Kia yad dila diya aapne 1960 men jab men bahot chota tha meri ammi bilkul isi tarha ye achar banati thin aur ye bahot mazedar aur faidamand hota hay apne sahi kaha jazak Allah ab men banaonga insha Allah
+ANSAR AHMAD ji thank you very much dear for sharing your experience with us humne diye hai bohot se acchar or hamri playlist bhi hai aap zarur dekhe or try kre Bohot Shukriya
😂😂sahe kaha hamare yaha mooli ka bnta hai or trust me mai badi wali chatori hu or sardi aatehi bss achar ko miss karti hu. But i have hypothyroidism to mai moli nahe kha sakti iss bar shaljam ae try karungi. I hope ki iska test mooli jaisa hi ho😋
Jis Pani may shaljum boil kie Hain hum Woh Pani nae waste krty usay thanda kr k saray masala add krty h qk shaljum Ka aroma us may hota Hy jubhi taste Acha ata Hy or
Asalam o Alykum Wa Rehmatullahi Wabarakatahu Dear sister Aap kee sub recipes Bohaaaat achi and easy and tasty hotee hain 😋 Please mujhay pani wala gajar ka achar banana hai kia mai issy recipe sa bana saktee hoan Please reply ASAP if possible
Behen Shan e Delhi 4 Din K Baad AAj Main Ney AAp Ka Bataya Hua Achar AAj Main Ney Aaj Chakha hey Waqai Boht Mazedar Hey Bulkey Hazmey Wala Bhi Hey Meri Bivi K Liey Faidey Mund Bhi Hey Kiunkey Os Ko aecidity Ki Bhi Tuleef HEy Please AAp Aesi Aesi Tips Bhi Zaroor Diya Karain AAp Ka Bohat Bohat Shukariya Kush rahain Aallah Aap Ko Apney Hifz O Aaman Main Rakhey Aamin suma Aameen Aallah Hafiz . p\ achr
+Tariq Hussain ji thank you so much ki Apne hamri recipe try ki Allah apko or apki wife ko sehet ATA farmae aap apni wife ko mooli din m 3 Baar khilae or humne Mooli ki chutney ki recipe bhi Di hui hai Jo acidety k liye bohot acchi hai aap sirke wala Achaar bhi khilae in sha Allah bohot fark padegaa yeh acidety k liye bohot shifa baksh hai or liver ko bhi thik krne m madad karega Shukriya dear
Shaljam to khalenge magar ye pani ko pilena hai kya ye achr mai tail hota hai pani hai kaha se taste ayega achar ka pani ka ayega or ye pani kya roti se kahye ya chawal se
Asalamu Alikum anti many 2,4 din pahly ya achar bnya ha es ko bher he rakhna ha na or abe to es ma sa kafy smell a ry ha jsy khrb ho gya ho obla obla sa ho gya ha kya asa he hta ha bta da plz or mnay jes Pani ma shaljum obaly thy usy pni ma bnya ha
assalam u alaikom baji wakai ye acha to acha lgra h main baongi zaror par is me koi khatta nhi dena h our ye kitne dino tak istore rahega plzzz tell me now
+Shamim Ara walekukasslam dear sister Ji dear methi se isme khatas aa jati hai or yeh aap store kr skte hai yeh kharab Nahi hota or summer m aap ise fridge m store kr skti hai Must try and humse share krna na bhule Thanks
Assalamoalikum is achar ko tayar honay ke baad fridge mein rah saktay hain humare pass achar khaya to jata hai per ziyada jalti khatam nahi hota. Please reply soon
Aunty aapne jo Rai daali Hai,uski jagha Qunki mujhe khatta bilkul bhi pasand nahi Hai,aisa koe solution btaen,jo main achar banakar uska test le sakun,pehle Rai daal ker banaya Meri mother ne,voh bhi aapki tarhan Rai use krti hain,main nahi khati,pls. reply
Matar pulao k saath to Kia hi baat ha is achaar ki 👍👍👍👍
