дня назад

    Right sir

  • @pearlsofwisdom1859
    @pearlsofwisdom1859 28 дней назад +3

    Masha Allah

  • @uzmasharf7633
    @uzmasharf7633 26 дней назад +1

    Jazakallah khairan kaseera

  • @scorpionqueen6627
    @scorpionqueen6627 28 дней назад +4

    Totally Agree 💯

  • @user-lb3nl9qm3i
    @user-lb3nl9qm3i 28 дней назад +1

    MashaAllah ❤❤❤❤❤

  • @mythoughts6265
    @mythoughts6265 28 дней назад +3

    True

  • @winners6511
    @winners6511 27 дней назад

    Very beautiful

  • @weboth888
    @weboth888 28 дней назад +1

    Couldn't agree more!! MashaAllah! More power to you!

  • @rabitariq2961
    @rabitariq2961 28 дней назад +2

    True true true

  • @Amikshk
    @Amikshk 28 дней назад

    Mashallah ❤

  • @user-wk6zq5ks9o
    @user-wk6zq5ks9o 25 дней назад

    Moula salamat rakhey apko

  • @gulraiztariq24
    @gulraiztariq24 24 дня назад

    Waah kia baat ha zaryab Sahab
    Allah Kareem ap per apni rehmaten nazal frmaay.

  • @Aliyar.gujjar
    @Aliyar.gujjar 28 дней назад +2

    ❤❤❤

  • @GQ-ko1my
    @GQ-ko1my 26 дней назад

    God bless you

  • @aliyankhan6380
    @aliyankhan6380 28 дней назад +3

    100 / right sir❤

  • @TalyaTabish
    @TalyaTabish 23 дня назад

    bilkul sahi baat hai , logon se kahen k khud apny ghar walon ki barsi pay shadi aur birthday rakh k dikhade har insan bara khudgharz hai..

  • @sairaamin2140
    @sairaamin2140 28 дней назад +4

    Dil mein muhabat or aqeedat ki had to smjh ata he, dil mein gham ki had to smjh ata he, but kya ye deen k liye koi asool bna skta he? I don't think so jahan tak mein islam ko smjh ski hun to gham ya khusha deen k liye qaiday or qanoon nae bnate. Hm apni khushyon k din ko eid nae bna skte, phir gham ko kese bna skte hein? U r right k log barsi mnate hein apne rishtdaron ki wafat k din ko or koi khush ka din nae bnata. Per Na to barsi mnana hmara deen he or usko khushi ka din bnane se b deen nae rokta. So agr koi 10 muharram k din koi khushi mnana chahta he to hm usko condemn nae kr skte. Jis ka dil nae manta khud wo na kre esa. Per ijtamae tor pe esa krna deen ka hissa nae.

    • @DontOpenThisChannel
      @DontOpenThisChannel 28 дней назад +1

      You are 💯 right

    • @abdullahhh381
      @abdullahhh381 27 дней назад +2

      Ye khna Chah rahe Hain k deen ki bunyadi Aqa g ki muhabbat he aur muhabbat me AP ka gham hamara gham he lehaza koi shai samjha Raha he to chup kr k sun lein apni naqis aqal ka muzahira na karein Jin se poocha he vo bata rahein Hain itni aqal jharni he agar he to apna chanel khol lein vagan log AP se mashvara Mang lein ge AP samjha dena me bhi AP ko respond n Karti agar AP ki bat parh k Mera itna dip na dukhta aur me ne apni Beti ki Shaadi alhamdulilah masjid se ki aur ma ka jannaza uthte hi namaz ada ki lehaza alhamdulilah Jo perameeter AP ne Khushi o gham k bayan kiye vo vaise hi ada kiye me ne bhi pr ghame Aqa g se bara koi gham nhi

    • @sairaamin2140
      @sairaamin2140 27 дней назад

      @@abdullahhh381 meine apki esi konsi dukhti rag pe paon rakh dia he jo apko itna issue ho raha he. Meine apne khyal ka izhar kia he. Kisi ki dil azari wali b koi bat nae ki. Jb kholna hoga apna channel khol lun gi or ap jeson ko block hi rakhun gi jo bila wja dusron pe attack krte hein. Ap apne dil ko zra smbhal k rakhain awaen hi dukh jata he.

    • @anjitamuri1651
      @anjitamuri1651 20 дней назад

      Draz k Sahil adeem

  • @Aqsa1in50
    @Aqsa1in50 26 дней назад

    Agreed 💯👍

  • @user-jp9sl3bo7k
    @user-jp9sl3bo7k 24 дня назад

    Ji, bilkul yahi haqeeqat hai... Kash k log samjhain... Mola Hussain as Jis mahinay ka chaand dekh kar, inna lillahe wa inna ila hirajeon parha, Musalman us chaand ko dekh kar, Happy New Year k msgs send kartay hain.... Islamic new year wish kar k he suchchay or pakkay Muslim banna hai inhon ne bs.....

