@@Allinone-kj8dk Track machine hi hai engineering department me aati h ye post 1900 grade pay se suru hoti h par koshish karna ki isme mt jana.. Baki tumhari iccha
@@shreekantmehra ha bhai isme nhi jauga mere pados ka ladka select hua isme . Iski vaccancy group d wali me aati hai ya ntpc wali se ya alag aati hai. Aur ye job bekar kyu hai
Mai defence me hu mera pament basic pay 22400and nps ko hatakar 40000avi milta hai iti deseal machanic hi kiya mai form fillup kar sakta hu acha rahega technician me psmrnt kitna milta hi 1-2yers ke baad
भाई ये जरूर बताओ जैसे किसी जोन में दो दो एरिया दे रखे हैं जैसे:- भोपाल में WCR और WR वैसे भोपाल में WCR होता है लेकिन WR क्यों इसका क्या मतलब है जरा बताना सही से भाई PLS इसकी कहां कहां पोस्ट रहेंगी या कहां तक एरिया है या जो भी तो इसका क्या मतलब है जल्दी से बताना सर फिर फॉर्म डालना है।
Sir please kripya Railway technician grade third ki training ki video bnao ki training kitne mahine Tak hoti hai training Mein kya-kya Hota Hai please sar
@@souravchampader3319 Pichli baar mere ek dost ka Mumbai se bhara tha . Uska pahla paper Bhopal me diya tha second paper' Pune me Diya tha .. Par is baar ek paper hoga
Please reply me sir 🙏🙏🙏🙏🙏 Mera medical standard -B2 hai Mere pass electrician se ITI hai, Kya mai technician ban sakta hu. Abhi assistant works post par hu.group d me
Bhai rrb jammu she ac technician hua hi abhi up police main gu pac ki job technician main acha rahega ya police main abhi 37 k hi up police main kya Kare ac technician best hi kya
Agar train me Duty hai to salary Jo mil rhi h usse bhi jyada banegi. No doubt Par agar station wali post hai to salary thoda sa k rhegi par sukoon rahega.. Ab tum dekh lo police me Sukoon nhi h .. Ab tumko kya chaiye tumhare upar hai.
@@shreekantmehra Han bhaut medical ke liye firojpur Aya hu cl laga Kar pr thoda . Andar she samjh nhi a raha hi Karu kya bus post technician ki Achi age ki bat rahi to railway Acha hi police main 15 salll Kuch nhi hoga
@mauryashobhit1603 dekho Police me pramotion bhi kam hai . Yaha Aram se 3 pramotion to milenge hi confirm.. And agar qualification hai to SSE tk ja sakte ho
New pattern hai isliye abhi book ka kuch kah nhi sakta par .... different different books h sabki language alag hoti h aur tumko kya samajh a rha tumse accha koi nhi bta sakta..
@@shreekantmehraHn.. mujhe pta tha but doubt clear krwana chahta tha.. isliye puchha .. Reply krne ke liye thanks 🤗.. Mai electronic mechanic kr rha hu... To apprenticeship mai kitna cut-off ja skta hai ?
Are bhai Travelling Allowance ka mtlb samajh me nahi aaya yaar. Headquarters se kya mtlb hai? Jaise agar koi Railway Workshop me hai posted to headquarter se mtlb kya?
Badhiyaa hai job profile. Maximum shift me duty lagti hai aur aapko stations par posting milti h workload bhi kafi had tk kam hota hai. Training 6 month's hi hai
@@shreekantmehra ek bat clear kijiye bhai ...RUclips pr ek bnda bol rha hai pcm valo ki training 3 saal iti valo ki 6 months hoti please ise clear kijiye
Kaun kaun es baar 2024 me technician grade 3rd ka form apply kiya hai
ME
Me
Trivendrum technician grade 3 Electrician 😉😉😉✅✅✅✅✅✅
me
Ab to me technician grad 3rd par bharti hounga 🎉❤😊😊
Bilkul .....
Ji sir ji
Desial mechanic ke bare me kuch bataye promotion kese hota hai
Bro 12th pcm s and t per video banao
Mai cisf me hu mera basic 23800 hai or total 49000 aata hai kya technician ka form fillup kerna thik rhega please reply
Itni salary technician me bhi milegi
@@shreekantmehra o v Mera job ka 2 year 8 month ho gya
@@shreekantmehra thanku sir
@@sscgdtarget3332 Central govt job me salary structure kareeb kareeb same hota hai.
