Please help, my storme temperature always correct but radiator fan shuru hone par hamesha on hi rehti hai jab tak ignition off nahi karta. Advise something
Pikup ka matalab hota h gaddi ka dam. Usme kitne rpm me output kitna h. Or pikup ka saval Jo pucha h vo pikup na hone par h ya hone par h ye clear kr do
@@shyamsinghcartechnology sir timing belt change ki thi safari ki to jab start ki to start nhi hui or fir dekha diesel pump ka pipe khol ke to diesel rail main nahi jaa raha tha diesel filter se disele bilkul sahi aa raha tha pr pump se rail presser main nhi jaa raha tha iska kya karn ho sakta hai
Sir meri strom me nojal aawaz kr rahe he aur pkp ek dum down he 100 se upar gadi bhagti nhi he, mujhe kya kya krwana chahiye, Chek engine light nhi aa rahi he abhi to gadi me
Superb,👍
Bahtrin video Paaji..👌 Fault mashallah bht ache se pakdte hn aap👍
Thanks ji
Nic video sir 👏🔧🔧🔧👌
Badiya 👌👌👌
👍
Baiya strome ke na air hose pipe jo filter se turbo tk jate hai wo 3000 rpm pr press ho jte hai mtlb band ho jate hai wo kya problem hoge
Air nhi mil rhi proper.
Air filter check karo
Air duct pipe check karo
Please help, my storme temperature always correct but radiator fan shuru hone par hamesha on hi rehti hai jab tak ignition off nahi karta. Advise something
Temperature switch
Temperature switch wiring
Fan relay
Check karo
Sir safari dicor head gasket m kitna kharcha a jata hai.pls batayen?
Depend karta h kya kya part karab neklte h fr b 20 ya 25 tak ho jata h Sara kam Kara kr
Good information
Turbo ka vgt aur accuator set kaise kren
Video banayi h buhut. Plz check all videos
Aur ek baat halke fulke fatak aawaz bhi krne lag gaye kya krwana chahiye ki ye bhi ek dum mit jaye
Hlo sir pickup hone se safari main ya koi v diesel call main kya kya problem ho sakta hai or pickup ka asaan basha main matlab kya hai sir bataye ji
Pikup ka matalab hota h gaddi ka dam. Usme kitne rpm me output kitna h. Or pikup ka saval Jo pucha h vo pikup na hone par h ya hone par h ye clear kr do
@@shyamsinghcartechnology sir timing belt change ki thi safari ki to jab start ki to start nhi hui or fir dekha diesel pump ka pipe khol ke to diesel rail main nahi jaa raha tha diesel filter se disele bilkul sahi aa raha tha pr pump se rail presser main nhi jaa raha tha iska kya karn ho sakta hai
Sir call karo ap mere ko
@@shyamsinghcartechnology sir apna whatsapp no send kare
About me h 9816593788
Sir meri strom me nojal aawaz kr rahe he aur pkp ek dum down he 100 se upar gadi bhagti nhi he, mujhe kya kya krwana chahiye,
Chek engine light nhi aa rahi he abhi to gadi me
Injector or air system check karao
Sir meri tata safari dicor hai , usme first gear mai hill area mai pickup nahi aa raha hai thoda chal kar fir bhagti hai kya problem ho sakti hai
Koi light
Nahi sir koi light nahi hai
Bhai hum pe bhi storme hai usme bhi same problem aari
@@hawkyt5650 model or code batao
@@uk07vedanshi machanical check karao
Sir safari dicor RPM 2500 say agay nahi badta hay kya problem hosakta hay
Koi check engine light
Sir Panal board may left side spanner ka simbal hay
Scanner lagavo
@@shyamsinghcartechnology scaner may kuch nahi show karraha hai
Live data check karo
Sardarji aap ka surum kha par hai
Mandi Himachal
Without EGR ke gadi chal skti kya ??
Old model ki chal padti h but new model me band Karo ge to light aa jati h
@@shyamsinghcartechnology Dicor ki bat kar rahe aap ?? Ya Varicore 2013 model me bhi without EGR chal jayegi ??
Chalta h
Tata safari strom m pickup ar black smoke de ri hai
@@jayantraghuwani7324air system check karao
@@shyamsinghcartechnology wo kese check krte h
Machnic kare ga
Sardar ji meri safari Strom ka accident hogya hai repairing krva ni apse connect no do please
Please check about
Bhai ji dicor lene ka soch rha hu Second hand ... Bimari gaddi hai log bolte hai isliye thora dar bhi lagta hai
Wel mainten h to dekh lo
Or check Kara lo pelhe apne machnic se
@@shyamsinghcartechnology thank you paaji