  • @user-wz3jx6rq7e
    @user-wz3jx6rq7e 28 дней назад

  • @dontlosehope2723
    @dontlosehope2723 28 дней назад +3

    Rasulullah s.a.w ki life say humhe koi aesa saboot milta hai k unho nay is tarah gham aur khushi k din manaye ho?...Ap s.a.w k chacha hazrat hamza k qaatil ko kaha tha jab wo Musalmaan ho gaye that Wahshi bin harb k ho sakay tou mere saamnay na aana....itna gham tha Rasulullah s.a.w ko lekin unho nay apnay chacha ki shahadat k din ko gham ka din muqarrar kar diya tha??

  • @ZoyaKhan-bb2fn
    @ZoyaKhan-bb2fn 28 дней назад +2

    Assalamualaikum sir is per kel Meri behes hue h Meri knowledge end hogyi thi aur subha ye daleel apki mere samne thi waqeyi Allah se Raat ilm manga hai subha usne mjhe aata krdia

    • @goals27
      @goals27 23 дня назад

      @@ZoyaKhan-bb2fn Nabi SAW ne jb aisa Nahi Kiya tu hum kase isay fix kr den aur kahen ye 'deen' hai. Please think about it

  • @aneezazubair9771
    @aneezazubair9771 26 дней назад +1

    True... Humare ghar k samney waly ghar mein 15 mohram ko shady ho rahy hai... Kesy log yeh kam kar sakty hain gham k month mein😢

  • @aasrafoundation5248
    @aasrafoundation5248 26 дней назад

    🙄❤😭

  • @maryambaig7205
    @maryambaig7205 27 дней назад +2

    Dekhiye humy Rasool S.A.W. se sahaba karaam se zada mohabbat hosakti hai? Nahi. Kia hum sahaba karaam se barh kar Nabi . S.A.W. ki izzat krty hain? Nahi. Iska matlb ye nahi k hum mohabbat ar izat nahi krty magar Allah hi k quran ki ayat hai k Allah ar Osky Nabi se agy na barho.. plus sahih hadith hai k musalmano k 73 firqay hngy ar onmai se wo jannat mai jaega jo mry ar mry sahaba k tareeqay par chala..agr sahaba ne is khuhsi ko ban kia in dino to sar ankho pe agar nahi kia iska mtlb hum agy barh rahy hain..ghum apni jaga dil mai zror hai magar oski waja se kisi cheez ko haram k darjay mai lejana..sarasar zulm hai.

  • @drhafizshahid4391
    @drhafizshahid4391 17 дней назад

    Aslam O Alikum
    Muhtarim Sir koi aisi hadees b Suni hay.......jis men 3 din say zayada gum na mananay ka hukam hay......us ka kia matlb hwa pher??

  • @redrosered5539
    @redrosered5539 27 дней назад

    respect because of sahil adeem

  • @AliAkbar-tb7ew
    @AliAkbar-tb7ew 28 дней назад

    😞

  • @aannie2683
    @aannie2683 27 дней назад +1

    Mera sawal ye hai k karbala k wajaye k bad hamary ehl e bait ma se kia koi is maheny ma gham manata tha ?

  • @kk-mu8ln
    @kk-mu8ln 27 дней назад +2

    Or ye Barsi Wali Misaal Na Den Q k Jo Log Muharram ko Gham Ka mahina Manane ko Mana Krte hen Wo Sb Barsi Wagerah Krne k bh Skht Khilaaf Hote hen Islam Men Ese koi Din Nh Manaye jate agr Inko Manana Hota To Mere Nabi SAW Bta Kr Chle Jate . isko Kehte hen Asal Mohabbat K Jesa Bta dia or Jesa Krke dikha Dia Bs Wo Kro Baki Sb Chor do . agr Ap Koi Or Nhayi Chiz Larahe hen Deen men To Ap ye Ek Trhan K Sawal uthate hen Mere Nabi SAW pr k Jese Unhoun Ne Humse Zruri Baten Makhfi rkhin Or hamen Ye sb Btaya Nh hum Khud Bht Ziada Hoshiyar The k hum Bta rahe hen Apne Nabi Ko k ye ye bh Hona Chahiye deen men jo ap hamen nh bta kr gaye ... ye Mohabbat hoti Zaryab Sahab ?

  • @alvihongkong
    @alvihongkong 28 дней назад

    Bohat Vazni dalil. Umda

  • @RaddeFitnaat
    @RaddeFitnaat 28 дней назад +2

    Ahle bait or sahaba ne moharram me nikah se mana nahi kiya
    To han unse aage aqel nahi chalainge
    Seedhi baat he

  • @foodmania.546
    @foodmania.546 23 дня назад

    Aur kuch log aisy bhi hain jo apny maa baap aur bachon ki barsi bhi nhi manaty kyunk woh samajhty hain k deen mei iski mumaniat hai

