Sir led on off hota hai 38.5 temperature pe ane ke baad mera incubator tharmacol ka hai aur mujhe company ne white led light use ka bole hai sir plzz suggest
@@TechMechG mai ne khud 10 anday rakha tha sari jal gay hai lgta hai over heat Hua hai koy bhi chuza nehi nekla 100 or 40 watts bulbs tha abhi app Kay jisa try karta hu ap ne kitney volts use kya is incubator mai?
@@TechMechG mai apka video dekh kar same aisa kia hu hole fan sab brabar bus light 60 watts rakha hu is ley pehle bhi anday jal gya tha zyda overheating tha 😑
Bhai 17 din ho gaye or mare incobator ka controlar kharab ho gaya temperature 29 tk a gaya or mujhy 6 ghanty bad pata chala to kiya nuksan ho sakta hai
सर मैं थर्मोकोल बॉक्स में इनक्यूबेटर बनाया एक किस दिन बाद भी एंडसे चूजे नहीं निकले हैं क्या प्रॉब्लम हो सकती है चूज़े तो प्रॉपर्ली तैयार हो चुके हैं 100% रिज़ल्ट है
Bhai mara 60 egg sa sirif 29 chuja nikla hay mari kya galti hay ab bataw ga plz
Better information ke kiye kuchh details send karen jaise egg kis bird ka tha incubator kaisa banaya gaya hai etc
Hans ke ande ko kitna temperature chahiye
37 c
Bahut hi achi video hai kafi acha knowledge wala video hai 👍
Thankyou bhai
Bahot achi jankari di aapne❤❤❤
Xh w3001 me bulb and fan ki setting bataiye
khoobsoorat
✨❤ Nice Information Sir Ji 👌👌🙏
Coiler ko kitna temperature hona chahiyee
Bhi agar Home made inqbater me 100eggs aea to 50 eggs rakhe or ap ka light fane ke age hona chea result vadia mele ga
Han aap jitna eggs rakh sakte ho rakho result aayega hi jab sab parfect rahega
Dukan vala egg se cchuja nikalega
Sir led on off hota hai 38.5 temperature pe ane ke baad mera incubator tharmacol ka hai aur mujhe company ne white led light use ka bole hai sir plzz suggest
Achi jankari sar 👍
Sir ji ande Bater ke kese pehchane ki haching k liy kitne din ke ande hone chahiye pls batay
मेने ये सामान फिलिप कार्ड से मंगवाया है 373 का w1209 2fan 12 volt Adapter
Agar incubator ka temperature 105 tk pahoch Jaye 1ghnte k liye toh bcha khrb toh nhi hoga?
Yah achha to nahi but ande adhik huye to kuchh result to milega
@@TechMechG ande 5k+ hain incubator mein
ये मेने 373का सामान फिलिप कार्ड से मंगवाया है w1209. 2 fan 12 volt Adapter
is garmi k mausam me kitne watt ka bulb lgana chahiye plz btye
👌👌👌👌
Bhai Mera w1209 ka positive button kahrab hogya kya kare batao na please 🙏🙏🙏🙏🇮🇳
Wooden box ka istemal kar saktay hain
Yes
Sir mainai candling Kari to anda hila tha vaise hi andar baccha hil raha tha kya anda kharab hai 😢
Inqubette me rakhe egg me Ka spree kar sakte hai Kvach naram banane keliye
👍👍👍❤️🌹🌹🌺
Which incubator is good results given 100 percent ??
Kitna size ka box kilye kit volt ka bulb lagala chahiye
Mdf box me incubator bana skte hai to kitna inch ka
Sir mera box 1 fhut box he ho jay ga kay
Bhai 18 din ke baad humidity kitni rakhna hai
60 +
Waise ya depend karta hai incubtor size aur egg quantity par
Mera incubater bhi kam nahi kar raha 16 andy rakhy thy sab kharab hogay temperature & humidity bhi control ha
Details pic video send karen
bijli chali jaye to kya kare sir
Mera box =17*13*15 hai kya ye size thik h
Bhai LED bulb chhote dibbe mein Laga sakte hain
Laga sakte hain magar heat ke liye nahi uske liye 60 watt ya 100 watt bulb lagaye
Mai Ne 46 rakhab tha serf 27 hi nikala aor 1 ghante me 4 margaya kya rizan hai
Video aa raha hai wait karen ghanti ka button on karlen taki video miss na ho
Waise egg nayi murgi ka tha ya kafi din se egg dene wali murgi ka
Bhai paint ke bucket se egg incubator kese banye ?
