It is profitable if you are able to sell it. All the expenses are covered easily and it is profitable. One of my mate is making 1 lakh every month cuz his marketing strategy is superb!
1. Inhone galti se casing soil ko seed bol hai. Jo samjhdaar hai wo casing soil he samjh rahe hai. Ek or baat mushroom ka seed nahi hota spawn hota hai. 2. Room me thook thook k compost nahi daal sakte hai room k size metter krta hai uski capacity pe लम्बाईxचौड़ाईxऊँचाई/600=compost capacity in room
Bhai aap Hisar pe bhut achi videos nikalte ho. Ek request hai meri jo maine baaki videos pe bhi comment ki hai par yaha bhi kar raha hu vapis taaki miss na ho jaye. Ager ho sake, to Hisar me jo English Architecture hai us par bhi videos nikaliye. Gyan Kendra Hisar ke pas ek purana govt. school hai jo Angrezo ke time se hai. Usme jo Principal ka ghar hai vo us style se banaya hai jaise London me ghar bante hai. Vaise hi, Railway station ke opposite bhi kuch banks hai jo bhut puraane hai or aaj bhi usi tarike ke naqshe me hai. Ve ekdm ese hi hai jaise England me buildings hoti hai. Ager aap un buildings ke baare me thoda or bataye to mehrbaani hogi. Hisar me bhut bade bade angrezo ke officers rehte the. Jo Jahaz Kothi hai (uska asli naam George Kothi hai, par lambe time se galat prounciation ki vjeh se George ka Jahaz ho gaya) usme James Skinner naam ka bhut bada Historian rehta tha. Uski book me usne 10 page Hisar ke baare me bhi likhe hai. Fir James Wedderburn naam ka officer bhi yehi mara tha (Church or Kranti park me likha hua hai iske baare me). Halanki Gujri mahal ke bare me kaafi log jaante hai, Angrez or Hisar ke relation ke baare me kahin nahi likha hua. Ager aap thoda uspe videos nikalenge to bhut unique contribution hoga. Dhanyawad!
Bilkul bhai abhi hisar m ein bahut si jagah baki h or m un per videos baunga or aap ki baat sahi yahan bahut si building h jo angrej or hisar ki kahani ko darsate h thanks for watching my videos
ये सुपरवाइजर साहब किसने मशरुम एकसप्रट बना दिये समझ नहीं आया ...........10 किलोग्राम के कंपोस्ट मै 70 ग्राम से 90 ग्राम सपान (बीज ) मिलाया जाता है और ये भाई साहब 1 किलोग्राम बीज प्रति बैग बता रहे हैं
पागल है बोल रहा है एकpoly में 1kg seed लगता है अरे फिर तो 2700bag है तुम्हारे फिर तो तुम्हारे 2700 kg seed लगना चाहिए तो starting में तो तुमने बोला650kg seed में हुआ
बहुत ही अच्छा विडियो बनाया है सर जी और बहुत से अच्छा बताया है,, बहुत खुब
Very informative video bro.
Very good knowledge video sir
दूसरी बात जो मेहनत करते हैं उनको घाटा नही हो सकता है
Feasibility study.....
Cost Analysis....
Cost..of establishment....Cost of maintenance.....net profits....????
Market demand, supply & Demand....???
Risk & losses, hidden risk...
Ek request hai bhai aapse agar aap aise sensitive farming par video banate hai to please proper information ke saath banaye please
बहुत अच्छे भाई,आपके बताने का तरीका बहुत ही अच्छा लगा
Very good coverage, but in how many years the money invested on creating infrastructure will be recovered as it is a huge amount sir.
1 kg seed bhai ...acha chuna lga rha h Malik ko...
NYC bro
🎉❤
Bdiya h Ajay Bhai lga rhe ...👌👌
West wishes 🎉
Keshing. Kitna. Inch. Dena. Chaihe
Good solution Gi pipe using
Farm ka size keya h ur kitana tone compost lagta h.bhai
Kya app enke structure ka foto and video de sakte h bahri bhag ka please
100 kg me 1 kg spwan dalna hai
na ki 19 kg me
Nice farming 😍🥰
6 se7 din sponig hoti h.6se7 din casing 2se 3 din ruffling.2se 3 din pin banati h.4se 5 din me macaroon.
