अव्यय नागपुरी व्याकरण (अव्यय nagpuri gramar)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 янв 2025

Комментарии • 14

  • @SNEHAKUMARI-vu1di
    @SNEHAKUMARI-vu1di 4 месяца назад

    Maine bahot sare nagpuri k class dekhe you tube pe but you are awesome sir...baki k classes v samajh aate h but apka bahot asani se samajh aata hai... thank you

  • @Pashupati12345
    @Pashupati12345 11 месяцев назад +2

    Sir iss time par kya karna chahiye kuchh samjh nhi aa rha he kyonki ab sab koi jharkhand level ka taiyari karne ke liye mna kar rhe he kyonki sir humlog garib he aur jitni jaldi koi v job ho sake wanhi lene ke phera me he ,abhi sir railway ka taiyari kar rhe he jab notification aayega tab CGL padhenge ,kya ye decision shi rahega sir please reply

    • @ranjeetindwar3011
      @ranjeetindwar3011 11 месяцев назад +2

      Bhai agar tumhara preparation jssc CGL ka taiyaari 60/70 percent ho Chuka ho toh tumhe taiyaari nai chhorni chahiye... Continue rakhiye.tumhara dream jssc CGL Mai Naukri krna hai toh bilkul bhi nahi chhorni chahiye...Abhi atleast 1 se 2 months toh exam reconduct hone Mai lag jaayega...full taiyaari kriye...tum saath Mai daily 2 se 3 hour railway ka bhi krte raho...

  • @RaushanKumar-jb1nx
    @RaushanKumar-jb1nx 11 месяцев назад +2

    Thank you sir ji 🙏

  • @lileshwarsingh
    @lileshwarsingh 11 месяцев назад +1

    Good

  • @khushbookachhap383
    @khushbookachhap383 11 месяцев назад +1

    Thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏 bahut achha se samjha me aa gya thank you

  • @renukatoppo5114
    @renukatoppo5114 11 месяцев назад +3

    Sir, आइज अब, तब काल वाचक अव्यय h

  • @Asankhanakitchen
    @Asankhanakitchen 6 месяцев назад

    Yes sir kriya viseshan is part of avyay

  • @Nihalraj05
    @Nihalraj05 11 месяцев назад +1

    Sir nagpuri Grammer pura karwa digiye sir

  • @Vishwakarmagk20
    @Vishwakarmagk20 11 месяцев назад

    Iti instructor ka jo exam hua hai usme awyay ka bhed 4 hi mana hai. Jssc khud confused hai ek exam me 5 maanta hai aur dusre exam me 4. Ab humlog kya karein.

  • @Asankhanakitchen
    @Asankhanakitchen 6 месяцев назад

    Sir riti me dhire dhire jladi achank ye sab hota h

  • @rafatjahan2372
    @rafatjahan2372 8 месяцев назад +1

    Shadi biha