Assalamualaikum warahematullahi wa barkatahu aap log sab mere liye aur sare baheno ke liye doa kare jo sahibe aulad k liye taras rahi hai hum sab ko allah tala nek saleh aolad se nawaze🤲🤲🥲🥲 Ameen summa ameen,
aoa dr sahiba mn periods ki wja sy bh preshan hn 10 din sy py b prolong ho jaty hyn bht ilaj b krwaya hy lykin.itny.din.na roza chorny ko.dil.krta hy na e nmaz mra dil bht preshan hota hy
حیض کی کم از کم مدت تین دن تک ہوتی ہے اور زیادہ سے زیادہ مدت دس دن تک ہوتی ہے اس کے بعد آپ غسل کر کے نماز پڑھ سکتی ہیں اس کے بعد جو بھی بلیڈنگ ہو تی ہے وہ بیماری ہوتی ہے حیض نہیں ا
Assalamo alaikum. Mujhe periods khatm hone k 3-4 din baad bhi aa jata h thidinder k liye to kya namaaz padh skte h kya. Meri namaaz chhut jati h jisse main bahut pareshan rhti hu plz rply me.😢
Assalamualaikum aapa meri na pehle haizke 3 din 5ve din gusul krliya krtiti mgr ab bimariki vjse 3 din tk khoon nzr aata hai uske Bad kbhi kbhi 10se 13din tk kbhi kbhi thoda khoon nzr aajata hai to my kya karu pehleki trh 5din k bad gusul krke namaz roza Ada kru ya 10 se 13 din bad gusul kru pls iska jawab dijiye jazakallah
Ustada hamein bacche ki paidais ke 40 din baad gushl karke roza nmaaz shuru kiya uske 3 din baad fir se halki2 bliding ho gayi to ham roza rakh sakte hain ya nahi
Agar yeh bleeding haz ki nai hain, alag hain toh woh sara tareeqa hoga jo likoriya meh hota hain. Mufto tariq masood ki video likoriya meh namaz kaisy pary
Mujeh ajj 10 din hogy thy periods ko 10wa din tha maine Zohar ky tim gusal kiya isha ky tim brown discharge hua toh kiya main kal roza rkh skti hn aur nimax prh skti hn please bta dein
Agar gaadha blood aaye liquid type ka blood na aaye blke white white aata h us tarah se red red aaye to kya krien mai namaz pdh le rhi hun kya ye gunah ho rha hai
0:26 docter Shiba plz chilly k bary men bata den hamary hn is k bry men bht meths hen kahty hen k bachy k sirhany chori ya qanchi chilly men rakho waghra
Salam mjy apsay Ye puchna hi kH delivery Kay bad say Aksar bleeding hu jati hi to Kia namaz prh skty hi is my jaisy lbs 15 days bd lbs 1 din chor koagly din to Kia nmz prh skty hi
If usually 5 din haiz aata ho. But kabhi 3 days yaa fourth day mei finish hogaya to kiya naha k roza rakha ja sakta hei yaa routine time pora krna hoga?
Thanks and jazakillah for informative video...plz aik bat clear karain k Roza ki halat may Rozadaar ghussal k sath jismani safai ka kiya hukam hy ??? Kar sakty hain ya iftyari k bad kar sakti hy?
Mujhe aap sy pochna tha k agar koi haiz k 4 din hone ka bad saf hone par ghusal karly aur us k 8 din bad phir sy haiz aajaye tu ye bimare hue ya nahi es mein roza rakh sakty hy k nahi please reply kejye ga?
Aoa ma Madina ma ayi hou or 10 days ka stay tha lakin 5 din baad muja periods ho gy ab ma father ka sath hou ma hotel b nhy rha sakti plz muja answer kaar da ka kiya ma masjida nabwi ma gumbad ko door sa dakh sakti hou?
Salam dr sab ap sy ak bat puchni the meri ak beti hai 6 sal ki hu gei hai use k bad 2 dafa bucha zaya hu geya hau plz ase k bara me kuch bata dy plz plz
Jo pre menopausal stage me ho unki mensuration ki koi certainity nhi hoti, kbhi 5 din kbhi 7 din kbhi 3 se 4 din tak bleeding hoti ho, aur last din hlaka sa laar sa bleeding ho kbhi kadhaar, wo haiz se kab paaki hongi, bilkul bhi bleeding nhi aane k baad gusul kare ya laast din kbhi kadhar halka laar sa sa bleeding sirf istinja k waqt hota ho to bhi wo gusul kar k paak ho sakti hain, plz reply kijiye ga bahut pareshan rahti ho is masle ki wazah se
assalamoalikum atkf my agr glti sy time dekhty time namhrm ki pic a jai os pr nzr pr jai atkf tuty ka tu ni or fr sachy dill sy mafi mg li jai neet be saf ho
Salam Baji. Maire baite 11 sal ki hay 31 December ko us k piroud aay or 2 week Tak Thay .3 month ho gay ab nai aa rahy to ab maire baite par rozy farz hay k nai?
