Bahut vadhia jaankari hai bhaji 🙏 DAP ( 18:46:00 ) and NPK ( 12:32:16 ) hota hai jo mitti mein seeds k saath dalna hota . Ek 19:19:19 or 20:20:20 NPK hota hai vo foliar sprat k liye hi hota hai. Baaki aap sb mujhse jyada experience wale ho 🙏
Hello sar main mujhe yah Janna hai ki yah kitni fertilizer hai adenium plant mein dal sakte hain aur orchid plant per chhidkav kar sakte hain please reply Aur sar kya chiku plant Mein flowering aur foods lene ke liye Dala ja sakta hai aur nimbu plant mein bhi dal sakte hain flowering ke liye aur dragon fruit mein bhi dal sakte hain please reply me sir
Aap pehle apne plant ki condition dekh lijiye ki usse kya chahiye. Agar growth slow hai toh dap daliye ya growth sahi hai aur flowers nhi aa rhe hain toh potash daliye. Growth aur flowering dono ke liye npk ka balance fertilizer dijiye 29 19 19 ya 20 20 20
Sir I have panneer rose plant which I bought in August from nursery. I repotted it after 15 days. 2 times it flowered. Afterwards all leaves have fallen and there is no growth. Can I use dap and vermicompost for growth, how much should I use for a 6" pot. Is this good enough to have good growth in the plant.
Bahut vadhia jaankari hai bhaji 🙏 DAP ( 18:46:00 ) and NPK ( 12:32:16 ) hota hai jo mitti mein seeds k saath dalna hota . Ek 19:19:19 or 20:20:20 NPK hota hai vo foliar sprat k liye hi hota hai. Baaki aap sb mujhse jyada experience wale ho 🙏
Good information for beginners in the field of gardening. Thank you
Thanks!
कम शब्दो मे अच्छी जानकारी दी धन्यवाद 👍🙏
Thank you
Aap ki di hui jankari useful hoti hai👍
Thank u sir
Thank you mam 🙏❤️
Nice information ,Thank you 🙏☺️
Nice information ☺️☺️☺️ kya hum npk 191919 Tulsi me use kr skte hai
Hn dal sakte hain
very informatice with precise info, thanks.
Thank you 🙏🙂
जानकारी अच्छी है। गमले में लगी लौकी और गिलकी में कौन सा और कब फर्टिलाइजर डालना चाहिए
Nice information sir thanks
Thank you mam 🙏❤️
Usefull information
Thank you 🙏🙂
Best information Sir 🥰
Thank you sir 🙏❤️
Sir pot ki soil banane ke time dap or 1919 dal sakte he
Good work❤😍👍
Thank you sir 🙏❤️
bahut badhiya bhai 👍🙏
Thank you sir 🙏❤️
Petuna aur money plant me ya aur kase dale raatrani aur bela ke padhe me kya kaise dale.plz reply
Thanku saab!
Thank you sir 🙏
Dap keya lotus flower ma da sakta ha
Kya npk aur dap aik hi sath dala j sakta hai ya dono alag alag use karte hai
mushrooms 🍄 🍄 🍄 🍄 ka vedio chahiye sir
Hi , can i use dap and then after a week spray npk + magnesium salt on my plants ? Can we use both in alternate weeks ?
Kya Tulsi ko hara bhara rakhne ke liye dap ka use kar sakte h
Hn kr sakte hain
Baingan ki fasal mein adhiktar paidavar ke liye kya kya Dena chahie
Trifoliate juhi par video banaiye na please
Red potash or npk 19 19 19 me kya difference hai
Nice
Thank you sir 🙏❤️
Flower k liye kya use kare
Neem ki Khali MP ke 19 19 vermi compost mein Mila Ke gamle ke paudhe mein dal de ya nahin aap mujhe suggest Karen
Daal dakte hain
Bhai winter me dap fertilizer ko flower and groth ke liye kon sa use kare ❤❤❤❤😊😊 full name😅😅
Xizora plant me Dap dal sakte he?
Mera plant 2 sal purana he usme flowring nahi hoti.
Hn
Hello sar...mere pass bio dap furtilizer he to usme kitni quantity me de sakte he gamle k liye......
Plant ki age aur pot size sabkuchh matter karta hai aap detai mei batayiye
Araucaria me kon sa khad dale
Dap
Sir, hibiscus ke chote plant ke liye kya use kare ? Mere plant ki growth stop ho gayi hai
npk 13045
12 61 00 use Karo 13 0045 nahi
Sir potash ke jagha Epsom salt use kar sakte hai kya
Nhi
Hm aam ke phodhe me dap dal sakte he
yes
Dap aur npk dono hi dal skte hai
Nhi
Kaddu ki bel me d a p daal skte hain kya
Fir Ghar mei lagane ka kya fayda hoga agar woh healthy na rhe toh.
Nag champa ki cuting kb lgani chahiye sir
February mei lagayiye
@@GardeningUpdate thank u sir
Bhai mere paas to simple summer ke plants h or rose h winter ke ek bhi plants nhi h . to me npk 20 20 20 daal skta hu na ....
Pehle aap npk ka uses samajh lijiye kab use krna hota hai uss according aap use kijiye.
@@GardeningUpdate ok bhai ... 👍
Kya hum hybrid rose plant me garmi me npk use krte h , aur kitni amount me ?
Plant ki age ke according quantity add karni hogi.
Aap age batayiye plant ki.
Sir around 2 years
Pot ki size?
10 inch
Small pot mei 1/4 spoon every week dal sakte hain.
