राधे राधे 🙏 गुरुवार व्रत की दोनो कथाएं सुनिए पूजा देखते हुए - ruclips.net/video/Amv1YUK9dDY/видео.htmlsi=ZX2CvXsIUIpD8QNm गुरुवार व्रत विसर्जन विधि(पूजा की चौकी कब उठाएं)-ruclips.net/video/NpkW1jm8kZ8/видео.htmlsi=mB0jOuM-1VRdxAB_ गुरुवार व्रत पूजा का सही समय - ruclips.net/video/fj2yl08KNGs/видео.htmlsi=5zCOnNP_WO8wjNEH
Bhot hi acche se btaya aapne mera ek guruwar ho gya hai or mene ab aapkq video dekhq but ab se me jab bhi vart karungi aapne jesa btya wesa hi karungi koi glti nhi thankyou so much 🙏
Aapki video se bhot hi achhi jankari mili hai or sb ke video se bilkul perfect btai hai jo sunna chahti thi whi h bilkul clear krke btai hai aap thak you di ❤❤❤
Hello didi.. ❤ bahot acche se ek ek cheez samjhate ho aap.. aap bahot pavitra aur pure lagte ho.. aap ke kuch videos dekh kar, aur aap ki achchi baatein sun kar meri aankhon me aansu hi aa gaye.. kitni mehnat karte ho aap ek ek video ke liye.. mera bahot saara pyaar didi ❤
Bahut bahut dhanyawad apko..aur pyar bhi... apne jo pyar jataya h uske liye Dhnywaad k liye mere pas sabd nahi h.. Dhnywaad sabd hi chhota h Bas itna hi radhe radhe behan....
Thanks didi Humara doubt clear karna ke liya me Muslim hu or ya nhi samajh pa rhi thi ki vrat kesa rakhu apna ji bataya uska liye bahut bahut dhanyawad aapki video bhut helpful h❤
So well explained. Thank you! Brihaspativar vrat maine jitna ho saka, kiya aur ek baat zaroor kahungi. Farak padta hai. No doubt about it! Planning to restart soon. ॐ नमो भगवते वासुदेवाय नमः
👍👍👍 दीदी नर्तक व्रत कैसे करते है और दिन में क्या खा सकते हैं और कब खाना होता है सब विधि और नियम बताइए, और दीदी लघु शंका और दीर्घ शंका जाने के बाद व्यक्ति कैसे शुद्ध हो सकता है स्त्रियों के लिए प्लीज नियम बताइए
Main man Apne bahut acchi jankari Di Hai mere twins baby hai aur main vrat rakhna chahti Hun to Kya unki potty saaf karte waqt sabun ka use kar sakte hain bacchon ke kapde dho sakte hain chhote bacchon ke 🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻
हां जी बिल्कुल use कर सकते हैं आप साबुन निरमा कपड़े धोने हाथ सब धोने में आप ही सोचें क्या भगवान को गंदगी पसंद हो सकती है?? कोई टेंशन न लें शरीर में ho ske to na lagyen ak din skin ko bhi aram milega
Mam mera 1 year January me pura hone wala h or sache mn se parbhu ki puja or vart karti hu but mere saath guruwar ko mere saath kalesh hota h kya hm koi galti kr rhe h puja me
हां उद्यापन के बाद उठा सकते हैं ध्यान से विधि समझिए हो सकता है कोई गलती हो या कई बार नेगेटिव एनर्जी जैसे भूत प्रेत आदि irritate ho जाते हैं मतलब उनको पूजा पाठ हवन से..कष्ट होता है इसलिए वो इंसानों पर हावी होकर उनकी बुद्धि भ्रष्ट करके उनसे लड़ाई करवाते हैं । ताकि पूजा पाठ में विघ्न हो बार बार गणेश जी को मनाया करें Wo पूजा के विघ्न को दूर करें विष्णु भगवान से ये बोला करो की भगवान पूजा व्रत सब आप करवाने में मदद करो ऐसा बोलने मात्र से वो पूरा करवाते हैं कई बार बुरा प्रारब्ध व्रत नही करने देती Q ki usko karne se समय ठीक हो जायेगा इसलिए बाधा आती है लगे रहो सब समाप्त हो जायेंगे अधिकतर कारण ..भूत प्रेत होते हैं इसके लिए प्रतिदिन हवन करो शुद्ध घी घर में बनाकर अगरबाती नही बल्कि धूप उसे करें और बाजार के घी में जैसे की मांस का तेल मिलाया जा रहा है जिस से भूत प्रेत आकर्षित होते हैं। नाम कीर्तन करने से किसी की हिम्मत नही की बुरी शक्ति कुछ उखाड़ ले दोनो टाइम करना चाहिए जल्दी वीडियो कोशिश करती हूं कृपया याद दिलाते रहें