Allowance diffrent ho jate h thoda sa bas
Bilkul nhi ...koi fayda nhi h
Bhopal bilaspur me se konsa zone sahi hai
Bhopal is best... aaramdayk work no tension
@@jageshwarsahu81 bhai mjk kar rahe ho ki. Sahi bol rahe ho
@@Rahulkumar-ez9vz Mai Bilaspur zone me hu .... gaad fte work hai
@jageshwarsahu81
Mai bhi bhopal
Thank you friend
Technician m Sabse jyada salary wali posts pr video bnao electrician or fitter trade k liye
Salary chahiye to loco pilot bn jao
@@shreekantmehra bn to jata but iti ab complete Hui h or alp k form pehle he bhar gye the
@@Gaurav-md7ee Han phir single ya telecom me try Karo
Ek baat btao Bhai railway me jo maintenance wali train hoti hai uss pr rahte hai wo kon si post hoti hai
Track machine
@@shreekantmehra bhai post ka nam btao aur inka grade pay
@@Allinone-kj8dk
Track machine hi hai engineering department me aati h ye post 1900 grade pay se suru hoti h par koshish karna ki isme mt jana..
Baki tumhari iccha
@@shreekantmehra ha bhai isme nhi jauga mere pados ka ladka select hua isme . Iski vaccancy group d wali me aati hai ya ntpc wali se ya alag aati hai. Aur ye job bekar kyu hai
Kyuki n khane ka thikana hai n pine ka aur n rehne ka .
Hmesha hi bahar rehna padta hai isme .
Paisa accha milega par takleef bhi utni hi hoti hai
Technician great 3 signal job profile Mai ek ful video banayi a naa sir ji 🙏🙏
Thik h main apne friends se baat karke bnata hoon.
@@shreekantmehra thank you sir ji 🙏❤️
Yes S&T Technician III video please
Ye waali video nhi aayi h @@shreekantmehra
Electrical General tech iii ka total salary kitni banti hai abhi k time pe. ....or TA kamse kam kitna banti hai....
19900 basic : 53% DA 1800 HRA : 1200 kareeb Aur sab jod lo
Mai defence me hu mera pament basic pay 22400and nps ko hatakar 40000avi milta hai iti deseal machanic hi kiya mai form fillup kar sakta hu acha rahega technician me psmrnt kitna milta hi 1-2yers ke baad
Han aa sakte ho aram se suru se 5 sal tk thoda sa Kam salary ho sakti h par 5 sal ke baad aram se 50-60k milegi technician me
To yaha g marvane aaye kya dusri job ki teyari Karo ye to berojgaro ke liye chodo sab tarf se khana hai salo ko yahi compitition bada rhe hai
Bhai ham bhi kiye h
Bro diesel machine ki working kise hai or workload kitna hai batana
Ab jyada nhi rha vaise bhi lagatar Diesel engine ko scrap kar rhe h band kr rhe hain
Don't worry workload kam ho gya h ab pahle se
@@shreekantmehra bro fir ab uski vacceny nahi nekligi kay 😭😭
@@nishant5156 Han aayegi par post Kam hi aayengi aur ab future ke hisab se sahi nhi h ye post..
भाई ये जरूर बताओ जैसे किसी जोन में दो दो एरिया दे रखे हैं
जैसे:- भोपाल में WCR और WR
वैसे भोपाल में WCR होता है लेकिन WR क्यों
इसका क्या मतलब है जरा बताना सही से भाई
PLS
इसकी कहां कहां पोस्ट रहेंगी या कहां तक एरिया है या जो भी
तो इसका क्या मतलब है
जल्दी से बताना सर फिर फॉर्म डालना है।
दोनो जोन में पोस्टिंग पॉसिबल है।
पोस्ट अवेबिलिटी के ऊपर रहता है कि कहां मिलेगी पोस्टिंग।
WcR जोन भरने में अहमदाबाद भी मिल सकता है
I am cca candidate direct posting no training
Sir mai fitter trade se hu maine chenni zone se form dala hu mujhe kitna number lana hoga pass hone ke liye
Yr dekho post ke hisab se alag alag merit banti h par 60-65 aane baad safe hona chahiye. Agar general nhi h to
Plz P.way engeneering department mein carpenter technician ka kya work hota hai bataye
Wait Btata hoon
Normal hi hai office me hi rehna hota hai maximum bahar ka Kam Kam hi aata hai
Dipo me jyada Kam rehta hai.
