استوى ، بمعنی برابر ہونا تب ہوتا ہے جب بغیر صلے کے آئے جیسے لا یستوی اصحاب النار واصحاب الجنہ۔۔۔۔جب کہ "استوی علی" کا معنی یہ ہرگز نہیں ہوتا۔ بلکہ استوی علی کا لغت میں صرف ایک ہی معنی آتا ہے، اور وہ ہے بلندی اور ارتفاع۔ یعنی کسی چیز کے اوپر ہوجانا، اور یہ محض لغوی تفسیر نہیں، سلف صالحین سے استوی علی العرش کی بہ کثرت یہ تفسیر منقول ہوئی ہے۔ زیادہ دور نہ جائیں صحیح بخاری کھول کر دیکھ لیں
Assalam u alaikum Aasim bhai plz quote Kar dijye k Quran me kahan per moujood ha k aayat e motasabehaat per discussion nahi Karni chahiye. Plz quote Kar k bata dijye kyunki iss tarah ki fuzool bahas me aajkal log shouk se padte hain. Mai bhi unko yehi jawab dunga. Plz quote kijye
تمام احباب کو السلامُ علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ اللہ تعالیٰ نے قرآن عظیم میں ارشاد فرما دیا اللہ کی مثل کوئی شہ نہیـــــــــں تو اب تشبی دی ہی نہیـــــــــں جا سکتی! اور دوسری بات قیصر صاحب نے فرمایا اللہ ہر جگہ موجود ہے تو جگہ مخلوق ہے پہلے نہیـــــــــں تھی بعد میں پیدا ہوئی اسی لئے علماء نے فرمایا کے اللہ کو مشاعر الے جہاں اشارہ کیا جاسکتا ہو نہیـــــــــں کہہ سکتے جیسے اوپر والا! کیونکہ پھر ایک جگہ میں ہونا لازم آئے گا اور اللہ جگہوں سے پاک ہے اللہ کے لئے صرف یہ عقیدہ رکھنا ضروری ہے کہ اللہ تبارک و تعالٰی اس پوری کائنات کا احاطہ کیا ہوئے ہے اپنے علم و قدرت کے اعتبار سے بس اور استوا کا معنی وسعت دینا یعنی پھیلانے کے معنی میں بھی استعمال ہوتا ہے بیٹھنے کے معنی میں نہیـــــــــں 🙏
جناب آپ کنفیوژن کا شکار کیوں ہیں اللہ ہر جگہ ہے اسکا مطلب جگہ کو اللہ نہیں کہا جا رہا ہے بلکہ اللہ ہر جگہ حاضر و ناظر ہے یہ مطلب ہے واللہ اعلم باالصواب
ALLAH HAR JAGAH HAI YEH KEHNA INCORRECT/IMPROPER HAI, SAHIH YEH HAI, KAHO, "HAR JAGAH ALLAH KA CONTROL HAI". Allah har jagah Mojud/present nahi hai, iss liye ki kuchh gandi/Napak jagah hoti hai jaha normal log rehna pasand nahi karte, "Allah Har jagah hai" Muhaware ke taur per sahi ho sakta hai, baki haqikat me Allah har jagah mojud nahi hai....Aur Allah behtar jaanta hai...
@@NafisSyed-lw1nk shayed Allah se bhi galti ho gayi ke usne taweel quran nazil kar diya. Hamne janne ke liye likha hai. Hamein maloom hai ke jinhe i nahi woh jawab kiya denge. Hamne yeh bhi nahi likha hai ke koi nemaz ko tark kar de. Jiska dil jaisa chahe wwaisa amal kare. Baat jab fikr kiaayegi to ham likhenge hi. Galat likhna najayez hota hai. Haq bayan katna jayez hai. Allah hukm hai ke kuchh dekho ya suno to flr karo aur mere hukmon mein use talasho. " Laha makasabat wa alaiha maktasabat. "
Assalamualaikum.. Mufti sahab , godi media me jo dadhi topi wale molana ya khud ko musalmano k leader jaise pesh karne wale besharm logo ko aam hindustani (hindu, muslims and most of people) sachi muchi k molana ya muslims leaders samajhte he aur fir daurane debet un ki jo fajeti hoti he us ko audiance aise lete he ki jaise islam / quran etc ki taraf ungli uthane walo k sawal k jawab kisi bhi musalman k paas nahi he aur vo is cheez ko islam ki defeat ki tarah dekhte he.. Is ka eelaaj kya hona chahiye ? Agar aap munasib samjhe to aap apni channel par bhi is topic ko le kar kooch program kare..