Hello, mujhe ek bat puchhni hai,mai guruvar ka puja 5 December se suru ki or dusre gurbar me गोतिया में बच्चा हो गया और मुझे पता नहीं था और मैं पूजा कर ली तीसरे गुरुवार भी कर ली तो क्या करू पूजा करू की छोर दू plaes reply
Didi aaj mera 16 va vrat hai brahaspati dev ji ka kintu 17 ve brahaspati var ko उद्यापन karna पीरियड ke karn aur kuchh karno se ho pane me samsya aa rahi hai to kya karu उद्यापन ko kya aage बढ़ा sakti hu kitne din बढ़ा sakti hu ya nahi please reply dijiye😢 kya karu
@suryanshchauhan8249 jab agli baar maagh ka mahina aayega tab Maagh mahina janwari me hi aata h to 30 ko jo tithi ho usi ke aasps wale guruvar tak rehna hoga..agle saal tak Matlb tarikh nhi tithi yaad rakhna hoga
Jap nahi kar sakte muh se bolkar karna nishedh h Kewal naam jap muh se bol kar sakte hain.. Aur man mantr jap ke liye aapko apne gurudev se aagya leni hogi Hamre guru dev nahakar bina bole kewal man me gurumantr japne ke liye bol dete hain
Mai sare niyam karti hu jo jo aap boli ho par maine 17 January se kar rahi hu meri manokamna puri nhi ho rahi h kya mai 1 months chhor kar navratri se. Start kar sakti hu
Radhey Radhey Mam🙏 Mam mere 16 vrat 17 October ko hi ho gaye the...phir Krishna paksh start ho gya tha to aapne udhayapan krne ke liye mna Kiya tha Kya main 07 November 2024 ko apna Thursday vrat ka udhayapan kr skti hu?
Jaldi devuthani ekadashi aane wali h uske next guruvar me kar skate hain Devuthani me aisa mante hain ki bhagwaan vishnu char mahine ke shyan ke baad utte hain 14 nov
Mam Jab kya brihaspativar ke vrat mein pahle chauki bhi lagani hoti hai subah mein auraton ki per ham Apne Khatu Shyam Baba ko bhi virajman kar sakte hain Vishnu Bhagwan aur Mahalaxmi aur Ganesh ki Pratima ke sath 🌹🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hello didi mujhe 12guruvar vrat karne ko kaha tha To mene pahle guruvar angan me gamle me kele ke ped ki Pooja ki lekin me soch ri hu ki agle guruvar us ped ko Ghar ke अंदर पूजा घर में ले आऊ फिर पूजा karu to kya esa kar sakte hai kya Aur mene sham ki Pooja ke bad kalash hila Diya tha par विसर्जन दूसरे दिन किया तो ऐसा कर सकते है क्या अगर nhi to ab upay बतलाए @spiritualwomen
Ha sab thik Kiya apne kar sakte Hain Agle din gamla dhup me रखना होगा क्योंकि गमले को धूप जरूरी है साथ। ही aagan me puja to aur achhi bat h agar wahi ho ske
@@spiritualwoman79 Thank u didi mujhe dar lag raha tha ki kahi mujhse galti to ni ho gyi mene verat ki kitab me batae anusar Kiya par kuch niyam malum nhi esiliye
राधे राधे 🙏
गुरुवार व्रत की दोनो कथाएं सुनिए पूजा देखते हुए - ruclips.net/video/Amv1YUK9dDY/видео.htmlsi=ZX2CvXsIUIpD8QNm
गुरुवार व्रत विसर्जन विधि(पूजा की चौकी कब उठाएं)-ruclips.net/video/NpkW1jm8kZ8/видео.htmlsi=mB0jOuM-1VRdxAB_
गुरुवार व्रत पूजा का सही समय -
ruclips.net/video/fj2yl08KNGs/видео.htmlsi=5zCOnNP_WO8wjNEH
❤❤❤❤
लो जी@@NishaSahu-zt6ks