  • @zakiabloch-cv1re
    @zakiabloch-cv1re 26 дней назад +1

    اللّٰہ تعالیٰ نے قرآن میں ارشاد کیا ہے کے چار مہینوں حرمت والے مہینے ہیں ذلقعد ذلحج محرم الحرام اور رجب خاص طور پر ان چار مہینوں میں لڑائی جگھڑا قتل اور اپنے جانوں پر ظلم مت کروں زمانہ جھالت میں لوگ ان مہینوں کے حرمت کا خیال رکھتے تھے اور اب مسلمان اپنے نفسوں پر ظلم کرتے ہیں یہ جسم اللہ تعالیٰ کی امانت ہے ہم سے اس کے بارے میں سوال ہوگا اور اسے پے ہی ظلم کرتے ہیں غم اگر ماننا ہے تو اپنے دل میں محسوس کروں حضرت علی رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہا حضرت حسن رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہا حضرت حسین رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہا ان کے زندگی کس طرح گزری انہوں نے کیا کیا اعمال کیے ہمیں ان پر عمل کرنا چاہیے نہ کہ ان کے شہادت کے غم صرف اپنے اپ کو مارنا چاہے حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم کے محبوب تو ان کی بیٹی اور بھی تھے جنہیں شھید کیا گیا تو ان کے شہادت میں اج تک کسی نے غم کے نام اپنے اپ کو مارا نہیں اندھی تقلید کبھی نہیں کرنی چاہیے اپ عقل استعمال کرنا چاہیے کہ کیا صحیح ہے اور کیا غلط ہے اللّٰہ تعالیٰ ہم سب کو ہدایت دے آمین اور شرک سے بچائے آمین

  • @anwar007z
    @anwar007z 24 дня назад

    Mera ek sawal hai

  • @skareem21
    @skareem21 28 дней назад +2

    Lekin mera ek sawal hai
    Kya kisi sahaba ne is gham ko manaya hai wo bhi isi mahine me?
    Aisa kon sa gham hai jo ek fix date me hi hota hai
    Sahaba se misal mil jaye to hamein karne me asani ho
    Dusri baat ki ham jo kuch personally karte hain wo deen ka hissa nahi hai
    Lekin jaise hi hamara nabi is frame me enter karega baat deen ki ho jayegi.
    Khair main apki baat ko ghalat nahi kah raha
    Bas sahaba se misal mil jaye to accha ho

    • @fehmida_fatima
      @fehmida_fatima 27 дней назад

      Ye ahadith mein baat mojod hai k Hazrat Hussain (RA) ki paidaish par Hazoor (saw) ne girya kiya tha aur 10 Moharram ko yaad kiya tha.

    • @fehmida_fatima
      @fehmida_fatima 27 дней назад

      Janab jaise mein ne research ki hai.. aap bhi research karein.

    • @skareem21
      @skareem21 27 дней назад

      @@fehmida_fatima apni research ka hawala dein
      Adhi baat sahi lag rhi aapki adhi jo 10 tarikh wali baat hai wo nahi suna maine

  • @barkatalikhan9735
    @barkatalikhan9735 28 дней назад +3

    Totally disagree ustad e muhtaram...osse aqqa(as) ne hum ko hukam de hai ke 3 din se zyada matam nahe kerna dosre bath ye ke agar apka dalil mann bhe leya jai tou ustad phir aqqa(as) ke es donya se jane ka din aur os month ka sub se zyada haq bantha hai yani rabiulawwal ka ke osma khoshe na manaya jai...phir hamza (ra) ke shadat ke month jis pr app (saw) ka tarze amal huma malom hai liken osma bhe khushe nahe manana chaheai esetarah beshmare aur bhe

    • @muhammadsaad3513
      @muhammadsaad3513 28 дней назад

      Yaar tumhein kia ne kaha he matam krne ka
      Lekin in dino mein agar İmam e Hussain(رضی اللہ عنہ) ki mazloomana shahadat yaad kr keh koi ghamgeen ho jaata he tu kya yeh soog mein aye ga? Ya phir yeh to İmaan ki alamat he

  • @abdurrehmanab5852
    @abdurrehmanab5852 16 дней назад

    Rasool e Pak Ki koi.Ahadees dikha dain jahan unhon nay muharram Main khushyan mananay say mana kiya ho. Aur haan aik hadees main bhi aap ko batata hun . sahi hadees hai Rasool Pak S.A.W.W Ki k soog sirf 3 din ka hai aur us orat k Liya jis ka shoher fout ho jaya us k Liya 4 mah 10 din

  • @foodmania.546
    @foodmania.546 23 дня назад

    Lekin gham manany ka islam mei hukm nhi.agr hum musalman hain aur apny Nabi hazrat Muhammad mustafa sallaho aleh e waalihi wassalam se muhabbat krty hain to hussain ka gham hamary dilon mei hr waqt hona chahye.sirf yehi waja hai k gham manaya nhi jata.

  • @bookreader7588
    @bookreader7588 28 дней назад +1

    Shame on all those people..

  • @dikhanjobsandservices6453
    @dikhanjobsandservices6453 28 дней назад

    Mujhy lagta h k pakistan m alama syed jawad naqvi k bad jis insan ny allama iqbal ko samjha h to wo ap hen..❤❤❤❤

  • @karamat4461
    @karamat4461 27 дней назад

    ??

