Kaun Allah ke dost hain ? Kaun Allah ke dulare aur piyare hain ? Kaun Allah ke mukrib hain ? Kaun Allah ke wali hain ? Kaun naik hain ? Kaun jannati hain ? Yah janch karne ka meter Allah ne insano ke hath me nahi diya hai. Ulama ke hath me jo Meter hai wah shaitano ka diya hua hai. Quran ke motabik - Nooh a s ki bibi dozakhi hai. Loot a s ki bibi dozakhi hai. Nooh a s ka beta iman nahi laya yani dozakhi hai. Firon ki bibi naik hai yani jannati hai. Yah Allah ka Meter hai. Ye sab ulama ke Meter me nahi ayega. Quran ibrat bhi hai. Quran se ibrat len. Ulama jinko Allah ka mukrib, Allah ka wali aur islam deen ka sabse bade bade devta kahte hain we gunahgar aur dozakhi bhi Allah ke Meter se ho sakte hain. Ulama Quran se hidayat len.
Islam deen Allah ka jagir hai. Islam deen kisi bhi Rasul ka jagir nahi hai. Islam deen kisi bhi Rasul ke Ashab ka jagir nahi hai. Islam deen kisi bhi Rasul ke aal aulad ka jagir nahi hai. Agle ummaton ne Rasulon ko hi pujne lage ya Rasulon ke aal aulad ko pujne lage. Ulama ne musalmano ko agle ummat ke line par le ja rahe hain. Yahudi ne Musa a s ke beta Uzair ko pujne lage. Isai ne Mariyam a s ki beta Isha a s ko pujne lage. Isiliye Allah ne Rasul s a w ko beta nahi diya aur Surah Ahzab me farmaya ki - Hamne Mohammad s a w ko kisi mard ka bap nahi banaya aur Nabubat par Mohar laga diya. Ab musalman kisko pujte ??? Mushrik ulama ne bataye ki Allah ne Rasul s a w ko beta nahi diya hai to Rasul s a w ke damad ko aur damad ke aal aulad ko pujo. Jahil aur mushrik pusalmano ne pujne lage aur shirk karne lage. Ye Allah ke malkiyat me shirk nahi karte hain Allah ke shifat me shirk karte hain. Shirk sabse bada gunah hai. Allah shirk karne walon ko hargiz maf nahi karega. Ulama musalmano se wahi shirk karwa rahe hain jise Allah hargiz maf nahi karega.
Kaun Rasul sab Rasulon se bada hain ? Kaun Rasul sab Rasulon ka Sardar hain ? Kaun Rasul sab Rasulon ka imam hain ? Allah ne yah Quran me nahi farmaya hai. Allah ne Quran me farmaya hai ki - ...La nufar reku baina ahdim mir Rasulehi...(Baqarah) - Rasulon ke ohde me fark mat karna. Yah Allah ka hidayat ya hukm hai. Ulama ne Rasulon ke ohde me fark kar diye hain aur Allah ke hukm ko khariz kar diye hain. Isi ko ulama kahte hain.
Allah ne Quran ko nazil kiya hai aur Quran ka muhafiz khud Allah hai. Quran se pahle Allah ke kitabon ka muhafiz khud Allah nahi tha. Jisme fer badal hote gaye aur aur ummaten gumrah hote gaye. Quran ke bad likhe islami hidayat ki kitabon ka bhi muhafiz Allah nahi hai. In kitabon me kewal gumrahi aur shaitani baten hi likha hua hai aur iska muhafiz bhi shaitan hi hai. Hidayat ke liye Quran kafi hai bina tafsheer ka aur tarika ke liye niyat nama, tarkibe namaj, tarkibe haj aur khutbe ki kitab kafi hai. Iske alawa sab shaitani tadbeer hai.
surah Yunus ka PURA tarjuma sunee agar Allah chahe to masjid me dakhil hone de agar Allah chahe to sirk karvata hai sabkuch Allah chahe vo hota hai AEK bar Allah ke mahbub ke liye najarana tohfa darud Rasulullah bhejo to sahi Ghar Ghar masjid masjid bhatna nahi padega
❤ Subhanallah Mashaallah ❤HaQhe❤
Jazakallah khair
Mashallah subhanallah
❤ जी

Shakeel Arfi ki upload kro

12 not truth but 9 truth
Kaun Rasul sab Rasulon se bada hain ? Kaun Rasul sab Rasulon ka Sardar hain ? Kaun Rasul sab Rasulon ka imam hain ? Allah ne yah Quran me nahi farmaya hai. Allah ne Quran me farmaya hai ki - ...La nufar reku baina ahdim mir Rasulehi...(Baqarah) - Rasulon ke ohde me fark mat karna. Yah Allah ka hidayat ya hukm hai. Ulama ne Rasulon ke ohde me fark kar diye hain aur Allah ke hukm ko khariz kar diye hain. Isi ko ulama kahte hain.
kuraan aaya kese agar tu Rasulullah ko mante nahi to surah ale emran maena tarjuma pura suno