aunty mere pass 3 photos hai 1) kewal lakshamji ki hai 2)satyanarayan bhagwan ki hai, aur 3) विष्षुजी लेटे हुए है और लक्ष्मीजी उनके पैर दबा रही हैं और नाभि से ब्रह्माजी निकले हुये हैं आप मुझे बताए इन तीनों फोटोज मे कौन कौन सी फोटोज रखनी चाहिये दिवाली पूजा के लिए? please reply
Dekhiae aap kaun Lakshmi Ganesh Saraswati ki kripa Pana Chahte Hain To aap teenon ki photo Rakh sakte ho Nahin to anyatha Lakshmi Narayan Akela sakte ho
Bhainji aapke vedio achhe giyaan vardhak hote hai, nivedan hai ki ghar, dukaan main maa laxmi, Ganesh, sarswati ji ki kon si photo rakhe, ghansh,sarswati ji maa laxmi ji ke kis aour honaa chaahiye Dhanywaad, Namaskaar
Antyji pranam..... kya dec. Mhine me proso Jo friday h usme vabhavlaxmi vart ki suruaat kr skte h? Agr nhi to aap please next month ki shubh date btadijiye....
हमलोग एक साल तक मिट्टी की प्रतिमा की पूजा करते हैं जो पुरानी प्रतिमा होती है लक्ष्मी गणेश जी उसको छठ पूजा की आखिरी दिन विसर्जित करते हैं क्या ये तरीका सही है🙏🙏बताने की कृपा करें 🙏प्रणाम🙏
Mam ek question puchtihu mere ghar main laxmi maa ki pital ki murti hey Jo kamal ashan main birajman hey ush murtiko alag se rakhke puja kartihu aur guruvar ki poojan laxmi narayan ki tasmeer main kartihu kya laxmi ji ki murti ke samne guruvar ki laxmi pujan kya ghat pitol ki bigraha ki samne rakhe ya laxmi narayan ki tasmeer ke samne hi rakhu.
amma hi pranam .. mai vaibhav laxmi ka vrat rahti hu par ajj shukrwar hai or mera periods aye aj 5 din hua h to kya mi vrat kar sakti hu ya nahi or hum pati patni dono vaibhav laxmi ka vrat karte h to aj duvidha h amma ji please margdarshan dijiye..subah se kuch b ni khayi hu🙏🙏
Ma'am meri mammy 2 Saal pahle laxmi pooja ke din ek oorat ko chawal de di thi mangne par ..or Ma'am tab se mere Ghar me kharcha bahut hi hota h or Kuch na Kuch kharab hote rahta h family me Kisi na Kisi Ka tabiyat kharab hote rahta h Ma'am ...Ghar me tab Kisi Ka Kami mahsoos hota tha lekin ab Kisi na kisi chij ki Kami ho hi jata h ....Ma'am pahle jaisa kaise hoga plz btaiye ...kyuki mujhe Lagta h jab se chawal Di h tab se Aida ho raha h ...Ma'am plz koi upay btaiye naa plz
Pranam aunty ji Mere ghr me laxmi ji ki ek pital ki chhoti si pratima h,aur ek photo me bhagwan vishnu ke pairs dabati hui laxmi ji ki hai jisme brahmha ji bhi है,aur ek photo kewal vishnu bhagwan ki hai khadi awashtha me to kya ye sahi h. Aur ek vaibhav laxmi ke photo h to mujhe kya krna चाहिए
नमस्ते मौसी जी 🙏 एक दिन अचानक आपका विडियो दिखा था । फोटो देख कर वेडियो खोला तब से हमेशा आपके विडियो देखती हूं और बस सिर्फ देखती रहती हूं क्यों की आप बिल्कुल मेरी मां जैसे दिखती हो जो अब हमारे साथ नहीं है😭😭 और आपको देख कर मुझे मां की याद आ जाती है और मै रोने लगती हूं।
