Flipkart Axis Bank Credit Card All Charges Explain | Flipkart Axis Bank Credit Card 2023

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 сен 2024

Комментарии • 50

  • @profitxpo99
    @profitxpo99  Год назад +3

    Hello Friends, is video me humne Flipkart Axis Bank Credit Card ke naye fees and charges ke baare me detail se bataya hai saath hi saath is flipkart axis bank credit card se juri un swaalo ka bhi jabab diya hai jo aapne humse puchha tha. flipkart axis bank credit card ke jo bhi terms and conditions hai unhe bhi dhiyaan me rakh ke har ek chij humne explain kiya hai

  • @rameshparida1552
    @rameshparida1552 7 месяцев назад +1

    Atm withdraw charges detail batYe

  • @AnandKumar-ot2kr
    @AnandKumar-ot2kr Год назад

    Flipkart Axis credit car kase bane ga ek video bana do bro

  • @sudhanshucreators9780
    @sudhanshucreators9780 10 месяцев назад

    Gift card kharid ne par charge lagta hai kya

  • @premrathod6115
    @premrathod6115 Год назад +1

    Good

  • @patelsoyab381
    @patelsoyab381 7 месяцев назад +1

    Mera credit card Aya ..first day 500 kat gaya ...or 590 bharne ka bolra ...ye kese huwa..kuch Kiya hi nahi abhi to

  • @chandankumar-yd8zt
    @chandankumar-yd8zt 8 месяцев назад +1

    Jo purana Bala the unko 200000 ka spend karne ko tha to annual charges bewafa jata tha kya ab unko bhi 350000 spend karne padega to annual fee bewafa Ho jaega

  • @saeedaliza2847
    @saeedaliza2847 Год назад +3

    Idfc millennia card ka batao mujhe mil gaya bina dicument ke aur mera video kyc bhi nhi hua direct approve hogaya , idfc app diwnload kiya credit card pe click kiya waha detail dikhaya
    Dusre din rent payment kiya paytm se 15000 waha charge 270 rs laga koi tarika batao jaha ya koi app se charge kaam lage pls

    • @satorugojo707
      @satorugojo707 Год назад

      Bhai kitne din mein aa gya tha credit card apply krne ke baad?

  • @assasin5164
    @assasin5164 4 месяца назад

    Cash withdrawal or phonpe wallet alg chij hain na phonpe wallet me kitna charges lgega?

  • @alokkumargupta2505
    @alokkumargupta2505 8 месяцев назад +2

    Bhai ji Flipkart axis Bank ka credit limit bahut Kam mila only 30000 hazar ka bewkuf bana rahe hai Bank Wale mujhe bataya gaya tha 350000 lakh ka limit

    • @90_its_raj
      @90_its_raj 6 месяцев назад

      Its depends on your cibil score 😊

  • @Movietime5060
    @Movietime5060 11 месяцев назад +3

    Bahut badhiya bhaiya ji. Ek number jaankaari 😅😅😅😂🎉🎉

  • @ashokparmar7622
    @ashokparmar7622 8 месяцев назад +1

    07:30 😂😂

  • @sy1368
    @sy1368 8 месяцев назад +1

    Nice video sir.
    One question,
    Online Shopping sites mein Axis bank credit card ka koi processing fees nehi dikhata hai! Kya sach me koi procsseing fees nehi hai ya . Baad mein dena padta hai?

  • @SoroutPuneet
    @SoroutPuneet Год назад +2

    Flipkart axis credit card Emi se phone lu to uske liye bhi charge dena pdega kya alg se bhai 🤔

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  Год назад +2

      aaj se lag bhag 3 month pahle maine ek phone order kiya tha jo 199 rs processing fee laga tha.. abhi lagta hai ya nahi ye kahi mujhe mila nahi. agar lagne ka hoga to aapko payment ke time show karega

    • @flatyos6724
      @flatyos6724 10 месяцев назад

      @@profitxpo99lagta hai

  • @loganx2740
    @loganx2740 11 месяцев назад +2

    Bhai anyone reply plzz
    15000 ka limit hai.. aur mobile 30000 ka lu aur emi 5000 month hoga to kya 15000 wala limit se 5000 monthly payment ker sakta hu.. ya fir 30000 limit ho tabhi 30000 ka mobile le sakta hu..emi per... !!!!!!

