सोलह सोमवार व्रत कैसे करें, विधि,नियम,पारण/सम्पूर्ण जानकारी

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 6 сен 2024
  • सोलह सोमवार व्रत कैसे करें, विधि,नियम,पारण/सम्पूर्ण जानकारी#somvar vrat kaise kare#vrat tyohar #महत्वपूर्ण

Комментарии • 47

  • @Awarateddy114
    @Awarateddy114 Месяц назад +1

    🙏🙏har har mahadev🙏🙏❤❤

  • @sitakarmakar-bv8tb
    @sitakarmakar-bv8tb Месяц назад +1

    16 sombar vrat m char mahine tak kya nonveg nhi kha sakte .

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      Dear sita ji agar apne 16 somvar vrat suru kiya hai to kosis kare ki 4month tak na hi khaye, or agr nahi ho pata to ye kosis kare ki Sunday se ap nonveg avoid kare kyuki Monday ko apko fast rakhna hai,to satvik bhojan hi kare Bina lahesun pyaj wala,par priority yahi hai ki na hi khaye

  • @Khushbu-n1q
    @Khushbu-n1q Месяц назад +1

    Shivshakti ka photo konsi disha me rakhe ??

  • @kalpanasahu1327
    @kalpanasahu1327 Месяц назад +4

    Hello ma'am pooja me jo kalash or nariyal rakhte he uska kya kare please reply

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      Dear kalpana ji, kalash ka pani ap ap apne ghar ke sabhi gamlon me dal digiye kyuki es kalash me sabhi devi devtaon ka aawahan hota hai sabhi virajman rahte hai to isse apke ghar ki negetive urja bhi nahi hogi,or yadi gamle nahi hai to ap kisi pavitr ped ke jad me daal sakti hai jaha par log ate jate na ho pairon k niche na pade,or ya fir ap kisi bottle me bharkar rakh le or roj apne ghar ke charon Kone me chidke, or nariyal ko ya ap Prasad k roop me Ghar k sabhi log kha sakte hai,or yadi nahi todna chahte to ap kisi lal kapde me bandh kar usko Pooja Ghar par ya tijori me rakh sakti hai,

    • @kalpanasahu1327
      @kalpanasahu1327 Месяц назад +2

      @@storyguru-pz8pp thankyou ma'am 🙏

    • @kalpanasahu1327
      @kalpanasahu1327 Месяц назад +3

      Ma'am pehle sombar ko hi kalash ki sthpna karte he ya har sombar ko kalash rakhna padta he

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@kalpanasahu1327 dear ek bar hi apko kalash istahpit karna hai pahele somvar ko or har somvar usi kalash se Pooja karni hai 16 somvar tak

    • @pujasingh2738
      @pujasingh2738 Месяц назад +1

      हर सोमवार को नारियल लाना पड़ेगा और कलश का पानी हर सोमवार को बदलना पड़ेगा कृपया करके btaye plz plz plz 🙏🙏🙏

  • @Hamarrasoi-c6j
    @Hamarrasoi-c6j Месяц назад +1

    Mam kya hm mandir me subah puja kre aur ghar me jo hai shivling uska bhi kre to kuch to nhi hoga aur sam ko hi panchamrit aur sb kuch se sam ko hi krna hai ki subah ho gya ho to sam ko foto se dipk jala kr kr le pilz pilz subah tk riply de do n har har mahadev mam mai intjar karungi mam ❤

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@Hamarrasoi-c6j dear subh apki Pooja agr panchamrat se ho gai hai Abhishek apne kar diya hai to Sam ko ye prakriya karna jaruri nahi h,Sam ki pooja me ap deepak arti se Pooja kar sakti hai abhisekh ek hi time kiya jata h,or ap mandir me bhi karti hai Pooja Ghar par bhi karti hai to koi dikkat nhi sawan mah chal raha hai mandir me bhi jati hai to bahut acchi bat hai,par jo solah somvar ki Pooja vidhi hai wo apko ghr par hi niyam vidhi se purn kare

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@Hamarrasoi-c6j nd dear sorry to delay reply 😊

  • @jyotitiwari812
    @jyotitiwari812 Месяц назад +2

    Muze 16 somvar vrat karna hai lekin pahle hi somvar ko periods aa gaye. Kya mai agale somvar se q6 somvar ka vrat start kar sakti hu ?