Koi mujhe plz ye bata de ki agar kisi ko white, brown ya phir yellowish discharge lagatar ho raha h to wo namaz to padhegi. Lekin kya periods ki tarah use pad ya kapda bhi istemal karna hoga kyunki discharge itna jyada h ki shalwar wagairah par dhabbe pad jaate hain.... Lkn har waqt kapda rakhna kaafi takleef deh amal h
Assalamualaikum baji ji Baji mujhe aapse ye puchna tha ki meri coparT lagi hai dilevery ke baad se mujhse brawwon aa jaata hai kabhi kabhi lekin wo yoni ke andar hi rehta hai peshab ki jagha ke andar hi rehta hai to Kiya namaz padh sakte hai or quraan
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatu..meri ek sawal thi ..meri haiz ki halat me sharmgah me dard hoti hai.usko kaise thik kare bohot dard hoti hai main bohot pareshan hoon pehle Aisa kabhi nahi hua hai hua bhi hai to thoda but ab bohot jyada hoti hai pain ..?
Assalamualaikum baji... Mujhe aapse ye puchna tha haiz ke 7 din baad nahane se phele Kiya un cheezo ko dhona jaruri hai jaise bistar jis par apan sote hai haiz ki halaz me
Assalamualaikum baji... mujhe aapse ye puchna tha ki haiz ke 7 dino baad nahane se phele un cheezo ko dhona jaruri hai jaise bistar jis par apan sote hai haiz ki halaz me
Plzzz koi ye btaye k aurat ko ko regular ,daily basis py discharge hota kya wo napak hota ha? Agr napak hota ha tu istrah tu bar bar kapry pak krny pren gen!
As Haiz ka 8 be din gusal kar liya us k baad Humbistri ki aur gusal karliya Fir agar brown discharge Jo ya light red discharge how tu kiya wo Humbistri gunaha hogi I request you answer me 0:47
Poora month haiz nai hota. Islam meh 10 din se zyada haiz nai hota. Toh sab se pehly dr k pas jana hain. Doosry number meh mufti tariq masood ki ‘likoriya meh namaz kaisy pary’ woh video dekhni hain. Haaj meh haiz ajaye toh jo ‘tawaf al widah ‘ hain woh farz hain toh us soorat meh haiz meh bhi yeh tawaf karna hoga, lekin dum dena parega. Jo kaam mazjid k andar hoty hain woh nai ho sakty, jo kam masjid k bahir k hoty hain woh ho sakty hain. Ab sawal yeh reh gaya hain k ‘kabbah ka tawaf masjid k andar shumar hota hain ya masjid k bahir. Kio k kabah toh sehn meh hain. Haiz wali aurat ya mazoori ki waja se bleeding ho rahi ho toh tawaf ho sakta hai k nai’ _ yeh wala sawal ‘mufti rasheed official k latest sawal jawab page’ peh comments meh likhy.
Assalamualaikum aapi..jab ham Quran hifz karne k journey me hote hain...tab haiz aane par kya ham hifz continue kar sakte hai? Please mere sawal ka jawab dijiye aapi.. mujhe aap ke jawab ka intezar rahega..