Lines par kam Kam hi ata hai
Hlo aapki post konsi hai or meri dream post PSI OR GENERAL SERVICE HAI RRB TECHNICIAN
Meri general service hai
@@shreekantmehrabro technician mai journal duty kise milti hai please batao
Electrical se iti ho ...first
Second baat ki electrical power post mili ho ...
Sir mne ajmer zone se bhra h m electrician se iti paas out hu kya m job lg sktà hu electrician trade se
Han
@@shreekantmehraagar diploma ho to JE promotion hoga ?
Railway pointsman vs electrician grade 3 kin sa post acha rahega
Reply 🙏
टेक्नीशियन 3
@@shreekantmehraagar diploma ho to je promotion hoga
@anandyadav2848 han bilkul....hota hai
Sir me haryana district Karnal se hu or railway tencaial me chanei jon se farm fil kiya h to exam khaha hoga
@@RajeshKumar-dx9yv jis zone me bhare ho wahan
BTech final year student eligible h kya??
TECH 3 S&T post me PCM se select hone k baad kitne time ta training karna padega?? 3 saal ya 6 mahine??
Please reply
Technician ki job me station alot hota h ki nhi traning k bad job location station me ya work Shop me please ans.this questions
Alag alag hai...dono jagah possible hai
Apke post Milne ke upar hai.ki aapko kya allot hoga. ... workshop ya station headquarter
Sir please kripya Railway technician grade third ki training ki video bnao ki training kitne mahine Tak hoti hai training Mein kya-kya Hota Hai please sar
Training sabki alag hoti hai।
Ek video me sab Lana possible nhi hai
Sir mera plumber se iti h ek sal ka govt ka experience h m apply kr skta hu sir plz reply
Han ...bas post thoda dekhna padega par apply kr sakte ho....
Electrical General tech iii (SBA) kya hai ..... Plz inform do
@@noobgamerz4748 SBA ya SPA
@shreekantmehra electrical department (general ) me post Diya hai tech iii (SBA)
@noobgamerz4748 share me your WhatsApp no
Zone and division batao
South Eastern Railway Adra Division
Is shuru se full. Pay hota hai?
Sir jis zone select korunge usse zone ma center daga ki nai . Technical grade 3 (S&t). Example - kolkata zone select too kolkata ma paraga ki nai
Han padega
@@shreekantmehra sure na vaiya
@@souravchampader3319
Pichli baar mere ek dost ka Mumbai se bhara tha .
Uska pahla paper Bhopal me diya tha second paper' Pune me Diya tha ..
Par is baar ek paper hoga
Iti automobiles apply korne pareaga
Sir 3 saal job karne ke baad kitna salary hoga aj ke date ke baad?
Kareeb 42000- 45000 approximately
Please reply ...
Rrb technician ke vacancy me diploma in electrical engineering eligible hota hai ya nhi
Yes .... Don't worry
@@shreekantmehraplease suggest me some books for technician preparation
Wait
Please reply me sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Mera medical standard -B2 hai
Mere pass electrician se ITI hai,
Kya mai technician ban sakta hu.
Abhi assistant works post par hu.group d me
Han bilkul bahut sari post hai jinme tum apply kr sakte ho
Department se bhi ban sakte ho aur open exam se bhi
Mera bhi B2 medical hai ar abhi Assistant works me hu
Sir app electrical ke kis post par ho
Hme general Mila hai
Electric general
Electric power (post)
@@shreekantmehra okay thanks you
Iti electrician walo ki group d koun sa post hoga
Grp D me iti nhi mangta
itni to group d me mil jati h
Iska liya konsa exm dena prta ha aur kya qualification chaiya
Sir ji is bar jo rrb technician ka jo vacancy araha hai usme iti ka form apply hoga
Han ..ITI wale bhar sakte Hain n bilkul
@@shreekantmehra oh thank you sir
🙏 ap is job me ho to kya lagta he ye job krni chahiye,, other services preparation ke liye kesi he plz reply..❤
Ye meri hi salary slip hai.
Job acchi h par standard ki ummid mt karna.
Jo kaam milega karna padega .
