Bhai, once you turn the ignition on, the KMS displayed is the KMS left until your next service. It’s showing zero for you because the service indicator is on. Once you reset it, it will show 3500 KMS to go.
Frequently stops intrafic. Pickup not good at all. Service engineer told me that chain spoket, battery need to be changed. Surprised, after 2 years these are damaged? Not satisfactory, not a good bike at all. Not expected from Hero
Meri 2.5 mahine mai 5200 chal gayi hai service bahar se karata hu badiya chal rahi hai 1st service dealer mai kya tha unhone engine oil change hi nhi kya bahar service karao ok report
Maine latest model kharida hu last 6 months Pehle, ab tak 6500km chala liya hu Gaadi, Sirf headlight focus ki hi dikkat hai baki agar Gaadi maintain rakhoge toh Gaadi mast hai.
Bhai mene Jan 2023 me li thi pehle to must chali lekin abhi 1st aur 2nd gear me jhatke deti hai 😢, aur traffic me clutch dabate hi band pad jati hai kya apko bhi yeh problem aa rhi h kya ?
Mera v wahi haal hai ....1 year se upar ho gaya service waale aur TSM milke v solve nahin kar paaye .....gaadi rakh lete hein ....parts change karne ke baad v no result .......
Ji bilkul sahi kaha apne maine v liya h 2020 me har baar engine oil shukh jata even after 700 kms Service walo kafi kuch change Kiya hai ring block ye wo.. Per same problem har baar....
Mere bhi glamour canvas disc bike hai same extech style digital meter nahi hai bike acha hai ,lekin 😂 showroom service karne par jyda loot leta hai every 3 months mein service ka schedule hai hero ka 😂
Mujhe Glamour xtec pasand hai kiya me le loon ya SP 125 ki tarah jaaun log bol rahe hai SP 125 better hai Glamour se lekin mujhe Glamour ka look achha lagta hai
Bhai Maine 2021 ma glamour xtec lea the ye bike pura bekar hai isma problem he problem hai 1) self problem start nhi hota hai 1 self ma 2) bike ka band ho jana chalte chalte achanak sa band ho jata hai ye bike 3) new bike ka battery problem 1300 laga kar battery 🔋 change karwaya fir v wahi problem 4) Mileage company claim karte hai 55-60 km but iska original milega city ma 38-40 sa jyada kabhi deta he nhi hai 5) wheel iska front wheel har saal ma ek baar jam ho jata hai fir kabhi iska bearings change kabhi rubber 6) meter iska meter kabhi v aapko sahi nhi dekhata gear to kabhi dekhaiga he nhi or total bekar. 7) ios iska ios kabhi v kaam nhi karta hai pura bekar function is sa acha direct on off
Bhai problem hai but utna nahi jitna aap bata rahe ho sayad aapke pass 2021 ka model hai isiliye problem Jada qki us waqt hi XTECH launch hua tha mere pass 2023 model hai jabse software update hua hai tab se jo bhi problem tha solve ho gaya hai ab gaadi band nahi hoti aur ek self mai hi start ho jaati hai
Bhai, once you turn the ignition on, the KMS displayed is the KMS left until your next service. It’s showing zero for you because the service indicator is on. Once you reset it, it will show 3500 KMS to go.
Acha
Bhai mere xtec bike me dics brake ka problem aaya hai or battery bhi kharab ho gayi hai..
Mera bike bhi 3 sal hone ko hai
Frequently stops intrafic. Pickup not good at all. Service engineer told me that chain spoket, battery need to be changed. Surprised, after 2 years these are damaged? Not satisfactory, not a good bike at all. Not expected from Hero
Glamour xtec black vs splendor plus xtec 2.0 2024 model kon sa
Lu bhaiya please suggestions do
new glamour jo aaya hai abhi wo le lo
Maine one year main 25000km gaadi chalaya hain koi bhi problem nahi Hui tum ek kaam karo truck ka headlight laga lo ek dum zhakkas dikhega😂😂😂😂
Meri 2.5 mahine mai 5200 chal gayi hai service bahar se karata hu badiya chal rahi hai 1st service dealer mai kya tha unhone engine oil change hi nhi kya bahar service karao ok report
Maine latest model kharida hu last 6 months Pehle, ab tak 6500km chala liya hu Gaadi, Sirf headlight focus ki hi dikkat hai baki agar Gaadi maintain rakhoge toh Gaadi mast hai.
acha
Average kitna hai bro
@@theaj4891 aaram se 55-60 normal speed mai nikal deti hai
@@demonking2123 45 ka average bata rahe h ( sahi bol rhe h kya )
@@theaj4891 aare bhai mai roj updown krta hu
Bhai mene Jan 2023 me li thi pehle to must chali lekin abhi 1st aur 2nd gear me jhatke deti hai 😢, aur traffic me clutch dabate hi band pad jati hai kya apko bhi yeh problem aa rhi h kya ?
Hn
Same problem mere sath vi ho rahi hai
@@soyedmohammad3531 Bhai RPM Kam jyada karke dekho showroom se
Hf deluxe me bhi same problem ho rha hai kuch time pe apne aap thik ho jayega
Same problem
Bhai on road price kitana hai
98 k approx hoga
Ek aur major problem bhi hai gear position indicator ka
gear change krne ke baad bhi 1-2 minute baad show hoti hai meter me
hn
Mera to instantly ata hai 3 sec mai
@@SuryanarayanMohapatra-07milega...?