AP bohat achaaa knowledge dati Hain g
Aap young girls or sabhi ladies k liye behtareen islah ka kaam kar rhi he
Allah aap ko lambi Umar de or
Hame b Deen k kamo me lagaye
Sister andaleeb dekhy
جزاک اللّہ خیرا کثیرا 🌸
My loveeee❤❤❤ ustaza frhat hsmi❤❤❤❤
Please press the up see (cc) butten
Allah pak AP k knowledge ma or ezafa ❤kry ameeeeen
Assalamualaikum warahematullahi wa barkatahu aap log sab mere liye aur sare baheno ke liye doa kare jo sahibe aulad k liye taras rahi hai hum sab ko allah tala nek saleh aolad se nawaze🤲🤲🥲🥲
Ameen summa ameen,
Your video is too much informative
Please pray for me today is 33 day but didn't get My this month period please pray for me
Ji inshallah
Hez se gusl krne ke baad agar phir se halka se blood aa jaye to kya namaz padh sakte h ya nahi
Mashaallah mufti shahb thanks
Assalatu wa Assalamu Alaika ya Rasoolallah 💞 Salla'Allahu Alayhe wa Aalihi wa Sallam 💞
Jazakallah haira
we are waiting for your new videos.very intersting and benefical video👍
🎉
JazakAllah
6 din khun k bad 7 din gusl lene k bad brown pani dikh jaye to kya namaj roja kuran ki tilawat kr skte h plz plz plz plz rply
10 din complete kr le phir ho bhi raha hai to bhi namal roza shuru kr de
aoa dr sahiba mn periods ki wja sy bh preshan hn 10 din sy py b prolong ho jaty hyn bht ilaj b krwaya hy lykin.itny.din.na roza chorny ko.dil.krta hy na e nmaz mra dil bht preshan hota hy
Brown ya yellow cloro ki bleeding ho to koi harj nhi namaz shuru kr skte hain
حیض کی کم از کم مدت تین دن تک ہوتی ہے اور زیادہ سے زیادہ مدت دس دن تک ہوتی ہے اس کے بعد آپ غسل کر کے نماز پڑھ سکتی ہیں
اس کے بعد جو بھی بلیڈنگ ہو تی ہے وہ بیماری ہوتی ہے حیض نہیں
ا
Take vitamin c regularly
Asslamo alikum.mujy period k 6din a jaty han or pahly 2din boht kum hoti ha ma boht pershan hon plz reply me
Jazakallah
Assalamo alaikum. Mujhe periods khatm hone k 3-4 din baad bhi aa jata h thidinder k liye to kya namaaz padh skte h kya. Meri namaaz chhut jati h jisse main bahut pareshan rhti hu plz rply me.😢
Kam sy kam teen ur zyada sy zyada das din hty haiz ky us ky bd bhe bld ata rhy tu wo haiz nai hta bemari ka khon hta
Assalamualaikum aapa meri na pehle haizke 3 din 5ve din gusul krliya krtiti mgr ab bimariki vjse 3 din tk khoon nzr aata hai uske Bad kbhi kbhi 10se 13din tk kbhi kbhi thoda khoon nzr aajata hai to my kya karu pehleki trh 5din k bad gusul krke namaz roza Ada kru ya 10 se 13 din bad gusul kru pls iska jawab dijiye jazakallah
Mashaallah
Agar kisi aurat ko kisi beemari ki wajah se haiz lagatar ho to kya woh roza rakh sakti hai aur kya woh namaz padh sakti hai .
Ustada hamein bacche ki paidais ke 40 din baad gushl karke roza nmaaz shuru kiya uske 3 din baad fir se halki2
bliding ho gayi to ham roza rakh sakte hain ya nahi
Please btain
Mera mom Banenge... ❤
Mashallah
Pls make video on PCOD ka problem hai bleeding kabhi bhi aa jati toh ish halat mai namaz kaise padhe
Agar yeh bleeding haz ki nai hain, alag hain toh woh sara tareeqa hoga jo likoriya meh hota hain. Mufto tariq masood ki video likoriya meh namaz kaisy pary
@@razamughal4582 likroya ka nhi bola humne bleeding ki baat ki hai likroya alag cheez hai
@@Zoyie128 jo mai ne kaha hai waisa karo
@@razamughal4582mujay periods se pehlay spotting hoti hy bohot kmm hota hy to mein namax parh sakti hooooo plzzzz reply????
@@nijatkhan2052 is ja jawab mujhy nai pata. Ap yeh sawal mufti rasheed official k sab se recent sawal jawab page peh likhy
Mujeh ajj 10 din hogy thy periods ko 10wa din tha maine Zohar ky tim gusal kiya isha ky tim brown discharge hua toh kiya main kal roza rkh skti hn aur nimax prh skti hn please bta dein
Please bta dein
Please confirm your period cycle
Don't make jaldi
Agar gaadha blood aaye liquid type ka blood na aaye blke white white aata h us tarah se red red aaye to kya krien mai namaz pdh le rhi hun kya ye gunah ho rha hai
0:26 docter Shiba plz chilly k bary men bata den hamary hn is k bry men bht meths hen kahty hen k bachy k sirhany chori ya qanchi chilly men rakho waghra
Mujhy aj Subah bleeding hui pher us k bad pura din Kuch bhi ni he kya my roza or namaz shoro Kar sakti hun plz mujhy guide Kijye Kuch Samjh ni araha
Salam mjy apsay Ye puchna hi kH delivery Kay bad say Aksar bleeding hu jati hi to Kia namaz prh skty hi is my jaisy lbs 15 days bd lbs 1 din chor koagly din to Kia nmz prh skty hi
Haiz ma hadees ki books pardha skty hain Tell me plzzzzz
Haiz ke shuwat ke 2 din khali spotting fir 4 din flow fir 3 din spotting 😢kya karen
Same problem
If usually 5 din haiz aata ho. But kabhi 3 days yaa fourth day mei finish hogaya to kiya naha k roza rakha ja sakta hei yaa routine time pora krna hoga?
