Obviously companies mein or not only 40000, balke 100000 se bh start horahi he Sirf Kuch companies mein lekin normally Sirf achi university ke graduates hi leti hai aisi companies otherwise 25000 se 30000 bh de rahi hain companies BBA Valo ko Jo choti universities se graduate horahe hain qk unki quality itni achi nabi
Depend karta he ke upna konsa business karna chate hain, har degree se upna business ho sakta he like agar ap ne bscs kiya he to software house khol sakte agar media science ki he to production house khol sakte agar textile engineering parhi ho to khùd ki textile factory laga sakte baqi bs entrepreneurship all rounder degree he kisi bhi businessmen ke liye
Mjhy ek doubt h kia coleg se bcom acha hoskta h? Qk mry dady uni m admission nh dilarhy mjhy wo khte hen k bcom 4 years k bad masters university se krna... Pr mra bht dil h uni ka many unhe bht kaha but wo nh manrhy unko uni bhejny se masla nh h wo bs khrhy k bcom. Colg se kro or masters uni se krlena ub sb mjhy smjharhy hen k dady ki bat manlo wo bry hen ziada janty hen apma socho dusro ka choro but afsos isi ka rahega k sb uni jaemgy or m clg 😔 pls help me out k colg se acha bcom hojaega na????
Bcom ki koi value nahi he jis tarah se video mein m bata chuka hun jahan tak bat rahi dady ki har insan ki ek field hoti he usmein voh apko guide kar sakta he ub aap upne father se yeh to nahi puch sakte na jo ke unki field ka na ho to yeh kam hum career counsellors ka hota he qk hamara kam hi yahi he subha sham to bheter yeh rahega ke aap upne father ko qail karein facts and figures bata kar or agar apki bat na manein to ap meri videos dikha kar unko samjha sakte hain
Aap usi confusion or pareshani ka shikar hein jis par mein tha kai saal phele or mene 1.5 year ka gap liya tha jis mein mene bcat kiya tha jis se yeh saari cheezain jani hain jo aaj aap logo ko batata hu phir us se kahin zada mera is field mein reh kar parhane ka tajurba he mein apko yeh recommend karunga k proper bcat karein but apko 2nd year k sth bcat karna tha ta k aapka time zaya na ho but kher koi bat nahi aap ub bhi kar sakte hain jis tarah mene inter k bad kiya tha qk mjhe bh koi guide karne vala nahi tha mene sab kuch bcat mein seekha tha
@@areebsheikh8224 apki guidence ka bht bht shukriya but mry sirf apni chalaty hen unko manana bht mushkil h kher jo bhi ho Allah bhtr kry ameen or apko mazeed tarakki de m humesha yhi dua krungi ❤️
Jazakallah apki duaon ka behad shukriya ap Allah se madad mangiye kiya pata aapke walid ke dil mein Allah khud daal de bas dua karein khuda tala apke liye asaniyan peda kare
Private universities mein top business universities se karein mein link derha hun apko (top 10 best business universities in karachi) yeh video dekhein is video mein government or private dono ko include kiya he unke parahi k hisab se or value k hisab s
Yar mein Pakistan ki tamam bari or achi universities ko janta hun usme university of faisalabad ka name nh bba k liye i will prefer go for lums, lse, umt if possible otherwise university of faisalabad se hi karlijiye if you have no other choice
Iski koi guarantee nahi he Al batta agar ap achi university se mba karein to Kuch bat ban sakti he, apka acha future apki efforts se hoga or efforts bh Kahan Karni he asal cheez yeh matter Karti he
Sir please please reply me. Sir I belong to a poor family, meri financial condition bahoot kam hy our mere father Labour Hyn hamara koi business nhi to kia mere liy bba best hy ya b.com
Obviously degrees dono hi business related hain to business hi parhoge basically ap but b.s commerce more focuses on accounting and bba is a management degree
Bro hailey college after bcom...... BBA 2 years offer kr rha ha. Mera 2 sawal han ak ya ka kia BBA 2 years beneficial ho ga? Or dosra job find krta waqt koi difficulty to ni ho gi??