Kia yad dila diya aapne 1960 men jab men bahot chota tha meri ammi bilkul isi tarha ye achar banati thin aur ye bahot mazedar aur faidamand hota hay apne sahi kaha jazak Allah ab men banaonga insha Allah
+Abdul Mannan bohot shukriya dear ki apne apni yaadein hamre sath share ki bohot shukriya
+Abdul Mannan or humse share krna na bhule thank you
Mjhe is ki sbse zada zarurat thi mam Jazakaallah bht bht bht
+Maryam Bi ji thank you so much dear sister 😘😍😍
बहन हमने भी बनाया है बिल्कुल यूही देखते देखते इन्साअल्ला बढिया बनेगा आदाब 🙏
Jazakallah sister ye to buhat acha hy jo log aisi jaga rehtey hein jahan sun ☀️ nahi hota hy wo bhi try kar saktey hein jazakallah
Ji bilkul Sahi Kaha Apne or yeh digestion k hawale bhi bohot hi faydemand hai
To aap zarur banae or Hume zarur bataein Shukriya
Jazaka Allah
Achar me gudh jeggry bhi use krte hain
baji mene ise banya or sab ko bhot bhot testi laga Thanks or bhi trha ke achar btye .🤗🤗🤗🤗🤗👅👅👅👅👅
+ANSAR AHMAD ji thank you very much dear for sharing your experience with us humne diye hai bohot se acchar or hamri playlist bhi hai aap zarur dekhe or try kre
Bohot Shukriya
Jza Kallah O Khair,, Humne try kiya tha...
Sbko pasand aaya.. Puri ya Pratthon k sath bhut Zaikedar lgta hai.. Aur Fauran se utna Zaika nhi aata jitna kuch dino bad aajata hai.
Bohot shukriya dear aap ne recipe banai or hamre Saath share ki
Bohot shukriya jazaka Allah
Love you
Sahi Kaha zaika kch Dino baad Aata hai
Shan e Delhi
I'll try ur other recipes soon.. Insha Allah
Bahot barya achar banaya , thanks mam
+Nazneen Bano ji thank you so much dear
Lots of love from Shan E Delhi
Jis pani ma boil kary gy woi dalna h pani achar ma
Humare yha same aise hi mooli ka Achar bnta h bht tasty lgta h taheri khichdi k sath
Healthy and very beneficial for digestion system
Love you di always your are the best
+Neeru Chauhan ji thanks sister 😘😍
Me try krungi inshallah
As Salam u alaikum ma'am
Humne yeh achar banaya hai bohat mazay ka bana Hai 👍 itni keemti aur achi recipe ka bohat bohat shukriya. Jazak Allah
Walekumassalam
Bohot shukriya humse apna experience share krne k liye
Jazaka Allah
bahut khoob main zarur try karongi
+chaitali gosalia ji thank you so much
Meri ammi b bnati ti ye bhtt testy hota he
Meri maa bhi banati thi bhut mzy ka
Me ne banaya Tha 2 much tasty. Sb ne pasand kya Tha.
👌👌Ye achar chatori ladkiyo ko zaroor pasand aayega believe me .meri dadi nani ye recipe ka mooli ka achar dalti thi..sab chat ho jata tha
+Meherunnnisa Shakh ji sahi kaha aapne 🤩🤩
😂😂sahe kaha hamare yaha mooli ka bnta hai or trust me mai badi wali chatori hu or sardi aatehi bss achar ko miss karti hu.
But i have hypothyroidism to mai moli nahe kha sakti iss bar shaljam ae try karungi.
I hope ki iska test mooli jaisa hi ho😋
This was my Nani’s special. We used to request it a lot. Many relatives also started making it later but no one ever came close to her level.
Seriously no one can match that level of taste or jaadu that we had in Nani dadi ke khane
Bahut mazedaar hai aapi
+Nazia Khanam ji thank you very much dear
When we make it ismain gurr bhi daltay hain....it’s sooo yummy khata matha apni wala achar!