    • @amansingh99152
      @amansingh99152 11 месяцев назад

      Bhai agar apki limit ho 30000 ki fir hi le skte ho warna apko 500-1000 chrg lgega maybe

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  11 месяцев назад +2

      agar aapke credit card ki limit 15000 rs hai aur aapko 30000 rupay ka phone chahiye to yaha do option hai aapke pass
      1. aap axis bank ke customer care no par call kar ke apne card ki limit increase karne ka request kar skte hai. and most of the cases me bank limit increase kar hi deti hai.
      but agar limit increase nahi hota hai. to aapke pass dusra option hai
      jab aap 30000 ke mobile ka payment karenge to amount ko 2 part me dvide kar diya jayega
      ek jitne aapke card ki limit hai 15000 rs
      aur dusara 15000 extra. jise aapko pura pay karne kaha jayega. aur jab aap ye pay kar denge tab aapke credit card ke amount jo ki 15000 rs hai use emi me convert kar ke aapko btaya jayega.
      ek tisra bhi option hai but main ye suggest nahi karunga lekin btata dete hai aapko
      jitne bhi credit card hai un me over limit ka option hota hai jo bhi aapko credit card me limit milta hai uska 10% to 20% over limit amount milta hai maan lijiye approx 3000 rs overlimt amonut milta hai but agar aap apne credit card se overlimt kharch karte hai tab aapko (overlimt charge + GST) + (Finance Charge + GST) dena par jayega

  • @Mradityabubuu
    @Mradityabubuu 7 месяцев назад

    Haaaaaaaaaaaa

  • @himalayarider3264
    @himalayarider3264 Год назад +1

    Bhai cash withdrawal ka 2.5% daily lgega ya bill bnne m month m lgega?

  • @asgk4500
    @asgk4500 11 месяцев назад +1

    Kripya karke Aise information mat do jo ki income tax mein bhi pad sakte hai

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  11 месяцев назад +1

      hum wahi information share kar rahe hai is video ke madhiyam se jo inke terms and condition me likha hua hai..

  • @abhijitbanik3055
    @abhijitbanik3055 2 месяца назад

    Voice quality bad

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  2 месяца назад

      sudhaarane ki puri kosis karenge

  • @OCTANGOD093
    @OCTANGOD093 11 месяцев назад +1

    Smajh lijiya mera credit card a gaya hai or may glti say card active karna bhul gaya to card ka mujhy annual fees dena parega kya?

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  11 месяцев назад +1

      nahi, jab tak aapka card activate nahi hota koyi fee nahi dena padega

    • @OCTANGOD093
      @OCTANGOD093 11 месяцев назад

      @@profitxpo99 ok thanku for the information

  • @akashdas4358
    @akashdas4358 Год назад +1

    Bhaiya axis bank ka jo card hai mere pass usme 15,000 ki limit hai
    To cibil ke hisab se 30%se zyada agar kharch kar diya to to cibil mai to impact padhega hi aur bank wale limit increase nhi karengey.
    But kuch kuch bank mai 50-60% use karne ke baad bhi limit increase kar deta hai example... HDFC
    To bhaiya agar please bata doge axis bank ka kya seen hai agar 50% use kar liya to uske baad bhi ye log limit increase krta hai ki nahi?
    & take love from Kolkata❤😊

  • @mr_vivekkk.
    @mr_vivekkk. Год назад +3

    😍😍😍😍😍

  • @devyadav5278
    @devyadav5278 Год назад +1

    Sir mera card aa gya bt transaction n ho rha otp h n aa rha h sir

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  Год назад

      aa jayega. transaction ke liye pahle aapko apne card ko activate karna hoga. jaise hi aapka card activate hoga aap transaction kar payenge

  • @rahulkumbhakar3754
    @rahulkumbhakar3754 11 месяцев назад

    Sir mene ek Flipkart axis bank credit card apply Kiya tha....woh aagya but mai use use nahi karna chahta hu....use activate bhi nahi kiya avi tak.....toh sir koi charges lagega joining fee+anual fee

    • @profitxpo99
      @profitxpo99  11 месяцев назад

      jab tak card activate nahi hota tab tak koyi charge nahi lagega

  • @abhirajabhiraj4874
    @abhirajabhiraj4874 10 месяцев назад

    Bhai monthly max kitna cashback milta hai is card pr?

  • @paradoxgaming3346
    @paradoxgaming3346 7 месяцев назад

    Machine swap krne pr kitna katega?

  • @Entertainment-rn1eh
    @Entertainment-rn1eh Год назад +3

    Sir meri limit 15000 h mujhe 50 hajar ka Phone kharidna h to kya me 35 hajar card me dal du phle hi

  • @TarikulTk
    @TarikulTk Год назад

    Way to talk very mast❤❤❤