Assalamuaalikum Azrt ap ye bta de ke ke mere shohr mujh se kahte hh ki zina hram Q hh hala ke nabi ke zmane me to bandhi se bhi sobhat krte the un ki marji hoti ya na ho ti Or unko khrida or becha bhi jata tha or ab jab ladi razi bhi ho ti hh to phir ye zina Q hh or is pe waid bhi itni shdid hh لا تقرب زنا jo ar arb hh vo bhi ladki se nikah krte hh or phir ws ko unhi chod kr chle jate hh Koi mufti mujh ye bta ta hi nhi hh koi is ko khol kr bta To me ye chahti hu ke ap is ko apne you tub chanal pr smjha de
#1 Bandi/Female slavery: Yeh Islamic practice nahi hai, yeh Islam se pehle puri duniya me social/politically/samajik pratha thi. War me Army ke Men hote unka qatl karte the aur Jo women pakdi jati unko Bandi/gulam banate the. Nabi saw ki nubuwwat se pehle jaise duniya me Sharab/alcohol, Sood/Interest etc samaj/society me common the, waise hi politically war hoti thi, aur female slavery/bandi pratha common thi, yeh religious nahi, political social pratha thi. #2 Nikah Mutah: Islam me temporary nikah karna Haram/najayez hai. Koi muslim ya arab kuchh waqt ke liye talaq dene ki niyyat se nikah karta hai, aise contract nikah jayez/halal nahi hai. aise nikah/shaadi islam me nahi hoti. agar koi karta hai to aise nikah shariyah me valid/legit nahi hote....baki Allah behtar jaanta hai...
@@imtiyazpatel2170Bhai ye Islamic practice nahi hai aisa na bole, kyu ki islamic slavèry alag hai, aur dusri slavèry alag hai, aur jo islamic slavèry hai wo islamic practice hai.
Bahan in sawalat ka jawab comment section me dena Mumkin nahi hai, aap is per research kare aap ko bahut se Urdu Hindi aur English me videos mil jayenge islamic scholars ke. Ya aap kisi Mufti sahab se ye sab tafil se puchhe.
@@Bharatiyamulnivasikumbhar420 Aap ko Islam ki samaj nahi hai, sorry to say. Aaj aap ghar me servant rakhte hai, iss liye ki 2024 me yeh common hai, allowed hai. Islam me bhi aaj servant rakhna HARAM/prohibited nahi hai. Iska matlab yeh nahi hai ki duniya me jo bhi muslims hai sab ko Naukar/servant rakhna yeh Allah ka hukm hai, Shariyah hai. yeh ek social samaaj ki pratha hai, jo chahe woh gharkaam ho, kheti ya factory me legally servant rakh sakte hai. waise hi, 4000 saal pehle duniya me slavery system pratha/practice chal rahi thi, jiska Hindu ya Islam ya kisi aur religion se kuchh lena dena nahi hai. I hope you've got the point....Aur Allah behtar jaanta hai...