Pheli bat mein pheli dafa name sun raha hun hailey college ka or hamare pas yhn choti universities ki parhai nahi he to college ki kiya hogi secondly, in the end skills are matter degree doesn't matter agar ap upne interviewr ko upni knowledge se attract karloge definitely he will give you a job so during your bachelors do internships as much as possible
@@areebsheikh8224 Bba mujhe bhi pasand hai lekin common govt ya private clg se kroga ab bcz universities ki deadline hogi he ab.. To kia kru ab bba kru private ya govt colege se??
in short explain karna mushkil hai simply yeh kahunga bcom na karein qk na hi recognition he jesa mene video mein btaya baqi bcom vs bs commerce par bh video bani hui he voh dekhein apko saari batain samjh ajayen gin
Yar bcom ke bad apko bachlors ki degree nahi milti balke half undergraduate khelate ho jab 2 years ki or education loge to undergraduate khelaoge matlab 16 years education
Oh nice i cannot say anything about this program because virtual university is not good in my opinion but if i talk about this program so these programs have been offering by many foreign universities and in today's world we need of this program so i will prefer you let's take a taste of this field because every field has a need of computer science
Karne ko bhut kuch he upna interest follow karein or agar interest nahi dhoond pa rahe to mene different different fields par video banayi hui he voh dekh li jiye saari koi na koi field apko samjh hi ajayegi
Yar sab acha he bus depend karta hai aap interested kis mein ho qk in the end apki job mein apko interest hona chaiye baqi itslef banking and finance is good
Exemption kis bat ki? Agar apka program jahan se ap kar rahe the dusri universities se affiliated he to possible hota but masla to yeh he bcom clear valo ko bhi admissions nahi mil rahe achi universities mein easily baqi mazeed maloomat k liye in mozoouat par phlee bhi kai videos main kai bar bat kar chuka hu
Sir what would you prefer Bscs(COMPUTER SCIENCE) OR BBA??
Both are good just follow your interest
@@areebsheikh8224 I don't like maths Plz Give a suggestion Between bscs or Bba? Which is most demanding and highest Salary?
If you are weak at maths go for bba
Sir ye bhi bataen ke bba ke students kahan work kar ke starting hi 40000 se kar rahe hain?
Obviously companies mein or not only 40000, balke 100000 se bh start horahi he Sirf Kuch companies mein lekin normally Sirf achi university ke graduates hi leti hai aisi companies otherwise 25000 se 30000 bh de rahi hain companies BBA Valo ko Jo choti universities se graduate horahe hain qk unki quality itni achi nabi
Sir mene aa ge bank me ya koi bhi achi job krni ha to btaen me b .com kro ya bba
BBA
Agr 4 sala b. Con kary eske badh hm konsy se subject karsakty hai
Subject? Ya program?
Yeh 19 minutes ki video bhut detail mein samjhaya he link par click karein video dekhne ke liye
ruclips.net/video/Oz5rH1UaoWo/видео.html
Sir hamay koi aise degree batae jis se hum apna khud ka business start kare
Depend karta he ke upna konsa business karna chate hain, har degree se upna business ho sakta he like agar ap ne bscs kiya he to software house khol sakte agar media science ki he to production house khol sakte agar textile engineering parhi ho to khùd ki textile factory laga sakte baqi bs entrepreneurship all rounder degree he kisi bhi businessmen ke liye
Mjhy ek doubt h kia coleg se bcom acha hoskta h? Qk mry dady uni m admission nh dilarhy mjhy wo khte hen k bcom 4 years k bad masters university se krna... Pr mra bht dil h uni ka many unhe bht kaha but wo nh manrhy unko uni bhejny se masla nh h wo bs khrhy k bcom. Colg se kro or masters uni se krlena ub sb mjhy smjharhy hen k dady ki bat manlo wo bry hen ziada janty hen apma socho dusro ka choro but afsos isi ka rahega k sb uni jaemgy or m clg 😔 pls help me out k colg se acha bcom hojaega na????
Bcom ki koi value nahi he jis tarah se video mein m bata chuka hun jahan tak bat rahi dady ki har insan ki ek field hoti he usmein voh apko guide kar sakta he ub aap upne father se yeh to nahi puch sakte na jo ke unki field ka na ho to yeh kam hum career counsellors ka hota he qk hamara kam hi yahi he subha sham to bheter yeh rahega ke aap upne father ko qail karein facts and figures bata kar or agar apki bat na manein to ap meri videos dikha kar unko samjha sakte hain
Aap usi confusion or pareshani ka shikar hein jis par mein tha kai saal phele or mene 1.5 year ka gap liya tha jis mein mene bcat kiya tha jis se yeh saari cheezain jani hain jo aaj aap logo ko batata hu phir us se kahin zada mera is field mein reh kar parhane ka tajurba he mein apko yeh recommend karunga k proper bcat karein but apko 2nd year k sth bcat karna tha ta k aapka time zaya na ho but kher koi bat nahi aap ub bhi kar sakte hain jis tarah mene inter k bad kiya tha qk mjhe bh koi guide karne vala nahi tha mene sab kuch bcat mein seekha tha
@@areebsheikh8224 apki guidence ka bht bht shukriya but mry sirf apni chalaty hen unko manana bht mushkil h kher jo bhi ho Allah bhtr kry ameen or apko mazeed tarakki de m humesha yhi dua krungi ❤️
Jazakallah apki duaon ka behad shukriya ap Allah se madad mangiye kiya pata aapke walid ke dil mein Allah khud daal de bas dua karein khuda tala apke liye asaniyan peda kare