Too good hai ap mam
AoA
Good Api Thanks
From, Pakistan
+Saeed Khan ji thank you very much dear
Lots of love from Shan E Delhi
Jazak Allah
I was searching this
+AD JB thanks dear
Must try and don't forget to share with us
Shan e Delhi OK I will
+AD JB lots of love from Shan E Delhi
Khala bahut khoob
Jis Pani may shaljum boil kie Hain hum Woh Pani nae waste krty usay thanda kr k saray masala add krty h qk shaljum Ka aroma us may hota Hy jubhi taste Acha ata Hy or
Tv Go eat
Best of luck nikke
Sobia zohaib right
Kya sirf sirka dalte hain ya pani b sirkay wale achar me q k muje pta nh ta mene aaj bnaya ta sirf sirka dala mene aur pani nh dala
Zabrdast. Humari ammi bhi dehli ki hain ir buhat mazydar ye achar dalti hain. is mai gur ka pani pakka kr dalti hain
Very easy n quick recipe🤗
Very nice 👍🏻
Mam kali rai ki jgah pili rai dal saktea h
Thanks for sharing 👌👌👍🙏
Your welcome ❤️
Plastic contanier me rakh sakte hai
Kya isme heeng daal sakte hai 🙏🙏🙏
Ji daal sakty he
Asalam o Alykum Wa Rehmatullahi Wabarakatahu Dear sister
Aap kee sub recipes Bohaaaat achi and easy and tasty hotee hain 😋
Please mujhay pani wala gajar ka achar banana hai kia mai issy recipe sa bana saktee hoan Please reply ASAP if possible
Very nice recipe thanks
+Shahina Khan ji thank you so much dear sister
धूप के चक्कर से बचा लिया बहन ने👈
Behen Shan e Delhi 4 Din K Baad AAj Main Ney AAp Ka Bataya Hua Achar AAj Main Ney Aaj Chakha hey Waqai Boht Mazedar Hey Bulkey Hazmey Wala Bhi Hey Meri Bivi K Liey Faidey Mund Bhi Hey Kiunkey Os Ko aecidity Ki Bhi Tuleef HEy Please AAp Aesi Aesi Tips Bhi Zaroor Diya Karain AAp Ka Bohat Bohat Shukariya Kush rahain Aallah Aap Ko Apney Hifz O Aaman Main Rakhey Aamin suma Aameen Aallah Hafiz . p\
achr
+Tariq Hussain ji thank you so much ki Apne hamri recipe try ki
Allah apko or apki wife ko sehet ATA farmae aap apni wife ko mooli din m 3 Baar khilae or humne Mooli ki chutney ki recipe bhi Di hui hai Jo acidety k liye bohot acchi hai aap sirke wala Achaar bhi khilae in sha Allah bohot fark padegaa yeh acidety k liye bohot shifa baksh hai or liver ko bhi thik krne m madad karega
Shukriya dear
Mam plastii jar me rakh sakte h plzz ans mi plzzz
Wow I really like this receipi. Best of luck to you and your channel. Thank you
+sadaf khan thanks a lot dear ❤️
Lots of love from Shan E Delhi
Bahut accha hai
+Md Afsar Sultanpur ji thank you so much
very nice
Nice recipe but you have not added sugar? Is it missing or no need. Our Ammi preparing Shaljam Achar which is sweet also.
Please advise.
Some uses Surgar or gur but some don't.