@@theaj4891 abhi to highway pe mera 60 de raha he
@@theaj4891 aur gaon me 55
Bhai dayli cuty ride ke liye mai glamer soch raha tha kya karu lu ya nahi
sp you can prefer
Bhai bike bar bar band ho jata hai, chalte chalte solution batao??
service center me dikhao
Same problem
Mera v wahi haal hai ....1 year se upar ho gaya service waale aur TSM milke v solve nahin kar paaye .....gaadi rakh lete hein ....parts change karne ke baad v no result .......
Tel Kam rahne se bar bar band hoti hai half tank rakhne se problem nhi dega
Rpm set karo... Band nahi hogi
Hero glamour me gear atakne ki problem common hai
Bhai main 2020 mein lya tha sports red colour 47000 km chala diya without any problem
Acha
Bhai mujhe har din 50 60km use karna hai sp125 lu ya glamour please botao 😢
Sp
Kuch v le lo but hero ki bike mat lo bhai
Petrol tank m jo motar aati h bo thodi h esme
1.5 liter petrol rakhna jruri h ky isme
hn
Engine starting off problem BIG problem 😢
Chalta chalta off hojata ha 😢
Acha
Solution kya mila hai
Kya yah Honda SP 125 se behtar hai
Nhi
Haa bhai long time ke liye
Honda ke age iski engine..... long term aur milage ke liye sp125👍🏻
Sab kuch aapke chalane k upar hain
Gadi chalte chalte gear dalne ke baad achanak band ho jaati hai
Sahi kaha
Bhai jab gadi 3000 rpm me hoti he tab hi gear show hota he 😅😂
Ye hero ka kehna he
Acha
Sabse faltu gadi ekadam aur third class gadi hai yah mere pass bhi hai sala pachta Raha Hun main
acha
Ji bilkul sahi kaha apne maine v liya h 2020 me har baar engine oil shukh jata even after 700 kms
Service walo kafi kuch change Kiya hai ring block ye wo..
Per same problem har baar....
Hero ki gadiyan bilkul radd ho chuki hai
Radd kya hota hai yaar samjh me aaye aisa bolo
@@Hasnain_rider_93raddi, रद्दी
Haha kharab
@@Sojib0.8hmat le tu
@@Hasnain_rider_93 Ghatiya bekaar
Halanki
Kul milake achi gadi h
Mere bhi glamour canvas disc bike hai same extech style digital meter nahi hai bike acha hai ,lekin 😂 showroom service karne par jyda loot leta hai every 3 months mein service ka schedule hai hero ka 😂
Acha
@@ArpitKeVlogs 🤣new glamour unicorn design thoda hunk thoda mix karke banaya hai hero ne🤣 , app kitne bar 1 saal mein service karta hai showroom mein
Vibration kiski jaza hai... honda 125...or glamour??
glamour
Kaha Gear dala😂 bhai.. Usse pahele hi ___ aa gya
Hn 😂
Mujhe Glamour xtec pasand hai kiya me le loon ya SP 125 ki tarah jaaun log bol rahe hai SP 125 better hai Glamour se lekin mujhe Glamour ka look achha lagta hai
Sp 125 Thik rhega
@@ArpitKeVlogs lekin mujhe glamour Jada achha legta hai long time use ke liye kon si loon Honda after 5 yrs kabaad ho jati hai body built quality
Glamour lelo sehise chalaoge to koi problem nahi hoga ..
Main ajj glamour classic book kiya
@@supercoolop2.0milege kitna de rahi hai?
Itna problem h toh Gaon me rhta hi kyu hai bhai.. 😂 just joking..
Acha
@@ArpitKeVlogsbakbis RUclipsr
Hero Xtreme 125R vs Xtec kounsa achha rahega ???
xtreme
Bhai Maine 2021 ma glamour xtec lea the ye bike pura bekar hai isma problem he problem hai
1) self problem start nhi hota hai 1 self ma
2) bike ka band ho jana chalte chalte achanak sa band ho jata hai ye bike
3) new bike ka battery problem 1300 laga kar battery 🔋 change karwaya fir v wahi problem
4) Mileage company claim karte hai 55-60 km but iska original milega city ma 38-40 sa jyada kabhi deta he nhi hai
5) wheel iska front wheel har saal ma ek baar jam ho jata hai fir kabhi iska bearings change kabhi rubber
6) meter iska meter kabhi v aapko sahi nhi dekhata gear to kabhi dekhaiga he nhi or total bekar.
7) ios iska ios kabhi v kaam nhi karta hai pura bekar function is sa acha direct on off
acha
Bhai problem hai but utna nahi jitna aap bata rahe ho sayad aapke pass 2021 ka model hai isiliye problem Jada qki us waqt hi XTECH launch hua tha mere pass 2023 model hai jabse software update hua hai tab se jo bhi problem tha solve ho gaya hai ab gaadi band nahi hoti aur ek self mai hi start ho jaati hai
@@AmitGupta-eq4oybilkul sahi vii
Mileage kya hai?
40 45
@@ArpitKeVlogskitne speed me?
@@ChandanKumar-nl1iliski bat mut suno . 50 -55 off road
.road Mya 60