Purnesh ji, sabse zaruri hai ki Railway ko Tay samay sima me kaam pura na karne ke liye sambndhit nirman agencies ke upar penalty jyada lagakar thodi sakhti dikhana chahiye, kyuki nirman agencies jis kachua chal se kam karti hain, jis dhimi gati se kaam karti hain, unki wajah se 5 saal me complete hone wale projects 20 saal me bhi complete nahi ho pa rahe hain, dusra jin agencies ko bhi tender allot hote hain, bhale hi wo bid me jyada charge kare lekin agar tay samay sima ke aas paas kam pura kar de to Railway ko unko prefer karna chahiye kyuki usse Railway ke samay, resources aur paiso ki bahut bachat hogi aur nirman lagat bhi nahi badhegi, sath hi Railway jaldi revenue generate karne ki sthiti me aayegi, tisri baat Van manzuri ki hai, ye vikas karya me bahut bada roda bana hua hai, Mhow-Sanawad section ki tunnels ke liye bhi ye bahut badhi badha ban raha hai, is par jaldi nirnay lena chahiye, warna ye projects jinki deadline 2026-27 ke aas pas ki hai 2036-37 tak bhi shayad pure nahi ho payenge
bro.. aaj kal me 8 minute ka bada video aane wala he.. actual grafixnahi he. isliye old database me se set karke bana rahe he. time lagta he. editing me
Yeh aasha kerte hai ki tay samay sima me purn ho❤
Very nice badhiya information purnesh bhai❤❤
बहुत बढ़िया
Very nice dhara pravah presentation.
रेलवे का खंडवा से अकोला.का काम बहुत ही स्लो मोशन में चल रहा है ऐसा लगता है के ये कम 2033 तक भी पूरा नहीं हो पाएगा..😂😢
Bahot badhiya sir ji
छोटा उदयपुर धार रेलवे लाइन पे विडियो बनाऐ सर
Jai shree ram🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Vande Mataram❤❤❤❤❤❤
Jai hind sir❤❤❤❤❤❤
Purnesh ji, sabse zaruri hai ki Railway ko Tay samay sima me kaam pura na karne ke liye sambndhit nirman agencies ke upar penalty jyada lagakar thodi sakhti dikhana chahiye, kyuki nirman agencies jis kachua chal se kam karti hain, jis dhimi gati se kaam karti hain, unki wajah se 5 saal me complete hone wale projects 20 saal me bhi complete nahi ho pa rahe hain, dusra jin agencies ko bhi tender allot hote hain, bhale hi wo bid me jyada charge kare lekin agar tay samay sima ke aas paas kam pura kar de to Railway ko unko prefer karna chahiye kyuki usse Railway ke samay, resources aur paiso ki bahut bachat hogi aur nirman lagat bhi nahi badhegi, sath hi Railway jaldi revenue generate karne ki sthiti me aayegi, tisri baat Van manzuri ki hai, ye vikas karya me bahut bada roda bana hua hai, Mhow-Sanawad section ki tunnels ke liye bhi ye bahut badhi badha ban raha hai, is par jaldi nirnay lena chahiye, warna ye projects jinki deadline 2026-27 ke aas pas ki hai 2036-37 tak bhi shayad pure nahi ho payenge
👍
Mavli Marwar
Van mnjuri kbhi rod jo for lane bnte hai usme kbhi ade nhi ati hai
यह सेक्शन मध्य रेलवे क्षेत्र में जाने वाला था उसकी कोई अपडेट है नहीं
Koi jaldi nahin aaram se 2051 Tak
Indore budhni line pr video kyu nhi banate ho sir me to us rail line ke update me liye hi apke videos dekhta hu
bro.. aaj kal me 8 minute ka bada video aane wala he.. actual grafixnahi he. isliye old database me se set karke bana rahe he. time lagta he. editing me
Sanawad ko amla khurda chalana
भाई साहब बहुत दर्द हो जाता है भाई
किस चीज मे
ये सेक्शन जब तक पूरा होगा तो साथ मै आउटडेटेड भी हो जाएगा
बन तो जाए, पहले ही काळी नजर लगि हुई है
Itna dhima karya chal ki pura honeme 25 sal lag jaynge