Thank you so much for videos sir, sir now my dahlia plants are 6 inch height, I started seeds in Jan 15, now temperature is raising to 35c, shall I remove the plant or keep it without blooming, plz reply sir.
Thank you for your lovely information. Please mujhe koi esa app bataiye jisase me koi bhi plant disease ko identify and cure kar saku,I have lots of flowering plants in my balcony,some plants are having problems, watched lots of videos,tried to cure but all in vain. Could you please tell me app...
Depend karta hai ki ap konsa fertilizer use karte hai . Agar us par pahele se hi buds honge to karega hi ,,, lekin recommended hai ki ap uske buds aur top shoots ko pinch kar de taki bushy growth aur jyada flowrs aa sake
Mene 1-1 feet bade dehlia ke plant liye hai jisme plastic ki kali grow bag nahi hai jad ko paper se lapeta hua tha usko pani me rakha hai aaj hi liya hai to unhe pot me shift Karu ya 2 din baad karu plant to healthy hai bas pot ya polybag nahi hai kya kare
Aapne fertilizer ke baare mae jyada kuch bataya hee nahi... Sirf Gobar khad se it growth mere plants mae to nahi aa rahi hai. Kaun kaun se khaad hume daalni chahiye.. pls bataiye.
Sir, maine apna last year ka Dahlia bulb Nov me mitti me sow kiya tha. But ab ek maheena ho gya hai still abhi tak usme se koi bhi shoot nhi nikli. Maine nikaal kar check kiya to roots to aa rkhi hai but pta nhi shoots kyu nhi aayi. Pls suggest kya karein, aise to sara season hi chala jayega...
Bhai maine bhi bahut sare saplings nursery se lakar lagaye the lekin sab ke sab gal kar sab khatam ho gaye. Mera maan bahut ddukhi hai. Garden me lagane ke layethe par sab khatam ho gaya bas 4 hi bachey hai
Big like 👍 very nice sharing bahot hi achi video banaya
Excellent Tips for Dahlia Propagations and intelligent adviisings for growth and carings
Excellent & to the point, very valid explanation.Thanks so much.
Great work Sir🌳
Mujhe aapka video aur gamle bahut achchhe lagte hai hamare yaha aise pot nahi milte
Bahut healdi or green plants h so beautiful ❤
Hlo bhaiya dahlia ki cutting abhi laga sakte hai
November me lagaya hai maine.avivi chotahi hai.Blooming kab hogi ?
Excellent video ,,,thank you
Daheliya ke beej bhi lagay jate hai kya sir
Sir yes Batavia ki garmi ma.aaj Kal dahlia ki cutting lage sakte hain ya nahin ..thanks ..
Can we gat plants
Thank you so much for videos sir, sir now my dahlia plants are 6 inch height, I started seeds in Jan 15, now temperature is raising to 35c, shall I remove the plant or keep it without blooming, plz reply sir.
Kya plastic ta tub mazbut hota hai? Aur kya us gamla ko sunlight rakhna safe hoga? Pls reply🙏🙏🙏🙏
Calcium nitrate day sakte hai
Nice video sir thanks
Nice information
Thermaform pots ke liye mitti kaisi banani hai... please bataiye
Thank you for your lovely information.
Please mujhe koi esa app bataiye jisase me koi bhi plant disease ko identify and cure kar saku,I have lots of flowering plants in my balcony,some plants are having problems, watched lots of videos,tried to cure but all in vain.
Could you please tell me app...
Nice 👍
Apne dahalia ke poudh ko kitne inch gamle me lagaye hai...or esi pots me flower lenge ya report karnege???
Thank you sir for good imformation .nice video 😊😊😊😊
Good
Main 2 seedlings le kar aayi thee Dahelia ki.2 January ko plant to lag gya hai but kya isii season mein flowering hogi ? 🙏🌹🌴🌷🌱
Depend karta hai ki ap konsa fertilizer use karte hai . Agar us par pahele se hi buds honge to karega hi ,,, lekin recommended hai ki ap uske buds aur top shoots ko pinch kar de taki bushy growth aur jyada flowrs aa sake
Nice sharing 👌👌🙏
Mai every year direct lgata hun
Best information
Good information. Sir maine nusrey se laye dehalia ki kaliya 15 din ho gaye khili nahi kya karan ho sakta hai.upay bataye pl
Sir dhup mei rakhe gudai krke dap daalei
Thank you 🙏🙏
Dahlia ki cutting abhi laga sakte hai? ager ha to is me is season me flower ayenge?
Very nice explanation.
I too am growing but from hybrid seeds. Sapling tray is ready for plantation in big pots. Give some tips for seed grown also.
