Sonauli to Pokhara । Butwal by car Road condation 🇮🇳 सोनौली से पोखरा का सफर

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 17 дек 2024

Комментарии • 44

  • @akshatbharti5187
    @akshatbharti5187 Год назад +1

    बहुत सराहनीय

  • @riyazahamad3853
    @riyazahamad3853 2 года назад +1

    veri nice

  • @neelusingh9982
    @neelusingh9982 2 года назад

    Nice 💯

  • @sidhantupadhyay9785
    @sidhantupadhyay9785 2 года назад +1

    Maine ek travel agent se sune ke nepal taxi association ke log india vechile ko allow nahe karte from Pokhra to jomsom

  • @shashwatpandeyshazy
    @shashwatpandeyshazy 4 месяца назад +1

    Bhai mujhe 19 august ko jana h Pokhra sonauli se .. monsoon hai to jana thik rahega ?

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  4 месяца назад

      Playlist me new video hai abhi jun me gya tha wo dekh lo

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  4 месяца назад

      Nhi bhai bahut dangerous hai road sonauli se pokhara wali

    • @shashwatpandeyshazy
      @shashwatpandeyshazy 4 месяца назад +1

      @@ghumakaddianand bhai palpa Tansen ja sakte h is time ??

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  4 месяца назад

      Rasta hi to danger hai landslides bahut hoti hai es road pr baki agar kismat n kaharb ho to sb shi hi hota hai

    • @shashwatpandeyshazy
      @shashwatpandeyshazy 4 месяца назад

      @@ghumakaddianand are bhaiya kismat ka luv da kab mood me ajae kya bharosa 😃
      BTW thanx for information bro

  • @sdr684
    @sdr684 Год назад +1

    Documents kya chahiye hote h

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  Год назад

      Kiske liye aap puch rhe
      Agar apni four-wheeler hai to Rc aur driving license baki covid certificate adharcard

  • @AFJALKHAN-zc7sg
    @AFJALKHAN-zc7sg 2 года назад

    ❤️❤️❤️❤️

  • @Arvi.123
    @Arvi.123 Год назад +1

    जनवरी में सोनौली से पोखरा कैसे जाए और कितना टाइम लगेगा

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  Год назад

      Koi problem nhi apni gadi se bhi ja skte ho nhi to sonali se bus milti hai local taxi bhi milti hai pokhra ko

    • @vivekgangwar2361
      @vivekgangwar2361 Год назад +1

      @@ghumakaddianand bhai koi andaja taxi book kre 3-4 log hain, to kitna lag jaega lagbhag ?

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  Год назад

      @@vivekgangwar2361 nhi bhai mai apni gadi le gya tha fir bhi jyda mahnga nhi hai aap bus ya taxi le skte ho

  • @tanmay923
    @tanmay923 Год назад +1

    Car se jaane layak nahi kya road? Butwal se Pokhara? Aur time kitna laga tha?

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  Год назад

      Jaa skte hai koi problem nhi hai

    • @tanmay923
      @tanmay923 Год назад

      @@ghumakaddianand thoda kam experience hai pahad pe car chalane ka, issue toh nahi hoga? Aur car swift hai, tigor ki bhi ground clearance similar hi hai, chali jani chahiye without any issue

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  Год назад

      To fir aap dusre raste se chale jaaeye jo mugling se pokhra jata hai wo road highway hai aur mod bahut kkam hai baki car asani se chali jaayegi koi problem nhi hogi

  • @sidhantupadhyay9785
    @sidhantupadhyay9785 2 года назад +2

    Hello bhai seen ur videos bahut acha laga
    Ek doubt hai kya hum India ke gadi lekar Pokhra se jomsom muktinath ja sakthe hai kya ?
    Please reply dena

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад +1

      Ha bhai bilkul maine apni car beni se josom se muktinath le gya tha pura trip hai by car koi problem nhi hai koi nhi rokega
      Maine ak hi din me muktinath pura kiya tha raat me 11 bje pahuche the jitna bhi playlist me video hai dekhna raste ka idea ho jaayega ki kitna tuff rasta hai

  • @shashankbaranwal0107
    @shashankbaranwal0107 7 месяцев назад +1

    10may ko jana ha.. Acha rahega jana? Thand rahti hai kya pokhara me is time?

  • @anshuman2976
    @anshuman2976 2 года назад

    Bhai bhansl kaise banega

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад

      Aap jaise hi apni car border cross krenge to aage right side pr parking hai wha pr gadi park krke road ke dusre side office jha bhansaar bnta hai gadi ki RC aur DL ki photo copy Aur original dono office me le jana pdega aur 500 NPr/day ke hisaab se bn jaayega aur haa kisi koi koi paisa dene ki jarurat nhi 15 se 20 min me ban jata hai

  • @sumitraj4290
    @sumitraj4290 10 месяцев назад +1

    Bike se jaye phir bhi bhansar ke alwa permit banwana padega

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  10 месяцев назад

      Ha bike ka bhi legega

    • @sumitraj4290
      @sumitraj4290 10 месяцев назад

      @@ghumakaddianand lekin bhai jyda dur jane pe lagta hai na permit thoda pas me ghume tb nhi n

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  10 месяцев назад

      Waise to koi problem nhi bs agar khi check hoga tb problem hogi

  • @anxtradingtalk
    @anxtradingtalk 2 года назад

    Sonauli se pokhara bus se jaane me kitna time lagega

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад

      do raste hai pokhara jaane ke ak hai sonauli to muglin to pokhara esme 8 se 9 ghante247 km
      dusra rasta hai sonauli to butwal to pokhara 7 ganta 190 km

    • @tapasbhattacharjee5768
      @tapasbhattacharjee5768 2 года назад

      Thanks for nice video and good presentation.
      Please let me know Hotel Aone Parijat ,Pokhra how far distance from Phewa Lake and what is the 3beds room tariff.

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад

      @@tapasbhattacharjee5768 gali no 17 me hai near phewa lake paidal ja skte hai hm 4 log 1100 npr me ruke the

    • @shivamchaurasia3464
      @shivamchaurasia3464 2 года назад

      Kitna ka petrol laga tha sonali to Kathmandu approximately??

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад

      Wha pr gadi 10 se 15 tk ma milage degi 20 se 25 liter tk lg skta hai

  • @PankajRaiTrader1388
    @PankajRaiTrader1388 2 года назад +1

    Bhai car kaha parking karte hai
    Aur kitna charge aata hai

    • @ghumakaddianand
      @ghumakaddianand  2 года назад +1

      jha par aap hotel loge wahi park ho jaayegi koi issue nhi hai parking ka kahi bhi jao parking ko laker koi problem nhi hogi baki jha bhi parking area hai wha pr 30 rupee /hrs hai

  • @prembprasad3749
    @prembprasad3749 9 месяцев назад

    Bhansal nahi Bhansar hota hai.