Sir 3rd grade k liye kya krna hoga
Exam clear karna padega
RRB KA
Guwahati se electrician ka form apply kr sakte hai bhai,,,,
Han bilkul kyu nhi
Electrician trade ki cut off kiya rahne ki chance hai obc category
Zonw guwahati
@@jawaharlalyadav5805 68 aprox
Mera iti diesel mechanic hai ....kya me technician bher dakte hai......agar ha to kitne me eligible hai
Han bhar sakte ho ....par eligible kitni h thoda bta nhi paunga ..abhi
Mere pass 10+2 bhi hai air ITI bhi hai diesel mechanic me .......
@@ANKITKUMAR-ym3zi S and T me bhar sakte ho aur diesel shed me aur Diesel generator operator me
Sir, Technician ki traning kitne month ki rehti h 😍😍
@@theKINGofNATURE 6 months.. rrb me
Agar quarter me nehi rahenge to uska bhi paisa milta hai kya
Han milta hai
Training kitne months ka hota hai?@@shreekantmehra
banglore ka kitna milega
@@chandangupta7416 sabse adhik
Bhai rrb jammu she ac technician hua hi abhi up police main gu pac ki job technician main acha rahega ya police main abhi 37 k hi up police main kya Kare ac technician best hi kya
Agar train me Duty hai to salary Jo mil rhi h usse bhi jyada banegi.
No doubt
Par agar station wali post hai to salary thoda sa k rhegi par sukoon rahega..
Ab tum dekh lo police me Sukoon nhi h ..
Ab tumko kya chaiye tumhare upar hai.
@@shreekantmehra Han bhaut medical ke liye firojpur Aya hu cl laga Kar pr thoda . Andar she samjh nhi a raha hi Karu kya bus post technician ki Achi age ki bat rahi to railway Acha hi police main 15 salll Kuch nhi hoga
@mauryashobhit1603 dekho
Police me pramotion bhi kam hai .
Yaha Aram se 3 pramotion to milenge hi confirm..
And agar qualification hai to SSE tk ja sakte ho
@@shreekantmehra jee tak last ho jayega kya yanh pr
@@mauryashobhit1603Han agar qualification hai to bilkul
Bhaiya ji technician grade 3 ka training period time kitna hota hai pcm walo ka
Yar confirm kr dunga kl ...mujhe abhi PCM walo ka confirm nhi hai ..ITI walo ka kl confirm kr dunga
@@shreekantmehra kya hua bhaiya ji,aapne bataya hi nhi abhi tak
Sir technican post ke liye apprentice compulsary hai kya please reply sir
@@vishalthoke-de7um nhi jaroori nhi h
Bhai book btao koi technician ke liye
New pattern hai isliye abhi book ka kuch kah nhi sakta par .... different different books h sabki language alag hoti h aur tumko kya samajh a rha tumse accha koi nhi bta sakta..
sunaday ki leave milti he ya nhi plz btao
Han agar shift duty nhi h to milegi.. Shift duty lagegi to 1 week rest milega kisi bhi din
@@shreekantmehra 🙏 apko milti he??
Aur 2024 m paper 1 hoga ya 2
Bhai Technician grade 3 ki Training kitni month ki hoti h ya year lagti h bhai Electricians s form dala hu plzz bato
6 months ...
Sir please exam kab se hai
Sir g s & t grade 3 post ke lie preparation kha se kre?
Sabka syllabus same hai
Aap science ki taiyari
Exampur channel hai RUclips par ek baar jakar waha se dekh lein
Sabka syllabus same hai
Aap science ki taiyari
Exampur channel hai RUclips par ek baar jakar waha se dekh lein
Abhi railway quarter me rehte ho kya?? Konsa type hai? Ya rent par rehte ho??
Mil rha tha quarter par maine nahi liya hai
@@shreekantmehrafir rent par rehte ho kya??
@ashish3861 Han rent par
Iti fitter se or Ahmedabad se form filp kar rahu hu to obc...me merit ketna reh sakta hai
Ye chalega
Cut off ketna reh sakta hai obc ka Ahmedabad me
Jyada ni jaega allhabad se badhiya
@@ayushsrivastava7638 me Ahmedabad se he hu or Gujarati hu to yaha Kam jaga ho fir bhi bharata
Welder kaa bhee ek bana do
Hmm bhi welder se hai
Kha se bhra bhai form
NFR SE....per tum .... kha se bhara hea
@@RahulKumar-te8kw ajmer
@@kuldeepkumawat4722 ....acha hea .....
technician ki training period kitne mahine hoti hai
6 mahine ki
Jo aapne training or joining ki bat kiye ho .... Vo kya iti ke base pr tha ... I mean apprenticeship ki salary hai ! 19900..