Didi mai 11guruwar varth ka sankalp li thi to udhyapan karna chahti hu to kya kar sakti hu please batiye krisnna paksh me October me
Jo vrat krte h wo kya bal dho skti h ladkiya
Aapki video bhut bhut acha laga
Bahut bahut dhanyawad ji radhe radhe ♥️
Bhot hi acche se btaya aapne mera ek guruwar ho gya hai or mene ab aapkq video dekhq but ab se me jab bhi vart karungi aapne jesa btya wesa hi karungi koi glti nhi thankyou so much 🙏
राधे राधे
Mera posh mahine me Sankalp pura ho rha hai toh ky mai udypan kr skti hu plz reply
Bahut achi video 😊
Radhe radhe ❤️
Radhekrishna
Aapki video se bhot hi achhi jankari mili hai or sb ke video se bilkul perfect btai hai jo sunna chahti thi whi h bilkul clear krke btai hai aap thak you di ❤❤❤
😊😊😊😊
❤❤❤❤❤
Aap ki video bauth achhi hai didi ji 🙏🙏
Hello didi.. ❤
bahot acche se ek ek cheez samjhate ho aap.. aap bahot pavitra aur pure lagte ho.. aap ke kuch videos dekh kar, aur aap ki achchi baatein sun kar meri aankhon me aansu hi aa gaye.. kitni mehnat karte ho aap ek ek video ke liye..
mera bahot saara pyaar didi ❤
Bahut bahut dhanyawad apko..aur pyar bhi...
apne jo pyar jataya h uske liye Dhnywaad k liye mere pas sabd nahi h.. Dhnywaad sabd hi chhota h
Bas itna hi radhe radhe behan....
@@spiritualwoman79
Thank you di aap ke reply aur pyaar ke liye.. lots of love..!!❤
Thanks didi
Humara doubt clear karna ke liya me Muslim hu or ya nhi samajh pa rhi thi ki vrat kesa rakhu apna ji bataya uska liye bahut bahut dhanyawad aapki video bhut helpful h❤
Jai bagwan Vishnu ji
So well explained. Thank you! Brihaspativar vrat maine jitna ho saka, kiya aur ek baat zaroor kahungi. Farak padta hai. No doubt about it! Planning to restart soon. ॐ नमो भगवते वासुदेवाय नमः
Farak kitna vrat ka baad mehsus hua?
राधे राधे राधे राधे राधे जय श्री देव महाराज की बहुत सुंदर हमें ज्वेलरी
Bahut achi jankari dene ka shukriya madam,,,,surya from dehradun
राधे राधे 🙏🙏🙏
Jay Shri Radhe Krishna Nagar 🙏🕉🚩
Kya mai brihaspati bar k vrat me chawal aur chane ki dal ki bina namak wali khichdi bana kar kha skti hu kya??
Guruwar ke din kichdi nahi banate esa dadi log khati thi
Thanks you so much 🙏 apne bahut achha se explain diya hai
👍👍👍 दीदी नर्तक व्रत कैसे करते है और दिन में क्या खा सकते हैं और कब खाना होता है सब विधि और नियम बताइए, और दीदी लघु शंका और दीर्घ शंका जाने के बाद व्यक्ति कैसे शुद्ध हो सकता है स्त्रियों के लिए प्लीज नियम बताइए
November me guruvar ka vrat start kar sakte hai please reply kijiye
Bhut aachhi jankari di aapne😊😊❤❤
Vishnu bhagwaan k photo pr hr guruwar ko naya mauli phnana h ya phle vrat ko hi mauli phnana h??
Reply me
12 december ko vrat rkhna start kr skte h maine abi tk n uthaya h kya 12 tarikh se utha skti hu ya n....plz reply
Kya shukla paksh ke pahle brihaspativaar se uthana chahiye ya kisi bhi brihaspativaar se utha le vrat please bataiye
Jay guru Brihaspati Dev ki
Jai shree hari Vishnu 🙏
Radhey radhey di Maine AJ se vrat shuru kiya h di navratri me kaise krungi or mi poore navratri krne pr guruvar kaise krenge bataiye Didi please 😊😊
Wednesday ko lahsan pyaj kha skte h?