  • @7aidxk
    @7aidxk 26 дней назад +1

    Aaka use only for Allah

  • @Sadafja.
    @Sadafja. 27 дней назад

    Agar ek Muslim waqae hazrat Mohammad صلی اللہ علیہ وسلم aur unki ulad se sehe mohabat rakhta hai tou uska zameer ye gawara nahi karta k wo in dono m Khushi manae

  • @maryambaig7205
    @maryambaig7205 27 дней назад

    Waisy 9 ar 10 moharram ko jo roza ralhty thy Rasool S.A.W. ar sahaba ko rakhwaty thy wo islye tha kynky osdin Allah Ta'ala ne hazrat Moosa ki qoum ko fairouniyo se nijaat di thi

  • @abdulwasay4014
    @abdulwasay4014 28 дней назад +3

    Love you sir But never heard anything like that from a Sahabi and also there's no dalil for that And i don't think Allah is going to hold us accountable to celebrate or marrying in the month of Muharram.

    • @onlyguru144
      @onlyguru144 28 дней назад

      Brother wo Quran ki Ayat or imaan ki basic bunyad se daleel de rhe . Think brother 😊

    • @onlyguru144
      @onlyguru144 28 дней назад

      Vedio again daikh lain and has Tor pr end se .

    • @abdulwasay4014
      @abdulwasay4014 28 дней назад

      @@onlyguru144 he said daleel nahi falsafa de raha hoon
      Falsafa ghalat ho sakta hai
      Falsafa sahi hai ya ghalat yeh hum Quran of hadith k lens k through pata karte hain
      Nabi (SAW) ko dekhte hain us k baad sahaba ko dekhte hain
      Or aisi koi thought ki daleel udhar se nahi batai gayi
      Nabi (SAW) ko apne maa baap se bar kar pyar karne ka yeh tareeqa hai?
      Islam mein kisi ki death k afsoos ko bhi aik time k baad extend karna bhi mana kiya gaya hai.
      Just prove why didn't sabaha do anything of that sort?
      By the way my comments are not that I'm trying to convince zaryab bhai he's convinced with what he said.
      I've just put forth the doubts that many of Muslims are concerned about.

    • @abdulwasay4014
      @abdulwasay4014 28 дней назад +2

      Bro no reference given
      He just said falsafa
      Falsafa ghalat bhi ho sakta hai
      Or falsafa sahi hai ya ghalat usko hum Quran or hadith k lens k through dekhte hain
      And he's given no reference you can't be that careless when it coms to the deen
      Nabi (saw) ko aapne maa baap or har cheez se ziada chahne ka yeh tareeqa hai? Jo ayat ki aap baat kar rahey ho aise toh isko use kar k aap Nabi (saw) ki izzat or pyar ki thought le k bohot kuch add kar sakte ho.
      If you believe what he's said is right then it means hamarey liye toh haram ho gaya muharram mein koi bhi khushi manana ya shaadi karna
      Can you tell everyone that yes i testify that's a sin?
      Islam mein acha ya bura nahi sahi or ghalat hota hai.
      I love these brothers huge fan of them and this comment is not for zaryab sir but as a Muslim just like he provoked us to think by putting his point i must and we all must do the same.

    • @TheUltimateTruth381
      @TheUltimateTruth381 28 дней назад

      @@abdulwasay4014
      I wonder if you would want to marry & celebrate same kind of hapinesses..??
      Just after 3 days of
      Your
      Children or Mother or father or brothers or sisters or all together had been massacred brutally..!!
      Would u be able answer that in a yes or no..??
      If you're so truthful & honest in ur claims.??

  • @dikhanjobsandservices6453
    @dikhanjobsandservices6453 28 дней назад

    Xaryab sir ap sy agree karta hun or ye gham roshni ki manind h or banu ummayah ny 9000 khateeb salary py rakhy thy is waja sy logon k zehno m muharam or azaa k barry m shak o shuba paya jata h..
    Sir ap sy sawal ye h k allama syed jawad naqvi k bary m ap kia raey rakhty hen kia ap unki tehreek baidaari sy agree karty hen...q k allama shb bhi ap ki trah islami nizam ky liay revolution py belive karty hen or apny madrassa jamia urwatulwusqa m iqbal k kalam ki tafseer parhaty hen...or allama shb umeed rakhty hen k pakistani aik din zaroor islami nizam k liay qayam kareen gy

  • @dontlosehope2723
    @dontlosehope2723 28 дней назад +1

    With all due respect Sir, greatly disappointed to see such a stance from an intellectual person like you...two brothers from a same family having different approach towards Islam...we should read Islam first then any philosophy or other subject without being biased...its beautiful how you say this because of love for Rasulullah's family but unintentionally you are adopting something which Rasulullah s.a.w did not do himself...There is a reason why we only take authentic material in Quran and Sunnah...May Allah guide us all.

    • @fehmida_fatima
      @fehmida_fatima 27 дней назад

      Brother! If this is not Sunnah to respect Imam Hussain then what have you understood from Sunnah? If you haven't understood that the Qur'an regards as role models those who are like Imam Hussain then what have you understood?
      Brother Imam Hussain (a) should be respected because He was the Holy Grandson and because He gave His head but not bayyah to the one Caliph who was a Fasiq.