Hamare ghar gwala dhudh Dene aate h .....Hm unko hi pahli rati sham me dete h....ye theek h ya mujhe hi Jake Deni chahiye ....gay ko roti Aunty ji bataiyega jarur🙏🥰
Maa..pranam maa meri wife ko aaj se hi periods shuru ho gye hai, mere do chote bachhe hai, aur mujhe puja me sirf agarbatti jalana hi aata hai, hamlog kaise laxmi pujan kare??plz help me...🙏😭
Aunty ji humne is baar nayi murti nhi li.. kyonki wahi visarjan ki dikkat aati hai...to jin chandi k bhagwan ji ki roz pooja karte hain unhi ki pooja karke chowki par fir dobara mandir mai virajman kar dya..kya mitti k bhagwan lena jaroori hota hai... 2.Is baar diwali shanivar ki thee or sath mai amavas b thee to baal nhi dhoye...kya ye sahi tha
🙏🙏 Pls..... Anant puja ke uper video jarure banaiye ......Anant kho jaye to kya Anant puja kar sakte hain ya nhi .....Aunty ji meri puri family ka Anant kisi dusre ke ghar pe kho gaya or is baar maine Anant nhi kiya ..,.....kya phir se Anant puja kar sakti hu .🙏🙏💖💖
Ma ji maine chandi ke ganesh lakshmi laye the kuch months pehle abhi dhyan diya ki wo murti khokhli h ander se...to ab un murtiyo ka kya krna chahiy????? Unki jgh dusri murti la skte h kya???
Sharda ji namskar mere yaha mata lakchmi ji ki asatdhatu ki murti ji hai akele ki alag se Ganesh lakchmi ji ko bhi rakhti hu inko to pujan ke baad visarjan karti hu 1 saal baad har diwali ko nayi lati hu krpya mujhe margdarsit kare kya karna h kya nahi .
Hare krishna aunty g Aunty g maine baishakh maah me dharamraj g ke nimit pani ki bottle ke ₹ nikal kr rkh diye the pr m fir vo kr nhi paye ,m ab market gye the bottle purchase kr laye the kya vo bottle ab dhanteras ya yum duvitya pr de skte h Pks bataye
आँटी जी मेरे पास पीतल की लक्ष्मी गणेशजी की मूर्ति है जी कमल पर विराजमान हैं उसके नीचे सिंहासन भी है अचानक बह सिंहासन से अलग-अलग हो गये कमल पर अभी भी विराजमान है क्या उन्हें विसर्जित कर दे या पूजा करते रहे
Mata ji chhath puja 20 tarikh ko pad rha hai to us din sukrwar hai to me chhath vart bhi Karti hu aur santoshi maa ke vart bhi Karti to us din me kya phal sab kuchh chhath puja me chadta hai to me khatta phal le ja sakti hu
Didi ji.....mere paas ek bahut badi sheeshe ki standing laxmi ki photo hai...3 saal tak pooja kiya par phir mandir se hatakar box me daal kar rakh diya.....ab uska kya karoon....
Parnam guru maa ek question hai ki mere ghar pital ke Ganesh ji hai but unka sund hai dusri traf hai Kya mein Naya partima le saak tha hu Kya aur phale wAla Ganesh ji ko Kya Kare Pls baataiye
Hmare husband ne vabhavlaxmi mata k vart rkne ko bole h....Aur hm guruvar ka fast rkhte h abi....To iss dec me kis date me laxmimata ka vart shuru kr skte h?
Mata ji ap sub puja pat ki biddi to bhut batyi h per ap mataji vavahit jivan sukk maya ho, vavahit jivan ma kalaha klas dur ho husband wife ma madurta h iska barya ma vi ap kuch batyo pls.