Radhekrishna
Main man Apne bahut acchi jankari Di Hai mere twins baby hai aur main vrat rakhna chahti Hun to Kya unki potty saaf karte waqt sabun ka use kar sakte hain bacchon ke kapde dho sakte hain chhote bacchon ke 🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻
हां जी बिल्कुल use कर सकते हैं आप साबुन निरमा कपड़े धोने हाथ सब धोने में आप ही सोचें क्या भगवान को गंदगी पसंद हो सकती है??
कोई टेंशन न लें शरीर में ho ske to na lagyen ak din skin ko bhi aram milega
@@spiritualwoman79 dhanywaad mam ji ❤️❤️
Me bhi guruwar ka upwas kar rhi hu or nonveg kha kiya tha mujhe bhot bura lg rha hai ...😢😢😢bt ab se nhi khaungi please bhgwan ji mujhe maaf kar do 😢😢
भगवान तभी माफ कर सकते हैं जब दोबारा कभी न खाने का संकल्प हो
Brihaspati brat karne ka bahut mann hai
Bhagwan kare me jaldi kar paun🙏
Bahot acchi jaankari di hai aap
Dhnywaad radhe radhe ❤️
Thank you didi jaankari bahut achchi hai
Jai mata ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Mam sirf paani se baal dho sakte hai kya
Didi kya apne mayka se vrat uthaya ja sakta hai
Agar ghar me kisi ki maut ho jati hai to vart ko kare ki chhod de ya na kare please btaiye hame 🙏🙏🙏
Mam mera 1 year January me pura hone wala h or sache mn se parbhu ki puja or vart karti hu but mere saath guruwar ko mere saath kalesh hota h kya hm koi galti kr rhe h puja me
Mam kya udyapan ke ke dubara vart utha sakti h
हां उद्यापन के बाद उठा सकते हैं
ध्यान से विधि समझिए
हो सकता है कोई गलती हो
या कई बार नेगेटिव एनर्जी
जैसे भूत प्रेत आदि irritate ho जाते हैं मतलब उनको पूजा पाठ हवन से..कष्ट होता है
इसलिए वो इंसानों पर हावी होकर उनकी बुद्धि भ्रष्ट करके उनसे लड़ाई करवाते हैं ।
ताकि पूजा पाठ में विघ्न हो
बार बार गणेश जी को मनाया करें
Wo पूजा के विघ्न को दूर करें
विष्णु भगवान से ये बोला करो की भगवान पूजा व्रत सब आप करवाने में मदद करो
ऐसा बोलने मात्र से वो पूरा करवाते हैं
कई बार बुरा प्रारब्ध व्रत नही करने देती
Q ki usko karne se समय ठीक हो जायेगा
इसलिए बाधा आती है
लगे रहो
सब समाप्त हो जायेंगे
अधिकतर कारण ..भूत प्रेत होते हैं
इसके लिए प्रतिदिन हवन करो
शुद्ध घी घर में बनाकर
अगरबाती नही बल्कि धूप उसे करें और बाजार के घी में जैसे की मांस का तेल मिलाया जा रहा है जिस से भूत प्रेत आकर्षित होते हैं।
नाम कीर्तन करने से किसी की हिम्मत नही की बुरी शक्ति कुछ उखाड़ ले
दोनो टाइम करना चाहिए
जल्दी वीडियो कोशिश करती
हूं
कृपया याद दिलाते रहें
Didi kya mai sawan me guruwar ko brat kar sakte hai please bataiye
🙏Om namo bhagwate vasudevaya namah 🙏💐👏
Jai jai vishnu bhagban ji 🙏🙏🙏🙏🙏🌺🌺🌺🌺🌺
Nice video didi ❤ December se first Thursday se vrat rkh skte h...?