Hello sar main mujhe yah Janna hai ki yah kitni fertilizer hai adenium plant mein dal sakte hain aur orchid plant per chhidkav kar sakte hain please reply
Aur sar kya chiku plant Mein flowering aur foods lene ke liye Dala ja sakta hai aur nimbu plant mein bhi dal sakte hain flowering ke liye aur dragon fruit mein bhi dal sakte hain please reply me sir
sirf outdoor plants mei daal sakte hain woh bhi flower plants pr.
fruit plants mei nhi dalein
@@GardeningUpdate thanks
Mere pass kunda aur mogra ka poudha he muze usme flowers ke sath groth bhi chahiye to mai kya kar sakti hu...
Abhi wait kojiye.
Winter ke baad daliye
Petunia me kya daale winter me aur Guldaudi (Chrysanthemum) me
Aap pehle apne plant ki condition dekh lijiye ki usse kya chahiye.
Agar growth slow hai toh dap daliye ya growth sahi hai aur flowers nhi aa rhe hain toh potash daliye.
Growth aur flowering dono ke liye npk ka balance fertilizer dijiye 29 19 19 ya 20 20 20
Sir mere gende k plant me fhool nhi aa rhe kya krna chahiye
Growth kaisi hai? Kya dense ho gya hai?
December, January mein bhi maheene mein ek baar DAP apply kar sakte hain kya.. sabhi paudhon mein..
Winter plants mei daliye
Sirji npk & dap ye dono khad sath me dal shakte he?
Nhi
Ok
क्या आम के छोटे पौधे में डीएपी डाल सकते हे।
5 6 महीने के पौधे हे जो बढ़ नहि रहे है।
Kya brinjal plant me dap dal skte h?
Vegetable plant mei kyun dalenge fir toh market aur ghar ki vegetable mei koi fark nhi reh jayega.
Sir mai aj hi guldaudi lai hu...n plant bhot chota h...to mai dap Dalu usme ya npk?
Repoting ke agle 20-22 dino tak kuchh bhi nhi dalna hai
Kya hum DAP ferns mein bhi daal sakte hai? Aur succulents mein bhi daal sakte hai?
Sacculents mei na dalein.
Fern mei dal sakte hain
Thank you.
Nice sharing
Thank you sir 🙏❤️
Kya hum DAP aur NPK ek sath hybrid hibiscus me summer me use kr sakte h . Agar haan to kitni quantity mein ?
Ek sath nhi dalna hai.
To sir ji agar well grown 3 saal purana hybrid hibiscus ho to NPK 20 20 20 kitna de sakte h
पारिजात अपराजिता में dap या npk कोनसा खाद यूज़ कर सकते हैं भाई जी ।
npk daliye
DAP Or NPk ko dalne me kitne din ka gap le mean dono ke ek sath daale ya fhir dono ke beach gap kare plz btaiye
Aaj ki video dekhiye 🙏
ruclips.net/video/zPUYwKHTg6o/видео.html
Sir cutting me ye DAP dal sakte h kya?
Nhi
Ok thank you
डहेलिया में कौन सा दे सकते है
Growth ke liye dap aur flowering+growth dono ke liye balance npk
Dono fertiliser daalne ke bich me kitne din ka antar rakhen?
Dono alag alag chijein hain ek hi time period mei ek hi plant mei nhi dalna hai
@@GardeningUpdate wahi puchha maine ki kitne samay ka antar rakhna chahiye dono me ya fir koi ek hi daalni chahiye?
Sirf growth ke liye DAP daliye aur growth aur flowering both ke liye NPK ka balance fertilizer daliye
Ye dalnese kechuve to mar nahi jate hai na
Nhi marte
Sir I have panneer rose plant which I bought in August from nursery. I repotted it after 15 days. 2 times it flowered. Afterwards all leaves have fallen and there is no growth. Can I use dap and vermicompost for growth, how much should I use for a 6" pot. Is this good enough to have good growth in the plant.
Leaves nhi hai toh koi khad mat dijiye.
@@GardeningUpdate Toh phir kya karna hai growth paane ke liye
Leaves khud hi aayenge dheere se.
Wait kijiye fir fertilizer dijiyega
@@GardeningUpdate ok thanks 👍
Ye milega kha
Seeds shop pr
Daheliya ma
Dahlia mei npk daliye 1/4 spoon every week
Can we give DAP to indoor plants once in 15 days
Mahine mei sirf ek baar.
Thanks
When to use NPK when to use DAP. SIR
गुडहल के पौधे के लिए कोन से अनुपात वाला NPK ले ??? क्या 3 1 2 सबसे बेस्ट है गुडहल के लिए ??
13-0-45 daliye
डिएपी को अब लौकी में डाल सकते है और पोदीने भी डाल सकते क्योंकि अब जून का महीना है गर्मी भी क्या करें प्लीज बताएं
Vegetable plant mei chemical fertilizers mat daliye.
Not healthy
Dap kaha milta hai
Pls my ans
मुझे बारिक डी ए पी दिया दुकान वाले ने तो उसे 12 इंच के गमले मे कितना डाले
1/2 spoon
Gulba me bhaiya
Hn gulab mei daal sakte hai quantity age ke according hogi.
Plant ki age batayiye.
Pot ki size bhi batayiye aur cement pot hai ya plastic pot?
पौधों को कीड़े से बचाने के लिए क्या करें
Flower plants honge toh insecticides ka spray kijiye.
Sir apka kya apka WhatsApp no mil sakta hai?
Useful information
Dap keya lotus flower ma dal sakta hu