घर के लॉकर में छोटी सी अगर लक्ष्मी जी की मूर्ति बहुत पहले से है और पूजा भी करते हैं और कोई गिफ्ट भी दे दे तो अगर दो तीन मूर्ति हो जाए गिफ्ट दिया हुआ तो क्या करें चांदी की मूर्ति है क्या करें सभी को लॉकर में रखे पूजा करें
धनतेरस पूजन विधि: ruclips.net/video/Rrieu4jquCQ/видео.html
दीवाली 2021 पूजन शुभ मुहूर्त: ruclips.net/video/9HmTEqmZyRs/видео.html
दीपावली पूजन कलश विधि: ruclips.net/video/quDCCbx7lp0/видео.html
दीवाली विधिवत पूजन विधि: ruclips.net/video/2eih_AU-67k/видео.html
दीवाली के दिन क्या करें क्या नहीं: ruclips.net/video/fg_Mcinc31I/видео.html
दिवाली के अगले दिन क्या करें क्या नहीं: ruclips.net/video/UgOazhEm2Oc/видео.html
दीवाली की अगली सुबह करें घर से दरिद्र भगाने का ये अनुभूत प्रयोग: ruclips.net/video/wn7aKHq24ws/видео.html
😊🙏Maa aap kitne payaar se baate karti hai.👌👌👌👌💐💐❤️🍎🍎
Aap bahut acchi baaten btati h aap ke margdarsan se pooja asan ho Jati h thank u maa ji
aunty mere pass 3 photos hai
1) kewal lakshamji ki hai
2)satyanarayan bhagwan ki hai, aur
3) विष्षुजी लेटे हुए है और लक्ष्मीजी उनके पैर दबा रही हैं और नाभि से ब्रह्माजी निकले हुये हैं
आप मुझे बताए इन तीनों फोटोज मे कौन कौन सी फोटोज रखनी चाहिये दिवाली पूजा के लिए?
please reply
laxminarayan ki aur 4 hathi wali devi laxmi ki puja honi chahiye puja me😊
Dekhiae aap kaun Lakshmi Ganesh Saraswati ki kripa Pana Chahte Hain To aap teenon ki photo Rakh sakte ho Nahin to anyatha Lakshmi Narayan Akela sakte ho
Jai Maa Laxmi 💐🌹🥀🌷🌻🌼🌸💮🌺💐🌹🥀🌷🌻🌼🌸💮🌺🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👏👏👏👏🙏🙏🙏🙏🙏🙏💐💐💐🌹🌹🌹
Bhainji aapke vedio achhe giyaan vardhak hote hai, nivedan hai ki ghar, dukaan main maa laxmi, Ganesh, sarswati ji ki kon si photo rakhe, ghansh,sarswati ji maa laxmi ji ke kis aour honaa chaahiye Dhanywaad, Namaskaar
Mam please give you are mandir tour please Jay Shri Krishna 🌹🙏🌷
Maa aapne Bahut sundarr jaankaari di he.🙏☺️💐
Bahut Achcha bataya syster Jo Diwali ki Puja per Nogar per Jo sopari Rakhi hui thi Uska Kya Karen saaf karke rakh le
मां दुर्गा जी की मुखा अरविंद की शोभा तो ऐसी है, की कोई दुखी आदमी भी आप उनकी छटा को देख कर प्रसन्न हो जाए....😊😊
Hello sister, Thanks for the nice video. Happy Dhanteras 🙂🙂🙂🙂🙂
Bhut he aachi jankari.....Jai Mata Di🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Antyji pranam..... kya dec. Mhine me proso Jo friday h usme vabhavlaxmi vart ki suruaat kr skte h? Agr nhi to aap please next month ki shubh date btadijiye....