Hello, mujhe ek bat puchhni hai,mai guruvar ka puja 5 December se suru ki or dusre gurbar me गोतिया में बच्चा हो गया और मुझे पता नहीं था और मैं पूजा कर ली तीसरे गुरुवार भी कर ली तो क्या करू पूजा करू की छोर दू plaes reply
Mam 16 january se rakh sakti hu plz reply
Namaste Didi aapki video dekhne se hamen bahut santushti milati hai gay ka gobar na milane per Gauri kaise banaen please bataiye didi
Pisi haldi se
Ya haldi ki ganth jaise maine ghis kar bnayi h
Thank you didi
Kaun-kaun brihaspati 12 November se shuru kar raha hai please 🙏😭🙏😭🙏😭🙏😭🙏😭🙏
Maine kiya h 12 nov se shuru
14 nov se
Kya brihaspativar vrat me vishnu sahsranaam path padh sakte hai ki nhi
Ladke padh sakte hain ladkiyan nahi
di nice video.. di mai aur meri ma humdono hi guruwar ka wart krte h di plz bataiye kya 5we din masikdharm me katha suna sakte h ya padh sakte hai kya
Please koi to bataiye ki main vart kar rahi hu or aaj mere dada ji ka maut ho gya hai to vart kaise kare ya vart na kare please🙏🙏
Ma'am agar hum mayeke gye h wanha bhi kar sakte h kya
गुरुवार का पूजा vart krne ke baad chowki ko kb hatana chahiye
Jay shri Laxmi Narayan ji 🙏🙏
Didi aaj mera 16 va vrat hai brahaspati dev ji ka kintu 17 ve brahaspati var ko उद्यापन karna पीरियड ke karn aur kuchh karno se ho pane me samsya aa rahi hai to kya karu उद्यापन ko kya aage बढ़ा sakti hu kitne din बढ़ा sakti hu ya nahi please reply dijiye😢 kya karu
Posh mahine mere Sankalp pura ho rha toh ky mai udypan kr skti plz reply
हे हे विष्णु भगवान मेरी मनोकामना पूर्णकरना हम सोलह गुरूवार व्रत रखेंगे आपका 🙏🙏🙏🙏🙏
Didi jis din udhiyapan kiya jata h us din hi namak kha lene chahiye plz plz bataiye
Agar jagah n ho aapke aaspaas kela k ped lgane ki to kya sirf photo se hi Pooja kr skte h
Is vrat me haldi ka sevan ker sakte hai?
Ha
@@spiritualwoman79 thank you ☺️
Ha
Jai shree shyam 🙏🙏🌹
Bahut bahut dhanyawad
Didi
Om Namoh Bhagwate Vasudevay🙏
Kya piriyed me karna chahiye ya nhi
Nhi
12 Dec. Se Guruwar vrat suru kr sakte h didi
12 December se start kar sakti hu plz reply me🙏
Thank you didi ❤❤
Di Brahspati Dev Ji Ka Udhyapan 16 ve vrat vale din Krna chaiye ya 17 ve vrat vale din Krna chaiye .
Hello didi...kya decmber se kr sakte hai
Di udyapan 16 guruwar k pura hone pr karna h ya uske bad agle guruwar ko
Kya me kall se वृत rak sakti hu kya di
Radhey radhey didi
2024 ma 16 guruwar ka brat kon se mahina ma start kare
Poush me nahi krte , koi mahine shukl paksh me start krte hai
April ma guruwar ka brat kon se 11 April se kare ya 18 April se please bataiye 🙏🙏
Hello dii 🙏 kya m guruwar ka vrat 17 october se start kr sakti hu pls reply me
Agar hum chane ki dal nhi khaye to koi problem h kya
Radhe radhe radhe krishna❤❤❤❤
Can anyone tell agar hum 1 saal ka rakhte hai vrat toh woh kab over hoga jaise agar 30 Jan 2025 ko start kare toh
@suryanshchauhan8249 jab agli baar maagh ka mahina aayega tab
Maagh mahina janwari me hi aata h to 30 ko jo tithi ho usi ke aasps wale guruvar tak rehna hoga..agle saal tak
Matlb tarikh nhi tithi yaad rakhna hoga
Hare ktishna Mata ji kya aap bata sakti hai ki november me vrat kar sakte hai kya mata ji reply jarur dijiyega hari bol
14 November se uthaiyega
Vrat wale din tea me kya kya dal sakte hai
Radhe radhe
Nice video
Jai vsnu bhagvan ji
Radhe radhe ❤
Di mai aaj se start ki hu ye varat
Feb vart start kar skate hu kay aunty ji
अभी कर लो माघ महीना अच्छा चल रहा है
दीदी जी मेरा गुरुवार का निरजला वरत रहता है भूल की वजह से मेने रात का जूठा पानी गूरूवर की सुबह 4 बजे पी लिया कया मेरा वरत खडित हो गया 🙏🙏
Nirjala h to jal pine se vrat to tutega hi par aap ak adhik vrat kar lijyega ginti badha kar
Jai Vishnu Bhagwat ki
Ma'am bhog lgane k baad chane ki daal or gud ka kya Krna chahiye
Kya m 18 july se guruvar ka vrat kr skti hu
Kya hum in 16 vrat me dusre ke ghar ka khana kha sakte hai kya plz reply
Vrat ke din jiska ann usi ko fal prapat hota h aisa dharmsindhu me likha h
Mayke sasuraal apna kiraye k ghar iske alwa kahi nahi kha skate
@@spiritualwoman79 vrat ka din chodkar dusre dino ka bataye
Kya period me om namah lagakr dono devata kaantra jap kr sakte hai
Jap nahi kar sakte muh se bolkar karna nishedh h
Kewal naam jap muh se bol kar sakte hain..