@@areebsheikh8224 aameen💗
2 Saal ka….B.com ka baad….kya Ham Hrrr Civil Post Ka lia Apply kr skty hain?
Har civil post se apka kiya Matlab he mein samjha nahi?
M n b.com kiya h mujhy bba 3 year semester mil jye ga ya ni ? Kch information hai ya ni
G bilkul mil jayega kuch universities offer kar rahi hain ap le sakte hain admission
Very informative video thank u Sir g ...ap bta skta hain k private university sa agr BBA karain to uski value h ...
Private universities mein top business universities se karein mein link derha hun apko (top 10 best business universities in karachi) yeh video dekhein is video mein government or private dono ko include kiya he unke parahi k hisab se or value k hisab s
Sir g ma fsd ma rhta hn the university of Faisalabad fsd ma h kesi rha. Gii value h is uni ki plz rply
Yar mein Pakistan ki tamam bari or achi universities ko janta hun usme university of faisalabad ka name nh bba k liye i will prefer go for lums, lse, umt if possible otherwise university of faisalabad se hi karlijiye if you have no other choice
Ok Thank you 😊
Sir agr bcom k bd 3.5 years ka mba kr len toh hm bahir achi repute wali job kr skte hain?
Iski koi guarantee nahi he Al batta agar ap achi university se mba karein to Kuch bat ban sakti he, apka acha future apki efforts se hoga or efforts bh Kahan Karni he asal cheez yeh matter Karti he
Sir please please reply me. Sir I belong to a poor family, meri financial condition bahoot kam hy our mere father Labour Hyn hamara koi business nhi to kia mere liy bba best hy ya b.com
bs commerce or bba which is better?
Check video at which which you commented
@@areebsheikh8224 ok
@@areebsheikh8224 Sir plz tell me that my percentage is low so in ku i cant take admission in bba so i could go fo bs commerce?
Mara BBA ma name nae ahaya bs commarce ma a gaya ha tu in ma kya difference ha BBA vs bs.commarce
Bs commarce ma be business ki info mil jati ha plz guide
Obviously degrees dono hi business related hain to business hi parhoge basically ap but b.s commerce more focuses on accounting and bba is a management degree
Bro hailey college after bcom...... BBA 2 years offer kr rha ha. Mera 2 sawal han ak ya ka kia BBA 2 years beneficial ho ga? Or dosra job find krta waqt koi difficulty to ni ho gi??
Pheli bat mein pheli dafa name sun raha hun hailey college ka or hamare pas yhn choti universities ki parhai nahi he to college ki kiya hogi secondly, in the end skills are matter degree doesn't matter agar ap upne interviewr ko upni knowledge se attract karloge definitely he will give you a job so during your bachelors do internships as much as possible
Sir mujhe UOPeshawar me Bs commerce me admission mila hai me issi ko parhu ya yaha par kisi common govt college se BBA parho pls reply?
University of Peshawar
Follow your interest if you are good with numbers go for bs commerce otherwise go for bba if you have managerial skills or entrepreneurial mindset
@@areebsheikh8224 bs commerce scope he ?? Aage.....
& wht does that mean if you are good with the numbera??
@@areebsheikh8224 Bba mujhe bhi pasand hai lekin common govt ya private clg se kroga ab bcz universities ki deadline hogi he ab..
To kia kru ab bba kru private ya govt colege se??