Na clear bilkul na Es mamle ma sirf Ahlhadees ka aqeeda sahi hai or semple hai Allah azwajal ARSh par hai kaifiyat majhool hai sawal bidat hai Aplog ne bekar m taweel pesh ki
Yeh bewako jis ni jawab deya Allaah har jaba maujood hai to phir yeh bhi hindu hai jaisa hamare hindu bhai kahte hai bhajwan har jaga hai har cheez mai hai aaise bewako ko Mano ge to kufur kardoge Allaah ham sab ko kufur se bachaye aur aaise humra jamato se logo se ameen
Nahi Bhai gi AAP ka jumla sahtt hai aur UN ko Bolne our pochne ka haqq hai piare Bhai ko piare Andaz se AAP kahsakte Hain Quran ko nice and quiet parin jes Taran AAP khuod nice quiet ho ❤️ naraz nahi hona
Ye maturi akida he,aap Imaam abu hanifa ka akida kyun nahi lete hai,ya to apne aap ko maturi kahe,esa akida na sahaba ka tha kisi imaam ka,ese Shak ke peeche namaaz nahi hoti Saudi Ulema
Allah ki zaat arsh par mawajood hai lekin buland hai aur wasia hai
انسان کو اپنی بساط سے بڑھ کر علم کا حریص نہیں ہونا چاہیئے - بہت ہی علمی بات کہی ہے - جزاک اللہ
استوى ، بمعنی برابر ہونا تب ہوتا ہے جب بغیر صلے کے آئے جیسے لا یستوی اصحاب النار واصحاب الجنہ۔۔۔۔جب کہ "استوی علی" کا معنی یہ ہرگز نہیں ہوتا۔ بلکہ استوی علی کا لغت میں صرف ایک ہی معنی آتا ہے، اور وہ ہے بلندی اور ارتفاع۔ یعنی کسی چیز کے اوپر ہوجانا، اور یہ محض لغوی تفسیر نہیں، سلف صالحین سے استوی علی العرش کی بہ کثرت یہ تفسیر منقول ہوئی ہے۔ زیادہ دور نہ جائیں صحیح بخاری کھول کر دیکھ لیں
حدیث نمبر بتائیں
God cannot move in created spaces , neither ascend spatially nor descend spatially .
arsh=evolution,, read Darwin
لغت لکھنے والا نبی ہے کیا
اللّٰہ کے صفات اور عرش سمجھنے کے لئے تعلمات اہل بیت علیہم السلام کی روشنی میں ۔۔۔ توحید شیخ صدوق متوفی 360 ملاحظہ فرمائیں ❤
آبِ زر سے لکھنے کے قابل ہیں امامِ غزالی رحمۃ اللہ علیہ کا یہ مقولہ
ہمارے ❤️❤️❤️❤️ کی دھڑکن آنکھوں کی ٹھنڈک مفتی یاسر ندیم الواجدی
Qaiser Bhai
❤❤❤
how can I ask question or join the session? someone please guide me
ye ashari maturidi aqeedah wale h.
nah salafi bhi yahi h
Assalam u alaikum Aasim bhai plz quote Kar dijye k Quran me kahan per moujood ha k aayat e motasabehaat per discussion nahi Karni chahiye. Plz quote Kar k bata dijye kyunki iss tarah ki fuzool bahas me aajkal log shouk se padte hain. Mai bhi unko yehi jawab dunga. Plz quote kijye
تمام احباب کو السلامُ علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ اللہ تعالیٰ نے قرآن عظیم میں ارشاد فرما دیا اللہ کی مثل کوئی شہ نہیـــــــــں تو اب تشبی دی ہی نہیـــــــــں جا سکتی! اور دوسری بات قیصر صاحب نے فرمایا اللہ ہر جگہ موجود ہے تو جگہ مخلوق ہے پہلے نہیـــــــــں تھی بعد میں پیدا ہوئی اسی لئے علماء نے فرمایا کے اللہ کو مشاعر الے جہاں اشارہ کیا جاسکتا ہو نہیـــــــــں کہہ سکتے جیسے اوپر والا! کیونکہ پھر ایک جگہ میں ہونا لازم آئے گا اور اللہ جگہوں سے پاک ہے اللہ کے لئے صرف یہ عقیدہ رکھنا ضروری ہے کہ اللہ تبارک و تعالٰی اس پوری کائنات کا احاطہ کیا ہوئے ہے اپنے علم و قدرت کے اعتبار سے بس اور استوا کا معنی وسعت دینا یعنی پھیلانے کے معنی میں بھی استعمال ہوتا ہے بیٹھنے کے معنی میں نہیـــــــــں 🙏
جناب آپ کنفیوژن کا شکار کیوں ہیں اللہ ہر جگہ ہے اسکا مطلب جگہ کو اللہ نہیں کہا جا رہا ہے بلکہ اللہ ہر جگہ حاضر و ناظر ہے یہ مطلب ہے واللہ اعلم باالصواب
آپ کی بات سو فیصد صحیح ہے بس جگہ کے تعلق سے آپ کی بات مجھے واضح نہیں لگی اسلئے میں وضاحت کی
If Allaah is present on earth then earth will be destroyed by His tajalli he noor he light like Musa as how Jabal e Toor burned and distroy
ALLAH HAR JAGAH HAI YEH KEHNA INCORRECT/IMPROPER HAI, SAHIH YEH HAI, KAHO, "HAR JAGAH ALLAH KA CONTROL HAI". Allah har jagah Mojud/present nahi hai, iss liye ki kuchh gandi/Napak jagah hoti hai jaha normal log rehna pasand nahi karte, "Allah Har jagah hai" Muhaware ke taur per sahi ho sakta hai, baki haqikat me Allah har jagah mojud nahi hai....Aur Allah behtar jaanta hai...