Sir ek 10 kg k bag me only 50 gm tek spawn laga skate h
Mere bahut bhaiyo ne ye baat boli hai isliye main ek aur video banaunga jisme mere sabhi bhaiyon ke sawalon ke jawab ho
Aur agar aap ka bhi farm hai to aap bhi mujhe bta sakte hain taki sabhi kisan bhaiyon ko sahi jankari mil sake
Me abhi chote lavel prr krta hu mttlb winter time me hi
But aap mujh apne contact number send kr do
100 gram mai aata bhai 2 kg
Compost kase banta hai sir ji or spon kase banta hai sir ji uspar video bnaiye
Super sir
Good but per bags spown kitana lagata hai . please bataye.
80-100 gram of spawn per 10kg bag
Video quality improved
Yadav bhai abhi upload hui youtube thora time leta ye video thori der baad apne aap achhi quality mein aa jayegi
@@PSVelly bhai mera kehna hai ki video quality improve ho gayi h pehle vali videos itni achi quality me nhi hoti thi
Ok
کمپو سٹ کیسے تیار کرے کیا کیا استعمال کرے
Jrur mile ge Ajay bhai m bhi kaafi ichuk hu es farming k baare me
sir me nepal se. aap ka farm kaha hai jankari nahi diya.me uttarakhand se najdik hu sir
Ye farm Haryana State m h
Haryana hisar
👍👍
👍👍👍👍👍
Khasa sakaga
Bhai ek bag k andar 1kg sheed...
Kya baat hai......?
Kese karte manage 2200 bag balla farm...
Mere bahut bhaiyo ne ye baat boli hai isliye main ek aur video banaunga jisme mere sabhi bhaiyon ke sawalon ke jawab ho
Aur agar aap ka bhi farm hai to aap bhi mujhe bta sakte hain taki sabhi kisan bhaiyon ko sahi jankari mil sake
@@PSVelly dear..ready .10 bags me ...800 gram se 1 kg spwan (matlb beej) lagta hai...
Bhai ye casing ke baare me bol rha h.
sir me traning lena chhta hoon .
Mushroom agar jyada amount mai produce ho rha h toh ussey kaha sale kare?
Bhai Delhi Ludhiana jitni merji le jao
Bihar main mushroom ki kheti ho sakti hai please help me🙏🏻
Bilkul ise aap kisi bhi state m kar sakte h
🙏👍👌☝️🤝
Dono nao Sikhiye hain seekh jayenge
2 kilo mushroom uga ne ke liye 1 kilo span? Plus so many other expenses, AC, Power, materials, labour, return on investment. Is it profitable?
It is profitable if you are able to sell it.
All the expenses are covered easily and it is profitable.
One of my mate is making 1 lakh every month cuz his marketing strategy is superb!
Address
Bhai 2000 bags mushroom ko kaha sale kare
Bhai Delhi Ludhiana
Hum kolkata rahta hay
1-2 kg to mal niklega
Bhai 10 kg ke beg me 70-100 gram spawn lagta he🙏
Subhas aap kaha se ho
Sala jhuta
Sahi baat h
Fudu supervisor
Adress kya hai
Ek bag me 1kg spon jyada nahi bol rahe ho
Video achi hai par profit loss ka ni bataya.
Not 1 kg but 70 to 90 grams
Correct it
Bhai ye casing ke baare me bol rha h
@@parveen4063 span ki bare me bol raha tha supervisor, 2 kg mushroom ugane ke liye bol rahatha 1 kilo span lagega. Kaisa dhanda hei ye?