Nhi nhi apprenticeship me km milti h 8-9 kr kareeb
@@shreekantmehraHn.. mujhe pta tha but doubt clear krwana chahta tha.. isliye puchha .. Reply krne ke liye thanks 🤗..
Mai electronic mechanic kr rha hu... To apprenticeship mai kitna cut-off ja skta hai ?
@@Unknown___27 mujhe philhal idea nhi hai main pta karke btata hoon
@@shreekantmehra okay.. bta dijiyega.. mai aapka channel subscribe kr deta hu...
Tumko 70 ke approx no chahiye honge final selection ke liye 🎉
Grade 3 Promotion को लेकर जानकारी मिलेगी
@@humble730 apna no share kro bta Dunga
Sir maine mumbai technician carpenter ka form bhara hai
55k starting salary hota hei now😊
Kaise bhai...?? wrong information mat do
May be Inka railway different planet me ho ...
Ya 26 din ka travelling allowance sath me night aur sath me convenience bhi milta ho 😀😀
Bo to technician 1 grade balo ki h bro 55k
Promotion nhi bataye kaise hota hai kaha tak hota hai
@@DhananjayKumar-cj6up pahla pramotion 3 sal me uske baad agla 2 sal me
Sir training kitne dino ka hota hai
6 mahino ki par result aate aate 7-8 mahine ho jate Hain
Bhai rrb technicians me iti magta hai kya pls bataye
Han bilkul ITI chahiye hota hai
@@shreekantmehra bhai ji 10+2 (PCM) wala bhi to chalta hai
Han
Par Technician ke liye ITI hi chahiye
@@shreekantmehra12th pcm wale Technician me konsi post bhar skte h
Thank you bro
Bro mera Abhi Iti 15 September 2024 ko pura huva hai to mai technician ka form fill up kr sakta hu kya...
Kyu ki form reopen huye hai na to
@@Saurabh-pt7rd Han bhar sakta ho
Bhai tte ko sallary kitni milti hai aur unka department promotion sr. TTE me kitne saal me hota hai
Starting kareeb 32k se 34k kareeb hoti hai
1900 grade pay me
@@shreekantmehra bhai sr. TTE me promotion kitne salo me hota hai
First 2 year then in 05 year
Aap kaun sa Trade se iti kiye ho
@@rkdhak5117 electrician
Trs employees... workshop me kaam krte hai kya??..yadi workshop mile to unko kya kaam milegaaq...??
Workshop ka hi Kam hota hai maximum..
Kam engine 🚂 se juda hi hota hai
Bhai Medical me kya kya hota hai sb btao video bna k
Thik hai main bna dunga ek video 📸 jaldi hi bas aap subscribe kr do
@@shreekantmehra ohk brother
Electrician tech 3 ka training kitne mahina hota hai?
Complete hone me 6-8 month lag jata hai.
@@shreekantmehra rehna ,khana milta ya nahi waha?????
Alag alag department ke alag alag training schedule hai .
Alp me milta hai par technician me kuch me milta h aur kuch me nahi
@@shreekantmehra agar rehene, khaneka system nahi raha fir peisa vi nahi raha toh, training xodeke bhagnese kya hoga 🤔🤔🤔
Dipo me training hoti hai jo kam hota h wahi dekho aur seekho koi alag se training nhi hoti
Avi m level 1 m posted hu ek chiz bataye mai 1 saat ka iti kia hu Diesel mechanic ka to mai tec m kon kon post k liye eligible hu please share with me
Let me check ✅ main btata hoon tumko
@@shreekantmehraTechnician grade 3 ke liye science kha se padhe
Brother technician grade 3rd me exam clear karne k bad interview bhi hota h kya usko pass karna padega kya
No interview
Kya meri eyes site bahut jyada week h -6Diopter to kya mera selection ho skta h technician grade 3rd me@@shreekantmehra
Isse to achha salary humare bihar police me hai
Pehle Exam toh Nikaal le 😂
Diploma civil Engineer vale bhi apply kr sakte hei.
Han ...
Sir ap ka electrical me kon se post ha please reply me? ❤❤❤
Electrical power -
@@shreekantmehra power workshop ?
@@shreekantmehra power general service?
Yes
Electric general
Maintenance me aati h ye post
Bhai is job k sath study k liye time milta hai ki nhi???