    • @dontlosehope2723
      @dontlosehope2723 27 дней назад

      @@fehmida_fatima it is not Sunnah to respect Hussain but it is part of your Eemaan to have love for Ahle bait....In Islam mourning is for 3 days only...it is not Sunnah to make any month gham ka month and boycott any event of happiness....Neither the month in which hamza was martyred , Bair-e-Ma'oona waaqiya and event of Rajee'e where sahaaba were martyred by treachery and Rasulullah s.a.w got so sad that he made bad dua on those ppl for a month and he stopped when wahi came , the month when Umer and Usman and Ali were martyred....those months, those days were not made the days of gham or to avoid any event.

    • @dontlosehope2723
      @dontlosehope2723 27 дней назад +1

      @@fehmida_fatima We have learned from Hussian a.s that to stand up for HAQ , no matter the whole government is against us, no one is with us but STILL stand strong for haq.

  • @drsmaq3045
    @drsmaq3045 28 дней назад +1

    Intellectually disagree with your reasoning.

  • @Usmanjaral
    @Usmanjaral 17 дней назад

    Jaaiz Hain...Hazrat Hussain R.A ko koofa walo ne shaheedo Kia tha.... Tau iss Ka hisaab vwo daingai....Muharram me shadi Karna jaiz hai...

  • @fatimamalik4521
    @fatimamalik4521 25 дней назад

    Aaqa kareem ne ye bhi hukm irshaad farmaya k sog 3 din ka hota hai.
    Shariat mein jaaiz hai tou apni taraf se na phailaen.
    Aaqa kareem ko apni tmam zoja e kiraam se mohabbat thi apni 4 ron baitian piyari thein apne 4 yaar aur tmam sahaba e kiram se mohabbat thi tou in sb k visaal p khushi na karein.phir sara saal sog mein rahein kiya??????

  • @Basirat81
    @Basirat81 28 дней назад

    Love you a lot but strongly disagree with this point. Allah ne gham sirf teen din mananay ko kaha hay. I believe that Ahl sunna wa jamat have a better and stronger stance on this. Please don’t take this comment as an insult to my shia brothers and sisters, yes I do respect your rituals and traditions but Xaryab bhai did not provide a strong evidence here.

    • @sarazaidi4545
      @sarazaidi4545 25 дней назад +1

      Huzoor s.a.w.w. me apne Chacha aur Bibi khateja s.a.a k ghum ek saal tak manaya tha jisko Guam ka saal kaha Jata hai….ye aap kay Rasool ki sunnat hai…gham mananana aur rona

  • @mr.mobilerepairinglabhallr5219
    @mr.mobilerepairinglabhallr5219 28 дней назад +3

    Sir 1st time disagree with you and i feel soo sad because me shaheed ki shahadt py afsos nhi krta mera Dil is bt ko accept nhi krta k Hazrat imam Husain (R.A) Mazloom thy yeh Bahaduri or jurat ki Dastaan h me Ro k is ki shan bayan nhi krna chahta Seena Taan k Fakhar sy Bayan krna chahta hu

    • @TheUltimateTruth381
      @TheUltimateTruth381 28 дней назад +1

      Tu phir Muhammad e Mustafa SAW ny Hazrat, Hamza k qaatil ka chehra kiyu ni dekhaa...???
      Aur
      Usko dafa door lar diya humesha k liye, us k emaan laany k bawajood..??
      Nabi Pak SAW ko tu khushi manaani chaiye thi
      Ap jesy logon k mutaabiq tu..??
      Shaheed ka matam b hota ha aur gham b manaaya jaata ha
      Jesy,
      Nabi Pak SAW,
      Hazrat Hamza RA, Hasan o Hussain AS aur baa1i, shaheedo ka gham, manaaya humesha
      Kabi khushi ni manaayi gayi kisi k shaheed hony py
      Yehi fitrat e insaani b ha,
      Aur
      Deen e Fitrat, Islam k ehakamaat b
      Han
      Shaheed shahaadat k martaby py Fakhar karna alag baat ha
      Lekin
      Nabi Pak SAW ki aulaad k bughz mei naye ehkamaat ejaad na kar lo tum log
      Jo insaani fitrat, common sense
      Aur
      Deen k falsafy aur ehakamaat k, sareeh khilaaf hein

    • @dontlosehope2723
      @dontlosehope2723 28 дней назад +1

      Wahshi bin harb ko ye kaha tha k ho sakay tou mere saaamnay mat aana, gham ka din kab manaya tha?