8:24
बीज, उर्वरक, कैसे मिलेगा सर जी बताऐ
Aap kha se ho
Ager aap ke nejdik koi farm h to vha sampark kr lo nahi to Ajay bhai ke paas mil jay ga
Sabhi comment wale bhai Hoshiyar hai😆😆😅😅😆😆😅😆😅😆
sir mujhe mushroom production ke liye koi milega kya chhattisgarh me jo mujhe mushroom uga kr de
Jo Bhi Fess Ho Unki
30000 rs. Me
भाईयो विडियो चलाने के लिये गुमराह नही करे सच्चाई को नही दबाऐ सच्चाई बताये
भाई एक किलो सीड का किमत 120रूपये तो आनी हेऔर खर्चे अलग हे
ruclips.net/video/lGLj49UfxU4/видео.html
80 to 100 gm seeds dalna hota hai 10 kg bag bohat se video dekha...by confused me unhone 1 kg bola hai I think
Ek bag ke piche kitna profit bachta hai ye batao Bhai basic to video ke through mil jate hai
Sir ma pahale Durjanpur Mashroom plant pe kam karta tha
कहा से हों
@@hrcarlo2958 Fatehabad bhuna से हूं वैसे आप कोन हो
@@hrcarlo2958 वैसे मैडम आप अपने subscribe hide करलो
1 thlli m 1 kg seed nhi lgta
Insan gltio ka putla h
❤
Glt , 1 bag m kam se kam 50 gm seed
1bag me maximum 100g Seed lagta hai ullu 1kg nahi
Bhai ek killo seed nahi dalta
Mere bahut bhaiyo ne ye baat boli hai isliye main ek aur video banaunga jisme mere sabhi bhaiyon ke sawalon ke jawab ho
Aur agar aap ka bhi farm hai to aap bhi mujhe bta sakte hain taki sabhi kisan bhaiyon ko sahi jankari mil sake
Casing १_२ kg hota hai
ज्यादातर आज कल विडियोज़ बनाकर युटुयुब से पैसे कमाने का धंधा चल रहा है ईनके जाल मे नही आये नये लौग
ruclips.net/video/lGLj49UfxU4/видео.html
Namaskar sir
bhai aap jara kam bola karo ..o bhi hindi me bol raha hai
Supervisor hi bol raha he 1kg per bag😂😂 ese toh usne bola 6quintal pure shed me 1kg ke hisab se toh 2700 kg seed lagega profit ki ma behen hojayegi😂😂
😆😆😆
मार्केट नही
Electric kitne ghante aata h
Description mein farmer ka number diya hai aap baat ker lena
18 hour
Bhai jab samne wala banda bol kar bata hi raha hain sab to aap usi baat ko baar baar repeat kyo karte hain.
Kyun ki us time humare pass single mic tha aur hum sure nahi the ki awaj sahi aa rahi h ya nahi ye video single take m bana h ye reason h
1. Inhone galti se casing soil ko seed bol hai. Jo samjhdaar hai wo casing soil he samjh rahe hai.
Ek or baat mushroom ka seed nahi hota spawn hota hai.
2. Room me thook thook k compost nahi daal sakte hai room k size metter krta hai uski capacity pe लम्बाईxचौड़ाईxऊँचाई/600=compost capacity in room
Bhai aap Hisar pe bhut achi videos nikalte ho. Ek request hai meri jo maine baaki videos pe bhi comment ki hai par yaha bhi kar raha hu vapis taaki miss na ho jaye.
Ager ho sake, to Hisar me jo English Architecture hai us par bhi videos nikaliye. Gyan Kendra Hisar ke pas ek purana govt. school hai jo Angrezo ke time se hai. Usme jo Principal ka ghar hai vo us style se banaya hai jaise London me ghar bante hai.
Vaise hi, Railway station ke opposite bhi kuch banks hai jo bhut puraane hai or aaj bhi usi tarike ke naqshe me hai. Ve ekdm ese hi hai jaise England me buildings hoti hai. Ager aap un buildings ke baare me thoda or bataye to mehrbaani hogi.