बहुत अच्छा संदेश ।
माता जी प्रणाम -गुड्डु पान्डेय
Very helpful video anti ji 🙏🙏
Hi
Thanks for sharing 🙏❤️🎉👍 HAPPY DIWALI 🎉 CONGRATULATIONS
Mahalaxmi ka Visarjan auraten karne jaati hai ya nahin please bata Dena Mujhe
Laxme naryan ji murit se barihaspat war ka vart rake sakte hi
Mam hmare ps laxmi ji ki 2 murti hai 1 vishnu ji ke sath khade hai r ek laxmi ji beathi hai ganesh ji ke sth
Hi
हमलोग एक साल तक मिट्टी की प्रतिमा की पूजा करते हैं जो पुरानी प्रतिमा होती है लक्ष्मी गणेश जी उसको छठ पूजा की आखिरी दिन विसर्जित करते हैं क्या ये तरीका सही है🙏🙏बताने की कृपा करें 🙏प्रणाम🙏
Who is watching it:
-On bed
-Not in full screen
-for reading comments
I salute those people's who clicked on read more,
@Swapnil Singh and a
Me
Mata ji ager ganesh Laxmi ki murti pahle kharide hai to kya use v diwali me hi puja start kare ya fir laye h roj avi kar sakte hai
U video always helpful mam
Radhey Radhey hare Krishna Aunty ji
Namashkar, mere pas ek silver coin hai, jisme laxmi ji khada hai.. Keya kare.. Us koin ka.. Plz reply me
हैप्पी धनतेरस आप को भी मेरी तरफ से 🙏🙏🙏🌹🌹♥️♥️♥️♥️
Mam ek question puchtihu mere ghar main laxmi maa ki pital ki murti hey Jo kamal ashan main birajman hey ush murtiko alag se rakhke puja kartihu aur guruvar ki poojan laxmi narayan ki tasmeer main kartihu kya laxmi ji ki murti ke samne guruvar ki laxmi pujan kya ghat pitol ki bigraha ki samne rakhe ya laxmi narayan ki tasmeer ke samne hi rakhu.
Mata ji pooja krte waqt mera mukh purab side hota to hum apne right hand ke hisab se Ganesh ya Laxmi ji ko kis side rakhe
जय मां लक्ष्मी🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice ☺🌷🌷⚘⚘
..Namaste Aunty ji.. Aapne abbhhi Diwali parr aurr daily-days mein Mataa kii Moorti aurr photos ke baare mein acchha bataaya hai.. Aapki bataayi hoyi information hamaare leeye bahoot hii important aurr helpful hoti hai.. Thank you Aunty ji yee important information ke leeye.. Thanks Aunty ji.. 😊😊😍😍😘😘🌸🌸🌸🌸😊😊
🌹🙏🌹
amma hi pranam .. mai vaibhav laxmi ka vrat rahti hu par ajj shukrwar hai or mera periods aye aj 5 din hua h to kya mi vrat kar sakti hu ya nahi or hum pati patni dono vaibhav laxmi ka vrat karte h to aj duvidha h amma ji please margdarshan dijiye..subah se kuch b ni khayi hu🙏🙏
Ma'am meri mammy 2 Saal pahle laxmi pooja ke din ek oorat ko chawal de di thi mangne par ..or Ma'am tab se mere Ghar me kharcha bahut hi hota h or Kuch na Kuch kharab hote rahta h family me Kisi na Kisi Ka tabiyat kharab hote rahta h Ma'am ...Ghar me tab Kisi Ka Kami mahsoos hota tha lekin ab Kisi na kisi chij ki Kami ho hi jata h ....Ma'am pahle jaisa kaise hoga plz btaiye ...kyuki mujhe Lagta h jab se chawal Di h tab se Aida ho raha h ...Ma'am plz koi upay btaiye naa plz
Bahot achi jankari di apne sath me achi sikh bi di dhanyavadh apka
Happy diwali 🌷👍👏
Maaaa jiii jhadu kis din khridni chahiye or kon si jhadu khridni chahiye pllllzzzzzz reply happy dhanteras or jhadu ki pooja kis din krni chahiye
Wall decoration mast lg rha h 👌👌👌
Mam mere Ghar me ma Laxmi ji Ki photo do se yada hui parhi mandir me jgah kam hai kya use visarjan Karu ya kisi mandir rakh du kya kru
Pranam aunty ji
Mere ghr me laxmi ji ki ek pital ki chhoti si pratima h,aur ek photo me bhagwan vishnu ke pairs dabati hui laxmi ji ki hai jisme brahmha ji bhi है,aur ek photo kewal vishnu bhagwan ki hai khadi awashtha me to kya ye sahi h.