Jab white discharge ajaye toh periof khatam. Jab khatam toh agli namaz se pehly nahana hain
Thanks and jazakillah for informative video...plz aik bat clear karain k Roza ki halat may Rozadaar ghussal k sath jismani safai ka kiya hukam hy ??? Kar sakty hain ya iftyari k bad kar sakti hy?
Assalam o Alaikum!
Periods k Baad jab gusal krna ho tou Kya din 12 bjy sy pehly hi kr sakty hain.us k Baad nhi
Asslum alikum dr sahiba. Plz guide karain k haiz k 7th day sehri kr k din ko gusal kary tu roza ho jye ga
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
aoa agar koi infection ho jissy taklef ho to namaz parh skty hn plz btai
As salamu alikum ma’am
Kiya periods se pehle brown discharge ho jaye toh kiya roza toot jata hai??
Agr mre periods teen din ate h uske bad blood nhi ata toh kya gusal kr k namaz padh sakte hai plz reply
Yas
Yes
Kya hez ka kapda dhul ke dubara le sakte hai
Koi btaega kya last mai wo kya okeh rhi hai last ka smjh nhi aya
Assalamu alaikum
Baji mujhe 3 month haiz nai howa tha badme haiz hora 15 days se bahut ziyada haiz jara hai to Kya kare.
kya haiz ka kapda wash k usko jla skty hn
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Agar ak mahena m 2 bar periods ho jayn to ramzan m roza rakh skty han kia
Mujhe aap sy pochna tha k agar koi haiz k 4 din hone ka bad saf hone par ghusal karly aur us k 8 din bad phir sy haiz aajaye tu ye bimare hue ya nahi es mein roza rakh sakty hy k nahi please reply kejye ga?
Search mufti tariq masoods haiz videos
Kya urdu ki book badh sakte hai
Agar gusul ke baad fir se periods hogye to kya roza jayez hai
❤❤❤❤
As Salamu alaikum Mujhe haiz hota hai phir istehaza hoti hai pair sufaidh hota hai pair haiz to kya karna chahiye
Aoa ma Madina ma ayi hou or 10 days ka stay tha lakin 5 din baad muja periods ho gy ab ma father ka sath hou ma hotel b nhy rha sakti plz muja answer kaar da ka kiya ma masjida nabwi ma gumbad ko door sa dakh sakti hou?
Jinko pcoc hai ... 2 mahinay ae hi na ho aur jab ae to brown discharge ho to ye periods mai shumar hoga?
Assalamualaikum Baji coperti dal k hun kabi kabi 10 din se ziyada bloding hoti hai ky after 10 din k bad my namaz pad sakti hun
جی بالکل آپ اس میں نماز وغیرہ پڑھنے سکتی ہیں۔حیض کی زیادہ سے زیادہ مدت دس دن تک ہوتی ہے
Asalam alaikum haiz k baad gusul kaise kare jinko v pta hai o mujhe plz bataeye
Salam dr sab ap sy ak bat puchni the meri ak beti hai 6 sal ki hu gei hai use k bad 2 dafa bucha zaya hu geya hau plz ase k bara me kuch bata dy plz plz
Mashallah bahut piyari video he Aapa jaan ❤❤❤❤❤
Assalam alaikum
Mujy pani nikalta sister jab Ganda khayal ay ya hath say kuch ho.jay is ka solution batay ?
Agar haij 1 month Tak kisi bimari ki wajah se rahe to Keya ham roza rah sakte h
Haaz muqara waqt pr na AA raha ho tu kia Karna chahy 2 2 mAh na aye pleas bta dain
Doctor sy poo hen
Kya istihaza me ayate Karima pad sakte??