You are right my family also it's usually sweet n salty
Jazak-Allah
Mem ye moti sarso h ya barik rai
Assalam o alaikum
Please ye bata den k ye ready hony k bad kitny din tak kharab nhi hota,
Good
Shaljam kon sa h white ya pink?
nice recipe
MASHALLAH very tasty
+salman zaheer ji thank you so much
Zabardas
Shaljam to khalenge magar ye pani ko pilena hai kya ye achr mai tail hota hai pani hai kaha se taste ayega achar ka pani ka ayega or ye pani kya roti se kahye ya chawal se
Nice🌼
ASsalamualaikum jazzak Allah baji yeah recipe ki farmaish mene hi aap se ki thi
+Akbar Patel ji walekumassalam dear
Aaayeee haaiiii kya aawaz he aap ki aalu ke chande aap kahi muzaffarnagar ki to nahi
+arif malik ji Nahi m Delhi se hi Hu
Assalamo alekum aapi kia hum is me jugrey yani Gur kab add karsukte hen
Walekumassalam nhi dear aap isme gudd istemal nhi Kar sakte
Wah subhaAllah
Shukriya 😊
Mera achar buhat acha bana lekin aik din baad he jhaag agai aesa kyoun plz bataye ??
Anti jes Pani ma shaljum boil kye ha wo pni hum achr ma estamal kr skty ha
Nhi
Salam...achhar ko kahan rkhna bhter he... I live in cold weather...
Kitchen me gas ke aas paas rakhen ya heater jab jalta ho iske aas paas rakhe isse garmi milne se achar fermented jald ho jaeyga
@@aneesfatima5209 thanks 😊
Many thanks it's a nice recipe Mere ek question hai kya isko Hum Muli se bhi bana sakte hain thank you
+shaky bond ji yes Bana skti hai same process ko follow kre or aap hamara sirke wala achar bhi zarur try kre
Kindly mam sirke ka achar bnana sikha dain ..
Link is here
ruclips.net/video/dVKJ9fhN3go/видео.html
Asalamu Alikum anti many 2,4 din pahly ya achar bnya ha es ko bher he rakhna ha na or abe to es ma sa kafy smell a ry ha jsy khrb ho gya ho obla obla sa ho gya ha kya asa he hta ha bta da plz or mnay jes Pani ma shaljum obaly thy usy pni ma bnya ha
Walekum assalam aapko same recipe follow krni thi qki video m jaise mene bataya luke warm water use krna tha
Moli ko bhi ese hi bana te he mene banaya tha ye khtta bhi lgta he bina kuch khtta dale hena baji
+Farheen Shaikh ji yes you can add mooli
Rai Jo Hoti hai wo khatti Hoti hai
A kitna khatta hota hai ?
Brilliant
+Yusuf Malik ji thank you so much brother
Assalaam walaykum baji...plz nimbu ka bina oil wala achaar bhi banana bataiye....
+Fauzia Siddiqui walekukasslam ji in sha Allah zarur denge dear
Thanks
Achar nhi ye kanji hai
Shukriya ans dene ke leye,adha kg shaljam main kitna sirka best rahega?
+Shabana Hasan dear humne isme Pani use Kiya hai vinegar Nahi aap video ko dobara dekhe
Mjhe apki shahi tukda wali recipe bht psnd aai
Very nice can we make this achaar with other vegetables
+Sugra Khatoon ji you can use carrots or radish
Mam isme aap gud nhi daaltin Kya?
No dear
Many thanks
+shaky bond your welcome dear
Can we put in fridge for 3-4 days instead of out on table?
No
2 se 3 din Jo rakhna Hy wo Bahar rakhen y frig m
Mooli ka b isi trh hi bna skte hain kya ?