Aur ek vaibhav laxmi ke photo h to mujhe kya krna चाहिए
Hello mata ji dhanteras ki hardik subhkamna
नमस्ते मौसी जी 🙏 एक दिन अचानक आपका विडियो दिखा था । फोटो देख कर वेडियो खोला तब से हमेशा आपके विडियो देखती हूं और बस सिर्फ देखती रहती हूं क्यों की आप बिल्कुल मेरी मां जैसे दिखती हो जो अब हमारे साथ नहीं है😭😭 और आपको देख कर मुझे मां की याद आ जाती है और मै रोने लगती हूं।
Radhe Radhe 🙏🌸🙏Aunty Jee🙏
दीदी मेरे पास माता लक्ष्मी, सरस्वती और गणेश एक फोटो में है. वह वर्षों से अलमारी में पडा है.उसका विसर्जन कब और कैसे करू.
Aunty jo aap ne phitkiri ja upay btai thi wo humesa badlna padega
Hamare ghar gwala dhudh Dene aate h .....Hm unko hi pahli rati sham me dete h....ye theek h ya mujhe hi Jake Deni chahiye ....gay ko roti Aunty ji bataiyega jarur🙏🥰
Aunty ji please muje bataye ki jhadu aj ya kal kab khareed skte hain??
Kisi bujurg ne bataya h k murti ko bandh kr nahi laya jata... isliye mai paper se lapet kar hi lati hu....🙏🏼
Happy Deepawali auntie ji 😊🙏🏼
Maa..pranam maa meri wife ko aaj se hi periods shuru ho gye hai, mere do chote bachhe hai, aur mujhe puja me sirf agarbatti jalana hi aata hai, hamlog kaise laxmi pujan kare??plz help me...🙏😭
Aise me aap Pooja in videos ko dekhkar kare
ruclips.net/video/2eih_AU-67k/видео.html
ruclips.net/video/quDCCbx7lp0/видео.html
Aunty ji humne is baar nayi murti nhi li.. kyonki wahi visarjan ki dikkat aati hai...to jin chandi k bhagwan ji ki roz pooja karte hain unhi ki pooja karke chowki par fir dobara mandir mai virajman kar dya..kya mitti k bhagwan lena jaroori hota hai...
2.Is baar diwali shanivar ki thee or sath mai amavas b thee to baal nhi dhoye...kya ye sahi tha
Thank you Aunty Jiii....☺❤️❤️
Very nice anty ji
Bohot achha laga Didi namashkar.
🙏🙏 Pls..... Anant puja ke uper video jarure banaiye ......Anant kho jaye to kya Anant puja kar sakte hain ya nhi .....Aunty ji meri puri family ka Anant kisi dusre ke ghar pe kho gaya or is baar maine Anant nhi kiya ..,.....kya phir se Anant puja kar sakti hu .🙏🙏💖💖
Mata ji humne to murti ko bahar nikal diya or. Ek laxhmi ji ki photo toone par nikal diya toh ab andar ni la sakte visarjan ke liye 🙏🙏
Mam kya hum log dhanteras ke din laxmi Ganesha ki sthapna ker sakte hai please bataiye
ji haa
Aapko ek colour saree bahut acchi lag rahe 👌👌🙏🌹
Ma ji maine chandi ke ganesh lakshmi laye the kuch months pehle abhi dhyan diya ki wo murti khokhli h ander se...to ab un murtiyo ka kya krna chahiy????? Unki jgh dusri murti la skte h kya???