@@imtiyazpatel2170baya har jaga nahi bolte space less bolte tani osko jaga zarrort jaga banaya osne ha wo arsh mostawi ha
Allah arsh par hai ka matlab Allah bahut azeem aur haqeeqi badshah hai.
Taweel jaez nhi please jaisa h waisa hi mane
@@NafisSyed-lw1nk shayed Allah se bhi galti ho gayi ke usne taweel quran nazil kar diya. Hamne janne ke liye likha hai. Hamein maloom hai ke jinhe i nahi woh jawab kiya denge. Hamne yeh bhi nahi likha hai ke koi nemaz ko tark kar de. Jiska dil jaisa chahe wwaisa amal kare. Baat jab fikr kiaayegi to ham likhenge hi. Galat likhna najayez hota hai. Haq bayan katna jayez hai. Allah hukm hai ke kuchh dekho ya suno to flr karo aur mere hukmon mein use talasho.
" Laha makasabat wa alaiha maktasabat. "
GM logon ka sewa hae motasabehat ko discuss karna.
ye log wahdat ul wujood ke qail hain aur ye is par kabhi iman nhi laenge ke ALLAH saaton aasmano ke upar Arsh per hai
Bhai wahdatul wajood ka matlab maloom hai apko?
Toh Allah ek location mai mahdood hai?
Assalamualaikum..
Mufti sahab , godi media me jo dadhi topi wale molana ya khud ko musalmano k leader jaise pesh karne wale besharm logo ko aam hindustani (hindu, muslims and most of people) sachi muchi k molana ya muslims leaders samajhte he aur fir daurane debet un ki jo fajeti hoti he us ko audiance aise lete he ki jaise islam / quran etc ki taraf ungli uthane walo k sawal k jawab kisi bhi musalman k paas nahi he aur vo is cheez ko islam ki defeat ki tarah dekhte he..
Is ka eelaaj kya hona chahiye ?
Agar aap munasib samjhe to aap apni channel par bhi is topic ko le kar kooch program kare..
Meri nazar mei iska ilaaj ye hai ke aulama ese logo ke khilaf fatwa zahir karna chahiye ke ye ya koi or esi debate mei shirkat na kare
Equator ko Urdu mae khat e estwa kahte hain.
Aap Mufti Tariq Masood ya Mufti Yasir Nadeem ki video dekhiye isi masle pr, Huzoor ( SAW) ke waqt mein laundi ke sath humbistari krna kaisa tha
Kisko bolreho
Ye. HAM 🍖 SAB🍕 LOG 🪵 kis👍kis ka. Tarjuma. BAYAN. KRTEY HAi. .. MUFTi. Sahaab. Vjaahat. Farmaayen.
Assalamuaalikum Azrt ap ye bta de ke ke mere shohr mujh se kahte hh ki zina hram Q hh hala ke nabi ke zmane me to bandhi se bhi sobhat krte the un ki marji hoti ya na ho ti
Or unko khrida or becha bhi jata tha or ab jab ladi razi bhi ho ti hh to phir ye zina Q hh or is pe waid bhi itni shdid hh لا
تقرب زنا jo ar arb hh vo bhi ladki se nikah krte hh or phir ws ko unhi chod kr chle jate hh
Koi mufti mujh ye bta ta hi nhi hh koi is ko khol kr bta
To me ye chahti hu ke ap is ko apne you tub chanal pr smjha de
Walekum assalam
#1 Bandi/Female slavery: Yeh Islamic practice nahi hai, yeh Islam se pehle puri duniya me social/politically/samajik pratha thi. War me Army ke Men hote unka qatl karte the aur Jo women pakdi jati unko Bandi/gulam banate the. Nabi saw ki nubuwwat se pehle jaise duniya me Sharab/alcohol, Sood/Interest etc samaj/society me common the, waise hi politically war hoti thi, aur female slavery/bandi pratha common thi, yeh religious nahi, political social pratha thi.