    • @zainabejaz8694
      @zainabejaz8694 28 дней назад +2

      Aisay taw Rabbi ul awal mn Nabi A.S ki rehlat hwi thi phir udr kushiyaan kiyun manatay hn? Doosra islam nay nikkah shadi simple rakha ha taw agr moharam mn koi krta ha its okay lakin aaj kal ki dance wali shadiyo say logo ko khoof krna chiye...teesra Hazrat imam hussein A.S say humai sabaq laina ha practically baki agr koi shadiyaan even sadah nikkah b moharram mn ni krta taw achi baat hai but agr koi krta ha tw gunnah ni hai

    • @mr.mobilerepairinglabhallr5219
      @mr.mobilerepairinglabhallr5219 28 дней назад +1

      @@dontlosehope2723 g bhai karbala ka jo humy sabak laina chaheiy wo ghamm manana nhi physicaly kaisy khry hoty hukmrano k samny yeh h hukmran kya koi b humy sabak
      Milta h

    • @mr.mobilerepairinglabhallr5219
      @mr.mobilerepairinglabhallr5219 28 дней назад +2

      @@zainabejaz8694 💯% agreed with u Sahil bhai is mamly me zbrdst hn wo karbala ka haqeeqi mtlb smjhaty or us py amal krty b nzer aaty hn werna kuch log ek firqa ki
      Side py ziada tawajah daity hn

  • @Sonia.000
    @Sonia.000 19 дней назад

    Yhan Kuch baton pr Ghor ki zrorat hai .
    Nikkah Allah k pasendeda kamo mein SE hai, ye kbhi b krna swab Ka baes hai, halal Kam kB haram hote Uske bare mein blkul exact Aap ﷺ k words mlte hein. Nikkah KO sunnat tareqe se krna is month mein b jaez ,apki niyat pr hai , Hussain jase Olad ki dua kren.
    3 din SE ziada sog mere Nabi ﷺ ne nhi kha k Mano, Apne walidain b fout hojaen TB b itna hi ghum mnane Ka kha, aur meine Dekha hai logon k nikkah TB b hote Kuch din bad JB unke Bhai ya farher mother ki death Huey.
    3 phr to us month mein b nikkah jaez na huwa jis mein koi b sahabiye Rasool ﷺ fout huwe aur jis month mere piyare Nabi ﷺ ki wafat Huey. Khair aur neeki k Kam kijiye zindgi apko ktna Moka deti pta nhi, Han wo kharafat Jo is society Ka hissa BN chuki hein wo hr lihaz se Ghalat aur mna hein. Ye Kuch din Ka ghum nhi hai ,ghame Hussain to koi aik din ya Chand din mnane ki chez nhi، ye to is ummat k liye aik sbaq hai aur hmesha ki taklef. Mere Nabi ne to barsi , ya salgirah mnane hi nhi. Ghum rhega is bat Ka k ummat TB b so rhi thi, aaj b whi hal hai.

  • @abdullahsarwar402
    @abdullahsarwar402 28 дней назад

    Sir such weak argument, phir tu amul hazan wlae time ko prophet na through his life kun gham ki halat ma na guzara?

  • @mehjabeensyed1084
    @mehjabeensyed1084 25 дней назад

    Gam sirf 3 deen ka hai aur nikah karna sunnat hai jo log shaadi ke naam pe naach gana karte hai ye deen se sabit nahi hai aur hamari namaz ka faisla karne wala Allah hai ap ki daleel ap tak hi rakhe aur deen me barsi warsi karna shirk hai

  • @bilalyousaf6064
    @bilalyousaf6064 26 дней назад

    Iman is ne dena rafzi

  • @rashidrehman5513
    @rashidrehman5513 18 дней назад

    Mere bhai aapki ye daleel direct reference thori hai , aap nay tou kisi aur hadees ko apnay tor par interpret kiya hai , theek hai aapki apni raaye hai , par aapki utni value tou nahi jo ab tak k 1400 say le kar aj tak k Ahl e sunnat ulama ki raye hai , jamhoor ki raaye tou is k bilkul mukhaalif hai , aur aap nay tou foran fatwa bhi laga diya k agar is gham ko celebrate na karen tou saari namazen bhi ghaarat jaayengi

  • @user-hz6yk1yu8f
    @user-hz6yk1yu8f 26 дней назад

    Hi Gentle man, Your daleel looks preety dumb, If we put Profit SAWS on top of every thing, should we celebrate marriages & other events in Rabi ul Awal (The month of Wisal of Prophet). This argument is baseless.