Jo pre menopausal stage me ho unki mensuration ki koi certainity nhi hoti, kbhi 5 din kbhi 7 din kbhi 3 se 4 din tak bleeding hoti ho, aur last din hlaka sa laar sa bleeding ho kbhi kadhaar, wo haiz se kab paaki hongi, bilkul bhi bleeding nhi aane k baad gusul kare ya laast din kbhi kadhar halka laar sa sa bleeding sirf istinja k waqt hota ho to bhi wo gusul kar k paak ho sakti hain, plz reply kijiye ga bahut pareshan rahti ho is masle ki wazah se
Jab discharge white ajaye toh yeh nishani hai k haiz khatam ho gaya
Agar bedsheet py blood lag jaye to puri bedsheet wash karein,, ya phir sirf stain saaf kar lein??
Stain
assalamoalikum atkf my agr glti sy time dekhty time namhrm ki pic a jai os pr nzr pr jai atkf tuty ka tu ni or fr sachy dill sy mafi mg li jai neet be saf ho
plz btai
Mere haiz k din Hain lakin Kabhi spot lag Raha hai kbhi Nahi Tou main kya karun is Surat main
g
Mujai periodd 5 din tk rhta hai aur 6 din pai nahati hu lakin aj mujai 4 din pai bleeding mhi horhi ab mujai smj nhi arha mai gusl kro ke nhi
Salam Baji. Maire baite 11 sal ki hay 31 December ko us k piroud aay or 2 week Tak Thay .3 month ho gay ab nai aa rahy to ab maire baite par rozy farz hay k nai?
Periods ki zyada sai zyada miqdar 10 din hai agar 2 week aya hai toh vo periods ni balai isthikhaza hai
Assalam alaikum rehmathullahi barkatahu.
Kya jaizke halath mein tasmiya nahi padna chai.
Inne wajhatu aur ayete karwma padsakte hain.
Koi mujhe plz ye bata de ki agar kisi ko white, brown ya phir yellowish discharge lagatar ho raha h to wo namaz to padhegi. Lekin kya periods ki tarah use pad ya kapda bhi istemal karna hoga kyunki discharge itna jyada h ki shalwar wagairah par dhabbe pad jaate hain....
Lkn har waqt kapda rakhna kaafi takleef deh amal h
Kya istihaja me kapda rakh kar namaj padh sakte hai plz bta den bhot pareshan hun .. plz
Yes
Assalamualaikum baji ji Baji mujhe aapse ye puchna tha ki meri coparT lagi hai dilevery ke baad se mujhse brawwon aa jaata hai kabhi kabhi lekin wo yoni ke andar hi rehta hai peshab ki jagha ke andar hi rehta hai to Kiya namaz padh sakte hai or quraan
Mere haiz k 3 din bad balding ruk gaya h too ky mai roja nmaj shuru kar skti hu ky
Yes
Assalamualaikum warahmatullah wabarakatu..meri ek sawal thi ..meri haiz ki halat me sharmgah me dard hoti hai.usko kaise thik kare bohot dard hoti hai main bohot pareshan hoon pehle Aisa kabhi nahi hua hai hua bhi hai to thoda but ab bohot jyada hoti hai pain ..?
Coconut oil pain ki jagah par lagale Insha'allah pain jaldi se door ho jayega
Mai ne bhi isse aaz maya hai mashallah isse bahut shifa milta hai... 😊
KY haiz ma kondy ke nhaz kha saktay ha
Haiz k Dino may orat khany par hath Kala Kar Sakti hay aapi plez reply kary
Assalamualaikum baji kiya haiz khatam hone ke baad 6 दिन में रोजा रख सकते hai or subha kitne waje Tak naha sakte hai roze me haiz ke baad
Fajar se pehly pehly namaz k liye. Lekin gusal begair roza rakha ja sakta hain lekin pir fajar ki namaz toh na hue
Assalamualaikum baji... Mujhe aapse ye puchna tha haiz ke 7 din baad nahane se phele Kiya un cheezo ko dhona jaruri hai jaise bistar jis par apan sote hai haiz ki halaz me
Nhi
Assalamualaikum baji... mujhe aapse ye puchna tha ki haiz ke 7 dino baad nahane se phele un cheezo ko dhona jaruri hai jaise bistar jis par apan sote hai haiz ki halaz me
Nai, agar koi gundagi lagi hain tab woh jhaga sirf
Jo kapde period mein Lage Hue Hote Hain nahane ki bad kya Ham vah Dobara Laga sakte hain ager
Yes
Mere pregnancy se pehle period 5days aate the r ab delivery ke bad 10 din hogya fr v blood aate rehte h kia is halt me namz padh skte hai
اسلام میں حیض کی زیادہ سے زیادہ مدت دس دن تک ہوتی ہے اور کم سے کم تین دن تک
Janab mere haz band ho gaya or m nahi nahi or mene roza rakh liya phir m subha 8 baje nahi to kya mera roza ho jay ga
Nahi ho ga
Plzzz koi ye btaye k aurat ko ko regular ,daily basis py discharge hota kya wo napak hota ha? Agr napak hota ha tu istrah tu bar bar kapry pak krny pren gen!