#2 Nikah Mutah: Islam me temporary nikah karna Haram/najayez hai. Koi muslim ya arab kuchh waqt ke liye talaq dene ki niyyat se nikah karta hai, aise contract nikah jayez/halal nahi hai. aise nikah/shaadi islam me nahi hoti. agar koi karta hai to aise nikah shariyah me valid/legit nahi hote....baki Allah behtar jaanta hai...
@@imtiyazpatel2170Bhai ye Islamic practice nahi hai aisa na bole, kyu ki islamic slavèry alag hai, aur dusri slavèry alag hai, aur jo islamic slavèry hai wo islamic practice hai.
Bahan in sawalat ka jawab comment section me dena Mumkin nahi hai, aap is per research kare aap ko bahut se Urdu Hindi aur English me videos mil jayenge islamic scholars ke. Ya aap kisi Mufti sahab se ye sab tafil se puchhe.
@@Bharatiyamulnivasikumbhar420 Aap ko Islam ki samaj nahi hai, sorry to say. Aaj aap ghar me servant rakhte hai, iss liye ki 2024 me yeh common hai, allowed hai. Islam me bhi aaj servant rakhna HARAM/prohibited nahi hai. Iska matlab yeh nahi hai ki duniya me jo bhi muslims hai sab ko Naukar/servant rakhna yeh Allah ka hukm hai, Shariyah hai. yeh ek social samaaj ki pratha hai, jo chahe woh gharkaam ho, kheti ya factory me legally servant rakh sakte hai. waise hi, 4000 saal pehle duniya me slavery system pratha/practice chal rahi thi, jiska Hindu ya Islam ya kisi aur religion se kuchh lena dena nahi hai. I hope you've got the point....Aur Allah behtar jaanta hai...
Na clear bilkul na
Es mamle ma sirf Ahlhadees ka aqeeda sahi hai or semple hai Allah azwajal ARSh par hai kaifiyat majhool hai sawal bidat hai
Aplog ne bekar m taweel pesh ki
Bilkul Bhai
تلاوت قرآن پاک تو صحیح مخارج کے ساتھ پڑہنا سیکہلو جناب والا اعتراض کرنے سے پہلے
itna bolne ke baad bhi simple so chiz explain nhi kr sk rhe h ye speaker islamic speaker. asma wa sifaat pe ilm bht kam h.
Yeh bewako jis ni jawab deya Allaah har jaba maujood hai to phir yeh bhi hindu hai jaisa hamare hindu bhai kahte hai bhajwan har jaga hai har cheez mai hai aaise bewako ko Mano ge to kufur kardoge Allaah ham sab ko kufur se bachaye aur aaise humra jamato se logo se ameen
Hindu toh yeh bhi kahta ha k oopar wala sab dekh raha ha.
جو جناب عقلمند صاحب آپکا عقیدہ کیا ہے اس عقیدے کے متعلق کہ اللہ تعالیٰ اپنے ذات و صفات کے اعتبار سے کہاں ہے
قرآن مجید کو صحیح مخارج کے ساتھ پڑھنا سیکہلو جناب والا اعتراض کرنے ڈے پہلے
تلاوت قرآن پاک تو صحیح مخارج کے ساتھ پڑھنا سیکہلو جناب والا اعتراض کرنے سے پہلے
Nahi Bhai gi AAP ka jumla sahtt hai aur UN ko Bolne our pochne ka haqq hai piare Bhai ko piare Andaz se AAP kahsakte Hain Quran ko nice and quiet parin jes Taran AAP khuod nice quiet ho ❤️ naraz nahi hona
Ye maturi akida he,aap Imaam abu hanifa ka akida kyun nahi lete hai,ya to apne aap ko maturi kahe,esa akida na sahaba ka tha kisi imaam ka,ese Shak ke peeche namaaz nahi hoti Saudi Ulema
تلاوت قرآن پاک تو صحیح مخارج کے ساتھ پڑھنا سیکھلو جناب والا اعتراض کرنے سے پہلے