  • @kk-mu8ln
    @kk-mu8ln 27 дней назад

    Ab Akhri Baat Rahi Shadi Ki To Iska Bh Jawab Dedun K Jo Chiz Allah Ne Haram Nh Kri Usko Halal Krdena Jese Bht Bara Gunah He isi Trhan Jo Chiz Allah ne Halal Krdi Usko Haraam Krna bh Bht Bara Gunah.. ek Chiz jb Jaiz He To ap Apni Marzi se Pabandiyan Lga Kr Usko Najaiz nh kr skte wrna Pakar hojani he apki. Ap SAW Pehle Hi Ye Sari Confusions Door krke Ja Chuke Hen jahiliyat k Log Safar k Mahine ko Bh Nahusat wala Smjhte the Ap SAW ne Bta dia Hamen K Safar K Mahine men Koi Nahossat nh . Ye isi Liyen Btaya K Log Apni Trf se Apne Weham o Ghuman K Mutabiq Apna Deen na Bna Len Isliyen Hr Chiz Ap SAW ne bta Di agr kisi Mahine men mana Hota To Ap SAW hamen bta dete .. or bs Ye Yaad Rkhlen K Asal Gham hamesha Rehta He Ek Mahine k Liyen Nh Ata Islam ka Ye Mahine dinoun Birthday Barsi In Cheezoun Se koi Talluq Nh Islam Hamesha Ka He Isliyen Muharram k Dinoun se bh Koi Talluq nh Jab Gham Hamesha Ka He To kisi mahine ya din se kia Talluq? Ye hoti he mohabbat k bs Ek mahine ko gham yad aye ? Or agr Hr Mahine ka gham He to Phr Kia Hr Mahine Shadi pr pabandi Lgayenge ap ? Nh lga Skte na ? Jese hr mahine nh lga skte wese hi is mahine bh nh lga skte.. Jab Is Kisim Ki Bidaat Deen men Dakhil Kri Jarahi houn K Muharram Men Shadi Ko Haraam Krdia Gaya ho Jbke Allah Ne nh kra To Phr Allah Waloun ka Ye kaam Hojata he k esi bidaat ko khatam krne k liyen wo bolen k Muharram men Shadi Kro Takay Ye Bidaat Khatam Houn.. Deen Ko Pehle Smjhen Zaryab Sahab Mohabbat Apni Marzi ki Nh Hogi Mohabbat bh Us tareeqay Or Marzi Ki Hogi jesi Mehboob Ne bta di He Wrna Ap mohabbat krte raho apni Marzi ki Koi Faida nh Hoga

  • @kk-mu8ln
    @kk-mu8ln 27 дней назад

    Bs Zara Si Misaal Dekr Bt Khatam Krta Hun K Ek Shaks Mjhse bht mohabbat krta he or men us se kahun K Tm Agr apni Mohabbat men waqye sache ho To jesa jesa men Kahun Mera Hukum Follow kro Or uske ilawa kch na kro. Ab Wo banda itna Derh Hoshiyar Wo Kahe K men ap Se Bht Mohabbat Krta Hun Or Men apko Sabit Krunga K Ktni Mohabbat krta hun Men aj Sari Raat Sharab Piunga Sari Raat Dance Krunga Or Chatt Se Chalang Bh Lga Dunga phr meri Mohabbat Tmhen pta Chl Jaegi.. To men Usko Kia Kahunga k Bewakoof Admi Jesa Mene Btaya He Wesa Kr Ye sb Krne ki Kia Zrurat he ? Mene Bola He ye Sb Harkaten kr Or Chatt Se Chalang mar kr Mohabbat Sabit Kr ? Or phr Agr Wo Derh Hoshiyar phr bh meri bt nh sunta or phr bh mar Jata He Mjhse Mohabbat Sabit Krne k Liyen to Men Kia Kahunga ? K Jhuti Thi Teri Mohabbat Agr sachi Hoti To Meri Bt Manta Ab Esi Mohabbat ka men achaar dalun?
    To bs Yahi Maamlaat hen Un Tamam Logoun K Bh Jo Ap SAW k Hukum Or Tareeqay Se Hat Kr apni Mohabbat Sabit Krte hen . Allah k han Unki Koi Value nh Hogi Agr apne Pas or apne Tareeqay k mutabiq kch bh Kra To .. Tareeqa Srf Wo Qabile qabol Hoga Jo Allah or Uske Rasool SAW ne bta dia .. Allah Apko Hidayat de

  • @aabidullah5087
    @aabidullah5087 28 дней назад

    Plz Don't mend teachings of islam for your own will and wish....take point one from here and one from there and then fit into your own desires....its not going to work......teachings of islam is very much crystal clear....it does not need your explanation which you people do just to satisfy need of your sect.....

  • @hamzachaudhary3818
    @hamzachaudhary3818 28 дней назад +1

    سوری مگر آپ کی اور اہل تشیع کی فلاسفی سے یہی بات سمجھ آتی ہے کہ حسین علیہ السلام کی شہادت پر پچھتایا جائے کہ وہ شہید ہی کیوں ہوئے ہیں۔ اس کے برعکس جب میں نے ساحل عدیم کا حسین علیہ السلام کے بارے میں فلسفہ پڑھا تو مجھے ایک ایک بات کلیر ہو گئ کہ حسین کی شہادت نے ہی اس حقیر بندے ساحل عدیم کو ہمت دلائی ہے۔
    ہونا تو یہ چاہیے کہ سب شعیے حضرات 7 اکتوبر کے بعد آنے والی محرم میں ہماری سڑکیں بند کرنے کی بجائے پارلیمنٹ اور dhq کی سڑکیں بند کرتے کہ جب تک فلسطین میں فوج روانہ نہیں کرتے ہم یہاں سے نہیں ہٹیں گے۔مگر۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔😮

