اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشاءاللہ تبارک اللہ الحمد اللہ اللہ تعالیٰ تمام امت مسلمہ کے لے آسان فرمائے اور ایک بات حماری بہنوں کو بھی اللہ تعالیٰ حدیث دے وہ اپنے شوہر کے ساتھ دے ایسا کرنے سے اللہ تعالیٰ ہم تمام لوگوں کو صبر کرنا پڑے گا اور اللہ اس کا اجر ضرور دےگا انشاءاللہ
Jo bhi insan chahe wo mard ho ya aurat doosre nikah se agar apne andar tangi mahsoos karta hai usey chahiye apne iman ka muhasiba karey kiunke Allah ka farman👇 القرآن - سورۃ نمبر 47 محمد آیت نمبر 9 أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ ذٰلِكَ بِاَنَّهُمۡ كَرِهُوۡا مَاۤ اَنۡزَلَ اللّٰهُ فَاَحۡبَطَ اَعۡمَالَهُمۡ ۞ ترجمہ: یہ اس لئے کہ جو کچھ اللہ نے نازل کیا تھا اسے انہوں نے ناگوار سمجھا تو اللہ نے ان کے اعمال ضائع کردیئے۔
Agar shohar , dono biwiyon me barabar haq ada kre tab 2 shadi kr sakta h.... Pr bht baar dekha gya h ki shohar sirf 1 biwi ko jyada tawazzo deta h or dusri ko kuch bhi nhi... Mere mohalle me aisi 2 log h ...
Mashallah yah pahal ham sabhi musalmanon ko bahut jaruri hai karna unhin ka hisab log Nahin samajhte a i r si aur barbadi ki taraf Apne kaun ko le ja rahe hain Sarkar ki sunnat par koi aurat ab Nahin chalna chahti
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa Shadishuda aadmi ki dusri Biwi banna is generation me aasan nahi hai.alhumdulillah mai talaqshuda thi mera second nikah jinke sath hua woh already married the.. Aap apne ek episode me biwiyo me adal ka ki topic dijiye...kis tariqe se biwiyo me adal hona chahiye shariat ke hissab se
@@bintehawwa6237 aap har mard k liye ye sab nahi keh sakti ho? Allah ne ek se zyada nikah ka hukm mard ko diya hai, aur jo koi Allah k hukm ko maante hue nikah kare to insha'a Allah wo insaaf zaroor karega, jisko insaaf nahi karna ho wo ek k sath bhi insaaf nahi karega
Sabhi Ahle hadith 2 ya 3 Shadi karo, Ek young girl say, or ek divorcee ya widow women say. Is say 2 faida hai, Ahle hadith population bhi increase hoga, or dosri baat muslim women ki shadi bhi hogi.
Assalamualaikum Ji india ke kanoon me ye allow hai kanooni tore per 1) mard mard se shadi ker sakta hai aurat aurat se shadi ker sakti 2) adult loge bina shadi ke ekh saath reh sakte hai(live in relationship)3) shadi shuda aurat ghare mard se jismani talloqe bana sakti bina husband ke ijaazat ke or husband uski police ya court me complain bhi nahi ker sakta to aurat dosri shadi kio karey Allah musalmano ko is fitne se bachey
Maa Sha Allah 👌. SHIEKH mohtaram bahot acha. Speech
Excellent discussion
ma sha Allah tabarakallah
Excellent discussion par bhi log negetive comment karte hai very nice jazakallahu khair
Beshak
May Allah make us understand the marriage issues and may Allah help our ulama to spread true knowledge through such program
جزاک اللہ خیرا
Mashallah
Shukriya
Jazak-Allahu khairan Sheikhain
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشاءاللہ تبارک اللہ الحمد اللہ اللہ تعالیٰ تمام امت مسلمہ کے لے آسان فرمائے اور ایک بات حماری بہنوں کو بھی اللہ تعالیٰ حدیث دے وہ اپنے شوہر کے ساتھ دے ایسا کرنے سے اللہ تعالیٰ ہم تمام لوگوں کو صبر کرنا پڑے گا اور اللہ اس کا اجر ضرور دےگا انشاءاللہ
Jazak Allah
Asalam malikum .. y Sach h .. ji .......!! life my bhi ysa hi ho gya ..