Video coming soon
Sar agar 3 4 ghante light Chali jaaye to unda kharab ho jata hai
25 volts light laga sakta hai thermocol Kay andar ?
Agar heater ke roop mein use karna hai to nahi laga sakte
@@TechMechG mai kuch video dekha hu woh log 25 watts se chuza nekala hai
@@TechMechG mai ne khud 10 anday rakha tha sari jal gay hai lgta hai over heat Hua hai koy bhi chuza nehi nekla 100 or 40 watts bulbs tha abhi app Kay jisa try karta hu ap ne kitney volts use kya is incubator mai?
@@TechMechG kuch logo ne 25 watts use kia hai bhut sarey videos hai
@@TechMechG 60 watts chal sakta hai kia ??
Sir agr mai 2box kat kr ek box banao to kitna kitne wat ka bulb lagayenge
Bane box ke size par nirbhar karta hai
Pahle 100 watt lagayen jab temperature max tak huch jaye to thik hai ya usase adhik lagayen
Meri murgi 18 din ho gaye bhai Ande per Baithe Li thi aap battery Nahin to aap use kya use kya karna
Uski kya vajah hai
Eggs konsa usa karna ha. Dukan sa kharida hua eggs usae kar sakta hu Kia. Ya fir koie alag sa eggs kharidna paraga
Apniiiii khuddd ki murgiii ka bhaiiiii
Humidity kitna hona chaey OT temperature 100 jaga 60 chaliga ??
Overtemperature 39 rakhen
@@TechMechG 60 watts chal saktha hai ?? Or humidity?
Panni ko badlna hai ki nahi 21dino ky andr
Full pani rakhde ik vaar ch hi, humidity layi water spray vi kr sakda bro !
Hm vi tayari krya hai
Mera incubator me pawar katne se setting phir se karna padhta hai
Okay ask you something" if the current goes off more than 3 4 hours then what will we do?
Plz use thermocol box for this problem or use inverter
जी मै भी आप का वीडियो देखकर इंक्यूवेटर बनाया
Sir mera incubator me 10egg rakhe usse ek egg se bee chuse nahi nikla plise solution bata o me karidhw hu ve incubator vest hone math do plise
Plz send video
Incubator ka sabhi taraf se video bana kar send karen egg ho uska bhi
I will guide you. dont mind
Superb video
😅😢
❤
Incubator me ham hansh ka anda rkh skte hai or kitne birds ke ande incubator me hach kar skte hai
Any bird's egg
Hans ka egg 35 din ke bad hatch hota hai yani 35 se 40 din ke bich mein
Bhai Hans ka anda kidhar milega bta skte ho kya plzzz
Reply kro bro
Bhai mere ko bi bahut mushkil se mila tha
One. Egg
7.5/9 inch ke box me egg hach kare ya nahi 15watt ka bulb or 12v dc fan lagakar hach hoga.
Nahi karen to behtar hai
Hi
8 अंडे से 5चुजे निकल गये ओर 3अंडे अन फर्टिलाइजर थे
Main to 💯 wat ka bulb lagaya hai chhota sa box se gatte ka
Sir 40w bulb ke liye kithni bada hona chayiye
Sir me rakhe hu ve egg sare ander green green pani tha
प्लास्टिक के टब में बना सकते हैं
Yes
Hamari kya galti hai
bhai hamara 21 anda me 2 bacche nikale
Sir mere incubator mein butter ke chuje kafi let se nikal rhe hai 20 21 din lag rha hai asa kyo btaye
Video send karen incubator ka
Mera batak ka bacha ka pair teda q ho Ho gya h ,jabki hum sb tik se kiye the
Kyunki egg kamjor hoga parent ko kuchh supliment den
To kya 28°c per growth hoga ya hai
Samajh nahi aya puri baat batayen
Mera hansh ka egg fertilized hogaya hai or controller khrab ho gaya hai
Bhai mere tharmacol box me charo hole upar hai
Video ke anusar banaye 2 band karen aur do niche chhote hole karen
Bhai 21 din ke bad bhi bache nhi nikle kya dikkat he ye bataye ap
Video send karen incubator ka
Hole kha karna hai fan ap ka 2 clips mai alag alag jaga dektha hai pehla ckios mai fan right ma tha bad mai left dektha hai
