Bhai but mera to password Mang rha hai Pta nhi jese hi me reset phone wale option pe click karta hu to ek password mangta hai mene apna screen unlock Wala pin bhi dal ke dekha but not work
Bhai iske baad purane email id se kaise connect karen aur poori tarah se purana sab kuch aa jaye photos ,contacts aur bhi sabhi kuch vo bhi bta dein .Bhai jaise maine apna sabhi kuch Google drive me daala hai to use kaise fir se phone me layen .Bhai mera bhi redmi 4a hai aur abhi Reset nhi kiya hai mujhe dar lag rha hai ki kanhi password ki wajah se kuch hua to ... Aapki video bahut achchi lagi aur ab kuch dar mera door hua .Bhai upar jo kaha aap jrur bta dein bhai sahab please ..🙏
Bhai ye dar lagta hai ki phone lock na ho jaye bhai mujhe vishesh pata bhi nhi hai to ... Bhai mere phone me Online Coaching hai jo maine kharida hai teacher bharti ke liye isse aur dar lagta h ki meri padhai to nuksan .. Bhai aap achche se bta dein ki format karne ke baad poora process bta dein ki kaise sabhi kuch vapas layen bhai ji pls ..🙏❤
Apko Apna Gmail id Aur Password Kahi Note Karlo Aur Reset Karne Ke Baad Login Kar Lena Jitna Bhi Data Gmail Pe Google Drive He O Sab Wapas Aa Jayega Aur Raha Coaching Ki Baat To Apne Kis App Me Coaching Li Hai Usme Phir Se Apko Login Karna Padega Phir Usme Bhi Sab Kuch Aa Jayega Ok Bhai
@@JABIRUNbox Bhai maine pooch tha ki Reset karne se pahle SIM card ko phone se bahar nikal lein ya phone me laga rahne dein .Isse bhai koi dikkat to nhi aayegi .Mere phone me 2 SIM card lage hain bhai ji . Bhai reply karen pls ..🙏
Contact Number SIM Card Me He Contact Number Delete Ho Jayega Aur Gmail id Me Hai To Koi Dikat Nahi Gmail id Login Karne Pe Contact Number Wapas Aa Jayega
Bhai ye toh thik hai but reset karne me iski loading nahi khatam ho rahi bar bar 2% pe atak ja raha hard reset bhi nahi ho raha aur doosre ka phone hai pls help bro bahut galat situation me phas gaya hoon
थैंक्स सर 🥳
Bhai but mera to password Mang rha hai
Pta nhi jese hi me reset phone wale option pe click karta hu to ek password mangta hai mene apna screen unlock Wala pin bhi dal ke dekha but not work
Thanks bhai ❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤
BHAI RESTART KARNE KE BAAD MOBILE NAYA STORAGE KHALI HO JAYEGA PLEASE REPLY ME
Restart Karne Se Kuch Nahi Delete Hoga
Or RESET KARNESE
Super bhai❤
Thank you ❤ bhai
Welcome 😊
Bhai iske baad purane email id se kaise connect karen aur poori tarah se purana sab kuch aa jaye photos ,contacts aur bhi sabhi kuch vo bhi bta dein .Bhai jaise maine apna sabhi kuch Google drive me daala hai to use kaise fir se phone me layen .Bhai mera bhi redmi 4a hai aur abhi Reset nhi kiya hai mujhe dar lag rha hai ki kanhi password ki wajah se kuch hua to ...
Aapki video bahut achchi lagi aur ab kuch dar mera door hua .Bhai upar jo kaha aap jrur bta dein bhai sahab please ..🙏
G reply mila apko
@@hafizata4879 nhi ji abhi tak to nhi reply kiya bhai ne ..
Thx Bhai
Thankyou bhai ❤
🎉
Thanks bro🙏
Battery dranage ki problem aa rhi h isme
Mobile mein se number nahin udega na
Redmi ,4a ab use karne layak nhi h
😭😭🙏🙏
Bhai ye dar lagta hai ki phone lock na ho jaye bhai mujhe vishesh pata bhi nhi hai to ...
Bhai mere phone me Online Coaching hai jo maine kharida hai teacher bharti ke liye isse aur dar lagta h ki meri padhai to nuksan ..
Bhai aap achche se bta dein ki format karne ke baad poora process bta dein ki kaise sabhi kuch vapas layen bhai ji pls ..🙏❤
Apko Apna Gmail id Aur Password Kahi Note Karlo Aur Reset Karne Ke Baad Login Kar Lena Jitna Bhi Data Gmail Pe Google Drive He O Sab Wapas Aa Jayega Aur Raha Coaching Ki Baat To Apne Kis App Me Coaching Li Hai Usme Phir Se Apko Login Karna Padega Phir Usme Bhi Sab Kuch Aa Jayega Ok Bhai
@@JABIRUNbox thnX bhai ji ..
Format karne se pahle phone me se Sim card ko Vaapas nikal lena hai bhai ji ya Rahne dein ..
Reply karen Bhai sahab ..🙏
Reset Karne Se Pehle Sab Kuch Kar Lena Hai
@@JABIRUNbox Bhai maine pooch tha ki Reset karne se pahle SIM card ko phone se bahar nikal lein ya phone me laga rahne dein .Isse bhai koi dikkat to nhi aayegi .Mere phone me 2 SIM card lage hain bhai ji .
Bhai reply karen pls ..🙏
Contact Number SIM Card Me He Contact Number Delete Ho Jayega Aur Gmail id Me Hai To Koi Dikat Nahi Gmail id Login Karne Pe Contact Number Wapas Aa Jayega
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Bhai ye toh thik hai but reset karne me iski loading nahi khatam ho rahi bar bar 2% pe atak ja raha hard reset bhi nahi ho raha aur doosre ka phone hai pls help bro bahut galat situation me phas gaya hoon
Hjhu
Thanks brother