Agar haiz ki tareekh qareeb ho or intercourse k drmian periods ho jaen to kia krna chahye?
Kya kaza rozai mai bhi yh baat jayiz hai ki ,roza rkhnai kai baad gusal krai agr suba azan sai phlai paak ho jayai
Yes
As
Haiz ka 8 be din gusal kar liya us k baad
Humbistri ki aur gusal karliya
Fir agar brown discharge Jo ya light red discharge how tu kiya wo Humbistri gunaha hogi
I request you answer me 0:47
?
Same situation
Nahe 7 din k bd jo blood ata h wo haiz nh
kia fluid ho raha ho to uni kapro ka sath namaz ada ho sakti ha
Ek dhiram se zyada pehl chuka ho toh pir nai
Kya haij ki halat me ya aise v sindoor lagana kaisa hai,jayaj hai ya na jayaj
Musalman sindoor nai laga sakta
mara kby 7 din r kby 6 din haiz ata ha to m aksar 6 din bd gusul krun to
Assalamualaikum madem agar periods khatam ho.phir wazu ka waqt hota hai.toh vo roza rak skti hai
Nai. Lekin is k bawajood woh baki ka din bhooka guzaregi rozydaro ki tarha aur bad meh yeh din qaza karegi
Kindly doctor sahiba video k doran alhuda main girls ki video sath na chlyan .. unka b prda hy
Asalamualikum it’s been last 40 day my period continues what will do about Nimaz and roza
U should start nimaz
Walaikumassalam haiz ki muddat surf 15din hain iske baad jo khoon nazar aye wo istehaza hai aap roza aur namaz pad sakte ho
Mje periods 6 days rahtai hain Lkn Aj 7 day mje spotting hui Kya kru gusal phr sa kru
@@syedaahilsyedaahil5926 15 din muddat nai hain, 10 din muddat hain
@@SaimaMir-i6e dr k pas jaye.
Haiz ki hatal me nafil tawaf karskte
Plz bataye
Nai
Can we take 🚿 showear in period
Please mujh reply zaroor krna koi agr koi janta to agr heez pora month chly to kya namaz phr sakty hain yan haram pak ja sakty hain
Poora month haiz nai hota. Islam meh 10 din se zyada haiz nai hota. Toh sab se pehly dr k pas jana hain. Doosry number meh mufti tariq masood ki ‘likoriya meh namaz kaisy pary’ woh video dekhni hain.
Haaj meh haiz ajaye toh jo ‘tawaf al widah ‘ hain woh farz hain toh us soorat meh haiz meh bhi yeh tawaf karna hoga, lekin dum dena parega. Jo kaam mazjid k andar hoty hain woh nai ho sakty, jo kam masjid k bahir k hoty hain woh ho sakty hain.
Ab sawal yeh reh gaya hain k ‘kabbah ka tawaf masjid k andar shumar hota hain ya masjid k bahir. Kio k kabah toh sehn meh hain. Haiz wali aurat ya mazoori ki waja se bleeding ho rahi ho toh tawaf ho sakta hai k nai’ _ yeh wala sawal ‘mufti rasheed official k latest sawal jawab page’ peh comments meh likhy.
Haij ke bad jumeraat me nha sakti hai kya
Jis ghanty, haiz rukta hain, nahana hain agli namaz se pehly, din jo bhi ho
Assalamualaikum aapi..jab ham Quran hifz karne k journey me hote hain...tab haiz aane par kya ham hifz continue kar sakte hai? Please mere sawal ka jawab dijiye aapi.. mujhe aap ke jawab ka intezar rahega..
Nai
Ma'am jumerat ko period k baad naha sakte h
Foran ghusal krna chahiye,, Thursday ka koi concept Nahi Hy Islam mein.
How to make new query to dr farhat?