Sir mera old member I'd aur nayi member I'd me father name correction karva diya hai..fir bhi transfer karte time wo rejected kar dete hai..humne employer ke andar dekha to unka to sab thik hai..sab correct hai..fir bhi PF office usko reject kar rahe hai.. Iska upay bataye please sir
Sir. Meri 2 old company me name or father name me mismatch h or meri present company me name sahi h to kya me dono old company k paisa present me transfer kr skta hu
Bhai UAN activation pe video banai kyuki UAN Activate nahi ho raha he error ata he ki error clint code properties aur 3 to 4 times kiya toh UAN activation Limit for the day exceeded error ata he
Sir ek baat batau mera old member I'd me father name theek karwana hai online jaise hi me apply karta hu tabhi ek new problem aa jaati hai aur wo hai date of joining EPS and leaving date jabki m pension ka hakdaar nahi hu maine company ko bhi bola company ka bhi yahi kehna hai tum pension ke hakdaar nahi hai to phir ye batau online father name karu to karu kaise thik please reply
Sir Mara Old Company Balance Transfer New Company Member I'd Transfer Karna KY time failed Ho rah Ha sir For Region Father Name In correct Please Give me Solution
Thanks sir
Bahot halp huya hai
Infrometive video
Good information 👍
Ye Problem Sabse Jyada hai... Pending ko Approve hi nhi karte hai or Agar Company band ho jaye to Bahut Muskil Ho jati hai
Maine 4 Mahine se KYC or PF transfer or Final claim ka request kiya tha Finally Kal mere bank account me mere sare Paise aa gye 🎉
Good good information sir 👍
Sir agar hum previous company me transfer request bhej te hai toh kya vo request usi company me jayegi jis company ka pesa humko transfer kar na hai
Sir ji trust bala kese pension kaese nikale
Ek hi company ke 2 I'd hai aur purani I'd ka paisa new I'd me tranfer karna hai lekin employer accept hi nahi kar raha to kya kare
same problem hai sir Thanks for information ❤😊
Welcome
Aap offline ke bare mein kuch batao
Sir mera old member I'd aur nayi member I'd me father name correction karva diya hai..fir bhi transfer karte time wo rejected kar dete hai..humne employer ke andar dekha to unka to sab thik hai..sab correct hai..fir bhi PF office usko reject kar rahe hai..
Iska upay bataye please sir
Sir. Meri 2 old company me name or father name me mismatch h or meri present company me name sahi h to kya me dono old company k paisa present me transfer kr skta hu
Bhai UAN activation pe video banai kyuki UAN Activate nahi ho raha he error ata he ki error clint code properties aur 3 to 4 times kiya toh UAN activation Limit for the day exceeded error ata he
Mere pas 1 case hai transfer old company mai ho Gaya hai previous company mai
Nice
Sir ek baat batau mera old member I'd me father name theek karwana hai online jaise hi me apply karta hu tabhi ek new problem aa jaati hai aur wo hai date of joining EPS and leaving date jabki m pension ka hakdaar nahi hu maine company ko bhi bola company ka bhi yahi kehna hai tum pension ke hakdaar nahi hai to phir ye batau online father name karu to karu kaise thik please reply
Sir mera employer kah raha hai ki letter head se dsc aur stemp banne ke de rakha hai
Pension ka paisa currant main kaise transfer kare
Hii sir
Mera pf transfer field office se last 20 days pending hai. Kuch solution batao
Transfer hogaya ?
@@girisringeri Yes
@@ajitkamble8803 kitne din ke bhad ?
@@girisringeri 25 days ke baad
Sir Mara Old Company Balance Transfer New Company Member I'd Transfer Karna KY time failed Ho rah Ha sir For Region Father Name In correct Please Give me Solution
Sir Paisa transfer ho gaya h doj or doe same h to form 19c 10c k liye apply kr sakte h
try karlo
Thank you sir😊
Sir hamara request field office me 15 dino se pending hai wo kab tak approve karenge.
Kitna din Mai approve hua ?
Sir pension transfer hota hai ya nahi
Nhi
Sir mera Paisa cut raha hai magar nikal nahi Raha hai
Nikal jayegaa
Plz sir reply