Hisar me bhut bade bade angrezo ke officers rehte the. Jo Jahaz Kothi hai (uska asli naam George Kothi hai, par lambe time se galat prounciation ki vjeh se George ka Jahaz ho gaya) usme James Skinner naam ka bhut bada Historian rehta tha. Uski book me usne 10 page Hisar ke baare me bhi likhe hai. Fir James Wedderburn naam ka officer bhi yehi mara tha (Church or Kranti park me likha hua hai iske baare me).
Halanki Gujri mahal ke bare me kaafi log jaante hai, Angrez or Hisar ke relation ke baare me kahin nahi likha hua. Ager aap thoda uspe videos nikalenge to bhut unique contribution hoga. Dhanyawad!
Bilkul bhai abhi hisar m ein bahut si jagah baki h or m un per videos baunga or aap ki baat sahi yahan bahut si building h jo angrej or hisar ki kahani ko darsate h thanks for watching my videos
ऐ फारम काहासे भाइ हम कुछ सिखना चाहाते है
Bhai description mein farmer ka number diya hai
Wrong infomation ....spawn 6.6quintle in 2700 bags absoultely wrong
Man power k koi kimat nahi
झूठ बोल रहा सुपरवाइज़र
Tu bna le bhai fr video of sach bol le
Wrong information ek bag mai 1kg spawn daalne ki bol rha h grower
Bhai ye kesing k baare me bol rha h
100 kg compost me 1 kg spawn dlta h bhai or vo cassing ki baat kr rhe h
Bhai itna nhi daala jaata
बर्बक बना रहा है या इसको कोई जानकारी नहीं है.
कुछ भी बाता रहा है, 2700 बैग मे 650 kg सीड , मतलब एक बैग मे 250 gm लगता है,
इन अनपढ़ लोगो से क्यूँ जानकारी लेते हो आप
Oh 22 1 kg seed 🤣🤣🤣
Agar aap ko sahi jankari h to kisan bhaiyon ko share karo
0.5% or 0.75% spawn dalta hain brother
App ka nolize zero hai
ये सुपरवाइजर साहब किसने मशरुम एकसप्रट बना दिये समझ नहीं आया ...........10 किलोग्राम के कंपोस्ट मै 70 ग्राम से 90 ग्राम सपान (बीज ) मिलाया जाता है और ये भाई साहब 1 किलोग्राम बीज प्रति बैग बता रहे हैं
Aap kha se ho aur aapka farm kha h
Agar aap ko knowledge h to kisan bhaiyon ke sath share karo
@@PSVelly श्रीमान जी मै गांव पेटवाड़ सै हुं और सिजनल फ्रामिंग करता हूँ
@@PSVelly सर मै जितना भी थोड़ा बहुत जानता हूँ उसके बारे मैं अपने चैनल पर भी कुछ विडीयों डालता रहता हूँ 🙏
@@gajenderduhan4565 ye casing ke baare me bol rha h bhai na ki spawning ke baare me
125 rs/kg me poori saal ka theka kar lo mein dene ko taiyaar hu 😂
Bhai Delhi azadpur mandi Mai aapko 100 to 120 arram sy mil sakta hai khud apna time invest kro
Kyu jhut bol rhe ho 28 lakh gumrah na kre
जानकारी छिपा रहे हैं पहले आप को डीएमआर सोलन से जाकर जानकारी ले फिर विडियो बनाए
पागल है बोल रहा है एकpoly में 1kg seed लगता है अरे फिर तो 2700bag है तुम्हारे फिर तो तुम्हारे 2700 kg seed लगना चाहिए तो starting में तो तुमने बोला650kg seed में हुआ
Nuksan hi hai
Don't give wrong information 👎👎👎👎
Totally wrong information
Badi hi fudu video...kisi bhi chij pe video bnao toh km se questions and ans tyar toh kr liya kro...
Jut bol rhy h
falas🤣
Mobile number kaha pe hai
Description mein farmer ka number h
Ajay bhai k contact number dijiye
Description mein hai
सऊदी में काम करना है
पगार के बारे में आप सलाह ले सकते
मेरे व्हाट्सएप नंबर पर