Aur man mantr jap ke liye aapko apne gurudev se aagya leni hogi
Hamre guru dev nahakar bina bole kewal man me gurumantr japne ke liye bol dete hain
Mammy ne agar kapde dho diye to fir kya karenge
Kya Mai bhi kal se kr sakti hu
Guruwar ko vrat rkhna hai to Kya hum Wednesday ko bal dho skte hai
Vrat ke ek din phle bal dhona hi hota h
Dii mai next Thursday ae rakh skti hu vrat plzz btay plzzz olzzz yr di
Mai sare niyam karti hu jo jo aap boli ho par maine 17 January se kar rahi hu meri manokamna puri nhi ho rahi h kya mai 1 months chhor kar navratri se. Start kar sakti hu
Mai 14 /11/2024 ko suru kar sakte hain????
Jai Vishnu bhagwan narayan bhagwan ki jai
Janvari m kar sakte
Didi mere ghar me kbhi kuch kbhi hota ho rha hai........ky m aap se call ya prsnli baat kr skti plz
Radhey Radhey Mam🙏
Mam mere 16 vrat 17 October ko hi ho gaye the...phir Krishna paksh start ho gya tha to aapne udhayapan krne ke liye mna Kiya tha
Kya main 07 November 2024 ko apna Thursday vrat ka udhayapan kr skti hu?
Jaldi devuthani ekadashi aane wali h uske next guruvar me kar skate hain
Devuthani me aisa mante hain ki bhagwaan vishnu char mahine ke shyan ke baad utte hain
14 nov
Thank u soo much mam aapke guidance k liye...aapki videos bhut zyada helpful hoti hai...nd aap hmesha reply krti hain🙏
Mam Jab kya brihaspativar ke vrat mein pahle chauki bhi lagani hoti hai subah mein auraton ki per ham Apne Khatu Shyam Baba ko bhi virajman kar sakte hain Vishnu Bhagwan aur Mahalaxmi aur Ganesh ki Pratima ke sath 🌹🌹🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ha ji
Or papa ne agar payment kar di toh kir kya karenge
गुरुवार के व्रत में अमरुद खा सकते हैं या नहीं
Hello didi mujhe 12guruvar vrat karne ko kaha tha
To mene pahle guruvar angan me gamle me kele ke ped ki Pooja ki lekin me soch ri hu ki agle guruvar us ped ko Ghar ke अंदर पूजा घर में ले आऊ फिर पूजा karu to kya esa kar sakte hai kya
Aur mene sham ki Pooja ke bad kalash hila Diya tha par विसर्जन दूसरे दिन किया तो ऐसा कर सकते है क्या
अगर nhi to ab upay बतलाए @spiritualwomen
Ha sab thik Kiya apne kar sakte Hain
Agle din gamla dhup me रखना होगा क्योंकि गमले को धूप जरूरी है
साथ। ही aagan me puja to aur achhi bat h agar wahi ho ske
@@spiritualwoman79
Thank u didi mujhe dar lag raha tha ki kahi mujhse galti to ni ho gyi mene verat ki kitab me batae anusar Kiya par kuch niyam malum nhi esiliye