Achhay ilaqay me shoft hone me koi burai nahi, burai qisten na bharne me hai, qisten bharni chahie theen, chaar maheenay me aik do qist hi de dete magar kuch bhi nai dia.
Yeh larkiyian kyon koi kaam nahin kertein sara bojh becharey baap per daal rakha hai yeh donon maa betiyian khud bhi tabah hon gi aur poorey khandaan ko badnaam karein gi hairat hai k baap bhi saath mil gaya hai kyon k maa aur beti ney preesurize ker k rakha hai k acha rishta hasil kerna hai toba aisey log kabhi bhi khush nahin rehtay aur beizzati alag hoti hai
The girl is so pretty,its silly if people only see house n furniture.i have seen people who shift to some other better place to get better groom for their daughters
though the moral of story was good but i fail to understand why women in your society are so dependent on men. no harm in buying things on instalments but the girls were only waiting for marraige instead of working and helping their father who had to work double jobs for family. In all your serials the women are waiting only for marraige. i hope this is not the reality of your society.
😢beti ka rishta deny sy pehly parents demand karty hn k larka achha kamata ho ghar achha ho family parhi likhi b ho decent log hoo etc ab larka beshak haram aur fraud kr ziada kama ra ho bas karobar apna ho be shak haram he kama ra ho usko he beti de gy ajkal k parents aur ham jesy job holders jo 50/60k earn karty hy unko koi nahi poochhta
زندگی میں دو لوگ پریشان ہوتے ہیں ایک وفادار اور دوسرا مخلص باقی منافق ہر جگہ فٹ ہوتے ہیں 🥀
♥J+J=LOVE♥
👍
You are right
منافقوں کے ہجوم میں ایک وفادار اور مخلص کا ہونا ضروری ہے جو آپ کے مشکل وقت میں کام آ سکے💞
♥J+J=LOVE♥
Ab zillat he es girl ka muqaddar hy
It’s a very painful story
سیدھے سادھے انسان کے لئے زندگی آسان اور سمجھدار کے لئے زندگی مشکل ہوتی ہے🥀
♥J+J=LOVE♥
دوبارہ گرم کی گئی چائے اور سمجھوتہ کیا ہوا رشتہ دونوں میں پہلے جیسی مٹھاس کبھی بھی نہیں رہتی•
♥J+J=LOVE♥
Lapa😊😊❤❤
Oh qismat
Achhay ilaqay me shoft hone me koi burai nahi, burai qisten na bharne me hai, qisten bharni chahie theen, chaar maheenay me aik do qist hi de dete magar kuch bhi nai dia.
Nice
بالکل اسی گھر کو کرایے پر دے کر اچھے علاقے میں چلے جائیں
And give rent of that house...Hahaha
❤❤❤❤@@abidashafi6424
Wo ghar bhi kirae ka tha, apna thhori tha
Yeh larkiyian kyon koi kaam nahin kertein sara bojh becharey baap per daal rakha hai yeh donon maa betiyian khud bhi tabah hon gi aur poorey khandaan ko badnaam karein gi hairat hai k baap bhi saath mil gaya hai kyon k maa aur beti ney preesurize ker k rakha hai k acha rishta hasil kerna hai toba aisey log kabhi bhi khush nahin rehtay aur beizzati alag hoti hai
Uparwala hidayat acchhi de aise logoko.
Shadi k wqt is se bhi Yada dena pare ga.
محبتیں عزت ہوتی ہیں خیرات نہیں
نصیب سے ملتی ہیں اوقات سے نہیں•
♥J+J=LOVE♥
بیٹیاں بھی کام کریں
Kuch nahi tou ghar me tution hi parha sakti hain, abba ko is umar me over time kerwa ker 3000 ka whitening facial kerwa ri hain, very sad.
@@toobaaaapi right
How can women be so greedy? Shohar 2 naukriya karke thak jaega iski koi parwah nahi?
S😊
The girl is so pretty,its silly if people only see house n furniture.i have seen people who shift to some other better place to get better groom for their daughters
Very nice story & message to our society
Betion ki maon ko boht samjhdar hona chahie.
Yes. Beto ki maa Ko bhi
EMIs wali zindagi bahut khatarnak anjam tak le jaati hai.
Right
❤
Mothers are so dominaring there.
though the moral of story was good but i fail to understand why women in your society are so dependent on men. no harm in buying things on instalments but the girls were only waiting for marraige instead of working and helping their father who had to work double jobs for family. In all your serials the women are waiting only for marraige. i hope this is not the reality of your society.
Lalach buri bala hoti hai.
Betian parhi likhi nahi hain kia k kuvh kam kr lain
Jhoti shan o shoukat k lie orten pora ghar hi barbad Kar deti hen
Khud krlo kuch kam abhi koi budhi nahi ho bas aadmi ko bol deya do do job krlo 😏😏😏😏😏
यार ये tantpunjiya शब्द पाकिस्तान में भी चलता है...
Amman ab itra gaeen.
Manhos shaklo ki rishta dekne ayi hen, pehle apni shaklen to dek len
Larke waaalooon ko larki ke ghar se kiya matlab apna ho kiraey ka waghaira
😢beti ka rishta deny sy pehly parents demand karty hn k larka achha kamata ho ghar achha ho family parhi likhi b ho decent log hoo etc ab larka beshak haram aur fraud kr ziada kama ra ho bas karobar apna ho be shak haram he kama ra ho usko he beti de gy ajkal k parents aur ham jesy job holders jo 50/60k earn karty hy unko koi nahi poochhta
Achha rishta to tha ek he iklota beta tha accountant ki job b karta tha us ko q reject kar dia bhala
Hamara society ko achy garany chahiyan umdah nahi
I am sad for Pakistan! जो किस्तों पे जी रहा है! और किस्तें भी भर नहीं पा रहा!😪😪😪