  • @kk-mu8ln
    @kk-mu8ln 27 дней назад

    Zaryab Sahab apko abhi Deen Ki Itni Knowledge nh he jb Tk Apki research Mukammal na hojae Ese Topics pr Videos na Dalen.. gham Hona alag chiz He Gham manana Alag chiz he.. gham Naturally khud Hota Jo K Ap SAW ko Hua Or Hamen bh Hona Chahiye lekin Gham manana Isko Kehte hen k Makhsoos Tareeqay kch Activites krke Gham manaya jaye or Ye Chiz Ap SAW K Mutabiq Hi Jaiz Nh Ap SAW ne Hamen Bta dia K Jo Mene tareeqa btaya or jo Sahaba Se Sabit He Bs Usko Pakar Lo Baki deen men Or koi Nhaya kaam Dala Wo Bidat he or hr bidat Gumrahi He.. to pehli bt to ye K Deen k Naam Pr Ap Hr Saal Makhsoos Activities nh kr skte Wrna Ye deen men addition hojati he.. Dusra Jawab ye Apki Bt Ka K Apko Kia Lgta He k Ap SAW agr Mojood hote us wakt tk to moharram men jakr Gham Krte k bs Ek dam Moharram aya or Ap SAW ko Tab Jakr Yad ata k Ab Gham Karna Chahiye Nauzubillah ? Nh na ? Hamesha gham Rehta na Iska kisi Mahine Se Kia Lena dena ? Kia Muharram men Wo Kch Special Krte The ? Or Srf Ap SAW kia Blke Baki Sahaba Wo Bh Hazrat Hussain R.A se mohabbat krte hounge wo Bh Kia isko Tehwar bnate k ek mahine men unko Gham yad ata ? Zaryab Sahab Asal gham Naturally hota He Usko Artificially manaya nh jata Or gham manane ka koi Tareeqa nh hota bs gham hota he hr saal hr hr mahine hota he agr gham ka koi tareeqa hota to Ap SAW hamen Bta dete

  • @bilalyousaf6064
    @bilalyousaf6064 26 дней назад

    Jahalat at its peak😂

  • @sabaamir4275
    @sabaamir4275 27 дней назад

    بہت عجیب سے دلائل ہیں اور ان میں اتنی شدت کے سب کی نمازیں اور عبادات سب غارت کروا رہیں ہیں یہ صاحب..... اسی کو بدعت کہتے ہیں دین میں نئ ایجاد....
    ہر میت کا سوگ تین دن ہے سواےء بیوی کے لیےء اسکے شوہر کی عدت... آپ تو پورا محرم ہی یہی کالا لباس پہنانے والے ہین مسلمانوں کو....

  • @musaratkhalid7022
    @musaratkhalid7022 28 дней назад +2

    ساحل عدیم کے مقابلے کے نہیں ہیں آپ-آپکی باتوں میں وہ وزن نہیں ھے جو ساحل صاحب کی باتوں میں ھے

    • @noveensalman7919
      @noveensalman7919 27 дней назад +2

      Don’t compare these two beothers😊both are gems…. Comparison sy aik dosry ky liy negative feelings develop hoti ha

    • @marium2815
      @marium2815 27 дней назад +2

      Both are gems. Both are unique.

    • @noor-ul-ain386
      @noor-ul-ain386 27 дней назад +1

      Bht afsos ki baat ha k ap abhi b bary nhe hwy......

    • @mehrk7501
      @mehrk7501 26 дней назад +1

      Afsos

    • @farrukh4385
      @farrukh4385 26 дней назад

      Please don't compare every one is unique not all humans are the same, typical auraton wali batain.

  • @aabidullah5087
    @aabidullah5087 28 дней назад +1

    اپ تو اپنے چہرے پر اقا علیہ السلام کی سنت کو رکھنے کی ہمت نہیں کر سکتے اور اپنے باطل فرقے کی تسکین اور ترویج کے لیے حضور صلی اللہ علیہ والہ وسلم سے محبت کے بھاشن دے رہے ہیں۔پیارے اللہ تعالٰی اپ کو صحیح اسلام کی تعلیمات پر مجھ سمیت عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین

    • @Criticalanalysis786
      @Criticalanalysis786 28 дней назад +1

      یہی بات لمبی داڑھی والا کہے تو مانے گا؟

    • @Criticalanalysis786
      @Criticalanalysis786 28 дней назад

      اگر نہیں تو پھر تکلیف کہیں اور ہے

    • @daudimran3969
      @daudimran3969 27 дней назад

      Bhai hmara maqsad soch badalna Hy kapry aur khuliye nhi . judgmental soch choren.agar nabi SAW NY AP ki Tarah judge kia hota tou hm saary Muslim na hoty.

    • @ahmad31397
      @ahmad31397 26 дней назад

      یہ باطل فرقہ اتنا چول اور یتیم ہوچکا ہے کہ اپنے خبیثانہ عقائد کے لیے ان چرسیوں کو شکلیں بدل کر حتی کہ عقائد اور نسلیں بدل کر کام کرنا پڑرہا ہے ۔۔۔لیکن اندر کی بیماری دل کی نحوست کب چھپتی ہے!

  • @worldoffabeehaejaz723
    @worldoffabeehaejaz723 23 дня назад

    I want to join Whatsapp group of sir Xaryab.
    Plz help

  • @highlandermonk4308
    @highlandermonk4308 17 дней назад

    Nihayat hee ahsan byan kia hai

  • @farzanajaved876
    @farzanajaved876 10 дней назад

    Well done bhai

  • @Nabil6357
    @Nabil6357 28 дней назад

    True