Fan left right mein lagane se koi matlab nahi balki air flow wala side bulb ki taraf hona chahiye
@@TechMechG mai apka video dekh kar same aisa kia hu hole fan sab brabar bus light 60 watts rakha hu is ley pehle bhi anday jal gya tha zyda overheating tha 😑
टेम्परेचर कितना और उसमे अंतर कितना
Low 37.5 and High 37.8
Old D fridge banana dikhana
Mere pass yek D fridge hai kaise banana dikhana sir
Whatsapp karen
@@TechMechG aapkaa no nahi hai sir please bathawo
Bhai
Mera bhi kuch masaila hai
Description mein hai
Bhai 17 din ho gaye or mare incobator ka controlar kharab ho gaya temperature 29 tk a gaya or mujhy 6 ghanty bad pata chala to kiya nuksan ho sakta hai
Garmi ke dino mein 6 ghante bhi survive kar jata hai agar 6 hours bad bhi incubator start ho gaya to
@@TechMechG main pakistan gujranwala se ho yaha in dino golabi musam chal raha na to ziyada sardi or na garmi to kiya ho sakta mujhy preshani lagi
सर मैं थर्मोकोल बॉक्स में इनक्यूबेटर बनाया एक किस दिन बाद भी एंडसे चूजे नहीं निकले हैं क्या प्रॉब्लम हो सकती है चूज़े तो प्रॉपर्ली तैयार हो चुके हैं 100% रिज़ल्ट है
Video send karen
Hans ke ande ko bacha kese baye
जो रेजीमेंट लेते है उनका साइज इतना तो नही होता है
Hatching 18 day mai anda ka leak ho raha hai
Sar kabhi lingt kat jaye to
Mera controller light chale Jane kebad reset ho jaata hai and ek button kahrab hogya hai pulse ka to kaise kiya kare
Pic send karen 1209 ka aur adaptor ka
To kay kare
भाई अंडे डालकर 7 दीन होगये है अभी तक अंडा जैसा था वैसा ही है पर बाहेर वाला हिसा white रहता है ओ tait hogya है औंर अंदर का पिला ऐसे का yese hai.
Anda market wala hai? White egg?
@@TechMechG देशी मुर्गी का है भाई
Batao na
Sir mera egg kharap ho ja raha he 22ande me 2 chuje huata or nikal Nehi pa raha he
Incubator ka video charo taraf se full view mein bana kar whatsapp karen
Number description mein hai
2 bar fail hi huaa bhai ek bhi choosa nhe nikla
25 din hogaye ta bhi nah i nikale
Description mein number hai incubator ka video send karen
Bhai mera egg ghol ho gaya
Sir aapka num do aapko photo bhejni hai mera incubator sahi hai
Description mein number hai
Please halp
Plz whatsaap your problem whatsaap no description mein hai
Hi sir no do apka
Plz sir ap ka no dijiye
Description wale no par whatsapp karen main job online aunga reply kardinga
Apni baat bhi likhen joroori hone par call back karunga
@@TechMechG tq
Karde mai usper Sab kuch bhej dunga
भाई मैने खुद इंक्यूबेटर बनाया है 4फीट लंबा और 1 फीट चौड़ा उसमे 2 100 वॉट का बल्ब लगाया है और 2 dc फेन भी लगाया है क्या मेरा इंक्यूबेटर सही है
Ok check karke reply karunga
सही है ब्रो
Bhai mene apne inqbeter main bulb 💡 100w ka lagaya hai par wo ek said main hai or 22 din hogay par chuza nahi nikla please . Kya karu main
Incubator ka video image send karen 2 ya 3 egg tod kar image send karen
@@TechMechG bhai kaha bheju
@@Funny70781 Description mein Whatsaap No hai
Humidity bhi chahiye bhai.. mashin me
60%
@@DM.Greenarmy bhai sab tha
Sir apse contact karna chahta hu please thoda help kijiye 😢🙏
Description mein whatsapp no hai
Bhai aap ka number nhi mil raha
sir whtsp no. dena apna
Bhai ap ka number dijiye
Bhai 10 unde ke liye kitne watt ka bulb chahiye aur box ki size kitni honi chahiye
Incubator kr liye kaisa box lena hai is par video aa chuki hai use jaroor dekhen
Hi