Seeds grown can be directly sown once they started growth give npk spray to them
Nice👍😊 thank you🙏
Nice
Side ke branchs rakhni ho to upper ke tip cut ker sakte hai kya
Yes
Nice video flowers aane ka mahina Kon sa hai
Jan
Wow
Gober or pani ka ratio kya hai
मेरे डेहलिया के बीज अंकुरित होने के बाद ग्रोथ नही कर रहे है 2 महीने से ज्यादा हो गया है 1 इंच तक बड़े हुए है और 2 पत्ती ही आई है क्या करना चाहिए
Dahliha par keero ka hamla kasy Dalida safe kara
Mene seeds se grow kiye he abhi 3inch ke lag bhag he bo mene black bali polithin me sift kar diye he groth ruki hui he kya karu
Spray npk 18.18.18
Npk 19 19 19 he mere pass
Can we bath them every evening ? Hope this way they are not over watered? Please clear this dought. Thanks
Which is the best fungicide & milybug medicine for plants?
Sir, Nursery waley aisa kya dalte hain plants main jinsey itni sari big size flowering hoti hain. Aur inki mitti bhi normal hoti hain..
give dung water once a week?
Two weeks mai nahi ho sakta, ye jhuth hai
Sir mere Marigold me flowers nhi a rhe …. Please bta dijiye
Sir do pinching
Gamle me khaad do har 10 days me or gamla bada hona chahiye 10 inch se 12 inch tak
Or fir usme har week godhai kare or pinching kare bas do baar
You can do pinching and add NPK (3-4) granules into the flowerpot, hope it will help🤗👍
Mene 1-1 feet bade dehlia ke plant liye hai jisme plastic ki kali grow bag nahi hai jad ko paper se lapeta hua tha usko pani me rakha hai aaj hi liya hai to unhe pot me shift Karu ya 2 din baad karu plant to healthy hai bas pot ya polybag nahi hai kya kare
मैंने ट्यूबर निकाले नहीं थे मुझे कृप्या बताएं अब मैं पोट में ही रहने दूं।
Sir mere sabhi dhalia kharab hoga
White powdery mildew
Aur sabhi patte par yellow spots aur patte kharab hone Lage
Spray omite
Aapne fertilizer ke baare mae jyada kuch bataya hee nahi...
Sirf Gobar khad se it growth mere plants mae to nahi aa rahi hai.
Kaun kaun se khaad hume daalni chahiye.. pls bataiye.
Mera jo Dahlia ka paudha hai wo bilkul dugla patla ho raha h. Kaise usse strong banau?
Dap dijiye
Sir, maine apna last year ka Dahlia bulb Nov me mitti me sow kiya tha. But ab ek maheena ho gya hai still abhi tak usme se koi bhi shoot nhi nikli. Maine nikaal kar check kiya to roots to aa rkhi hai but pta nhi shoots kyu nhi aayi. Pls suggest kya karein, aise to sara season hi chala jayega...
Ho jaega
Usmei eyes nhi hogi jisse podha sprout krta hia wo shayad hi podhe nikale
Ye pot kaha se lete ho
Locally
Sir gobar khaad ki quantity kitni leni hai 10 L bucket main aur baad main gobar khaad ko hum use kr skte hai ya nahi?
Sir please batao ki guldaudi ko baarish ke paani se bachana jaroori hota hai kya?
Agar flowering ho gayi hai to baarish se hata dijiye, warna saare flowers khatam ho jayenge.
@@chaitanyasrivastava3421 ok thanks bas yahi confirm karna tha.😊
Nhi yeh survive kr jaati hai but flowering agar hai to app ander krle
@@GardenVilla254 ok thanks sir.
Bhai iske seeds kha se buy krte ho
Sandy soil ya sand
Bhaiya iska price kitna hota hai nursery se le to
30-50 rs
Aplog dates mention karna vul kiyu jate he
Agar thoda efforts kre to description me mil jati hia uploaded dates
Dalia ko upar se cut krne pr side branch se flower aate hai kya bhut
Bhai maine bhi bahut sare saplings nursery se lakar lagaye the lekin sab ke sab gal kar sab khatam ho gaye. Mera maan bahut ddukhi hai. Garden me lagane ke layethe par sab khatam ho gaya bas 4 hi bachey hai
Sir app Fungicide spray krdiya kro
there is no voice ??
Kya sanyog hai bas maine abhi hi dahalia ko repot kiya hai.😄
Bahut badhiya sirg g
From where do you bought these seeds ?
Link please !
I bought cuttings
Sir mere lillay mea flower nhi aa raha hai kya karre
Good
Nice