fusing tep se finishing achi aati he ya kenvas se or..konsa trika blouse ke liye best he or konsa kurti ke liye or deep ya boat neck ke liye kya best he
Mera main fabric net ka hai mene uske niche ki lining shinny lycra lia or us par lycra fusing paste ki hai, ab uske baad b ek or astar lagana jaruri hai?
लाइव क्लास कब रहेगी मेडम जी
Where do we get this which place.... I'm from Karnataka
fusing tep se finishing achi aati he ya kenvas se or..konsa trika blouse ke liye best he or konsa kurti ke liye or deep ya boat neck ke liye kya best he
Depend krta h fabric konsa h usi के according decide hota hai की fusing tape shi h ya canvas
Very nice lakira ko ladies suit ma bhi use Kiya jata hai kya
Ha ji
Thank u😊
Welcome 😊
Lakra Fuji paper colour mein bhi Aati Hai Ya Do hi colour Aate Hain😮black white
Mera main fabric net ka hai mene uske niche ki lining shinny lycra lia or us par lycra fusing paste ki hai, ab uske baad b ek or astar lagana jaruri hai?
Hanji cotton ka
Red blouse aapne kaise banayi h please bataiye
Thank you... 🎉
You're welcome 😊
Organza suit m lycra fuse use kr skte h kya
नहीं lga skte and jarurt भी नहीं h organza me
बहुत सुंदर
Thank you
सुपर
Wash karnese nikalega didi
Nahi
Wash krne ke baad lycra pesting hatta nahin hai kya
Nahi hatta
Lycra kha milega sewing material wale shop me nhi h
Net fabric pr Lycra fabric use kse krege mam
Hanji ho jaega but lining pr
@@Stylen ok thank u 🤗 mam
Rate kya h fussing ka
40 to 50 rs. Meter
Lycra lagane ke baad pad use karna jaruri hai?
नहीं ji
Red blouse ka kuchh samajh ni aaya
Lagna chahiye ya nahi ji
Bluse cuting please
It's washable
Yes