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      Dear Jyoti ji ap bilkul rah sakti hai ,yadi apke period 5din tak hai to ap 7day me Pooja kar sakti hai, somvar ko hua hai to next Monday ap kar sakti hai Pooja 😊

    • @jyotitiwari812
      @jyotitiwari812 Месяц назад +1

      Thank u ​@@storyguru-pz8pp

    • @jyotitiwari812
      @jyotitiwari812 Месяц назад +1

      ​@@storyguru-pz8pp 16 somvar ki pooja dopahar 4 baje kar sakti hu ??

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@jyotitiwari812 dear bhagwan shiv ki puja pradosh kaal ke time karni chahiye 5se 7 ke bich,to mere according ap 4 baje na hi kare ,kyuki 4 baje dopher ka time hota h

    • @jyotitiwari812
      @jyotitiwari812 Месяц назад

      But Maine 1st somvar ko 4 baje pooja Kari thi. to Mera somvar toot nahi jayega na ?

  • @poojagupta4470
    @poojagupta4470 Месяц назад +1

    Dii mai vart me aate ka churma prasad ki jagh singhare ke aate ka bhog banakar lga sakti hu

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@poojagupta4470 dear pooja ji waise to aate ka hi churma banaya jata hai lekin agr apko nahi pasnd to ap singhade ka bhi bana sakti hai shiv ji ko singhade ka bhog bhi lagaya jata hai 😊

  • @user-ld6nf4mj3d
    @user-ld6nf4mj3d Месяц назад +3

    Jai mata dii mera pehla sombar mei period ka 6 din hota hei to 16 sombar ka bart kar sakti hu ki nhi bata dijiye🙏

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      Jay mata di 🙏 dear agar apka 6 din hota hai to ap 8ve din Pooja suru kar sakti hai,aur agr 5din hota hai to 7ve din kar sakti hai

    • @monisharma1316
      @monisharma1316 Месяц назад +1

      ​@@storyguru-pz8pp mam churme ki jagh kya hm kisi fruit k upr vart kr skte h

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад +1

      @@monisharma1316 dear moni ji Esme churme ka bhog hi main hota hai ,esi se paran kiya jata hai,teen hisse lagaye jate hai,to ap kosis kare churme ka hi Prasad banaye😊

    • @monisharma1316
      @monisharma1316 Месяц назад +1

      @@storyguru-pz8pp mam ek vdo me bola tha ki hum fruit or kheer bhi le skte h

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@monisharma1316 dear agr ap waise somvar ka vrat rah rahi hai to aap kheer or fruit ka bhog laga sakti hai,lekin agr ap 16 somvar ka vrat rakh rahi hai to Esme apko churme ke 3 laddu hi bhog me lene hote hai, 16 somvar paran ka ye niyam hai,baki kisi bhi vrat me ap fruit le sakti hai😊

  • @sunnyraj-ze1bp
    @sunnyraj-ze1bp Месяц назад +1

    Aagar caw nhi mile to kya kre

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад +1

      Dear kosis kare ki cow ko hi khilaye ye niyam hai ek bhag cow ko khilana,

  • @vandanavandana456
    @vandanavandana456 Месяц назад +1

    Kya Parthiv shivling bana jaruri hai

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      Dear parthiv shivling ka vishesh mahatv hota hai lekin ap nahi bana sakti kisi vajah se to ap shiv parivar ki pratima se bhi Pooja kar sakti hai,

    • @priyanka5512
      @priyanka5512 Месяц назад +1

      Mere ghar parad shivling tb bhi parthiv shivling bnana jaruri hai ?

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@priyanka5512 dear yadi parad shivling hai to bahut acchi bat hai ap usi se Pooja kar sakti hai,parthiv shivling banane ki koi jarurat nahi hai😊

    • @priyanka5512
      @priyanka5512 Месяц назад +1

      Thanks for reply ❤​@@storyguru-pz8pp

  • @pujajena1497
    @pujajena1497 Месяц назад +2

    16 somvar vrat mein somvar ke baad kya 4 th month nonveg khashakti hu ya nahi

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад +1

      Ji dear, apke vrat pure hone k bad ap bilkul nonveg kha sakti hai, during fast nonveg ko avoid karna chahiye

    • @soniasaini5988
      @soniasaini5988 Месяц назад +1

      Didi itne 16 somwar pure nhi hote tb tk lehsun pyaj b nhi kha skte ho ki

    • @storyguru-pz8pp
      @storyguru-pz8pp  Месяц назад

      @@soniasaini5988 dear ap lahesun pyaj kha sakte ho lekin somvar ke ek din pahele se apko nhi khana matlab Sunday se ap bandh kar do khana satvik khana hi Khao,ek din pahele se bhamchary pa palan kare ,