Ji haa, aap aise murti ko replace karake, bhari hui murti le aaye
Bahut sunder
Mam mujhe nhi pta tha ki khokhli murti nhi leni chahiye lekin main 6 saal pehle chandi k laxmi ganesh lai thi ab kya karu
Aap kisi bhi dhaatu ki bhari hui murti ki pooja kar sakati hai
Namskar,mam🙏🙏. Mere husband ki dukan per 1angul ki Laxmi Ganesh ji ki tamba ya pital dhatu ki khati murti hai 🙏puja k liy thik hai pll bataye🙏🙏
ji haa, theek hai, aap murti ka muh dukan ke andar ki taraf rakhe
Sharda ji namskar mere yaha mata lakchmi ji ki asatdhatu ki murti ji hai akele ki alag se Ganesh lakchmi ji ko bhi rakhti hu inko to pujan ke baad visarjan karti hu 1 saal baad har diwali ko nayi lati hu krpya mujhe margdarsit kare kya karna h kya nahi .
Aap ye video dekhe
ruclips.net/video/9fQSP5jy0C8/видео.html
Hare krishna aunty g
Aunty g maine baishakh maah me dharamraj g ke nimit pani ki bottle ke ₹ nikal kr rkh diye the pr m fir vo kr nhi paye ,m ab market gye the bottle purchase kr laye the kya vo bottle ab dhanteras ya yum duvitya pr de skte h
Pks bataye
Pranam aunty Jee🙏🙏🙏🙏
Jai mata Di🌺🌺🌺🌺🌺🌺
आँटी जी मेरे पास पीतल की लक्ष्मी गणेशजी की मूर्ति है जी कमल पर विराजमान हैं उसके नीचे सिंहासन भी है
अचानक बह सिंहासन से अलग-अलग हो गये कमल पर अभी भी विराजमान है
क्या उन्हें विसर्जित कर दे या पूजा करते रहे
Mam plz batye mam period ke 6 day ham puja ka ku6 kr sakte h kya chhat puja h ham plz batye mam
Jay Mata di 🙏🙏🙏🌹🌹
Mam mere pass pital ki laxmi ma ki khadi murti h...but murti piche se khokhli h ...bdi murti h kya kre
Plz reply
Happy Diwali,mam Lakshmi Puja ghar ke andar karna chahiye ya bahar Mandir me kyu ki hamari Mandir aangan me hai plz rply fast
हमारी पास चांदी की देवीजी है जो हमारे गुरू द्वारा दी हुई हे पर वह ठोस नही है,कृपया बताइए। कि मै क्या करू।यधपि वह बहुत प्रिय है मुझे।
sikka me ubre ganesh laxmi ji ki puja kariye
Mayri bhagwan ki Photo 30 saal ho gaye bahut sundar hai kya woh sidh ho hai please reply
Thx aunty g 🙏🙏🙏😊
Namse mata ji 🙏🙏mera ghar me pahle ka maa laxmi ki photo hai jisme maa laxmi khari hai to us photo ka kya kare plz btaiye 🙏🙏
Lakshmi ji ke sath algse balkrushn ,pujame rkhe to chlega kya
Happy diwali ma 🎆🎉🎆🎉🎆🎉
aap to humari badi behan lagi 🙂 hum bhi Prayagraj se hi hai didi … mayka hai humara
Mahalakshmi ji ka photo aur shri hari vishnu ji ka photo Pujan ke baad photo ko mandir mei hi rakhna hai?