Good with numbers ka matlab k calculation mein maza ata he
Sir me Bcom krna chahta hu kya aj b bcom ka banking sector me scope he??? Plzzzz reply..
in short explain karna mushkil hai simply yeh kahunga bcom na karein qk na hi recognition he jesa mene video mein btaya baqi bcom vs bs commerce par bh video bani hui he voh dekhein apko saari batain samjh ajayen gin
@@areebsheikh8224 Sir Bcom krny k baad Humen Bachelor ki degree milti he ya nhi plzzz reply 🙏
@@areebsheikh8224 or sir agr hum bs commerce kren to banking sector k lye scope he ya nhi??? Plzzzz sir reply plzzz 🙏
Yar bcom ke bad apko bachlors ki degree nahi milti balke half undergraduate khelate ho jab 2 years ki or education loge to undergraduate khelaoge matlab 16 years education
@@areebsheikh8224 OK thnx sir bcom complete krny k bad humen Mcom krna must hoga??
BS.com or Bba may sey konsa group. Best h please reply bs.com not b.com
sir BBIT k bare ma bhi video video bnayen
plis ya bta den ase hi
BBIT konsi field he?
@@areebsheikh8224 new program khula hai ibm ne shuru kraya tha ab virtual uni bhi offer krhi hai Bachelors in bussiness and IT
Oh nice i cannot say anything about this program because virtual university is not good in my opinion but if i talk about this program so these programs have been offering by many foreign universities and in today's world we need of this program so i will prefer you let's take a taste of this field because every field has a need of computer science
sir to i was not really a good student i got 38 % with supply in maths so i guess i have no other choice.
Bro b.com ke digree khatam kar de hai ab b.com ke jaga kaya karen?
Karne ko bhut kuch he upna interest follow karein or agar interest nahi dhoond pa rahe to mene different different fields par video banayi hui he voh dekh li jiye saari koi na koi field apko samjh hi ajayegi
Sir BBA ki Field ma banking and finance achi hai ya nhi?
Yar sab acha he bus depend karta hai aap interested kis mein ho qk in the end apki job mein apko interest hona chaiye baqi itslef banking and finance is good
Thank you brother now I am your new subscriber
Welcome to areeb sheikh family
Sir B. Com krr k Pher M. Com krr leya jay ye theek rhy ga ya pher BBA
Bank job k leye
B.S banking and finance will much better
Sir aik hi sal mai bcom part 1 or part 2 k papers diye jaskty hen?
Aisa nahi ho sakta
Bro agar b.com part 2 ki marksheet me kuch paper reh gaye ho to kisi private uni me admission lekar wo paper pass karke degree lesakte hain?
Nahi bhai aisa mumkin nahi he jahan ki enrollment he vahin se clear karna hoga
@@areebsheikh8224 exemption bhi nahi ho sakti?
Exemption kis bat ki? Agar apka program jahan se ap kar rahe the dusri universities se affiliated he to possible hota but masla to yeh he bcom clear valo ko bhi admissions nahi mil rahe achi universities mein easily baqi mazeed maloomat k liye in mozoouat par phlee bhi kai videos main kai bar bat kar chuka hu
@@areebsheikh8224 Jazak'Allah Bro! 👍
Btw me KU regular se kar raha hun..
Mostly students ku se karte hain maine ek video banayi he jis mein specifically b.com (ku) vs bs commerce par bat ki he voh dekhna or clearity milegi
Sir bcom k lye knsi University shi h? Pls tell
I would not recommend any university for bcom
Go for bs acf or bs commerce
@@areebsheikh8224 ok thank you sir❤️
Sir Bcom 4 years ka kr diya gya he???? Plzzzz reply
No b.com is a 2 year program while b.s programs are 4 year programs
Bba ke Baad Ca Kitne years m complete hoga
BBA ke bad ca karna hi q he?
Ca direct karein ap ya phir bs accounting and finance karein ta k apko exemptions mil sakein
APD kesa hai??
What you mean by k kesa hai?
@@areebsheikh8224 mtlb scope hai ADP ka
No
Kia 45% sa kaam ma bba ma addmission mil sakta ha kisi uni ma
No
At least if you have minimum of 45% then you can apply
Brother Iqra University bba ka Lya favorite hai ya nhi?
Favourite?
Mutlab Iqra University BBA ky Lya achi hai ya nhi?
Good but try iba iobm Szabist bharia karachi university then iqra
Sir lkin IBA ma 65% mng they Hain or mri 45% hai
Then iqra best he apki percentage k hisab se
Sir indus university kesi hai
Average university not so good for higher studies
@@areebsheikh8224 sir for bba
Not good i will prefer go for iba lums iobm Szabist if possible otherwise go for iqra
Sir 45 sa kam wala kuch ni karsakata kia
G 45% se neche vala yeh kar sakta he k voh improvement de or 45% + score kare then admission lele
Scope BS Commerce
ruclips.net/video/g51IGv6qXIc/видео.html
@areeb sheikh