Hello meri sweet didi 🙏👌 aap apni karva choth ki puja ka vedio btana 🙏🙏 kyoki aap akeli puja krti ho or me bhi akeli puja krti hu to aap btana jrur meri marriage ko 2year ho chuke h likin mere ko aapse shikhna h aap btana meri sweet didi 🙏🙏💐 ok
Poojan ke baad mitti k karwa ka kya Karen?? Aur dhatu ka karwa hai to kya use ham ghar ke kaam me use kar sakte hain ya sirf karwa chauth k poojan me hi prayog kar sakte hain?? Plz reply jaroor Karna
Mai Lucknow me rehti hu muje ye janna hai ki karwa chauth ka saman kya har saal mayke se hi ana chahiye?? Aisa kaha kaha pr riwaz chlta hai?? Aur iska reason kya hai ki bhai k ghr se hi bahu ke liy saman aayega ussi se vo pooja hogi??? Plz btaye 🙏🙏🙏
जरूरी नहीं है कि हर बार मायके से सामान आए पहली बार जब हम ब्रश शुरू करते हैं उसे समय मायके से सारा सामान आता है यह परंपरा चली आई है अगर ना आ सके तो आप खुद खरीद कर भी पूजा कर सकते हैं राधे-राधे
लाजवाब अति उत्तम सुंदर वीडियो
जय श्री राधे राधे
I am first viewer
Radhe Radhe ji 🙏🙏
Shree radhe
Radhey radhey 🙏
Radhey radhey di
Hello meri sweet didi 🙏👌 aap apni karva choth ki puja ka vedio btana 🙏🙏 kyoki aap akeli puja krti ho or me bhi akeli puja krti hu to aap btana jrur meri marriage ko 2year ho chuke h likin mere ko aapse shikhna h aap btana meri sweet didi 🙏🙏💐 ok
करवाचौथ की हार्दिक शुभकामनाएं राधे राधे 🙏🙏
Karva chauth ki dher sari shubhkamnaen aapko bhi didi 🙏🙏🙏🙏
RADHERADHE
Jo krvachauth pr saman aata h beti ke mayke se usi ki poojamansi karke beti sas ko deti h ya fir apni taraf se or bhi deta padta h
Radhe krishna di
Radhey Radhey 😊
Aapne shagun ko sukun likha he
Thanks
Thank you didi aage ka video batao🎉❤🎉❤🎉❤🎉❤
Hamarey yaha dono jagah sey ata hai .....
Par mayeke sey jyada ata hai 😊
Aur baki ke krwachhut pe kya dena chaiye beti ko jaise 2 ya 3 krwachhut ho
Mam mayke se chalni Lai jati hai ki nhi
Jay Shri Krishna Radhe Radhe 🙏🙏🙏🙏
Mita krwa kya hota hai
Radhe Radhe
Radhe Radhe ji
1st karwa chauth par gold and silver jewellery dalna jarori hy kya
Aapne jo apni Sadi me pehna tha wahi pehan skti ho
Aapke shaadi me jo chara tha wo phn lo
Apne grey saaree ka video lagao
Up ka kya rivaaz h bataye
Poojan ke baad mitti k karwa ka kya Karen??
Aur dhatu ka karwa hai to kya use ham ghar ke kaam me use kar sakte hain ya sirf karwa chauth k poojan me hi prayog kar sakte hain??
Plz reply jaroor Karna
Dhaatu ke karbe ko aap Har Sal use kar sakte hain Karva Chauth ki Puja mein
Mai Lucknow me rehti hu muje ye janna hai ki karwa chauth ka saman kya har saal mayke se hi ana chahiye?? Aisa kaha kaha pr riwaz chlta hai?? Aur iska reason kya hai ki bhai k ghr se hi bahu ke liy saman aayega ussi se vo pooja hogi??? Plz btaye 🙏🙏🙏
जरूरी नहीं है कि हर बार मायके से सामान आए पहली बार जब हम ब्रश शुरू करते हैं उसे समय मायके से सारा सामान आता है यह परंपरा चली आई है अगर ना आ सके तो आप खुद खरीद कर भी पूजा कर सकते हैं राधे-राधे
बस पहिले बार मायके से समान आता है
Di vo sukun likha hai apne shagun ko
Thax
radhe radhe ji
Kis din ata h teej se phele na???
Diwali se phle navratri ke bad aata h karva chauth vrat
2024 me 20 October ka h
Agar sasural me hai to kon deta hai shingar ka saman sasu maa ya mummy
Aapke yahan per Kaisa riwaj Hai Is per nirbhar Karta Hai Hamare yahan se mayke se Aata Hai
Aapke yahan per Kaisa riwaj Hai Is per nirbhar Karta Hai Hamare yahan se mayke se Aata Hai
@@lifeofHimanshi humare yaha nhi hota na mayke na sasural me pr sasu maa kah Rahi ess saal krne ko
Same hmare yaha bhi yaar
Sem to sem mere tha bhi kyaa kru@@Kukumkum