Ji haa, aap rakh sakate hai
Mata ji chhath puja 20 tarikh ko pad rha hai to us din sukrwar hai to me chhath vart bhi Karti hu aur santoshi maa ke vart bhi Karti to us din me kya phal sab kuchh chhath puja me chadta hai to me khatta phal le ja sakti hu
Jay lakshmi mata ki🙏🙏
Aap bahut acha bataty ho
I proud of you
Pichale sal maine sarsvti maa ki aur kuber ji ki mitti ki murti layi thi to kya use bhi visargit karna hoga please btaye
Aap agar mitti ki murti laaye hai to ghar par hi visarjan kar de par agara dhaatu ki murti hai unaki pooja kar sakate haib
Aunti ji kya lakshmi ji ganesh ji aur saraswati ji tino log ek saath ek photo me ho to pooja krna chahiye.. Please reply
ji haa
Didi ji.....mere paas ek bahut badi sheeshe ki standing laxmi ki photo hai...3 saal tak pooja kiya par phir mandir se hatakar box me daal kar rakh diya.....ab uska kya karoon....
Aunty ji kya hum bhaibho lakshmi ka vart kl se start kr skte hai please reply kijiye.
Khokhli murti showpiece ki tarah rakh sakte hain? Mandir me nahi.
Hamne aaj deep daan ni kiya h apne btaya hi ni ki deep daan dhantera ka kab hoga
Happy diwali all
~SN_GAMING YT
Pranam mataji
Humne last year chandi ke laxmi ganesh liya tha. Hum usi laxmi ganesh ka pujan kar sakte hai, ya hum naya kharide??
Aap pahale ki murti ki hi pooja kare
यदि बैठी हुई प्रतिमा में लक्ष्मी जी के पांव दिखाई दें तो क्या उसका घर में पूजन कर सकते हैं।
ji haa
@@AsanZindagi जी धन्यवाद।
Didi bdi murati khdi mudra me le aae h laxmi narayan ki ab kya kre??
Aap use badal kar laxami maa ki kamal aasan par baithi murti le aaye
Parnam guru maa ek question hai ki mere ghar pital ke Ganesh ji hai but unka sund hai dusri traf hai Kya mein Naya partima le saak tha hu Kya aur phale wAla Ganesh ji ko Kya Kare
Pls baataiye
Aap ganesh ji ki pooja kar sakate hai, murti bhari Hui honi chahiye
मार्बल के लक्षमी जी गणेश जी है मैं हर दीवाली को उसी की पुजा करती हूं सही है या गलत कृपया जवाब देवें
Ji haa, bas murti andar se bhari hui ho
Beautiful tips aunty
Thanks
Mam mara gar may 40 sal purani lakshmi ganesha ki photo haa mam 6 inch say badi haa mam tho kya kara mam pls reply kara
Photo aap kitabi badi bhi rakh sakate hai
Hmare husband ne vabhavlaxmi mata k vart rkne ko bole h....Aur hm guruvar ka fast rkhte h abi....To iss dec me kis date me laxmimata ka vart shuru kr skte h?
Aap pahale guruvaar vrat ko poora karake udyapan kare fir maa laxami ji ka vrat rakhe
Antyji.... Laxmi Mata k fast mere husband Ko rkhne hai....to kya wo bhi mere guruvar vart sampann hone k bad rkhe?
Happy Diwali 🙏🙏🙏🔥🔥👌👌
Mata ji ap sub puja pat ki biddi to bhut batyi h per ap mataji vavahit jivan sukk maya ho, vavahit jivan ma kalaha klas dur ho husband wife ma madurta h iska barya ma vi ap kuch batyo pls.
Jai mata laxmi
घर के लॉकर में छोटी सी अगर लक्ष्मी जी की मूर्ति बहुत पहले से है और पूजा भी करते हैं और कोई गिफ्ट भी दे दे तो अगर दो तीन मूर्ति हो जाए गिफ्ट दिया हुआ तो क्या करें चांदी की मूर्ति है क्या करें सभी को लॉकर में रखे पूजा करें
maam kya ghar mai roj aarti kar saktay h...aap ne kaha tha diwali per aarti nhi kartay...
plz explained..
Pichle saal ke hamare gomti chakra rakhe hai unka kya kre reply jarur kare saam ko
Aapka bahut bahut dhanywad
Namaste