Yes you can
Thanks..... I will try
Sirf sirka dalte hain ya pani b sirkay wale achar me
Aur me ne sabit rai dana dala muje ptanh ta
بسم الله الرحمن الرحيم السلام عليكم ورحمة الله وبركاته A1 ماشاءالله بارك الله فى آمين يارب العالمين
+Haider Ali walekukasslam warah matullahi wabara katuhu
Jazaka Allah
Aapka andaz bohot hi accha hai
Love from Shan E Delhi
Aaj banya ta mene rai dana sabit dala
assalam u alaikom baji wakai ye acha to acha lgra h main baongi zaror par is me koi khatta nhi dena h our ye kitne dino tak istore rahega plzzz tell me now
+Shamim Ara walekukasslam dear sister
Ji dear methi se isme khatas aa jati hai or yeh aap store kr skte hai yeh kharab Nahi hota or summer m aap ise fridge m store kr skti hai
Must try and humse share krna na bhule
Thanks
👌👌👌👌👌
❤️❤️❤️😘😘
Anti many garm pani he use kya ha bus ma ya kah rahe ho ke jes pani ma shaljum boil ky thy mny why pani estamal kya ha wo pni garm he tha
Assalamoalikum is achar ko tayar honay ke baad fridge mein rah saktay hain humare pass achar khaya to jata hai per ziyada jalti khatam nahi hota. Please reply soon
Walekumassalam
ji dear aap ise fridge mein rakh skte hai try Kare aur Hume zarur bataein
@@ShaneDelhi JazakaAllah fridge mein achar kitnay din tak rakh saktay hain
Jis pani main ubala tha wohi pani use karti tu zeyaida achcha tha .
Nice
+Roohi Ar ji thank you
Hi, will try it. Could you send me link to make garlic aachar
Link is here
ruclips.net/video/fhsPYmFFF7E/видео.html
Very fast *Mashallah*
+Abdul hadi Farooqui ji thank you so much
assalam o aleykum saljam ka aachaar bana kar rukh to diya hey biqi aagey aalah malik hey khaney k baad comment karoon ga ok aallah hafiz
+Tariq Hussain walekukasslam dear
In sha Allah apko bohot pasand aaega dear humse share krna na bhule
👍👍👍👍👍🌹🌹
nice
Shaljam ki jagh muli ko bhi boil kar na hai ???
+Akbar Patel agar aap dalna chahte hai to daal skte hai same process k saath
Or mix Achaar or sirke k Achaar ki recipe aap channel pr Dekh skte hai
Shan e Delhi ok jazzak Allah khair
baji kthal Ka achar banana bte
+ANSAR AHMAD ji in sha Allah bohot jald denge dear
Mny bnya hy ya acher but wo second day he khrab ho gya.kia app bta skte hn kia reason hy??
+Abdul Rahman Shakeel ji wo Achaar kharab nahi HOTA usme garlic ki smell time k according set HOTA Jata hai
Aunty aapne jo Rai daali Hai,uski jagha Qunki mujhe khatta bilkul bhi pasand nahi Hai,aisa koe solution btaen,jo main achar banakar uska test le sakun,pehle Rai daal ker banaya Meri mother ne,voh bhi aapki tarhan Rai use krti hain,main nahi khati,pls. reply
+Shabana Hasan Rai k Bina to Achaar incomplete hai dear aap sirke wala Achaar try kre in sha Allah bohot Pasand aaega
appi is achaar ko kitne din rakh sakte hai
+Mahsar Khan ji yeh kharab Nahi hota winters m aap ise rakh kr easily use kr skti hai or summer m fridge m yeh kharab ni hota.
Thanks
Sirka ya bitter orang use karsaktay hay ??
+Shahab Alam vingera use kre jise safed sirka bhi bolte hai
Anti many sab kuch wase kya ha jsy apny bnya ha bus ma ya ptch ry ho ke 3,4 din bd ya ksa ho ga ma to pareshn ho gy ho
Oh Warda aap ko Aik bhi rply nhi Aaya anti ka....kuch nhi hota aap k achar ko
Nyc
+Malika Juneja thank you
Nice
Assalamu Alaikum .....is achar me chini bhi dal sakte hai kya....
Walekumassalam
Follow the same recipe
Is ko fridge kay ander rakhna hai 3 say 4 din ya phir baher he chordaina hai please batadain
Garmi k dino m aap ise fridge m rakhe or sardiyon k dino m yeh room temperature or bhi Accha rhta hai
Thanks
+Abdullah Khan your welcome
Kaun si rai hai black wali
+Rukhsana Khan ji Rai black wali