Jo bhi insan chahe wo mard ho ya aurat doosre nikah se agar apne andar tangi mahsoos karta hai usey chahiye apne iman ka muhasiba karey kiunke Allah ka farman👇
القرآن - سورۃ نمبر 47 محمد
آیت نمبر 9
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
ذٰلِكَ بِاَنَّهُمۡ كَرِهُوۡا مَاۤ اَنۡزَلَ اللّٰهُ فَاَحۡبَطَ اَعۡمَالَهُمۡ ۞
ترجمہ:
یہ اس لئے کہ جو کچھ اللہ نے نازل کیا تھا اسے انہوں نے ناگوار سمجھا تو اللہ نے ان کے اعمال ضائع کردیئے۔
Agar shohar , dono biwiyon me barabar haq ada kre tab 2 shadi kr sakta h....
Pr bht baar dekha gya h ki shohar sirf 1 biwi ko jyada tawazzo deta h or dusri ko kuch bhi nhi...
Mere mohalle me aisi 2 log h ...
Mashallah yah pahal ham sabhi musalmanon ko bahut jaruri hai karna unhin ka hisab log Nahin samajhte a i r si aur barbadi ki taraf Apne kaun ko le ja rahe hain Sarkar ki sunnat par koi aurat ab Nahin chalna chahti
Apsosh bawhot taklif hota bhai may janta hun aur my karna chayta hun allha jarur madad karyga
Assalamu alaikum wa Rahmatullahi wa
Shadishuda aadmi ki dusri Biwi banna is generation me aasan nahi hai.alhumdulillah mai talaqshuda thi mera second nikah jinke sath hua woh already married the..
Aap apne ek episode me biwiyo me adal ka ki topic dijiye...kis tariqe se biwiyo me adal hona chahiye shariat ke hissab se
Maa'Shaa'Allah
Adal nhi hota
@@bintehawwa6237 aap har mard k liye ye sab nahi keh sakti ho?
Allah ne ek se zyada nikah ka hukm mard ko diya hai, aur jo koi Allah k hukm ko maante hue nikah kare to insha'a Allah wo insaaf zaroor karega, jisko insaaf nahi karna ho wo ek k sath bhi insaaf nahi karega
Sabhi Ahle hadith 2 ya 3 Shadi karo,
Ek young girl say, or ek divorcee ya widow women say.
Is say 2 faida hai, Ahle hadith population bhi increase hoga,
or dosri baat muslim women ki shadi bhi hogi.
Assalamwalaykum
M married hoon. M 2nd marriage karna chahta hoon Widow ho ya talaque shuda (valid reason).
Meri age 32 years h.
Aap ke kitne bacche h ?
Or aap kahan se h ?
Or aap kaam kya krte h?
@@alamdurrani375 itne sawalat ki koi zaroorat nahi hai, aap k paas koi rishta hai to aap unse baat karlo, rizq dena Allah ka waada hai..
I am ready to marry 1 more wife I am Indian from hyderabad.
Ye koi nahi bolata hai ke mujako shohar chahiye
Jisko aap bulayen Hain un ko baat karne do bhai ....
Doctor ladaki bolati hain ke mujako doctor ladaka chahiye
Let them speak don't interrupt
Mumbai ki ladaki sifa Mumbai mehi shadi karna chahati aour Amir ladaka chahati hain
Zaid Patel sab ne kitni shadi ki h
2
Are Bhai ye host ko hatao... Ajib hal hai.... Jo panels hai usko apni bat to sahi se rakhne do ... Beech me tapakna zaruri h
Assalamualaikum
Ji india ke kanoon me ye allow hai kanooni tore per 1) mard mard se shadi ker sakta hai aurat aurat se shadi ker sakti 2) adult loge bina shadi ke ekh saath reh sakte hai(live in relationship)3) shadi shuda aurat ghare mard se jismani talloqe bana sakti bina husband ke ijaazat ke or husband uski police ya court me complain bhi nahi ker sakta to aurat dosri shadi kio karey
Allah musalmano ko is fitne se bachey
Jin logo ko Allah k darr hota h wo aisa nhi krte h..bhai..