@@Khushbooofficial1234-abc post par depend h fully
Are bhai Travelling Allowance ka mtlb samajh me nahi aaya yaar. Headquarters se kya mtlb hai? Jaise agar koi Railway Workshop me hai posted to headquarter se mtlb kya?
Dekho jahan par aapki present lagti h wo aapka headquarter hota hai aur usse 08 km door jane par Travelling allowance milta hai
@@shreekantmehra Acha bhai jaise Tech 3 ko bhi aise bhej skte hai kya? Ya bas kuch selected post valo ko?
@@kitefun3903 kam ke upar rehta hai post se mtlb nhi Helper bhi TA pate hai aur Technician bhi
@@shreekantmehra Acha Acha bhai ok. But abhi jaise Apprentice me hu Tech 3 ke to isme to bas DA aayega
@kitefun3903 Han only Dearness allowance
RAC mech. Mumbai सेंट्रल... Like करो
Bhai technician 3 train lighting workshop job kaisi h pls bataiye aur iska training period kitna time hota h
Badhiyaa hai job profile.
Maximum shift me duty lagti hai aur aapko stations par posting milti h workload bhi kafi had tk kam hota hai.
Training 6 month's hi hai
@@shreekantmehra bhai ismai medical b1 ya c1
@satendersingh341 notification download kr lo purana isme mil jayega abhi mujhe pata karna padega
@@shreekantmehra ok bro thnx
Pcm se konsi post mil skti h
Signal and telecom
Sir technician 3 ki training kitne time tak chalti hai
6 month's
@@shreekantmehra sir es saal Technician ke liye sirf ek paper hoga aur uske baad sidde joining
@@shreekantmehra ek bat clear kijiye bhai ...RUclips pr ek bnda bol rha hai pcm valo ki training 3 saal iti valo ki 6 months hoti please ise clear kijiye
@@gouravlohia3461 thoda samay do main kl tk me clear kr Dunga
..
@@shreekantmehra okay i'm waiting coz 3 saal ki training kuch jyda ho jaygi itna salary lose kon bear krega 😄
Aapke Teir 1 st me kitne no. Aaye te bhai
62
Apki ITI Trade konsi hai??
Welder se ho kya?
Nhi chote Electrician se hoon
@@shreekantmehra ok kis District me posted ho?
@@ashish3861 narmadapuram/ Hoshangabad
@@shreekantmehra technician grade 3 walo k Transfer Itarsi se Bhopal ho jata h kya???
Itni kam salary kam kam 50000 tak hona chahiye
50000 me bhi man nhi bharega jab Milne lagegi to
Ya u r right
Best hai
Ap jnv student ho sir am also went jnv
Sir mana be iti ki fitter sa ap ya bto medical technician 3 ka district madical ma hoga kya?
Power train light ki job profile
ALP salary bi batiye
Thik hai
Mumbai se is bar dalna to bekar hai
Bahut jyada jaega
Technician mai best job kon se hai bhai... Plzz reply
@@SandeepShrivastava-c9v koi fix nhi h tumhare psansd ke upar hoti h
@@SandeepShrivastava-c9v vaise electrical accha hota hai agar technical kam Krna h to
@@shreekantmehra bhai field job n ho yaise post btao... Office m work ho
@@shreekantmehra bhai exam se joining k beech mai kitna tym lagta hai... Iss pr bhi btaeye plzz
@@SandeepShrivastava-c9v 2 year kareeb final joining tk me
Sir is pcm student eligible for rrb technician?
Yes
@@shreekantmehra thank you so much sir 🙏🙏🙏
Bhai D.A.46% ho gaya hai isme 3383 kaise dikha rahe ho D.A.
Wo purane DA ki salary ka hai isliye kam hai
Konse zone ki hai
Technician ki training kaha hoti hai sir
Sabka alag hota hai Kai jagah training karwai jati hai alag se kai jagah Kam karke hi seekhna padta hai
Matlab shed mae hee hota hai yaa koi school hai technician ka
@@DREADWINGgg shed me hi hoti hai maximum
Sir 12 pcm wale ko kitne din Tak training hota hai
6 months
Mai 12 wala
@@govt.teacher-Priya haa bhai 6 months ki hi hoti hai
Training kitne month hogi
6 month's
Bhai itne km salaryy😢😢😢😢😢
@@pawankumar-gj1mn ab jo hai yhi hai