Ismein do tarah ke auto katate Hain ek reset wala aata hai ek normal auto kat ata hai to reset wale ki jagah normal auto cut lagaen jisse hota kya hai ki reset wala ek bar cut hone ke bad usko dabana padega aur normal Jo auto cut hota hai vah Thanda hokar wapas apne aap a jata hai
Bhai ji crompton greaves solarium 15l ka geyser hai. Usme jab autocut lagta hai pehli baar me to geyser off ho jaata hai uske baad andar k reset button ko dabana padta tab start hota hai. Kya problem ho sakti hai aur kitna kharcha aaega iski repairing me
Kya sir is se pani curunt aa sakta hai kyu ki mere paas ek 10litr ka orient ka GYSER aaya hai usme Pani me curunt aata hai mene multimeterse cheak kiya to uska thermostat me continuty aatai hai
Agar aapane without autocut geyser Chalen to Iske tanke fatane ke chance Hote Hain Kyunki Ek limit Tak Garam Hota Hai hai aur garm hokar ismein Bhap banti hai hai agar vah Jyada der aapane Chala Diya to uska tank fat sakta hai
Gyeser pichle ek month se connection cut jho rha hain technician se do tin baar karwaya theek kuch din sahi chalta h wapas se connection cut ho jata hain aisa kyun ho rha hian sir
Jab geyser ki Road per bahut jyada fluoride a jata hai bahut jyada tab yah problem Aati Hai To iske liye aapko geyser pura kulwa kar Uske floride saaf kar kar FIR Lagana Hoga Uske bad yah problem Nahin Aaegi
You saved my life 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤❤
Thanks for the information. It worked
Nice
Bhai ye auto cut thermostat ka price kya hai please btaye aap
250 rupaye
Sir please pura wire connection ka video banaiye
Bahi naya do cut lagaya hai aur magar cut ho raha hai toh kya kar aur Florida nhi hai gyser ko khool kar saf kiya maina
Bahi solution chahiya
Ismein do tarah ke auto katate Hain ek reset wala aata hai ek normal auto kat ata hai to reset wale ki jagah normal auto cut lagaen jisse hota kya hai ki reset wala ek bar cut hone ke bad usko dabana padega aur normal Jo auto cut hota hai vah Thanda hokar wapas apne aap a jata hai
@@Technicalsamayofficial bahi donu laga diya thermocut thermostat par thermostat cut ho raha hai phir uska switch dabana padta hai
@@danishdar7035 ismein aap Bina dabane wala therma auto cut lagaen
Bhai ji crompton greaves solarium 15l ka geyser hai. Usme jab autocut lagta hai pehli baar me to geyser off ho jaata hai uske baad andar k reset button ko dabana padta tab start hota hai. Kya problem ho sakti hai aur kitna kharcha aaega iski repairing me
Iske liye aapko geyser ki service karvani padegi FIR sahi ho jaega
Kya sir is se pani curunt aa sakta hai kyu ki mere paas ek 10litr ka orient ka GYSER aaya hai usme Pani me curunt aata hai mene multimeterse cheak kiya to uska thermostat me continuty aatai hai
Iski rod jab kharab ho jati tab carrant aata hai
new thermostat ko kaise check kare
Sir ya cut off Ka system kesa band Kar agar bar bar cut off hoga to bar bar geyser nikalna padta ha
Agar Bar Bar cut off hota hai to geyser ke andar yah to Khar Jama hua hai ya FIR uska autocut Kharab Hai Isko change Karen
Auto cut hoga to mcb bhi trip karega kya?
No nahi karga mcb trip
Sir
Agar geyser ko autocut ke Bina direct chalaya Jaye to kya infect padega please help me
Agar aapane without autocut geyser Chalen to Iske tanke fatane ke chance Hote Hain Kyunki Ek limit Tak Garam Hota Hai hai aur garm hokar ismein Bhap banti hai hai agar vah Jyada der aapane Chala Diya to uska tank fat sakta hai
How to repair it sir
Bajaj ka gijar ka cut jaldi kr deta hai kya khrab hai
Ismein do hi problem ho sakti hai ya to uska autocut kharab hai ya FIR uski Road per bahut jyada fluoride Jama Hua Hai
Havels gyser ka thermostate kaha aur kitne ka milega
Konsa wala geyser hai
hy
ये लगभग कितने का मिलता होगा, बजाज वाटर हीटर के लिए।
200 samthing
Gyeser pichle ek month se connection cut jho rha hain technician se do tin baar karwaya theek kuch din sahi chalta h wapas se connection cut ho jata hain aisa kyun ho rha hian sir
Jab geyser ki Road per bahut jyada fluoride a jata hai bahut jyada tab yah problem Aati Hai To iske liye aapko geyser pura kulwa kar Uske floride saaf kar kar FIR Lagana Hoga Uske bad yah problem Nahin Aaegi
@@Technicalsamayofficial Acha bhai Yeh kon kr sakega? Normal electricians kar skte hain cleaning
Ji bilkul Jo geyser repair karta hai vah kar sakta hai aasani se
@@Technicalsamayofficial hi bro gyeser se leakage ho rha hain is dauran gyeser chalu kar skte hain kya?
Leakage geyser Khatarnak ho sakta hai hai Kyunki yah current Ka Mamla Hai Aur leakage hoga to wire per Pani Aane Se problem ho sakti hai
Price
250 rupaye
Bhai reset button andar kyo jata hai
Jab bahut jyada heat hoti hai to
Bar bar cut up hocha kano
Jabki Jagah ke andar Jyada Florida jata hai to Bar Bar cut off Hota Hai
Ek bar off ho kar on nahi ho raha kya ho sakta hai
Iske andar bahut jyada fluoride jam gaya hai usko saaf Karen aur uske bad Uske autocut ko check Karen